Bhai leptop to lagate h per code kya h mistri ko pata nhi chalta kyo ki karib karib sab mistri angutha chhap h agency me kyo ki jis mistri ko kuch ata h wo to 10000-12000 me Kam nhi krta or bade mistri ko rakhne ki agency ki okat nhi h kyo ki wo salary 30000-40000 lete h. Or ye haal kewal tata ka nhi Mahindra or layland kabhi h ....kadwa h per sach h..kyo ki me bhi driver hu meri supro mini h 2sal se low break ki problem me agency agency ghum raha hu per koi solution nhi hua
Bhai hamara halwayi and catteringka business he... Intra v20 cng bi fuel gadi lene ki planning he.. sabhi nazariye se intra v 20 cng kesi gadi he? Plz reply
Nhi bhai bonnet vali gadi ki cutting jyada lambi hoti he,or itna heavy or lambi duri ka use bhi nhi hota h hmare kaam me. By chance hi max. 300km single side ka run hota he
Sahi kaha bhai ji company ko apne mistri updated rakhne cahiye
Bhai leptop to lagate h per code kya h mistri ko pata nhi chalta kyo ki karib karib sab mistri angutha chhap h agency me kyo ki jis mistri ko kuch ata h wo to 10000-12000 me Kam nhi krta or bade mistri ko rakhne ki agency ki okat nhi h kyo ki wo salary 30000-40000 lete h. Or ye haal kewal tata ka nhi Mahindra or layland kabhi h ....kadwa h per sach h..kyo ki me bhi driver hu meri supro mini h 2sal se low break ki problem me agency agency ghum raha hu per koi solution nhi hua
U always right bhai jaan 👌👌🙏🙏🙏❤️❤️❤️
Thank you bro ❤️❤️🥰
Vai new gari lani ha v50 lu na bada dost i4 lu millega , mantain konsa best hoga
2lakh k. M. Mein 20 baar servicing hota hai
Driver ko pata hona chahiye
Ky honese ky hota hain nasito garage wale yese he lutte hain bhai ❤👍👍
Tata Company bahut sahi hai lekin Uske service station galat hai
Vai intra v30 mah konsa tyare lagaah
165 r 14 lt radial tyer
Bhai hamara halwayi and catteringka business he... Intra v20 cng bi fuel gadi lene ki planning he.. sabhi nazariye se intra v 20 cng kesi gadi he?
Plz reply
Gaadia to achchi hai bhai but spare parts bohat mehnge hai or service kai jagaha blkul zero hai
Achha.. to fir iske comparison me isse better loading gadi. Supercarry phle se h... Uske alawa bataiyega.
Gaadi to v20 hi best hai aap ke liye but service ke maamle me sab gadbad hai uska 2nd option to fir Mahindra bolero hi banta hai maxx city
Nhi bhai bonnet vali gadi ki cutting jyada lambi hoti he,or itna heavy or lambi duri ka use bhi nhi hota h hmare kaam me.
By chance hi max. 300km single side ka run hota he
Tata to shi hair part sarvis santer Vale sahi NH hy tata ko un per dhyan Dena hoga
Bhai kitne kitne time or km par service karana best rhega
Bhai 6 mahine ya 10 hajar km par sahi hai
Bhai apke v50 empty gadi ka weight kitna hai
1780
Bhaiya mere pass bhi gadi hai v10 main bahut pareshan hun
Sabhi pareshaan hai bhai
Bhai apka gearbox ka kya hua hai
Video aayega 😊
Bhai gadi ka maintenance jyada hai kya
@kaliajena4443 ha bhai bolero se jayada hi hai
Reply me ye gadi lena hai mujhe
@@Sheru_rj31 bhai ye gadi le ne se faide me rafoge ya nuksan me
Tata ka service bohot kharab hay Kolkata may bhi
Laparvahi devar
Bhai ye kam se kam 15 bar service karni chahiye
😂😂😂 sahi hai
Bhai sab aik din me 1000 se 2000km chalayga na tab jake 6mahine me 200000 km hoga
6 mahine se ye driver gaadi chala raha hai pehle kisi or ne bhi chalai hai 😊
@Sheru_rj31 ok sir clear samaj nahi paya me
भाई साहब इंट्रा v50 2023 में लांच हुई है भैया ने 2020 में कहां से खरीद ली😂
2022 me hui thi or iske bolne me galti hui jese aap ke likhne me 😅
@@Sheru_rj31 😂😂
Company bale Ko kuch nhi aata hai bus costomer Ko chutiya banate hai Tata ki sabse jada bakvaas service hai