@@115.turalerupalisunil DBT payment ke account me aane se related hai. Uska aeps se koi link nahi hai . Aeps sirf payment nikalane ka tarika hai. Vo aap withdrawal se bhi nikal sakte ho . Koi problem nahi hogi dbt me aeps inactive hone se
Sir, aeps ke liye agent k daily fingerprint lagega, lekin micro atm ke dusre kaam ke liye to finger print nhi m chahiye. Jaise main avi apna micro atm me aeps nhi start kiya hu, main soch rha hu start kru ya nhi , agar krta hu to other services ke liye v kya daily lagega??
Nahi har ek activity ka process alag alag hai. Kuch activity ke liye fingerprints ki jarurt har baar padti hai kuch process me nahi. To aap jis process ko karna chate hai ye uss par depend karta hai . Overall nahi
Aap agle working day me Ippb me entry kar lo . Daily account me ussi din hi hisab me le Lena Jo aap apne sub office me bhejte ho. Sath me error not kar Lena ki ye Ippb account opening ke paise next day darpan app me liye gye hai. Taki baad me aap ko yaad rhe .
@@SACHINKUMAR-dv6bu customer ke account se direct deduct ho jate hai. Jaise aap ne withdrawal ki to customer ke account me 2 transaction hongi .ek to aap ne jo amount withdrawal kiya or ek jo charges deduct hue . Vo yaha show nahi hote
@@sandeepsingh-qo6sc agar aap apne khud k account ki aeps karne ki soch rhe to vo nahi hogi. agar customer account hai to bank account check bhi kar sakte ho uski passbook se
Aadhar enabled payment sysyem (AEPS) inactive ho gai hai to usse DBT me koi problem nhi aayega na ??? Plzz reply
@@115.turalerupalisunil DBT payment ke account me aane se related hai. Uska aeps se koi link nahi hai . Aeps sirf payment nikalane ka tarika hai. Vo aap withdrawal se bhi nikal sakte ho . Koi problem nahi hogi dbt me aeps inactive hone se
@@gdsbpm ok sir Thanks 🙏
@@115.turalerupalisunil 🙏
Sir, aeps ke liye agent k daily fingerprint lagega, lekin micro atm ke dusre kaam ke liye to finger print nhi m chahiye. Jaise main avi apna micro atm me aeps nhi start kiya hu, main soch rha hu start kru ya nhi , agar krta hu to other services ke liye v kya daily lagega??
Nahi har ek activity ka process alag alag hai. Kuch activity ke liye fingerprints ki jarurt har baar padti hai kuch process me nahi. To aap jis process ko karna chate hai ye uss par depend karta hai . Overall nahi
Sir mera aeps transaction decline ho gaya success nehi hua but Paisa bank account se debit ho gaya refund hoga ya nehi aur kitne din me hoga??
Paise refund ho jayenge within 3 days .
2FA AUTHENTICATION NAHI HOTA KYA OTHER BANK KA
Nahi vo nahi hota .
Union Bank of India ka bhi transaction ho jayega?
@@khushboogupta7717 Han
@@gdsbpm ok thanks
Aeps ko kitna incentive rahtahai
Ippb ki sabhi schemes ki ek detail video humne latest hi Dali hai . Aap vo bhi dekh sakte hai . Sirf aeps me aap ko upto 3.90 rs milte hai
Hello bhaiya aap kaha se ho please reply me
Sir please don't ask personal information. And this channel is created for helping all of you. If you want to contact .please do on insta fb .
Sir jb ippb mein account open kr de or darpan app mein by mistake ippb ki account opening rs na likhe to kya kre
Btao sir
Aap agle working day me Ippb me entry kar lo . Daily account me ussi din hi hisab me le Lena Jo aap apne sub office me bhejte ho. Sath me error not kar Lena ki ye Ippb account opening ke paise next day darpan app me liye gye hai. Taki baad me aap ko yaad rhe .
@@gdsbpm thanks sir
Sir application ka link dija darpan ka
Not available on playstore. Ye darpan mobile me hi available hai
@@gdsbpm kasa download Kara
@@gdsbpm ippb mara account ha ma aeps kasa Start Karu
Reply k liye dhanyvad
@@ronitgore8 app me option hai aeps debt enable disable ka us se shuru kar sakte hai
Sir yeh kaun sa app hai
Micro ATM app.
अब ये IPPB में ट्रांजक्शन सेव नहीं करनी पडती स्वयं आ जाती है। कितना जमा किया कितना निकाला.....और हां ये अब IPPB खाता किस प्रकार खुलता है...
🙏
Kya AEPs per charge lgta hai
Yes sir aeps par charges bhi lagte hai jo ki har bank ke liye alag alag hai. Isliye aap customer ko bta kar hi aeps kare .
Charges toh kahi dikhe hi nhi... Apne jo aeps Kiya...
Fir kaise pata chalega ki kitna charge lagg rha hai
@@SACHINKUMAR-dv6bu customer ke account se direct deduct ho jate hai. Jaise aap ne withdrawal ki to customer ke account me 2 transaction hongi .ek to aap ne jo amount withdrawal kiya or ek jo charges deduct hue . Vo yaha show nahi hote
7@@gdsbpm
Sir kya aeps se transaction krne pr koi charge bhi kat ta h.....?
Yes sir . Aeps karne par bank customer ke account se charges deduct karta hai .ye bank to bank alag alag rate hai.
AEPS highest,lowest w/d limit kitna,charges kitna hai?
Lowest to nahi highest limit hota hai rs 10000/- max. And charges banks par depends hota hai .
Ma bpm ho mere AEPS me payment nhi niklda
Kyon aap ko kya error aa rhi hai . Aap btaye uska solution karwane ki koshish ki jayegi
@@gdsbpm invalid account number a rha ha
@@sandeepsingh-qo6sc agar aap apne khud k account ki aeps karne ki soch rhe to vo nahi hogi. agar customer account hai to bank account check bhi kar sakte ho uski passbook se
Aeps deposit not receive in bank account but transition successfully bata raha
Aeps withdrawal is done by everyone. You should not do aeps deposit through this.
New I'd kha se bnta hai
Ippb branch se contact kare vo new I'd bna denge
@@gdsbpm Bolna hoga waha pe sir ji.
Please batana jaldi abhi me IPPB office hi ja raha hu . Jaldi bata dijiye
@@MSD_king_of_networking Han vahi aap ko baat karni hogi. Uske sath details bhi submit hogi.tab aap ki Ippb ki I'd ban jayegi
Bhai tumhara hamesha 1 lakh tak kaam hota hai kya 😮
Nahi bhai Aisa to nahi hai. Par ye hai kaam hota to hai hi office me .
microatm me mobile updation me submit pe click hogya 50 rupees kuch aa rahe the
Vo rs 50 to aadhar celc wale honge and vo direct sap me reflect ho jayenge aap Monday check karwana usse .
@@gdsbpm aaj k daily account me kaise likhu
@@ytuser0101 Ippb deposit (mobile updation)
@@gdsbpm ok aur kisi register me to nahi likhna
@@ytuser0101 Bo journal me or agar Ippb ka register hai usme likh de
Online AEPS enable kaise Kare
@@mahekverma6882 aap ko kal ye video mil jayegi .just wait
@@gdsbpm OK
Ibps ki id kese milega
@@Gameontime5394 ibps ???
Sir app kaise download kare link send karo
Ye dept employee ke liye hai app hai customer ke liye nahi
Iss app ka nam batao
@@chandangorai6233 Ippb micro ATM app
August 13-2024
Aeps se paise nikala jata hain?? ( ALL BANK )
Please reply 🙏🙏🙏🙏
Aeps se aap kisi bhi bank ke account se paise nikal sakte hai. Aadhar card linked biometric se verification karke
@@gdsbpm tq.
Ippb I'd lene main total cost??
@@mridulpagag3664 vo aap ko Ippb main branch se puch kar hi pta lagega
@@gdsbpm thanks for response my comment
@@mridulpagag3664 🙏
Bro please help me Mera 10000 2 bar cutt hogya ya hai vapas aata nahi bro paisa
Vapis aa jayenge no issue. Npci ke dwara reconciliation hoti hai to vapis aa jayenge.