Shiva sir ye dusri bar cament hai Aap ka jitni bhi tarip ki jay kam hai (SPLENDAR BS6)Sabhi gairaj/ajensi me bina (ECU) dale self Kam nahi kare ga sabhi ne bol diya kastamar ko jise mai Aap ka video dekh ke sol kardiya asa hi video dalte rahe sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bahot acchi Baat hai ki aap tak meri ki gayi koshish pahoonch gayi... Bahot Accha laga aap ka comment padh kar positive waves milte hain aise comment se... Plz keep supporting 👍❤️
@@shivashrivastava119 ecu se fule socat tak wire sahi hai bike ki key chalu karne par 1.75 Walt curent ata hai fir 0.00 ho jata hai key chalu kar ne par countinue 2.75 se 3.00 Walt ana chahiye na???
Honda ki scooters me jyada clutch shoe aur variator goti ka problem hota hai ... Clutch shoe ek bar change kar ke dekhiye aur Engine ka jo foundation bush hai wo bhi dekh lijiye gaya ho to badal dijiye 🙏❤️
भैया जी जो आपने उसे दिन बुलेट के ऊपर जो वायरिंग का डायग्राम बता रहे थे गाड़ी स्टार्ट नहीं कर नहीं आ रहा था इसलिए प्रॉब्लम था तो जो आपने जो लिखी हुई जो आपकी जो बुक है मुझे मिल सकती है आपनेजो लिखा है
Mujhe ye sabse accha laga ki aap me abhi bhi sikhne ki icchha hai👏 Bike ke bare me agar sikhna ya padhne ki icchha hai to aap ... Jp sir ka class join kijiye jo Delhi Najafgarh me hai ... Unka TH-cam channel bhi hai Vishwakarma Auto Centre .. unse contact kijiye 🙏❤️
Kai bar aisa hota hai ki Armeture kharab ho jane par kitne bhi bar self banane se successful nahi ho pata ... Agar self tak proper current aata hai to ek bar self badalkar dekh lijiye 🙏❤️
Yes correct but Kai customer ka budget nahi hota hai wo chahte hain ki mai kuch din baad ECM dalunga tab tak to hum mechanics ka farz hai ki kuch jugad kar diya jaye .. 🙏❤️
@@shivashrivastava119 yes Sir customer ko bolkar A kam karne hoga Varna customer bad main bol na sake Jo yah light Kyon Jal Raha Hai.. aur app ko meri taraf se Dil se ❤️ Thanks 🙏 (very nice video)
@shivashrivastava119 ecu se fule socat tak wire sahi hai bike ki key chalu karne par 1.75 Walt curent ata hai fir 0.00 ho jata hai key chalu kar ne par countinue 2.75 se 3.00 Walt ana chahiye na???
Shiva sir Aap ak ak wayr ka ditel jankari seyr karte hai Aap ka video dekh kar maine bhi apne geraj par SPLENDAR BS6 ka self baipas kiya Self Kam kargaya par geyar me bhi bina kalach dabay self le raha hai Yahi par ka video samagh nahi Aa raha hai sir kya aap ka mobile number dege 🙏
Sir same problem mere bike pe bhi aya tha jub me zomato ride kar raha tha . 5 times waise hua phir battery total discharge hua . Maine local machanic ke pas gaya waha banda battery charge Kiya par hua nahi . Phir maine warranty card lekkar battery show room gaya waha charge karke diye phir aya local machanic ke pass . Unhone lagaya tha 2 days ke bad phir bund hua . Phir showroom leke Gaya wha pe 4000 ruppes ka fuel pump lagaye bole ki ye karabh hoga thub tho gadi Start nahi hogi chalo paise gaye tho gaye maine lagwa liya . Uke thuranth bad hi showroom me hi phir gadi bundh hua 😢. Showroom wala machanic ne Naya self button lagaya thub ok hua . Fuel pump Maine nikalwane ke liye bola supervisor se tho nikaldiye machanic. Ithna sub hua sel abh sahi tharike se kaam kartha he . Mera khana ye he aise jankari rakne walo ke pass bike le jaye . Showroom me pura scamme ho raha he jai Hind. Thanks shiva sir for this information nice video 📷
Aap jo smjate ho bhout aache se clear karte ho❤
Bahot Bahot dil se dhanyawad 😍
100%information diya Bhai thankyou ❤❤
Your always welcome ❤️
Bahut achha vidio sir ji
Thank you ji🙏❤️
Your A Greatknowlede And expert of Splender Bs६ Bike
Thank you so much... Keep supporting 🙏❤️
Shiva sir ye dusri bar cament hai
Aap ka jitni bhi tarip ki jay kam hai
(SPLENDAR BS6)Sabhi gairaj/ajensi me bina (ECU) dale self Kam nahi kare ga sabhi ne bol diya kastamar ko jise mai Aap ka video dekh ke sol kardiya asa hi video dalte rahe sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bahot acchi Baat hai ki aap tak meri ki gayi koshish pahoonch gayi... Bahot Accha laga aap ka comment padh kar positive waves milte hain aise comment se... Plz keep supporting 👍❤️
बहुत बढीया समझाया भाई
Dhanyawad ❤️
Genius Man in Automobile sector ❤
Thank you sir 🙏❤️
वीडियो देखकर हमें अच्छी जानकारी मिली
Good 🙏❤️
Very nice information ❤
Thanks 🙏❤️
Thanks for information sir😊
My pleasure 🙏
Wow bhai master mind
❤️🙏
इसीएम लगाते ही क्यूं। 😊जब इसीएम चलता ही नहीं है।।😊BS6 गाड़ी लोंगो के लिए बवाल बनचुका है😮इसका रिपेरिगं बहोत महंगा है😮
😂👍
जैसे आपने एक्टिव 6G का वायरिंग डिटेल में आपने हमें समझाया इस तरीके से bs6 स्प्लेंडर का आप की वीडियो अपलोड करें फुल डिटेल वायरिंग
जी कर दूंगा 🙏
Spl bs6 i3s fule motor ke socat me 2.5 Walt nahi aa raha
Agar upar niche ya fir volt nahi aa raha ho to Ecu tak wiring kat to nahi gaya hai ye check kare... thik ho to ECM ka fault hai 🙏❤️
@@shivashrivastava119 ecu se fule socat tak wire sahi hai bike ki key chalu karne par 1.75 Walt curent ata hai fir 0.00 ho jata hai key chalu kar ne par countinue 2.75 se 3.00 Walt ana chahiye na???
Ji
Bhaya moja Activa 3g front absover link bhosing change kar diea but gari race lanasa vibration bhut howa moja puta nahi
Honda ki scooters me jyada clutch shoe aur variator goti ka problem hota hai ... Clutch shoe ek bar change kar ke dekhiye aur Engine ka jo foundation bush hai wo bhi dekh lijiye gaya ho to badal dijiye 🙏❤️
Very good sar
Thank you for supporting 🙏❤️
भैया स्प्लेंडर bs6 का फुल वीडियो वायरिंग आप अपलोड करें भैया
Ok
Hello sir kaise ho sir Royal Enfield 350 bs6 full wiring video banaye please
Ji mere pas abhi full wiring ki details nahi hai .. aage Milne par jarur bataunga 👍
Shiva bhai mere pass super splendor bs6 hai usko carburettor aur sada wiring wali banana hai ban jayega kya jab bolo nasik aajaunga
Ji ban to jayegi👍.. Par maf kijiyega mai nashik wale wani ka nahi hu..
Super
Thank you ❤️
Sir ek video bullet k tyre fitting pe banaye
Classic 350 rear disc wali wheel fitting par kya ?
Ek xl 100 gadi self ke sath carborator vali jo chalte chalte kahi par band ho jati aur phir self nahi leti kick se current nhi
Pura samjhaye... Samjha nahi
Starter button bhi karab hota ❤
👌👌
❤️
भैया जी जो आपने उसे दिन बुलेट के ऊपर जो वायरिंग का डायग्राम बता रहे थे गाड़ी स्टार्ट नहीं कर नहीं आ रहा था इसलिए प्रॉब्लम था तो जो आपने जो लिखी हुई जो आपकी जो बुक है मुझे मिल सकती है आपनेजो लिखा है
आप कहा रहते हैं ?
भैया जी में राजस्थान देता हूं उदयपुर जिले लगता है और मेरा गांव कोटडा है
आप Instagram पर मुझे msg कीजिए
भैया में इंस्टाग्राम चलाता ही नहीं हूं
मैया जी आपका कांटेक्ट नंबर दीजिए मुझे
12th class pass karne ka bad bike ke bareme parna chati hu to kaya parna pare ga
Mujhe ye sabse accha laga ki aap me abhi bhi sikhne ki icchha hai👏 Bike ke bare me agar sikhna ya padhne ki icchha hai to aap ... Jp sir ka class join kijiye jo Delhi Najafgarh me hai ... Unka TH-cam channel bhi hai Vishwakarma Auto Centre .. unse contact kijiye 🙏❤️
👌👌❤
Thank you ❤️
Mera pass ak plesute Aya self carbon problem may carbon laga dea but self armiser jam howa aur self kat kat korta may mulam nahi
Kai bar aisa hota hai ki Armeture kharab ho jane par kitne bhi bar self banane se successful nahi ho pata ... Agar self tak proper current aata hai to ek bar self badalkar dekh lijiye 🙏❤️
ECM kharab he..ECM change kardo..? malfunction indicator lamp to band Nahin hoga to kya fayda sir 🙏
Yes correct but Kai customer ka budget nahi hota hai wo chahte hain ki mai kuch din baad ECM dalunga tab tak to hum mechanics ka farz hai ki kuch jugad kar diya jaye .. 🙏❤️
@@shivashrivastava119 yes Sir customer ko bolkar A kam karne hoga Varna customer bad main bol na sake Jo yah light Kyon Jal Raha Hai..
aur app ko meri taraf se Dil se ❤️ Thanks 🙏 (very nice video)
Lot's of Love ❤️❤️❤️❤️
@@shivashrivastava119 sir jee Honda Activa 6g. Mera 3rd fuse bar bar cut ja raha hai.. kya ho sakata hai uska reason.?
Kon sa third no. Ka fuse hai kya kaam ka hai ye uske box pr dekhkar mujhe bataiye fir mai batata hu ki kya karne hai..
Nice
❤️🙏
Thats why i purchased old cd 100ss , bd6 is scrap
Splendor plus bs6 yhi problem hai kya kre
Ya to new dal dijiye ya fir jaisa maine bataya hai waisa kijiye 🙏
@shivashrivastava119 ecu se fule socat tak wire sahi hai bike ki key chalu karne par 1.75 Walt curent ata hai fir 0.00 ho jata hai key chalu kar ne par countinue 2.75 se 3.00 Walt ana chahiye na???
Ji han ! Aap ek bar kisi aur gadi ka Ecu lagakar check kare
@@shivashrivastava119 ok thanks 🙏
👍🏻👍🏻👍🏻
🙏❤️
❤❤❤🎉🎉🎉
❤️🙏
Shiva sir Aap ak ak wayr ka ditel jankari seyr karte hai Aap ka video dekh kar maine bhi apne geraj par
SPLENDAR BS6 ka self baipas kiya
Self Kam kargaya par geyar me bhi bina kalach dabay self le raha hai
Yahi par ka video samagh nahi Aa raha hai sir kya aap ka mobile number dege 🙏
Aap mujhe insta pe msg kijiye mai answer ka dunga 👍
Nice video 👌🙏
Thank you 🙏❤️
Sir same problem mere bike pe bhi aya tha jub me zomato ride kar raha tha . 5 times waise hua phir battery total discharge hua . Maine local machanic ke pas gaya waha banda battery charge Kiya par hua nahi . Phir maine warranty card lekkar battery show room gaya waha charge karke diye phir aya local machanic ke pass . Unhone lagaya tha 2 days ke bad phir bund hua . Phir showroom leke Gaya wha pe 4000 ruppes ka fuel pump lagaye bole ki ye karabh hoga thub tho gadi Start nahi hogi chalo paise gaye tho gaye maine lagwa liya . Uke thuranth bad hi showroom me hi phir gadi bundh hua 😢. Showroom wala machanic ne Naya self button lagaya thub ok hua . Fuel pump Maine nikalwane ke liye bola supervisor se tho nikaldiye machanic. Ithna sub hua sel abh sahi tharike se kaam kartha he . Mera khana ye he aise jankari rakne walo ke pass bike le jaye . Showroom me pura scamme ho raha he jai Hind. Thanks shiva sir for this information nice video 📷
Bhai aap ki gadi kya ab puri tarah se thik hai ya abhi bhi koi problem hai ?
And Thank you so much for Appreciation 🙏❤️
MlA light on hai sir
Ji maine video me last me bataya bhi hai ki ye trick se mil always on rahega...
Bhai hame sari video call kar rahe ho
Samjha nahi?
Same problem Glamor bs6 me ho raha he
Same process glamour me bhi apply kijiye ho jayega👍
Nice video sir
Thank you ji ❤️🙏