Panjikaran private or gernal me kya anter h kya private ke Jada paise jate h agar jate h to dono panjikara kitne kitne rs. Ke h kya private ka no. Jaldi a jata h plz bataye
Bhai log mai apne mata ji ka ilaj krwa rha hu, 1 month जांच me hi chla gya , ese marij to 1se 2 se 3 se 4 state me aa jayega , bahut slow इलाज chl rha h , jb ki mai privet me ilaj kra rha hu
@@ayanshtechonline2020sab cancer hospitals ka yahi haal hai aur mumbai mein toh aur bura haal hai vo bhi private mein.....abhi august mein gya tha second opinion ke liye subah 8 baje se wait karte karte 1 baje doctor ne bulaya aur 5 min bhi advice nhi diya 3500 rs le liye
Har jagah loot chal rhi cancer ke naam par bas ek bar hospital pahunch jao doctor sochte hain aa gya cancer ka marij ab achche se kaato aur 8 se 10 lakh kharch karane ke baad bhi guarantee nhi denge
Sunil jaikar ji aap private mein khoob paisa kharch kar rhe phir bhi 1 month ho gya test karate karate ...doctors ko kya matlab ki apke patient ki cancer stage badh rhi hai ...haan unka koi family member ho tab samjh mein aayega unko ....sach ye hai ki aajkal ke doctor kasaee se jyada kuch nhi hai
Bhai ji susuwahi ka rahne wala hu mera dot dard kar raha tha aur mere Gaal me chaale pad gaya hai mai trauma centre dikhaya tha 1 Mahina lag gaya kewal jache karwane me aur doctor bhi accha se nahi dekh rahe hai kya mujhe cancer hospital me dikhane chahiye please suggest me ❤
Mere bhai ko blood cancer hua hai kya waha pe iska ilaj achhe se ho payega or genaral or privet mai ky fark hai ky privet mai achhe se ilaj hota hai kya... Plz reply me.....
Bhaiya ji mai kanpur uttar pradesh men rahta hu meri ma ko ब्रेस्ट कैंसर हुआ है मैं बनारस में इलाज करवाना चाहता हूं कोई सरकारी सुविधा हो और ऑपरेशन थोड़ा कम पैसे में हो जाए ऐसा कुछ बताएं हमारे पास ज्यादा पैसे की व्यवस्था नहीं है 🤔
Idhar jane ke baad city scan ki bahot line rehti hai doctor tommorow city scan karane ko bolte hain city scan karne wale log bolte hain Abhi 13 din ke baad aap ka number aayega bahot pareshan kiya yahan ke staff logon ne mere pariwar ke logon ko mareez ko leke 120 km aana Jana uske baad hospital me pura kaam na hona koi kisiki pareshani ko samajhta hi nahi hai kya kiya jaye aise hi mareez aate jaate bimari zyada badh jati hai doctor ko kya baad me bol denge bahot der se aaye aaplog
Thanks for your guidance it would be helpful for everyone keep doing this for the welfare of the society may Hanuman ji bless you
Thanks
🙏 welcome my all viewers
Please like share comment and subscribe my TH-cam channel
Thanks.
Thanks for the invitation
Bhaiya nice information 👌
Plz support my channel bro
Good 👍
Dhanyawad bhai
Thank u bhai
Good job👍👍👍👍👍
Nice information
Nice
Ladies k uterus cancer ka treatment hota hai kya banarasi me?
Ha ji
Biopsy aur fnc ka report kitne din me ata h
Aur Brest ka operation k bad kitne din tk dr admit kiye rhte hai
bro 1 weak ke baad hi aayega bro
मेरी माँ को ब्रेस्ट कैन्सर है kgmu से इलाज चल रहा है बट हमको वहा कुछ सही नहीं लग रहा है क्या वहा दिखा सकते है भैया जी
Dikha sakate ho bro
Panjikaran private or gernal me kya anter h kya private ke Jada paise jate h agar jate h to dono panjikara kitne kitne rs. Ke h kya private ka no. Jaldi a jata h plz bataye
Private me paisa jyada lagata hai
General me kam paisa lagata hai
Private me prosses fast hota hai
General me thada time lagata hai
Kitna khrch padta hai dono ka
Bhai kya me papa ka ilaaj kra sakta hu sahi batana yar papa ko khona nhi hai please yar jaldi reply dena bhai 😔😔😔😔😔
kaha par problem hai papa ko
@@ayanshtechonline2020 hot ke pass
👍
Bhai kitna samay me patient ko dekh lete hai doctor 1-2 din lgata hai ki jaldi aa jata hai number pls reply me bro
Aapko to sabse pahle appointment Lena padega
Thanks
Bhai log mai apne mata ji ka ilaj krwa rha hu, 1 month जांच me hi chla gya , ese marij to 1se 2 se 3 se 4 state me aa jayega , bahut slow इलाज chl rha h , jb ki mai privet me ilaj kra rha hu
Bhai yar private me to fast dekhate hai
Ho sake to Mumbai refer karwa lijiye
@@ayanshtechonline2020sab cancer hospitals ka yahi haal hai aur mumbai mein toh aur bura haal hai vo bhi private mein.....abhi august mein gya tha second opinion ke liye subah 8 baje se wait karte karte 1 baje doctor ne bulaya aur 5 min bhi advice nhi diya 3500 rs le liye
Har jagah loot chal rhi cancer ke naam par bas ek bar hospital pahunch jao doctor sochte hain aa gya cancer ka marij ab achche se kaato aur 8 se 10 lakh kharch karane ke baad bhi guarantee nhi denge
Sunil jaikar ji aap private mein khoob paisa kharch kar rhe phir bhi 1 month ho gya test karate karate ...doctors ko kya matlab ki apke patient ki cancer stage badh rhi hai ...haan unka koi family member ho tab samjh mein aayega unko ....sach ye hai ki aajkal ke doctor kasaee se jyada kuch nhi hai
Sir please reply sunday ko tata cancer hospital khula rahata hai
Nahi bro
Band rhata hai
ये हास्पिटल में बैठे डॉक्टर और कम्पाउडर बहुत बेकार है बहुत जो जायेगा पश्चायेगा कृपया कभी भी इस हास्पिटल में न जाये
Bhai ji susuwahi ka rahne wala hu mera dot dard kar raha tha aur mere Gaal me chaale pad gaya hai mai trauma centre dikhaya tha 1 Mahina lag gaya kewal jache karwane me aur doctor bhi accha se nahi dekh rahe hai kya mujhe cancer hospital me dikhane chahiye please suggest me ❤
Ok sir Mera jaha tak manana hai ki AAP aayurved ki taraf dhyan de
@@ayanshtechonline2020 sir koi acha aayurved ke doctor bataye please sir
Kya tata memorial mumbai se refarel lena padta h.ya fir direct ja skte h
Refer karawa lijiye Mumbai se varansi ke liye
मै मऊ से हु मुझे पहली बार दिखाना है कितना र्खच आता है
Ayushman ha
नही है
Mere bhai ko blood cancer hua hai kya waha pe iska ilaj achhe se ho payega or genaral or privet mai ky fark hai ky privet mai achhe se ilaj hota hai kya... Plz reply me.....
General me thoda time lagega aur private me jaldi process hota hai
But private me money jyada lagega aapka
Kaha se hai aap
@@ayanshtechonline2020 bihar
@@ayanshtechonline2020 blood cancer ka adject ilaj homi bhabha mai hota hai ya fir maden mohan malviya mai plz aap ko pata ho reply kigiyega
Kaya yaha blood cancer ka tretment hota hai
ha hota hai sir
Is it for conferm cacer patients only
yes
Bhaiya ji mai kanpur uttar pradesh men rahta hu meri ma ko ब्रेस्ट कैंसर हुआ है मैं बनारस में इलाज करवाना चाहता हूं कोई सरकारी सुविधा हो और ऑपरेशन थोड़ा कम पैसे में हो जाए ऐसा कुछ बताएं हमारे पास ज्यादा पैसे की व्यवस्था नहीं है 🤔
Ho jayega don't warry
Bhai
Tata memorial govt hospital
General me treatment krawa lijiye kam paise me ilaj ho jayega
Acha nhi h bilkul mumbai jaye
Bhai yaha tritment kaisa hota h sahi se to dekhte h na
Time bahut jyada laga dete hai bro
Bhai mere papa ko lung cancer hua varanasi me ilaj ho sakta hai kya plzzzzzzzzzzzzz help mee😢😢😢😢
Ji Bhai krwa sakte hai ilag
@ayanshtechonline2020 Bhai is hospital me aayushman card se ilaj ho sakta hai kya plzzz faincian problem bahut bekar hai
@@cpjosivlog6090 ho jayega bro
@@cpjosivlog6090 ayushman accepted hai
General me kitna paisa lag jaye ga lagbag bhaiya batana jarur
General me normal paise lagenge bro private me paise bahut jyada lag jayenge
Koi no hai kya jissy enquiry ki ja sake?? Mera online nahi open ho raha hai..
Mam aapko hospital me second flor par tecnical department hai aap vaha se batakar ye problem salve karava sakati hai. Ok
@@ayanshtechonline2020 Thanks for reply..par koi enquiry no hai kya apke paas?? Ya Link jisme aapne abhi check kiya ho...
No mam abhi to nahi hai but koi inquiry numaber mila to send kar dunga.
Bhiya ye puchhna hai lekpal ne report laga diya hai 1mahina ho gaya hai anudan kaise milega kaise pta kre
District pe vikas bhavan office pe samprk kariye aap
Bhai pahli baar smart Card mein kitna paisa jama karna hota hai. Koi hospital ke taraf se ye nahi hai na ki itna paisa jama karna hai. Pls reply
koi problem nahi aap chahe jitana paisa dal sakti hai
but mere hisab se utna ho dalana jitana aapko jarurat ho
kyoki dalane ke baad aapko paise milenge nahi aapko hospital me dawa ya Anya chijo me kharcha karana padega
paisa milega but aapko kuchh condition ke baad
@@ayanshtechonline2020thanks
Kya online from bhara jata hai
nahi
Idhar jane ke baad city scan ki bahot line rehti hai doctor tommorow city scan karane ko bolte hain city scan karne wale log bolte hain Abhi 13 din ke baad aap ka number aayega bahot pareshan kiya yahan ke staff logon ne mere pariwar ke logon ko mareez ko leke 120 km aana Jana uske baad hospital me pura kaam na hona koi kisiki pareshani ko samajhta hi nahi hai kya kiya jaye aise hi mareez aate jaate bimari zyada badh jati hai doctor ko kya baad me bol denge bahot der se aaye aaplog
Mai bhi wahin pe elaaz kra rha hu..aap ka Ct scan kab hai?
yahi to probem ho raha hai date delay mil raha hai bro
@@ayanshtechonline2020 koi rasta h kya jisse thoda sa jaldi process ho?
Aap abhi hospital se hi ho kya?
Smart card ka kya process
Smart card patient ka registration hone ke bad banata hai
Sir hotel rooms for staying near hospital in cheap price
Mam hotel hospital ke side me Bahut Sara mil jata hai.
Tata memorial hospital varanasi government hai sir ?
Ha Ji government hospital hai.
Online appointment hota h ?
Nahi bhai aapko hospital se hi appointment milega
City scan ka report kitne din mein aata hai
3 to 4 days
😢😢😢😮
Prostrate cancer ka ilaaj Banaras m h
Any Cancer treatment tmc vns
Bhai private me ayushman se hota hai
Bro isake bare me idea nahi hai
Ek baar vaha visit karake aap jarur pata kar le
ये हास्पिटल में बैठे डॉक्टर और कम्पाउडर बहुत बेकार है बहुत जो जायेगा पश्चायेगा
Thoda tej bolo
ha bro thoda mice wala problem tha
आयुष्मान योजना का लाभ मिलेगा
Ji bhai milega
Yadi ayushman bana hoga to
Private me milege
Bhai .... number Ane me kitna time lgta hai ?
Sir टोकन के ऊपर डिपेंड करता है ।
Aap jitana jaldi number laga denge utana jaldi aa jayega
आयुष्मान कार्ड allowe h
Ha brother hai
pahale bolna sekho
Tum sikha do
बड़े भाई आपका मोबाइल नंबर दे सकते है प्लीज़ 🙏
ये हास्पिटल में बैठे डॉक्टर और कम्पाउडर बहुत बेकार है बहुत जो जायेगा पश्चायेगा कृपया कभी भी इस हास्पिटल में न जाये
Kuchh laparvahiya hoti hai