Thanks for video mera question tha mujhe Family ko le jana padta hai mummy ka weight zada hai aur mujhe roz 40 km ka run rahta hai aur highway aur city dono me chalata hoon. Mujhe mazboot bike ke sath comfortable ride chahiye chahe me 2 ghanta bhi bike chalau to tired feel na ho to mujhe kaunsa bike lena chahiye
Sir apne hero splendor xtec 2.0 kaa led light night pe test krke video dal dijye plz sir mujhe lene jana he lekin light kaisi hee wo ek hi chiz dekhni rh gyy he sir plz .
Bhai me GUJARAT POLICE me SI ki job karata hu iasme gear ki dandi singal hone ki vaje se mere uniform ke jo red shoes he vo kharab ho jate he kya is problem ka koi solution hai agr hai to bataiyega jarur muje SP 160 Bahot pasand hai isliye
Light bhi karta hun aur subscriber bhi karta hun Mera hide hai 5 foot 4 inch yah donon bike mein se kaun sa achcha hai aur kaun sa Mera family ke liye Sahi rahega please batao bhaiya
Honda Unicorn 160 sahi rahega aapke aur aapke Family ke liye 👍 Height ke hisab se ride karne me aapko thoda Problem aayega 🙏 Aap ek baar test ride karle 🙏
Hello sir. Aap ka bike review bahut badiya he. Kya aap mujhe bike recommend kar sakte he ? Me 6 feet tall hu. 80+ kg weight he. Mujhe 6 gear and good fuel milage chahiye 50-60 kmpl for city and highway riding. Met budget 2.5 lacks tak he. Please mujhe bike ki recommendation dijiye. Dhanyawad.
Both engines are same . There won't be much difference in mileage. Engine is smooth and reliable 👌
SP 160 has thick rear tyre which will make it have less mileage
Metal and fiber
Bhai long ride ke liye konsi best h
Unicorn 160
Thanks for video mera question tha mujhe Family ko le jana padta hai mummy ka weight zada hai aur mujhe roz 40 km ka run rahta hai aur highway aur city dono me chalata hoon. Mujhe mazboot bike ke sath comfortable ride chahiye chahe me 2 ghanta bhi bike chalau to tired feel na ho to mujhe kaunsa bike lena chahiye
Unicorn 160 👍
Unicorn
Hi sir ji mai aapki sari video dekhta hu sir fzs 25 ki 2024 model ki review banao na kya wo bike acchi hai ya nahi please sir
Why head ligth on off switch missing in both models?? 😮
Bhot badhiya video tha sir
Thank You 🙏
Brother how is the Rear suspension set up in SP 160 ? Softer side or Harder..? iam looking for a softer suspension 150 cc bike..pls advise
unicorn 150 best
Better purchase used bs4 unicorn 150
Unicorn 160 aur aap Yamaha FZ-S bike bhi le sakte hai 🙏
Agar aap Rear Suspension ke setting ko lo kar dene se suspension soft ho jata hai 🙏
Sir apne hero splendor xtec 2.0 kaa led light night pe test krke video dal dijye plz sir mujhe lene jana he lekin light kaisi hee wo ek hi chiz dekhni rh gyy he sir plz .
Ok Koshish karunga bhai 🙏
Bahot acha laga apka video
Thank You 😊
Kya ismai sp 160 ka engine cowl laga sakte unicorn mai aur kya ismai heal and toe shifter laga sakte
Nahi lagega 🙏
First view and first comment ❤
Thank You Bhai 🙏
Sir sp me after market chain cover laga sakte hai kya
Nahi lagega 🙏
Hi brother, very good comparison. Between pulsar TD vs Sp 160 Single disk which will good for long ride. Low maintenance.
Honda SP 160
Thanks for the vedio bro.
Bhai mujhe plz aap itna bata dijiye ki sp aur unicorn dono ke milege me fark hai ya sem
Honda SP 160
Mera pillon bhari hai, mono suspension thick rahega ya durl suspension?🎉❤
Bhai me GUJARAT POLICE me SI ki job karata hu iasme gear ki dandi singal hone ki vaje se mere uniform ke jo red shoes he vo kharab ho jate he kya is problem ka koi solution hai agr hai to bataiyega jarur muje SP 160 Bahot pasand hai isliye
Amazon me gear liver ke liye ek rubber material ka cover milta Hai
Wo aap use kar sakte hai 🙏
Amazon me check kar lijiye 🙏
@@GEARUPDATE Thanks 🙏🏻
Aap Honda Unicorn lijiye usme gear lever change karke BS4 bala lags dijiye
Bhaiya main aapka har video dekhta hun yah donon bike mein se kaun sa Sahi rahega mere liye please batao
Light bhi karta hun aur subscriber bhi karta hun Mera hide hai 5 foot 4 inch yah donon bike mein se kaun sa achcha hai aur kaun sa Mera family ke liye Sahi rahega please batao bhaiya
Long time ke liye donon mein se kaun sa bike achcha hai bhaiya
Honda Unicorn 160 sahi rahega aapke aur aapke Family ke liye 👍
Height ke hisab se ride karne me aapko thoda Problem aayega 🙏
Aap ek baar test ride karle 🙏
Bhaiya aapka personal number mil sakta hai kya aapse baat karna chahta hun please
@@kanhunahak8580 kya Baat hai bhai 🙏
Aap yaha bhi puch sakte hai 🙏
Bike Insurance claim karne k bad service wale engine or koi ko cher char karte h kya ?
Bahut problem me hu
Please reply bhaiya
Nahi
Problem kya hai
@@GEARUPDATE bike insurance claim kiya hu
Bike Service center chala gya h
Kuch log bol rhe h
Ki service centre wale engine k sath cher char karta hai
Return kitna day me hota hai
Hello sir. Aap ka bike review bahut badiya he. Kya aap mujhe bike recommend kar sakte he ? Me 6 feet tall hu. 80+ kg weight he. Mujhe 6 gear and good fuel milage chahiye 50-60 kmpl for city and highway riding. Met budget 2.5 lacks tak he. Please mujhe bike ki recommendation dijiye. Dhanyawad.
Bhaiji konsa bike acha hai bolo
Family ke sath use karna hai tub aap unicorn 160 bike le
Nahi to SP160 👍
Bhai mere hight 5,3 hai mahi unicorn 160 ride karpauga?
Thoda mushkil hoga aapko ride karne me magar aap ride kar sakte hai 👍
Aap ek baar test ride karle 🙏
Bhai royal Enfield bike ka bare me video karu....
Ok
Sp160 vs N150..... comparison vdo chaiye
Koshish karunga bhai 🙏
Donome which is best bro
From Karnataka
Honda SP 160 👍
@@GEARUPDATEno chain case cover. Maintainance is high.
Fibre material coated tank.
Mileage is less than unicorn 160.
Konsi Best hay?
Unicorn 160 best hai koi jada maintenance nahi leti Hai 🙏
I m happy my pulsar 150 2011 model with 50km /ltr milage
Kuch bhi😂😂😂😂😂😂
@@9xn5501 kya kuch bhi real hai 50 to 60 kmh ki speed me निकाल देती है
Great 👍
Height kom kar sakte hai sir 5.3 ke liye
Nahi 😔
Seat ko modification karke hight kum kar sakte hai 🙏
Sir sushpantion adjustment kar sakte hain
Aaj itna bada video bana diye
Comparison Video thoda bada ban hi jata hai 🙏
Bhai mujhe lena hai aur mai confuse hu pasand sp hai aur milege unicorn ka sab juada bata rhe
Pure family purpose hai matlab thoda healthy log toh unicorn, thoda sporty toh sp 160 or fz v3 v dekh sakte
Pure family purpose hai matlab thoda healthy log toh unicorn, thoda sporty toh sp 160 or fz v3 v dekh sakte
Milelage kafi same rahega per unicorn thoda matlab 5 kmpl jyada dega q ki uska tyre patla hai sp ka 130 ka hai
Bhai ronnin ka video please
Keval 1 last reply kr dijiye 🙏
Honda SP 160 sahi rahega 🙏
Sorry comments maine abhi dekha
@@GEARUPDATE thanks Bhai jee, aapka ye swabhav mujhe pasand h ki aap reply jarur dete hai , 🙏
Gixxer sf 155 mileage 2024 piz😢😢😢
Mat le