Bhai fuel indicator kaa isme koi issue nahin hai, actually mein ab jo bikes aati hai usme "On/off/reserve" ka system hata diya hai, iss liye XMR ke fule tank mein jb 4L petrol rehta hai, tabhi se ye warning dena start kar deti hai.
bhai yaar mere pass bhi hai xmr 2 month hogaye jojoapne dikkat batai hai usme se ik bhi dikkat nahi aiy hai mujhe abhi tak apko defective piece milgaya hai 😅
esha mere sath Bajaj RS200 me huwa hai hitting issue n bike thodi dur chal ke kadi ho jati thi or yeh 3years chali.. fir mene sell ki but bajaj se uska koi solution nhi huwa ................last tak
or bhai wind shield jo hai wo isliye hil rahi hai kyukki agar full tight kardete to vivrete hone ke chance zada hote hai fir vibretion ki awaz ane lagti hai isliye company ne usko loose hi rakha hai taaki usme vibration nahi aye or i feel sorry for u brother apki bike defective nikli baaki bike bht bhadiya hai 2 months se use karraha hu ik bhi dikkat nahi hai mujhe me sabko refer karunga ki xmr le or apni rides ko enjoy kare
R15 is made exactly like a superbike with same sitting position as a real superbike. But karizma has a upright sitting position 😂😂😂😂😂. Iknow r15 has less comfort but its a best entry segment racing track bike. And most important point whisch is in favour of middle class family which is milage. R15 has milage of 50+ and karizma has 35+
To bhai sahab isme manufacturing fault tha apke liye par aap iske liye clear bol hi nahi paye ... Rahi bat problam ki to apka kismat hi kharab tha aap hero ke liye nahi bane ho 😂
yamaha ki service karwate nahi log baad me rote hain chalte nahi hain. Maine aise aise jhaatu dekha hai jo r15 lete to hain par jo parts jitne km pe change hona hai wo karwate nahi paise bachane ke liye. 2 saal ke baad problem aayi na, hero ka to pata hi hai😂
Bhai apke ek defective piece se sabko jaj mat karo mene bhi le hai xmr koi dikkat nahi usme
Right
or bhai bike ka sound sunke to pakka hogaya ki apko defective unit hi mila hai meri xmr me ik bhi dikkat nahi hai
Gadiyon ke sath ek worker bhi lounch karna chahiye, har showroom main.😅
Bhai fuel indicator kaa isme koi issue nahin hai, actually mein ab jo bikes aati hai usme "On/off/reserve" ka system hata diya hai, iss liye XMR ke fule tank mein jb 4L petrol rehta hai, tabhi se ye warning dena start kar deti hai.
30 rupey par gadi chalane Wale BS6-BS7 ko samajh nahi pa rahe jaldi. In gadiyon me kam petrol rakh hi nahi sakte, system bekar hai gadi nahi 🙂
11 leter k tank hai aur 4 litre petrol skam nhi jona chahiye kya bakwas s Bakir hai
Sabhi ka ye haal nahi hai aapko defective unit mila hai. meri bhi aa rahi hai next week update karunga kaisi hai
Same bro meri bhi ane wali hai next week
view ka chakkar babu bhaiya 😂😂😂
Kaisi hai bhai?
@@ther0y871 sab kuch thik hai bhai koi problem nahi hai
@@ther0y871 meri bike to acchi he abhi tak koi issue esa nhi aya
bhai yaar mere pass bhi hai xmr 2 month hogaye jojoapne dikkat batai hai usme se ik bhi dikkat nahi aiy hai mujhe abhi tak apko defective piece milgaya hai 😅
Bhaiya hero ke ek bhi sports bike Market me jagah nahi banai hai wo ye first bike hai jo liquid cooled injen hai
esha mere sath Bajaj RS200 me huwa hai hitting issue n bike thodi dur chal ke kadi ho jati thi or yeh 3years chali.. fir mene sell ki but bajaj se uska koi solution nhi huwa ................last tak
18 mins long ownership review but not a single word on Mileage 😂
Udar leke Controversy karke view lerhe h
Hero ne china parts laga ke dia hai kya.itne problem 😂😅
or bhai wind shield jo hai wo isliye hil rahi hai kyukki agar full tight kardete to vivrete hone ke chance zada hote hai fir vibretion ki awaz ane lagti hai isliye company ne usko loose hi rakha hai taaki usme vibration nahi aye or i feel sorry for u brother apki bike defective nikli baaki bike bht bhadiya hai 2 months se use karraha hu ik bhi dikkat nahi hai mujhe me sabko refer karunga ki xmr le or apni rides ko enjoy kare
Samne Vala banda sidha sidha juth bol raha ki r15 Chala ke maja Nahi aa raha or bahut problem hoti hai usme 😂😂😂😂
Haan bhai..itna maja..r road presence haina kya hi bataye..power initial bhi chahiye ..sports bike = looks..
😂😂aur dusre din hi 400 - 500 km chala Diya dost ne😂😂😂
Bhai leen to maine splendor me bhi kiya hai lekin skit problem to nahi aayi ❤
Bhai tast raid bali bike dadiaa😮😮😅😅😂😂
the only con i found is the usd forks i mean xtream 160 has it😢.........
ITS NOT A BIG CON FOR THESE TYPE OF BIKES BECAUSE XMR IS VERY VALUE FOR MONEY
IN 1.7 LAKH IT IS FASTER THAN R15,RS200 ETC IN DRAG RACE
Hame bhi delivered ho gayi hain abhi tak to koi dikkat nahi aayi
Bhai kitne din hoo geye tumhe bike liye huye plz batao aur abb tak bike mai kya kya problem dekhne koo Mila tumhe?
Even ,cbz xtreme 200 4v is a good option.. recently buyed , decent power , near pulsar 220. Full fairing and in highway.giving mileage of 50kmp.
It doesn't even come close to pulsar 220 in term of performance.
Bhai after 1st service, 2nd service+oil change hone ka time hai minimum 6month yaa phir 6000km ke baad.
Xmr❤🎉😢😮😊210
R15 ka handle bar thoda upar kar de company aur pichhe ka sheet thoda niche kar de company to koi mukabla nahi karega R15ka company
Bat to sahi h Bhai but uska handle kafi niche h
Bhai iska tuning high kyun hai 1st 2nd gear mein auto matic chal padta hai reason pata nahin chal raha.
Same
Bhai Zmr chalta tha vaise toh similar he rakha hai
Baki sab jhel v loge ban buna jayega...lekin engine se awaj 😢
❤Legend is Back❤❤KARIZMA❤❤
Proud owner of Suzuki Gixxer sf 250 🏍️🥳
gold bike for sure 👌
My friend gixxer sf 150
R15 is made exactly like a superbike with same sitting position as a real superbike. But karizma has a upright sitting position 😂😂😂😂😂. Iknow r15 has less comfort but its a best entry segment racing track bike. And most important point whisch is in favour of middle class family which is milage. R15 has milage of 50+ and karizma has 35+
i dont know bro how many r15 has seen tracks.
To bhai sahab isme manufacturing fault tha apke liye par aap iske liye clear bol hi nahi paye ...
Rahi bat problam ki to apka kismat hi kharab tha aap hero ke liye nahi bane ho 😂
Bai engine ke Nut bolt sabi na khul gye ho . Engine to thik nahi hai fir
Mera maharajganj up ka first hai ek number bike hai
I suppose to buy this bike coming months..but i change my mind ..i never want going service centre for every weeks...
BRO FAULTY PIECE BHI HO SAKTA HAI
Baii apko ve pata chal gia hoga bande 2 lakh lake r15 kyu lake ate he 😂😂😂😂😂😂😂😂
Reason?
Mene to cancil कर दी
Tum rs ya ns lelo😂
.....bach gaya !!😂😂
Hero ne cheap wala china metre daal dia hain..
Isliye khte h jb new bike aye to kuch time rukne k bad lena chahiye
Tbtk dusri new bike aa jati fir usko lene ke liye ruko fir new fir ruko 😂😂😂
Pehla piece leneka shokh😂
Gurgaon walo ko gadi service krna hi nhi ata mai khud pareshan hn
Aao Allahabad 😂
Mere pass extreme 200 Hai usmein bhi sem problem yahi hai
R15 ke aage koi bol sakta hai kya❤❤
Bhai r15 155cc hai to kya hua. usko tekka dene ka hero honda ka bas ki bat nhi hai😂😂😂
Puri bike me hi dikkt h 😅
Hero hero h bhai xmr ❤❤❤
RS se toh bohot acchi h ye
Agree
😂😂😂RS is RS no one can't beat it ❤❤❤
@@swarupchoudhury2694 rc and Karizma dono hi haradeti h bechari ko
O khali you tube me hara sakti he haki kat nahi @@royalrider6011
@@rs200__ beta jaag ja thoda reality me aa RS sabse bekaar 200cc ki bike h Aaj k time p
Looks very nice
Bhai....kyu kharida..
Acha khasa R15 le lete..
Esme to sab kharab he bhai....
Fir v bhai tum khus ho....😂
First vew 🎉
Aite sare Dak kat 😂 farve kycnihe
Good information.
Technical issue shop hero 😂😂😂😂
Video 17 min or 22 October 💯 bar 🤣🤣🤣🤣
Consumer court lejaoo dealer ko
Hero costumer please tola he Sab dyan do..Or rediel tyre to dena hi chaiye😢
Sala mai soch rha tha lne ka isme to complaint hi bhot hai 😐
Milage kya h
RS 200 BEST
Tu vespa scooter le le bhai tere BSS ki baat ni hai...
Bakbash videos mai Kiya kro aap log best bike hai xmr 210
Hero company khaas nahi hai
Bhaiya ji typid ki sound h
Best bike
Such me hero ki service bhut khrab dene lge h worker tehlate bhut h kam nhi krte h
Bakwas bike Hai XMR 😂😅
Dead company hero 🤦♂️
Chudirbhai😂
R15 bekar ki bike hai
Rs tho kabad bike hai😂😂😂
yamaha ki service karwate nahi log baad me rote hain chalte nahi hain.
Maine aise aise jhaatu dekha hai jo r15 lete to hain par jo parts jitne km pe change hona hai wo karwate nahi paise bachane ke liye.
2 saal ke baad problem aayi na, hero ka to pata hi hai😂