Ji ha wahi hai but vibhag chata to us time pr backlog ke bohut se pass umeedwar the unse fill kar sakte the but aisa nahi kiya gaye or phir se un post par new bharti nikal di gai
Sir 7 seats ke liye form bhare bhi ya nahi ? Apna kimti samay is pareeksha ko de bhi ya nahi? Kyu ki 7 seats toh sar abhi tak bich bhi gyi ho toh kya pata ..please sujhav de
Sir me guest teacher bhi hu . Female bhi or handicapped bhi hu..... Sir muje puchna tha ki 6% resuvatoi ke bad muje usme 50% reservation milega na Krpa krke margdarsan kijiye Me khya only gust kru ya handicapped me b dono me
सर मेरे इक सवाल का जवाब दीजिये plz सर वर्ग 2 मेंस में NIOS ka डी एल एड 18 माह का जो हुआ है मान्य होगा या नहीं क्यूंकि रूल बुक मे इसको लेकर कोई बात नहीं कही गई है साथ ही कोई भी सटीक जानकारी नहीं दे रहा है plz बताये सर
Sar Mera varg do mein gest faculty mein Mera teen Shastra mein 1 Shastra 205day 2me150day3me 27day total 382day ka kam guest faculty mein kara hai Apple certificate Mera yah Manya rahega
Paper March me paper kabhi nahi ho payegi aur n scince vale hone dege kyoki sarkar khud chahti hai sub andolan aur court me uljhe rahe. Aur paper sahi time me n ho.
सर जैसा आपने बोला था सिलेबस का वैसा ही सिलेबस आया गणित का थोड़ा सा ही बदला है धन्यवाद सर जी 🙏🙏
❤❤❤❤❤❤❤
Good morning Sir ji
Science walo ke liye kuch kijiye please 😢
JI
Bahut achhe mere bhai
Thank You So Much best sis
1:45
Ews girls ki 11 post h hindi ki.... To fir sirf 11 ldkiyo ko hi liya jayega kya......
Sir nios wale form dal sakte he ya nhi sir please bataye sir hamko padna he tencsn me he kya kare
Ji ha dal sakte hai SC ne bihar tet ko lekar nirnye diya tha nios manaye hai so Sc ka nirye sabhi par lagu rahega
Same question apko detail me pta chle to inform krna pls
@@Atulkumarsharma ji thank you sir ji aap ne confirm karke kitni badi tensan dur ki he thank you🙏
Bahut dhanyawad Atul sir ji
Thank you sir ji🙏
Sir 3 satra kb tak complete hone chahiye form fill krte samay tak ya document verification tak plz reply sir
Sir me science ki student hu 2 saal se tyari kr rhii hu study jari rakhu ya chod du kyuki science m ooo pad h please sir bataye kya karu
जय श्री श्याम 🌹🌹
Jaye Shri Ram kaise hai aap
Good morning sir 🌄
Aapko bhi Shubh prabhat Ji
Sir science ki post badh skti he kya
JI mang karege to umeed ban skati hai
Namste Sir ji ,(Ye jo Backlog ki post h , wo
2018 Ki bhrti ke khali rah gye thee kya?
Ji ha wahi hai but vibhag chata to us time pr backlog ke bohut se pass umeedwar the unse fill kar sakte the but aisa nahi kiya gaye or phir se un post par new bharti nikal di gai
Too inn Backlog ki post pr ,uss time ke candidates bhi participate karenge jinko joining nhi mili
Sir science me obc vale form bhar sakte h ki nahi please reply
JI ha
EWS वालों को आयु में छूट क्यों नहीं दी कृपया मेरे कन्फ्यूजन को दूर करें तो आपकी अति कृपा होगी।
Sir ye batye ews certificate form fill me lagra hai kya ya bad me lagega
Science walo ke liye action lijiye
Ji
Apni ladayi khud lado inke bharose na raho
Jab ye sub karna tha to kyu lolipop diya
Sir kya lab ki bharti puri nhi hogi please bataiye
Sir court ne 27 percent obc reservation ka keh dia to fir ye 13 percent hold kyu kiye ab.
Sir varg 1 waiting kab tak aayegi
Sir 7 seats ke liye form bhare bhi ya nahi ? Apna kimti samay is pareeksha ko de bhi ya nahi? Kyu ki 7 seats toh sar abhi tak bich bhi gyi ho toh kya pata ..please sujhav de
सर आपसे बहुत उम्मीद है science वालो के लिए कुछ करिये प्लीज।
Sir me guest teacher bhi hu . Female bhi or handicapped bhi hu.....
Sir muje puchna tha ki 6% resuvatoi ke bad muje usme 50% reservation milega na
Krpa krke margdarsan kijiye
Me khya only gust kru ya handicapped me b dono me
Pad to nhi h urdu k kya exam bhi nhi hoga mujhe kuch samjh nhi aarha
Sir 200 din se upr h lekin 2 satra h to kya manya hoga
Kul kitane atithi aavedan karege
Scince वालों की मदद कीजिए sir please
सर मेरे इक सवाल का जवाब दीजिये plz सर वर्ग 2 मेंस में NIOS ka डी एल एड 18 माह का जो हुआ है मान्य होगा या नहीं क्यूंकि रूल बुक मे इसको लेकर कोई बात नहीं कही गई है साथ ही कोई भी सटीक जानकारी नहीं दे रहा है plz बताये सर
Hn bhai koi jankari nhi Bta rhe,
हां भाई कोई हा बोल रहा है कोई नहीं कह रहा है
Varg 3 की अगली पत्रता कब होगी sir 2026 या और बाद मे
इस बार मेरा नही हो पाया sir पत्रता के लिए अगला exam कितने year बाद होता है plz सर बताये
JI varg 3 aab 2026 me honi hai kyu ki aabhi to varg 3 ki bahrti parikshha hogiaap varg 2 ki tyari kare saphalta jarur milegi
सर मेरे अतिथि शिक्षक के रूप में 100 दिन कंप्लीट है एवं में रनिंग में अभी पढ़ा
ने जा रहा हूं तो क्या मुझे आरक्षण का लाभमिलेगा
JI 3 satar or 200 din pure hone chaiye
Sir kripa karke hm sabhi ka ye doubt clear kijiye ki 3 satra kb tak complete Mane jayenge form fill krte samay tak ya document verification tak
Ji sir bataye kab tak poore hone chahiye 3 satra
Sir plz pata ho to jarur bataye nhi pata ho to mna kr de tabhi hm guest se form bhare...aapke answer ka wait h sir
फॉर्म फिल करते समय 3 सत्र में 200 din होना चाहिए@@LionofchambalMP30
Science subject ke liye plzz khuch kriye sir please 🎉
JI jaldi gypan ke madayam se bat rakhne wale ahi
@@Atulkumarsharmasir please kuch kijiye varna marne ke alawa kuch nahi bcha
Kya me varg 3 ke liye tayyari karoo kyon ki 26 april me 45 years ki ho jaoge please sir spast kijiyega
Sar Mera varg do mein gest faculty mein Mera teen Shastra mein 1 Shastra 205day 2me150day3me 27day total 382day ka kam guest faculty mein kara hai Apple certificate Mera yah Manya rahega
Sir science balo k kuch kre ji
Sir ji 2018 wale ab bahut sare over age ho gaye hai
Varg -1 ki update dijiye sir
JI jaldi hi lauga
Paper March me paper kabhi nahi ho payegi aur n scince vale hone dege kyoki sarkar khud chahti hai sub andolan aur court me uljhe rahe. Aur paper sahi time me n ho.
Science 😢
Sir hm 2018 me pass h urdu me kya urdu wale form bharenge ya nhi please sir batai to hm apni parai jari rkhe