Majrooh sahab ek legend they, kamaal ke shayar aur utne hi kamaal ke insaan. Itne badhiya interview ke liye Ahamd Wasi sahab ka shukriya. Ye interview tehzeeb aur tameez ki bhi misaal hai.
1982 me Bombay Youth Council ne Tejpal Auditorium Mumbai me Ustad Aslam Khansahab ke aizaz me ek Shaandar felicitation program organise kiya tha. Is me Khaas Mehmaan ki haisiyat se Janab Majrooh Sultanpuri sahab aur Jabab Naushad Ali Saheb invited rahe. Us program me Ustad Aslam Khansahab ne dono hi se apne fan o ustadi ka loha manwaya. Mashhoor MAAHIR E taalim Prof. A.A.Syed Ustad Aslam Khansahab ke shaagird the aur Majrooh Sultanpuri ji ke hum zulf bhi. Yeh bada tareekhi program raha tha.
Majrooh Sultanpuri sahab mere Waalid Ustad Azmat Hussain Khansahab Dilrang Maikash Atraulvi, ke bhot khaas doston me se the. Film lyrics likhne keliye aamaada karte rahe. Bohot pasand karte the Abbaji ki Gayaki bhi Shayari bhi. Lekin Waalid sahab ne hamesha inkaar kiya.. Kyunki woh quid o bande ahad ka shikari rahe.
Hugely indebted to you for uploading this! This was being broadcast today on Vividha program of Vividh Bharati 🙂 Sirf ek iltija hai.. The name is MAJROOH not MaZrooh. Could you please rectify if possible? शायर की आत्मा को शांति मिलेगी।
Majrooh sahab ek legend they, kamaal ke shayar aur utne hi kamaal ke insaan. Itne badhiya interview ke liye Ahamd Wasi sahab ka shukriya. Ye interview tehzeeb aur tameez ki bhi misaal hai.
majrooh sahab a legend of the golden era
every era rather
Undoubtedly Majrooh Sultanpuri was the most versatile lyricist of Indian cinema.
..and the most adaptive too.
Great Lyricist Majrooh Sahab ko Naman 🙏
Majrooh Sultanpuri and Ahmad Wasi arr from Uttar Pardesh.
1982 me Bombay Youth Council ne Tejpal Auditorium Mumbai me Ustad Aslam Khansahab ke aizaz me ek Shaandar felicitation program organise kiya tha.
Is me Khaas Mehmaan ki haisiyat se Janab Majrooh Sultanpuri sahab aur Jabab Naushad Ali Saheb invited rahe.
Us program me Ustad Aslam Khansahab
ne dono hi se apne fan o ustadi ka loha manwaya.
Mashhoor MAAHIR E taalim Prof. A.A.Syed Ustad Aslam Khansahab ke shaagird the aur Majrooh Sultanpuri ji ke hum zulf bhi.
Yeh bada tareekhi program raha tha.
Interview of a great poet and litterateur by another poet and litterateur!
Very talented poet - lyricist who ruled Hindi film industry for a long time.
Nice
Great Great Majruh Sultanpuri.
Majrooh Sultanpuri sahab mere Waalid Ustad Azmat Hussain Khansahab Dilrang Maikash Atraulvi, ke bhot khaas doston me se the. Film lyrics likhne keliye aamaada karte rahe.
Bohot pasand karte the Abbaji ki Gayaki bhi Shayari bhi. Lekin Waalid sahab ne hamesha inkaar kiya.. Kyunki woh quid o bande ahad ka shikari rahe.
Waah Ashish ji waah
मजरूह साहब एक अमर उर्दू क़े अजब शायएर थे 🙏❤️
Hugely indebted to you for uploading this! This was being broadcast today on Vividha program of Vividh Bharati 🙂
Sirf ek iltija hai.. The name is MAJROOH not MaZrooh. Could you please rectify if possible? शायर की आत्मा को शांति मिलेगी।
Get his name right in the video title, for God's sake.
Majrooh sahab par meri ek choti si koshish th-cam.com/video/bs4GnuvoChQ/w-d-xo.html #Ashqjagdalpuri
Manoj narang sahir
Kya Urdu h
Om gift house ogh hindia lodi school
Uff touba.that name is majrooh(wounded ) it is not mazrooh.for God sake be bit careful