2-3 nawab kya rule kiye inhe sab nabbao ka lagne laga , it is belong to Shee Ram brother Laxman (or Lakhan) . Lahore, known in ancient times as Nokhar (City of Lava in Sanskrit), was founded by Prince Lava, the son of the goddess Sita and Rama and Kasur was founded by his twin brother Prince Kusha.
*_LULU Mall tha, jo bohot lambi building thi, aur dusra Plassio Mall tha_* *_Atal bihari Vajpayee international cricket Stadium tha_* *_Wo nawab ka Fort nahi, Ambedkar park tha_* 😅😂 _Nawab ka koi Fort nahi hai, 2 imambara hai, 1 chota, 1 bada_ *_Ye ex Pm Atal bihari Vajpayee ji k dwara banwaye gaye "Shahee-path" naam ki 6 six lane road k kinnare developed new Hitech Lucknow hai_*
INDIA ME 4000 CITIES AUR 6 LAKH+ VILLAGES HAI AUR SABHI CITIES MOST NEAT AND CLEANED SMART WELL DEVELOPED AND ADVANCED HAIN...7580 RAILWAY STATIONS HAIN SABHI NEAT AND CLEANED SMART WELL DEVELOPED AND ADVANCED HAIN, 14000 PASSENGER TRAINS AUR ABOUT 100000 GOODS TRAINS HAIN......
वो बड़ी सी बिल्डिंग को lulu मॉल कहा जाता है उसके बाद फिनिक्स प्लासियो मॉल इसके बगल में इकाना स्टेडियम और वो बड़ी सी बिल्डिंग जो महल जैसा दिख रहा है वो अंबेडकर मैदान है।
Ap nice video upload karte ho me dekhta hu ....or ap india ki bat bhi ashi karte ho ....all the best 24 December ki din dwarka me bhagvan shree krishna dham me Ahir maharas huva tha ak sathe 45000 Ahir cast ki ak dress me maharas huva ap .....Ahir Maharas in dwarka kariye video mil jayega .....world record huva
Lucknow india ka bahut hi khoobsoorat aur bada shahar hai. Bahut sundar aur bada shahar hai. 50 lakh plus population hai. Wo ek lulu maal tha aur doosra Phoenx pallassio mall aur ekana cricket stadium bahut sundar hai
Mai LUCKNOW se hi hoon...jo mall aapne dekha wo dubai ke maalik ka LULU MALL tha , jo stadium tha uska naam Atal bihari bajpai international stadium EKANA hai, aajkal yahaan IPL ke match bhi ho rahe hain aur ye outer ring road hai jo KANPUR TO AYODHYA road ko 24 km. Connect karta hai, jiske poore raste par dono side khoobsurat street light lagi hui hain...aur jab aap isko raat me dekhenge to aap yahi kahenge ki ye INDIA nahi hai, ye koi foreign ka shahar hai.... I PROUD OF MY LUCKNOW...
2:52 Lulu Mall, Lucknow. 5:47 Phoenix Palassio Mall, Lucknow. 6:07 Atal Bihariy Vajpayee Ekana Stadium, Lucknow. 7:20 Ye emblem nahi hai bhai, Dr. Bhimrao Ambedkar Park hai. Ye to abhi kuchh portion hai lucknow ka, Poora Lucknow dekho, maja aa jaega.
Bhai Uttar Pradesh Lucknow ke Ansal area mein Lulu mall ke one side ka video dikh raha hai Abhi Abhi to 10% bhi nahin dikha Lucknow bahut bahut saaf suthra hai
@@abuz76600 nawab se phle jiske name se jana jata tha uske name se jana jayega...bahri lootero ke name se nhi...ruke kch din sb planning chal rhi hai yogi ji ki vidhan sabha me😂
Old Lucknow is the different Outlook with place. It's the New devloped Lucknow. Old Lucknow has with the short roads and the Most populated areas. New development done by the BJP Govt the CM Mr YOGIJI Govt of the UP State. Every older cities devloped by the BJP, Modiji Govt after the 2014 election won.
That is LULU MALL. Yogiji made LUCKNOW very beautiful.
R u comedy me mai bhi Lucknow se hu jo bana hai jo development hua hai Akhilesh Yadav k samay pr hua hai samjhe
@@mdsaif3311bas kar sp ke chamche 😂😂😂
Akhilesh toti chor se ye umeede kya kewal vote ki vajah se h ya iman ki vajah se
Bahan ji ne Lucknow ka development Kiya h ,baki kisi kuch nahi kiya ,ek river font bana Dene ko development nahi bolte
@@mdsaif3311 😂😂😂 Andhnamazi beta ,, sudhar jaa
Yousaf Ali made Lulu mall 👍🏻
300 साल पहिले लखनपुर के नाम से जाना जाता था उसके बाद लखनऊ बोला जाने लगा ❤
😂😂😂
Kis pagal ne 300 pehle lakhan pur name bataya 😂
2-3 nawab kya rule kiye inhe sab nabbao ka lagne laga , it is belong to Shee Ram brother Laxman (or Lakhan) . Lahore, known in ancient times as Nokhar (City of Lava in Sanskrit), was founded by Prince Lava, the son of the goddess Sita and Rama and Kasur was founded by his twin brother Prince Kusha.
@@user-ur3pe7us2h jis pagal ko apana histry nahi malum hai khis se has diya
Unko hindi nhi aati h...english me type kro
*_LULU Mall tha, jo bohot lambi building thi, aur dusra Plassio Mall tha_*
*_Atal bihari Vajpayee international cricket Stadium tha_*
*_Wo nawab ka Fort nahi, Ambedkar park tha_* 😅😂
_Nawab ka koi Fort nahi hai, 2 imambara hai, 1 chota, 1 bada_
*_Ye ex Pm Atal bihari Vajpayee ji k dwara banwaye gaye "Shahee-path" naam ki 6 six lane road k kinnare developed new Hitech Lucknow hai_*
Every state same like one country
India is a diverse country ❤
INDIA ME 4000 CITIES AUR 6 LAKH+ VILLAGES HAI AUR SABHI CITIES MOST NEAT AND CLEANED SMART WELL DEVELOPED AND ADVANCED HAIN...7580 RAILWAY STATIONS HAIN SABHI NEAT AND CLEANED SMART WELL DEVELOPED AND ADVANCED HAIN, 14000 PASSENGER TRAINS AUR ABOUT 100000 GOODS TRAINS HAIN......
swach bharat abhiyan😅
Muskuraiye aap hmara Lucknow dekh rhe h ❤
Nawabo ka Sahar nhi shree Laxman ji ka saher ok
Ha , lucknow royal family k descendant n y accept kiya Lallontop show m
Aye hinduisiam jaag bhai gya..😂😂😂😂
Lucknow hum nawabo ka hai or rahega
😂😂😂😂😂 @@Ahlesunnatnetwork-313
Sirf dimag me soch k kush ho jao 😂😅asliyat me to jo hai wahi rahe ga
Tree par colour ka matalab flag nahi hai it means every Tree were counted under Department of IFS
( Indian Forest Servises)
Lucknow bhut sundar
Meri nanihaal...without watching the old city, there's little fun in watching the new one.
1,,Lulu mall
2,, Palacio mall
3,, ekana stadium
4... Ambedkar park
Bahut kuch tha our bhe dikhane ke liye. ❤❤❤
Love from Lucknow ( Nawabon ka shahar)❤
Lulu mall. Nawabo ne ayyasi ke alava kuch nhi kiya 😂
I love you Lucknow ❤❤
Laxman ka sehar lucknow❤
Proud lucknowite here!
वो बड़ी सी बिल्डिंग को lulu मॉल कहा जाता है उसके बाद फिनिक्स प्लासियो मॉल इसके बगल में इकाना स्टेडियम और वो बड़ी सी बिल्डिंग जो महल जैसा दिख रहा है वो अंबेडकर मैदान है।
Me-From Lucknow 🤣
Lulu mol international in Lucknow - #india
My 🌇city
Lucknow meri jaan. ❤❤❤❤
Ye nawab hamare tyres ke puncture banate hain ab
Yah New Lucknow❤❤
Isme lucknow ka bss ek side dikhaya gya h
Lucknow city of nawabs ❤️🔥❤️🔥💪🏻✅
Sabhi Nawabo ka BAAAP YOGI jii 🚩 ki Jai Ho
I am from Lucknow ❤
Muskurae aap Lucknow mein ho❤❤❤😂😂
Pahla comment mera iss videos pe 😮😮😮😮😮
Beautiful city lucknow ❤
लखनऊ एक दलित लड़की ने मॉडल किया है उसका नाम है मायावती उनकी में भूमिका है अंबेडकर पार्क भी अच्छा है लखनऊ में
Dalit kise kahte h
Apna Lucknow ❤
Love up❤from Maharashtra ❤Love Bharat 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🙏🙏
lucknow se hun😊😊😊
Hum hain luxmanpuri means lucknow ke...muskuraiye ap lucknow main hain
Ap nice video upload karte ho me dekhta hu ....or ap india ki bat bhi ashi karte ho ....all the best
24 December ki din dwarka me bhagvan shree krishna dham me Ahir maharas huva tha ak sathe 45000 Ahir cast ki ak dress me maharas huva ap .....Ahir Maharas in dwarka kariye video mil jayega .....world record huva
Lulu mall h... aap uspe v video reaction kijiye... bohat shandaar h...❤❤❤
Love from Lucknow ❤ ...wo fort ni Ambedkar Park h very beautiful
लखनऊ बनाने में मुख्यमंत्री मायावती की देन है लखनऊ लखनऊ दिखता है मायावती की वजह से
Hello sir I'm Indian gujrati mene aapke sare video dekhe hei 🥰🥰🥰
लखन पुर से लखनऊ बना है
1st Lulu mall tha mai Lucknow se hoon...woh gorment building nhi hai 2nd finix plasio...mall hai Lucknow me bahot mall hai...
Bhai isme laucknow kaha hai 🤣🤣 2 3 building dikhai bas kyaa yaar
🎉🎉ye yogi ji uttarpradesh ki capital lucknow hai 🎉🎉🎉🎉🎉lulu mall hai ye
अभी lucknow new लखन पुर तैयार हो रहा
Lucknow ki sham ur banaras ki subha oye hoye
Lucknow me jo aap ne akhir me dekha ambetikar par tha
भाई शेर का ही है पार्क ,अंबेडकर साहब जी की father of india 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
जो किला सा दिख रहा है वो डॉक्टर भीम राव अम्बेडकर स्मार्क है। जो 2007 में मुख्यमंत्री मायावती नही बनवाया था
Nawabo ka sahar❤
Kon se nwab hai bhai lacknow me... Jo the wo bhi England ke kutte ban gaye the... Ab sirf yogi ji hai..
लखनऊ को चमकाने में सबसे बड़ा योगदान मायावती का है
Asia ka sabse badi park hai ji ye
Nawaab 😂😂 mere ❤day Ka
Lucknow india ka bahut hi khoobsoorat aur bada shahar hai. Bahut sundar aur bada shahar hai. 50 lakh plus population hai. Wo ek lulu maal tha aur doosra Phoenx pallassio mall aur ekana cricket stadium bahut sundar hai
Video ke last mein jo aap log phort Bata rahe hain video mein darasal doctor Ambedkar park Lucknow ka aur bahut hi pyara sa hai❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
My home 🏡 ❤❤❤❤
Lulu mall
Phoenix palassio mall
Ambedkar park
Abhi apne poora Lucknow nahi dekha aur bhi hai dekhne ko
In saare road par me bahut ghooma hoon Lucknow me
Mai LUCKNOW se hi hoon...jo mall aapne dekha wo dubai ke maalik ka LULU MALL tha , jo stadium tha uska naam Atal bihari bajpai international stadium EKANA hai, aajkal yahaan IPL ke match bhi ho rahe hain aur ye outer ring road hai jo KANPUR TO AYODHYA road ko 24 km. Connect karta hai, jiske poore raste par dono side khoobsurat street light lagi hui hain...aur jab aap isko raat me dekhenge to aap yahi kahenge ki ye INDIA nahi hai, ye koi foreign ka shahar hai....
I PROUD OF MY LUCKNOW...
Sushant golf city...Lulu mall...Medanta hospital...phoenix pallasio mall...Shaheed path...ekana international stadium... ambedkar park...1090 Chauraha ❤
Lucknow the capital of my state uttar pradesh ❤
Lucknow ka Lulu Mall hai bhai ❤❤❤
Last me Dr. Ambedkar park ..lucknow..2009 in ❤
Mumbai jaisa hai bhai Lucknow
Ye dikhaya h bs ek part h Lucknow ka bhai abhi to bahut bada h bhai Lucknow
Luncknow nawabo ka sehar nahi hai😊
Lucknow The city of Nawabs❤
Poori Duniya jaanti aur Maanti hai...teri kya aukaat Andh bhakt😂😂😂😂
Lucknow ka LuLu Mall asia ka sabse bada malll hai
2:52 Lulu Mall, Lucknow.
5:47 Phoenix Palassio Mall, Lucknow.
6:07 Atal Bihariy Vajpayee Ekana Stadium, Lucknow.
7:20 Ye emblem nahi hai bhai, Dr. Bhimrao Ambedkar Park hai.
Ye to abhi kuchh portion hai lucknow ka, Poora Lucknow dekho, maja aa jaega.
LuLu mall te oo
Mera Lucknow ❤
Lucknow Uttar Pradesh UP sa hu
Mein indian hu..mein samjata tha ki Lakhnau shyed toota futa hoga...mein khud heran hu Lakhnau dek kar😢😢😢
Yeh to Sara new Lucknow hai. Nawabuon ka sheher to old Lucknow hai Jo bahut congested hai..
Assalam o alaikum everyone. Lulu mall tha aur last me ambedkar park tha. Ham Lucknow se dekh rahe hai 😂
Nawabo ka shahar up 32❤❤
Kaunsa video react kr diye😂😂Lucknow ka 20% bhi nhi h isme😂😂
Lucknow❤ lullu moll ke paas hi rahta hun😅❤
Aadab se harayinge
Lucknow City nahi hai emotion hai Jo Ek baar jata hai wo Phir bhool nahi pata
Ham Lucknow vale hai janaab
Bhai Uttar Pradesh Lucknow ke Ansal area mein Lulu mall ke one side ka video dikh raha hai Abhi Abhi to 10% bhi nahin dikha Lucknow bahut bahut saaf suthra hai
Muskuraiye ki aap Lucknow City dekh rahe hain
Ye fort nhi h ambedkar park h
Last me lucknow ambedkar park tha💙
Nawab wawab ud gye yha se ab
Jaana unhi ke name se jayga hmesha
@@abuz76600 nawab se phle jiske name se jana jata tha uske name se jana jayega...bahri lootero ke name se nhi...ruke kch din sb planning chal rhi hai yogi ji ki vidhan sabha me😂
Wo bhi mall hi tha phonix palassio , jo ikana stadium k paas tha
Aap logo ne lulu moll pe reaction diya tha ye wahi moll hai bhai 😊😊😊 LULU MOLL ASIA KA SABSE BADA MOLL HAI LUCKNOW ME 😅😅
Bara imam bara ki video bnaiye ..
Name of area golf city Lucknow
Ye na hazratganj gaye na amina bad na lalbagh kahin ka nahi dikhaya sahara mall bhi nahi dikhaya ...
7:40 pe jo tha wo hai ambedkar park Lucknow ki jaan hai ❤❤
Bhai maull ke bab bhi city achi hai main by road Mumbai se bihar jate hai apne gadi me
6:35 "adab se Harayenge" this is slogan of Lucknow supergiant in IPL. It means we will defeat you gracefully.
Na Nawabon ka shahar hai na Lakshman ka shahar yah Lakhan pasi ka shahar hai
Aisa ka sabse bada park hai bhaai
Ambedkar park Lucknow ❤
Bhai me bhi lakhnaw me rehta hu
7:50 It is Dr BR Ambedkar's park in Lucknow. It is a park.
Old Lucknow is the different Outlook with place.
It's the New devloped Lucknow.
Old Lucknow has with the short roads and the Most populated areas.
New development done by the BJP Govt the CM Mr YOGIJI Govt of the UP State.
Every older cities devloped by the BJP, Modiji Govt after the 2014 election won.
Asslam walikum Lulu mall hai Lucknow Ka ❤❤❤
Asia ka sabse bada mall lulu mall hai bhai❤
Last me Ambedker Park tha not kila
Lulu mall tha bahut accha hai ❤