Gaya me Whirlpool Split AC installation me Authorised Service center Technician Vaccume outer unit se hi karte hai alg se Vaccum pump ka upyog nahi karte hai...AC ka Cooling Good hai..
Always use braided pipe for drainage.... Life zyada hota hai aur Asaani se pinch nahin hota hai purana hone per. Choke nahin hoga. Indoor side mein jitna bhi drainage pipe ka section hota hai us per insulation tape chipka dena chahiye. High humidity mein us per paani jam jata hai outside surface per jo leakage ki tarha floor per girne lagta hai.
Ehsan bhai mai jhanjharpur se hu mera room 14×14 =196 sq ft hai aur south se aur west se dhoop lagta hai do diwar pe aur room bahut garam ho jata hai kounsa ac lu aur kitne star ka aur kitne ton ka bhai please bataiye
Isse badiya Panasonic ka 1.5 Ton 3 star le liya hota....36K ka aata hai...Daikin ka bhi le skta tha 1.5 Ton 3 Star mil skta tha 36K k aas pass lekin Daikin ki After Sales service kaafi jagah bilkul bakwas hai
Lekin ek baat kahana chahta hun Kai dinon se aapka video bahut bahut chhota ho gaya hai Asha karta hun aap video thoda sa lamba banaaiye humko dekhne mein maja aaega
Bhai company 20 minut vacuum nahin bolata hai company ka kahana hai 45 minut 20 minut mein kuchh nahin hota hawa nikalna hai vacuum nahin hota hai moisture vagaira 20 minut mein nahin nikalta hai yah customer Ko budbak mat bnao vacuum vacuum theek hai vacuum jab Karna hi hai to achcha se karo
Bhai life increase ho jaata hai AC ka kyo ko compressor ko air/moisture nahi pump karna padega. Company ke manual me bhi likha rehta hai ki imp step hai.
Voltas AC are perfect in their Price Range 🎉
Best Service among all Brands.
Gaya me Whirlpool Split AC installation me Authorised Service center Technician Vaccume outer unit se hi karte hai alg se Vaccum pump ka upyog nahi karte hai...AC ka Cooling Good hai..
Always use braided pipe for drainage.... Life zyada hota hai aur Asaani se pinch nahin hota hai purana hone per. Choke nahin hoga.
Indoor side mein jitna bhi drainage pipe ka section hota hai us per insulation tape chipka dena chahiye. High humidity mein us per paani jam jata hai outside surface per jo leakage ki tarha floor per girne lagta hai.
Good job all technician
How many temperature Hvac
Ehsan bhai mera 2 ac company se install hua pr vaccum koi nhi kia koi problem to nhi aiega na baad mai?
Hmare bhi nahi kiya
Bhai ji मेरा एक 10X10 का रूम है चारों तरफ से धूप नहीं आती सिर्फ ऊपर 4 घंटे धूप आती है ऊपर करकट है क्या ac उसमें काम करेगी reply me bhai ji 🙏🙏🙏🙏
1.5 ton laga dijiye
Voltas cheap and best ac
Bhai aapka video bahut achcha Lagta hai mujhko
bhai o general lu ya Mitsubishi electric please bataye big fan
O general ❤ 8:26
Ehsan bhaiya sabse badhiya airbconditioner kaun sa hai
Ehsan bhai app installation ka kitna charge lete ho .
Ap kha kha ac installation karte ho ?
Bhai sahi Ac konsa Le jiski colling mast ho
Sahi bole bhai
Ehsan bhai mai jhanjharpur se hu mera room 14×14 =196 sq ft hai aur south se aur west se dhoop lagta hai do diwar pe aur room bahut garam ho jata hai kounsa ac lu aur kitne star ka aur kitne ton ka bhai please bataiye
daikin 1.8 ton , mitsubishi heavy 1.6, o general 1.5 ,hitachi 2.0,panasonic 2.0 best of the best.!!
Ac installation ka charge kita na he
Bhai drain pipe ke liye dhaage wali pipe use Kiya kijiye achha rahta hai
Kon se company ke lie Kam Kar te hai bhaiya
Aap ka kis jagah work hota hai
Bhai best AC kan ha....bola g
Bhai app khon si jagah se hain
Kis kampni se ho bhai
Bhai aapke hissb se sabse accha AC
lg
Ehsan bhai... New AC kharidna hai... Kaun sa lena hai zara btayen.. Jiska cooling bhi acha ho aur electric bill bhi kam aye...
lg
bluestar
Daikin
Good suggestion
Good suggestion
Hello bhai mera samsung ka wind free ac hai uska indoor pcb kaam nahin karraha raha hai
Vaccum nahi karenge to kya hoga
Nice Work 👍
To aapka ky kehna hai?? Kitna ka AC lena chahiye..??
Ensan Bhai tum kahan rahte Ho
Bro I need your help
Isse badiya Panasonic ka 1.5 Ton 3 star le liya hota....36K ka aata hai...Daikin ka bhi le skta tha 1.5 Ton 3 Star mil skta tha 36K k aas pass lekin Daikin ki After Sales service kaafi jagah bilkul bakwas hai
👍👍👍👍
Lekin ek baat kahana chahta hun Kai dinon se aapka video bahut bahut chhota ho gaya hai
Asha karta hun aap video thoda sa lamba banaaiye humko dekhne mein maja aaega
Hamare yaha to AC ka kam slow ho gaya . seasons off.
Ek ander ki ges bahar or lining bhi pakad mei ati hei
वोल्टेज के ac बेकार aa3 रहे ह पहले जैसी बात नही रही इन इन मे
Always 😢 Right 👍 bro
Mai bhi kar raha hu very good product hai,bas iski sarvice senter bekar hai
Peeche bhaiya ko ghanta nai samjh aaya😂😂khali mudi hila rahe the....deewana bhaiya ekdum deewana nikle🤣🤣🤣🤣
Frist ❤
Voltas ac quality is decreasing day by day
Bhai company 20 minut vacuum nahin bolata hai company ka kahana hai 45 minut 20 minut mein kuchh nahin hota hawa nikalna hai vacuum nahin hota hai moisture vagaira 20 minut mein nahin nikalta hai yah customer Ko budbak mat bnao vacuum vacuum theek hai vacuum jab Karna hi hai to achcha se karo
Low budget ac wo bhi ,34000 ka
भाई लेकिन bakum करना उतना भी जरूरी नहीं जितना आप बता रहे हों
Bhai life increase ho jaata hai AC ka kyo ko compressor ko air/moisture nahi pump karna padega. Company ke manual me bhi likha rehta hai ki imp step hai.
tu jis din vaccum likhna seekh jaega usdin ye shaq apne aap khatam ho jaega.!
Beta voltas baap hai sabka 😈
Voltas is very Worst Brand... Very Low Quality Product. Very Bad AC
𝐛𝐞𝐬𝐭 𝐀𝐜 𝐤𝐚𝐨𝐧 𝐬𝐚 𝐜𝐢𝐦𝐩𝐚𝐧𝐲 𝐤𝐚 𝐡 𝐛𝐚𝐭𝐚𝐨
Sabsw bekar voltas k ac
How to contact you
Mera samsung ka wind free ac hai uska indoor pcb kaam nahin karraha hai apna number bhejye mere bhai.