Ap Gateway of tally se alt+g press karo them e-way type karo uske baad apka e-way bill pending for cancellation dikh rha hoga Uske ek baar enter karo uske baad us e-way ko spacebar se select karke alt+f10 pess karo or last main yes par click kar dena apka e-way restore ho jayega
@neerajdubeyAT thanks sir yek question aur sir bill banate time transporter id wrong hone se ewaybill reject hogaya tha toh mene ewaybill portal mein jake banaya tha aur ab tally mein rejected ewaybill karke dikha raha kya pehle ewaybill nahi bana tha kyakoi suggestions dedo kya kare
@cricketfans635 Tally main alt+g press karna Uske baad e-way bill register select karna Then us e-way ko select kar ke F6 press kar dena problem solve ho jayegi
Ha usko cancle kar do or new generate karna hai invoice and credit note same tareeke se honge bas credit note main eway bill nhi hoga baaki process same hai
Sir plz reply kar dijiye ga Maine E-way bill me document type me tax invoice dalna tha bills of supply daal di hai koi problem aygi sir koi penalty ya fine lag sakti hai. Tax k liability humne jama kar Diya hai bas document type me problem ho gai thi
This is called perfect Video.
So knowledgeable. Short and very very informative. Thanks a lot bro.❤
Wow super explanation
Good information. Helped a lot
Thnx❤ sir
Thank you sir🙏🏻🙏🏻
By mistke e way bill cancel me chala gaya aur abhi send nai kiya hai bs peding for exchange me hai use undo kaise kare??
Ap Gateway of tally se alt+g press karo them e-way type karo uske baad apka e-way bill pending for cancellation dikh rha hoga
Uske ek baar enter karo uske baad us e-way ko spacebar se select karke alt+f10 pess karo or last main yes par click kar dena apka e-way restore ho jayega
Sir maine pahle eway bill ki jaghe Einvoice bill cansil kar diya ab kaise kare
Agar cancel ho gya hai tab to koi dikkat nhi but check jaroor kar lena dono cancel hue hain ki nhi.
Sir jo ewaybill Galti se cancel mein kardiya aur pending mein hai cancel kiye nahi hai kya karna hai ab
th-cam.com/video/5tqDMWSQAL0/w-d-xo.html
Ye wali video dekh lo
Uske liye
@neerajdubeyAT thanks sir yek question aur sir bill banate time transporter id wrong hone se ewaybill reject hogaya tha toh mene ewaybill portal mein jake banaya tha aur ab tally mein rejected ewaybill karke dikha raha kya pehle ewaybill nahi bana tha kyakoi suggestions dedo kya kare
@cricketfans635
Tally main alt+g press karna
Uske baad e-way bill register select karna
Then us e-way ko select kar ke F6 press kar dena problem solve ho jayegi
@@neerajdubeyAT thanks sir❤
By mistake agar galti se kisi dusre date me e invoice aur e way bill generate ho gaya to kya cancel karna hoga
Nhi agar 2- 4 din ka gap hai to jaroorat nhi hai cancel karne ki.
Superb❤
E-Credit Note ko 5 din baad Cancel karna hai kar sakte hai kya
No only
Within 24 hours
@@neerajdubeyAT but mene cancel karke Portal se cancel wala download bhi kar liya
24 hour ka baad kya delete hoga
Delete to kabhi bhi ho jayega
But delete nhi karna hota always cancel karna chahiye
Id password du sir kaal mujko galat zenrat ho gai aap usko cancel kar kar sakte hai
Sir reply fast me
@@satyajeetprajapati1552 aap video dekh kar khud bhi kar sakte ho 24 hours ke andar
@@neerajdubeyAT but sir 24 hour se upar ho gaya hai
E-Credit Note kaise cancel karna hai 2 month before ka YE TO AAPNE BATAYA JI NAHI
Ha usko cancle kar do or new generate karna hai invoice and credit note same tareeke se honge bas credit note main eway bill nhi hoga baaki process same hai
Sir plz reply kar dijiye ga
Maine E-way bill me document type me tax invoice dalna tha bills of supply daal di hai koi problem aygi sir koi penalty ya fine lag sakti hai.
Tax k liability humne jama kar Diya hai bas document type me problem ho gai thi
24 hour se jyada ho gye kya ?
Ji Sir ye bahut pahle ka bill hai 1 month ago almost
Ok no problem
Ab vaise bhi ap kuch nhi kar sakte
Don't worry kuch nhi hoga ye bda issue nhi hai.
@@neerajdubeyAT Reply karne k liye bahut bahut thanx Sir thoda darr lga ra tha
Please replay
Thanks for comment
After 72 hour's how to cancel Invoice and e-way bill
24 hours ke baad cancel ❌ nhi kar sakte
only option then is to issue credit note
@@abhrojitdhar4921 is it possible to amend in Gstr 1
@@abhrojitdhar4921 is it possible to amend in GSTR 1