Payment ka system jald hi shuru kiya gya hai aur payment hone ke baad hi verification successful hoga. Agar payment nhi hua hai to aapko payment krna hoga CSC se. Agar pahle aapne apply kiya hai jb payment ka process nhi tha fir aapko koi dikkat nhi hogi. Agar hoti hai to ek baar CSC me jaake use check krein.
agar aadhaar me galat hai to aadhaar me sansodhan karwa skte hain. agar adhaar me sahi hai sirf Land Record me galat hai to uske liye apne area ke Patwari se sampark krke update krwa leejiye thik ho jayega.. fir bhi agar na ho rha ho tb hame bataye ham ek alternate tareeka aapko bta denge.. Thanks for your comment 😀😀
Sir hamne kuch din pahle farmer id banaya tha uska payment to nahi hua tha ye kab se hua start abhi to bina payment ke pdf aa tata tha
Payment ka system jald hi shuru kiya gya hai aur payment hone ke baad hi verification successful hoga. Agar payment nhi hua hai to aapko payment krna hoga CSC se. Agar pahle aapne apply kiya hai jb payment ka process nhi tha fir aapko koi dikkat nhi hogi. Agar hoti hai to ek baar CSC me jaake use check krein.
@@SarkariVacancyमेरे पिता का नाम इंग्लिश में गलत आ रहा है KYC details में।
agar aadhaar me galat hai to aadhaar me sansodhan karwa skte hain. agar adhaar me sahi hai sirf Land Record me galat hai to uske liye apne area ke Patwari se sampark krke update krwa leejiye thik ho jayega.. fir bhi agar na ho rha ho tb hame bataye ham ek alternate tareeka aapko bta denge..
Thanks for your comment 😀😀
@@SarkariVacancy thank you sir