Wah sahi me aapane pure bhimashankar ke darshan karva diye Itna acche se details Diya hai Aap ke video ke dekhne ke baad koi bhi pahli baar asani se bhimashankar ja sakte hai
Har har mahadev...🙏 Bhimashankar se trimbakeshwar ke liye aapko direct bus nahi milegi...aapko Pune se nashik ke liye bus mil jaayegi...nashik bus stand se trimbakeshwar ke liye sharing taxi aur bus chalti hai....koi aur bhi Question ho aap puchh sakte hai...main jaldi reply karungi....🙏
Haan ji ...sr citizen ke liye palki mil jayegi aapko.....aur Pune se bhimashankar tak ki bus ki booking online kar le jisse sr citizen ko confirm seat mil jaaye bus me....to wo araam se travel bhi kar paayenge.....har har mahadev..🙏
Bhimashankar se direct nashik ke liye koi bus nahi hai, lekin private taxi aapko mil jaayegi.... Agr aap bus se hi nashik jana chahte hai to aapko Bhimashankar se Pune Jane vali bus me baithna hai.. kyunki bhimashankar se Pune ke liye bus easily mil jaati hai ..aur aap MANCHAR bus stand par utar jaaye...MANCHAR se aapko nashik ki bus mil jayegi.....main aapko suggest karungi ki aap 11 - 12 baje tak bhimashankar se nikal jaaye kyunki bus se nashik pahuchne me aapko 7-8 ghante lag jayenge......
Bhimashankar me rukhne ke liye aapko home stay jo ki bus stand ke pass hai vo 1500 se 3000 tak me mil jaynge and 1 bhakti nivas mandir ke pass hai aap vaha try kar sakte ho vaha 1000 se 1500 rup me aapko room mil jayga
हर हर महादेव ❤
हर हर महादेव🙏
Har har Mahadev
Har har mahadev 🙏
Wah sahi me aapane pure bhimashankar ke darshan karva diye
Itna acche se details Diya hai
Aap ke video ke dekhne ke baad koi bhi pahli baar asani se bhimashankar ja sakte hai
Thank you so much...🙏 Sach me aise comments bahut motivate karte...once again thank you so much....🙏
आपने बहुत अच्छा बताया है । हर हर महादेव
Thank you so much....har har mahadev🙏
Om namah shivaya 🙏
Kya Aap bata sakte h Bhimasankar se pune return morning me1st bus kab h ?
Om namah shivaya 🙏
Bhimashankar se Pune ki 1st bus subha 6 baje hai...
Har Har Mahadev🙏🙏🙏
Har har Mahadev 🙏
Har har mahadev 🙏🏻🙏🏻🚩
Om namah shivay 🙏
Jay bheem shankar
Jai bheemashankar 🙏
Har har mahadev. Kya hume bhimashankar se trimbakeshwar ke liye direct bus mil jygi?
Har har mahadev...🙏 Bhimashankar se trimbakeshwar ke liye aapko direct bus nahi milegi...aapko Pune se nashik ke liye bus mil jaayegi...nashik bus stand se trimbakeshwar ke liye sharing taxi aur bus chalti hai....koi aur bhi Question ho aap puchh sakte hai...main jaldi reply karungi....🙏
Jay Shree Mahakal 🔱🙏🏻 Aap ne Bahot Achhe Se Jankari Di🙏🏻
Thank you so much....aap sabke comments bahut motivate karte hai.....om namah shivay 🙏
Her her mahadev 🎉
Har har Mahadev 🙏
Har har mahadev. Bhimashaankar me sr citizen ke liye koi palki ka upalabdhi hai? Please reply
Ha Bhai available hai
Haan ji ...sr citizen ke liye palki mil jayegi aapko.....aur Pune se bhimashankar tak ki bus ki booking online kar le jisse sr citizen ko confirm seat mil jaaye bus me....to wo araam se travel bhi kar paayenge.....har har mahadev..🙏
हर हर महादेव
Har har Mahadev 🙏
Om namah shivay 🙏
Om namah shivay 🙏
Very helpful! Thankyou:)
Thank you 🙏
Mam apne darshan konse din kia tha.....Saturday ya sunday tha mam..@@IndiaTravelTribe
Wednesday
Shree shivynamastubyam jai shree mahakal baba
Om namah shivay 🙏
Har har Mahadev
Har har Mahadev..🙏
क्या यहां से नाशिक के लिए भी ट्रांसपोर्ट है। भीमा शंकर से पुणे तक बस आसानी से मिल जाएगी क्या
Bhimashankar se direct nashik ke liye koi bus nahi hai, lekin private taxi aapko mil jaayegi....
Agr aap bus se hi nashik jana chahte hai to aapko Bhimashankar se Pune Jane vali bus me baithna hai.. kyunki bhimashankar se Pune ke liye bus easily mil jaati hai ..aur aap MANCHAR bus stand par utar jaaye...MANCHAR se aapko nashik ki bus mil jayegi.....main aapko suggest karungi ki aap 11 - 12 baje tak bhimashankar se nikal jaaye kyunki bus se nashik pahuchne me aapko 7-8 ghante lag jayenge......
@@IndiaTravelTribe धन्यवाद आपका।
Most welcome 🤗....aapko koi aur jankari chahiye to aap comment me puchh sakte hai, main jaldi se jaldi reply karne ki kosis karungi....🙏
Bus stand jaha aap ruke the vahase temple kitna distance kitna hai?? Kaise ja sakte hai??
Bus stand se mandir ka distance 500m hai...aap easily chalkar ja sakte hai....🙏
aap jaha rahe the wo hotel ka numb mil sakta hai kya ?
Hotel Kshitij
09421851208
Man taxi ek trf ka price nhi leti hai kya pls reply 🎉
Haan aap CABBAZAR se try karo aapko 3000 tak me cab mil jaygi or aap baha ke taxi valo se baat karke dekho aapko sayed usse Kam me mil jaye to
Mam rukne ka koi sasta h kya
Bhimashankar me rukhne ke liye aapko home stay jo ki bus stand ke pass hai vo 1500 se 3000 tak me mil jaynge and 1 bhakti nivas mandir ke pass hai aap vaha try kar sakte ho vaha 1000 se 1500 rup me aapko room mil jayga
Mam bhimashankar se direct shirdi k liye cab book kr skte h kya pls reply
Yes aap kar sakte hai but vaha par option kam hai aap Pune se bhi book kar sakte hai vaha se kafi option mil jaynge aapko pune se ac bus bhi mil jaygi
@@IndiaTravelTribe accha
@@IndiaTravelTribe bhimashankar se shirdi se k liye cab vhi se mil jyegi ya book Krna pdega
@@IndiaTravelTribe pune aane me time lgega agr direct cab shirdi tk mil jye to bdiya
Aapko vaha se bhi mil jaygi or aap online bhi book kar sakte ho CABBAZAR se
Har HAR Mahadev
Har har mahadev 🙏
Har har Mahadev 🙏🙏🙏
Har har mahadev 🙏