Ghusl E Janabat Ka Sahi Tariqa by Maulana Mirza Jafar Abbas Sahab Qibla

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 74

  • @magiciangaming429
    @magiciangaming429 ปีที่แล้ว

    Mashaallaha moulana jaafar bhai bahut khoob Kiya kahyna

  • @baharalam4014
    @baharalam4014 8 หลายเดือนก่อน

    Salamat rhe khush rhe janab aap

  • @istaqrarmehdibaqri9563
    @istaqrarmehdibaqri9563 2 ปีที่แล้ว

    Bhot umda tareeka e byaan
    Ekdum clear ho gya masla

  • @abbashussain590
    @abbashussain590 2 ปีที่แล้ว

    ماشااللہ قبلہ صاحب بہت اچھا بہت امداد میں اچھے طریقے سے سمجھایا بہت آسان لفظوں میں سمجھایا انشاءاللہ ہر آدمی میں کیا ہر بندہ ہر آدمی آپ کی چیز کو بہت سی جگہ اور بہت ہی دل میں رکھے

  • @darsgahkarbala133
    @darsgahkarbala133 3 ปีที่แล้ว +4

    Best explained!!!
    Jazak Allah!!!

  • @sarfrazhussain8750
    @sarfrazhussain8750 3 ปีที่แล้ว +1

    MashAllah aap ne bahut sahi tarike se samjhaya aur bataaya khuda aap ko aap ke pariwaar ko aur aap Ki team Salamat rakhe

  • @waqaribrahim4461
    @waqaribrahim4461 3 ปีที่แล้ว +1

    mashallah Allah ap ko abad o shad rakhy

  • @tauqeerraza9045
    @tauqeerraza9045 4 ปีที่แล้ว +1

    jazakAllah
    Maulana
    Maula apko salamat rakhe
    Very valuable video

  • @FizzaLaraibHasan
    @FizzaLaraibHasan 4 ปีที่แล้ว +3

    JazakaAllah is tarha ki videos ki bahut zarurat hai aajkal ki generation ko Ma sha Allah very informative and useful video Must be shared.

  • @kausarruzvichannel3438
    @kausarruzvichannel3438 4 ปีที่แล้ว +4

    Mashallah salamat rahe channel aur maulana bhi

  • @advocatesaima4481
    @advocatesaima4481 3 ปีที่แล้ว +1

    Best informative lecture

  • @highwayman3348
    @highwayman3348 3 ปีที่แล้ว

    Shukrya nehayat tafseel se bataya molana sahab ne.

  • @hasanakbar6569
    @hasanakbar6569 4 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah janab

  • @dilawerhussain8650
    @dilawerhussain8650 3 ปีที่แล้ว

    Mashallah kobsorat wazahat hei

  • @hasanali0004
    @hasanali0004 4 ปีที่แล้ว +1

    Shukriya molana

  • @shakeeltaj936
    @shakeeltaj936 4 ปีที่แล้ว +2

    Shukriya maulana sb. Behtareen tareeke se batane ke liye

  • @matamehussain6858
    @matamehussain6858 3 ปีที่แล้ว

    Besak janab

  • @abbashussain590
    @abbashussain590 2 ปีที่แล้ว +1

    Gave very good information that Black sir, you have explained it very well Mashallah, you have explained it in very easy words.

  • @aliasharnaqvi4553
    @aliasharnaqvi4553 4 ปีที่แล้ว +2

    Bahut khoob 🙌

  • @syedalisalman512
    @syedalisalman512 4 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah Allah tala aap ko salamat rakhe good yahi sahi tarika ha👍

  • @ghaibatekubra7442
    @ghaibatekubra7442 4 ปีที่แล้ว +8

    Jazakallahhh.. behtareen wazahat..is Tarah ki initiative bohot zaroori thi..Apke pure team ko maula salamat rakhe

  • @RockStar-oe5rf
    @RockStar-oe5rf 4 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah bahut hi ache tarah se bataya .. apka bahut bahut shukriya ...

  • @walayataaly1772
    @walayataaly1772 3 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah ju Allah Salamat rakheg

  • @narjisfatima2477
    @narjisfatima2477 3 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah

  • @wajidzaidi9414
    @wajidzaidi9414 4 ปีที่แล้ว +3

    ماشاء اللہ بہت خوب جزاک اللہ

  • @zafarmahdi8695
    @zafarmahdi8695 3 ปีที่แล้ว +1

    MasaAllah allah salamat rakhe apko ap ki taufikat me izafa farmaye

  • @syedammarabbas8783
    @syedammarabbas8783 4 ปีที่แล้ว +3

    Jazak Allah khuda salamat rk e Ameen

  • @msaqlain9938
    @msaqlain9938 3 ปีที่แล้ว +1

    Mashahallah

  • @saghirrizvi335
    @saghirrizvi335 3 ปีที่แล้ว

    Jazzak Allah ghusl ke ehkaam apne behtreen andaz main bayan farmaey nihayat aasan tariqay sai ke kisi sawal ya shuk ki gunjaish nahn...
    Parwardigar apki toufeeqat ilm martabay main izafa farmaey basadqay Muhammad wa Aale Muhammad a.s

  • @abbashussain590
    @abbashussain590 2 ปีที่แล้ว

    الہی آمین

  • @ismandxbo3971
    @ismandxbo3971 3 ปีที่แล้ว

    Thank for excellent knowledge to all shia mominin...labbaik yaa Hussain

  • @ishratfatima5314
    @ishratfatima5314 4 ปีที่แล้ว +1

    Allah apko salamat rakhay

  • @raisabbas5307
    @raisabbas5307 4 ปีที่แล้ว +3

    Mashallah bht ache se explain kia aap ne ....

  • @syedabidalirizvi5936
    @syedabidalirizvi5936 3 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah. Jazakallah

  • @kazmikazmikazmikazmi5021
    @kazmikazmikazmikazmi5021 4 ปีที่แล้ว +1

    Bahut achi bat h

  • @QariHusainAbbasPhandervi
    @QariHusainAbbasPhandervi 3 ปีที่แล้ว +1

    jazakAllah

  • @ishratfatima5314
    @ishratfatima5314 4 ปีที่แล้ว

    Kazak all ah jazz mall oh👍👍👍👍👍

  • @shazianawan2507
    @shazianawan2507 3 ปีที่แล้ว

    Shukriya

  • @MohdRashid-qn9rq
    @MohdRashid-qn9rq 3 ปีที่แล้ว +1

    Jo Jatin padhe likhe Nahin Aaye internet per aap Bata rahe hain bahut hi Achcha kam hai aur Mujhe sikhane Ko Mila Inshallah Jab Bhi video Dekhun aapki dekho aur film maja Jahan Hoga Mere aur aage abhi tak Jaunga hokar Ne Aaj Bhi

  • @MohdRashid-qn9rq
    @MohdRashid-qn9rq 3 ปีที่แล้ว

    , 👍👍👍👍👍👍😊🤔علی

  • @mohdhaider9880
    @mohdhaider9880 4 ปีที่แล้ว +5

    mashaallah Allah aap sab ko salamat rakhy ameen

  • @FizzaLaraibHasan
    @FizzaLaraibHasan 4 ปีที่แล้ว +3

    Ghusl-e-Mayyat ki bhi video banaiye please

  • @HaiderDesigns
    @HaiderDesigns 3 ปีที่แล้ว +2

    Agar Nal ya Tap hai to bhi tareeqa same rahega? Shower agar nahin hai to?

  • @matamehussain6858
    @matamehussain6858 3 ปีที่แล้ว

    Assalam u alykum aurtno ko bacce ki paydaes ke bad guslcalees lote ka huta h aur agar do gusl wajib hnt 9 9 lote lena cahy ya har gusl ke bad 1 ya do bar dholne to kafi h

  • @imranhusain4107
    @imranhusain4107 2 ปีที่แล้ว

    Kya Ham shower Ke Niche gusal kar sakte hain ka woh Ja is hain

  • @OldNohay
    @OldNohay 4 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah. Behtareen initiative.

  • @huma2091
    @huma2091 3 ปีที่แล้ว

    salaam mai puchna chahti hu shower k niche nahne ka sahi tariqa kya hai

  • @sirpuraazadarilive.214
    @sirpuraazadarilive.214 2 ปีที่แล้ว

    Qibla ye btaye ki shawer ke neche gusl ho skta h ya nhi

  • @altafchaqu2925
    @altafchaqu2925 4 ปีที่แล้ว +1

    Ghusul janabat k bad kiya body or sar ko shampo or sabun se du sakte hai ?

  • @Ahad.-
    @Ahad.- 2 ปีที่แล้ว

    Shower se ghusl krte same badan pr haath phere yaa shower band kr ke haath phere
    Pls bta dijiye

  • @javidwani5127
    @javidwani5127 2 ปีที่แล้ว

    Kya jism main Pani daltey samey Kuch pedna hai ya nahi

  • @bilalhaiderrizvibilalhaide7222
    @bilalhaiderrizvibilalhaide7222 3 ปีที่แล้ว

    Aali janab s. Elekum. Swal aapki khidmat me pesh hai.
    1-Kiya janabat wala under wear pehankar ghusl ho jaega.
    2-agar junib ne bhul kar balon me mehdi ya khizab laga liya aur bad men yad aya ki ghusl wajib tha to ab kese hoga uski kiya surat hogi.

  • @zulqarnainali6736
    @zulqarnainali6736 3 ปีที่แล้ว

    ان مولانا صاحب کی ویڈیو دیکھنے کے بعد کوئی دوست بتا سکتا ہے کہ فقہ جعفریہ کے مطابق غسل کے فرض کتنے ہیں

  • @meermansoorarijo2104
    @meermansoorarijo2104 4 ปีที่แล้ว +1

    Molana sahb Asalam alekum , shower ya mag or balti se ghusal karaty waqt hum apna dayan hisa kis tarha dhoaen ?
    1. Jo pani kandhay se nechay gir ke arha he us se hi paon tak dhatay jaen ?
    ((Per is tarekay se tang or paon ko or paon ke nichlay hisay tak pani puhchna mushkil lagta he))
    2. Ya kandahy se pait tak pani dal ke dhonay ke bad phir apni tang (leg) or paon per direct alag se pani dal ker bhi dho saktay hn ? Please answer

  • @najafali3533
    @najafali3533 4 ปีที่แล้ว +1

    Slam agar hath ya per (foot ya hand) par plaster ho kya apni bivi ke saath hubistari karne per ghusl ho sakta hai ya nahi

    • @HassanAli-pn9pz
      @HassanAli-pn9pz 2 ปีที่แล้ว

      G h gaye ga magar jabeera yani pati pay geela hath mal lain gay

  • @fazalabbas7055
    @fazalabbas7055 3 ปีที่แล้ว

    Agar hum pehle naha le. Jism gila hai to uspe ghusl ho sakta hai ya sukha kar ghusl kare.
    Aur Ek baat agar saboon laga hai badan per uspe hi ghusl kar sakte hai ya pehle saboon wala badan Paani se saaf kare fir ghusl kare

  • @jamshidhadi8442
    @jamshidhadi8442 4 ปีที่แล้ว +2

    Pehly pora badan saf kari bad mai niyat Kari

  • @alimohsin4099
    @alimohsin4099 3 ปีที่แล้ว

    Shower k neeche right side dhote waqt left side pe bhi paani chala jata hai..to kya is se ghusal baatil ho jaae ga..??

    • @HassanAli-pn9pz
      @HassanAli-pn9pz 2 ปีที่แล้ว

      Yeh ghusl ka khubsart amal hay or behtar ha kay aik side pa jab pani giray to dosra hisa b dhul jaye

    • @HassanAli-pn9pz
      @HassanAli-pn9pz 2 ปีที่แล้ว

      Chahy left side right side pa pani dalny par tar kuon na ho gai ho magar tarteeb kay mutabik phir left side dho lain gay

  • @todaysenvironment5764
    @todaysenvironment5764 4 ปีที่แล้ว

    GHUSLE Janabat Ka Time Kya HAi kya rat me karna chahiye ya din mei

    • @syedzadaali3971
      @syedzadaali3971 3 ปีที่แล้ว

      I think time nhi hota jis time kar lo no issue

    • @HassanAli-pn9pz
      @HassanAli-pn9pz 2 ปีที่แล้ว

      Ghusal e janabat ka koi waqat moayan nahi jab wajib ho jaye as soon as posible ghusal karain taky ziada dair nijasat ki halat sa khud ko bacha sakain

  • @sultanhaider1207
    @sultanhaider1207 3 ปีที่แล้ว

    کیا نیت آخر میں بھی کرسکتے ہیں؟

    • @syedzadaali3971
      @syedzadaali3971 3 ปีที่แล้ว

      Nhii bhai niyat phly karte hy jb ghusal karna ho niyat kar k ghusal karna hota

    • @HassanAli-pn9pz
      @HassanAli-pn9pz 2 ปีที่แล้ว

      Niyat ka lafzan bolna zarori nahi agar zehan ma ha k main ghusal karna chata ho that is enough

  • @khan30905
    @khan30905 2 ปีที่แล้ว

    STOP WITH NONSENSE
    Islam is Quran not Hadith Books.
    کب اور کیسے ہے "غسل جنابت"
    غسل جنابت یہ کہ آدمی صرف نہا لے جس طرح عام طور پر نہایا جاتا ہے
    اور وہ بھی تب ہے جب آپ نے نماز پڑھنی ہے
    👇
    يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا تَقْرَبُوا الصَّلَاةَ وَأَنتُمْ سُكَارَىٰ حَتَّىٰ تَعْلَمُوا مَا تَقُولُونَ وَلَا جُنُبًا إِلَّا عَابِرِي سَبِيلٍ حَتَّىٰ تَغْتَسِلُوا ۚ وَإِن كُنتُم مَّرْضَىٰ أَوْ عَلَىٰ سَفَرٍ أَوْ جَاءَ أَحَدٌ مِّنكُم مِّنَ الْغَائِطِ أَوْ لَامَسْتُمُ النِّسَاءَ فَلَمْ تَجِدُوا مَاءً فَتَيَمَّمُوا صَعِيدًا طَيِّبًا فَامْسَحُوا بِوُجُوهِكُمْ وَأَيْدِيكُمْ ۗ إِنَّ اللَّهَ كَانَ عَفُوًّا غَفُورًا
    اے ایمان والو! جب تم نشے میں مست ہو تو نماز کے قریب بھی نہ جاؤ، جب تک کہ تم کو خود پتہ نہ ہو کہ کیا بول رہے ہو ؟
    اور
    جنابت کی حالت میں بھی نماز نہ پڑھو جب تک کہ نہا نہ لو ۔
    اگر تم بیمار ہو یا سفر میں ہو یا تم میں سے کوئی قضائے حاجت سے آیا ہو یا تم نے عورتوں سے مباشرت کی ہو اور تمہیں پانی نہ ملے تو پاک مٹی کا قصد کرو اور اپنے منھ اور اپنے ہاتھ مل لو۔ بے شک اللہ تعالیٰ معاف کرنے واﻻ، بخشنے واﻻ ہے
    Quran 4-43
    Mohammad was Following only Quran.
    قل ما كنت بدعا من الرسل وما أدري ما يفعل بي ولا بكم إن أتبع إلا ما يوحى إلي وما أنا إلا نذير مبين
    Say, "I am not A NEW Messenger"
    NOR -
    Do I know what will be done
    with me
    OR
    with you. I only follow that which is revealed to me, and I am not but a clear warner.
    کہو میں کوئی انوکھا پیغمبر نہیں ہوں مجھے نہیں پتہ کہ تمہارے ساتھ کیا ہوگا یا میرے ساتھ کیا ہوگا
    میں صرف اس چیز کی پیروی کرتا ہوں جو میرا خدا مجھ پر وحی کرتا ہے
    میں ایک خبردار کرنے والے کے سوا اور کچھ بھی نہیں
    Quran 46 -09

  • @syedzishan9473
    @syedzishan9473 3 ปีที่แล้ว

    5 mists khafii thaa, btana kuch jyeda , molana SB talwa irtamase mai uthaya jatta jb inshan kise talab yeh nadee mai ager gusal kr raha hai toh woh talwa utha saktta hai, Jaha tak yeh masla haiii,behter aap ko maloom hoga

    • @HassanAli-pn9pz
      @HassanAli-pn9pz 2 ปีที่แล้ว

      Ghusal ki do iqsaam hain ghusal tarteebi yeh jo bataya gia hay tateeb yani sir ka dhona right and left side
      Or dosra tareeqa ghusal e irtimasi hay yani niyat karta hon ghusal e irtimasi ki qurba tan il Allah
      Tareeqa
      Hooz ya talaab main jump karin kay pehly ap ka sir jaye phir qamar or phir legs and foot
      Isi tarha wuzo ki bhi 2 kinds hain
      Wuzo tarteebi
      Or
      Wuzo irtimasi

  • @ashiqhusain7669
    @ashiqhusain7669 4 ปีที่แล้ว +2

    Ye sab batana bhi bahot zaruri hai