Clear Straight Deep Sweet Peace Love Confident Intellect Experienced Realised Expert Courageous Spontaneous Commanding Complete voice, totally blessed by saraswati - maataa. Salute to your self confidence, command in communication, stability of personality, professional expertise, master in coaching, success in life and serving public
There are plethora of podcasts available on TH-cam but for the first time a podcast with a difference .Really loved it.Please do make part2.Great work Sonali mam
Inhone easily grandfather paradox ka easy answer de diya jaate jaate...great podcast....itni baariki se samjhaya...aur puchhne wale vi hosts vi damdaar hai...keep it up guys 👍👍
Nice.... A lot of knowledge in the field.... Let God Bless those who may be in need of help.... Be good to all and everything and everybody..... Let peace prevail with all!❤❤❤🙏🙏🙏
Yamraj Ka Point Clear Kar Deta hu Apko:- 1. Jaise kapde thode bohot gande hojaye to aap unko sidha Laundary nahi bejtey balki ghar mein hi dhokar saaf kar letay ho ya ghar ki washing machine mein dokar saaf kar letey ho, PAR jab wahi kapde bohot zyada gande ho jaye aur apko lage ki iske daag ghar ki dhulai me saaf nahi ho payenge keval tab hi aap unko Laundary bejtey ho dhulney ke liye. Theek waise hi Mrityu ke baad har jeevatma ko yumdhut lene nahi aatey until unless ya to uske ATI Paap ho ya ATI Punye, keval usi paristhiti mein wo Nark ya Swarg ko jata hai, baki normal paap punye ki sthiti mein uske karmo ka hisaab yahi ki prakruti mein kar diya jata hai. 2. Akal Mrityu ho kisi ki to pehle wo Pret yoni ko prapt hota hai, uss pret ko uss yoni se mukti dilaney ke liye VRISH-UTSARG ya NARAYAN-BALI naam ki Puja Vidhi ki jati hai. Pret yoni se mukt honey par uss jeev ki paap-punye ki sthiti ke anusaar hi uske yahi rehne ya nark-swarg yani Laundary janey ka nirnay devik jagat ki shaktiya leti hai. 3. Mrityu ke baad jeevatma turant ek shareer dharan karti hai jise "Vayavya Shareer" kehtey hai, isi shareer ko bhuk-pya lagti hai kyoki ye shareer bhi Pran vayu se nirmit hota hai. 4. Ann (Food) ke shtool bhag se humare shareer ka nirman hota hai aur Ann ke Sukshma bhag se Mann ka aur Mann se ati-sukshma bhag se hi buddhi banti hai, Jeevatma jab Vayavya shareer dharan karti hai to wo Ann ke Sukshma bhag ko hi grehan kar pati hai aur Sthool bhag wahi ka wahi pada rehta hai. Jeeev ko Ann ke sukshma bhag khaney se wahi swad aata hai jo hum jeevit logo ko Ann ka sthool bhag khaney me aata hai. Vastav mein Bhukh aur Pyas Prano ko hi lagti hai Jeevit logo ko bhi aur jo marr chuke hai unko bhi. Fresh Ann mein bhi pran hotey hai isiliye Taaze Ann ko Bhoot preet kha nahi patey PAR jab wo Ann mein se pran kuch der baad nikal jatey hai tab uss nish-pran ann ko bhoot pret ya jeevatma grehan kar pati hai, Bhoot pret zyadatar baasi ya sadaa hua ann hi grehen kartey hai. 5. Jeev jab manushye shareer dharan karta hai to Shareer ko Jeev Shahit ho jane ke karan Jeevit kaha jata hai, yahi Jeev jab shareer tyag deta hai to usi shareer ko Jeev-rahit ya NirJeev kaha jata hai. 6. Jis "Chaya-Purush" ki ya baat kar rahe hai usko vastav mein "Krityaa" kehte hai, iski sadhna se aap khudka hi ek subtle replica create kar detey ho aur phir apni hi ekagrata se usmein itni energy dal detey ho ki wo apki dimentional frequency ko access ya influence kar pane lagta hai, phir ussey aap apney kayi kaam karwa saktey ho, jaise aap kehdo usko ki mere ghar ja aur mere room mein meri ghadi rakhi hai table pe wo lake de muje, To wo Kritya apke ghar jakar wo vastu apko lake de degi. This is 100% real and TRUE. Mein apko simple words me kahu to "Kritya" ya "chaya-purush" apka ki Duplicate hota hai apke jaisa hi dikhta hai bas wo sirf apko hi dikhai dega aur kisi ko nahi, aur dusra wo apke jaisa physcal body wala nahi hota. 7. Jab vyakti marta hai aur jeev shareer ko tyagta hai to uss samay uska sukshma shareer apney sthool shareer aur uspe pehney hue kapdo ki abha yani wavelength ka awaran lekar ke sharrer se bahar nikalta hai, aur agr mrityu akal hue ho ya intense hui ho jaise road accident ya war mein ladtey hue etc to uske sukshma shareer ki intensity High hoti hai otherwise sukshma shareer ki intensity bohot Feeble yani ATI Low hoti hai. Jab intensity High hogi to uske preet banney ki sambhavna adhik ho jayegi aur High intensity honey ke karan aise jeev ko hum thodi bohot sadhna karkey dekh aur sunn sakte hai. Par jin jeevo ki intensity low hoti hai unko sampark karna ati kathin hota hai. Jeevatma agr high intense state mein shareer ko tyagti hai tab uske "vayava-shareer" pe uske physical body ke kapdo ki abha (wavelength) ka sukshma awaran uske sukshma shareer ke sath mein aa jata hai. 8. Humare desh ki sarhado (borders) par aise kayi sare anubhav humare Faujiyo ko hue hai jaha unki sahaita mare hue soldiers ne ki hai unko rasta batakar ya dushman ki position batakar, aur wo soldiers ki jeevatma unko uniform pehney hue jisepe khoon laga hua aur goli ka nishan sath mein .. aise dikhai diye hai bilkul saaf saaf, Aise bohot sari real life stories hai , they are also available on youtube and there have been written lots of books now on this by Indian Ex Army officiers as well. 9. Jeevatma jab shareer ko tyagti hai to uska akaar uski physical body jaisa hota hai, aur wo akar kuch samay tak waisa hi bana rehta hai, agar akal mrityu hui to sukshma shareer ki intensity High honey ke karan ye akruti kafi samay tak bani rehti hai aur phir dheere dheere dissapate hoti rehti hai, jaise shuru mein to uska sir, hath, pair chest ankh, nak , muh ye sab kuch dikega par jasie jaise samay beeteyga ye sukshma shareer ki sabhi akrutiya (eye, nose, hands head etc) deform aur blurr hoti chali jayengi aur dhere dhere uski intensity bhi low hoti chali jayegi, aur phir ant mein jeev ka sukshma shareer sikudne lagta hai aur phir chota aur ati sukshma hota chala jata hai aur ant mein ye jeevatma ek diye ki jyoti ke akaar jintna ya kahu to hath ke anghutey ke akaar jitna jyoti roop mein reh jata ahi. Jab ye jyoti roop hi jeev ka vastavik roop hai, jeev jab ye roop dharan kar lata hai tabhi wo agle janam mein pravesh karpata hai. 10. Jeev jyoti roop hokar maa ke garbh se nikaltey hue prakash ko follow kartey hue gharbh mein pravesh karta hai aur phir ye jyoti shishu ke sir (jaha shikha yani choti rakhi jati hai) waha se ander pravesh karta hai aur sidha JeevNadi mein pravesh karta hai, iss Jeev nadi ka ek hissa Sushmna nidi hai aur baki hissa jo Hriday (Heart) mein samapt hota hai usey jeev nadi kehtey hai, ye jyoti roop jeev isi jeev nadi se hriday ke sthaan tak pohochkar sthir ho jata hai aur phir prano ke saiyog se ye annmaye kosh ko dharan karney ke liye ye phirse apna vistaar (expansion) uss shareer ke akruti ke anusaar karta hai, aur phir kuch hi samay mein ye pura sharrer mein spread hokar usko dharan kar leta hai, iss prakar ye shishu ka shareer Jeevit ho uthta hai aur ek jeev ka naya janam ho jata hai. 11. Mrit -> Jab PRAN shareer se puri tarah nikal jaye tab Shareer Mrit ya Nishpran kehlata hai. Ye bhi ho sakta hai ki koi Yogi ki Jeevatma shareer se bahar kuch samay awdhi ke liye nikle aur nikalne se pehle apney Prano ko Shareer mein kunthit yani lock kar de, iss sthiti mein Shareer Mrit nahi kehlata balki keval Jeev-rahit kehlata hai. 12. Jeevatma manav shareer ko PRAN ki sahaita se dharan kar pati hai, agar pran ek starr (threshold) se kam ho jaye to Jeevatma shareer ko dharan nahi kar sakti hai balki agar jeevatma shareer mein hai aur prano ka starr ghat jaye to jeeatma uss shareer se fisal (slip) kar shareer se bahar ho jayegi. bahar honey par wo punah uss shareer ko pakarney ka prayaas karegi par pakad nahi payegi aur bar bar shareer ke aar-paar ho jayegi kyo shareer mein PRAN ati kam hai ya nahi hai. PRAN shareer mein hongey to jeev jaise magney lohey se chipak jata hai aise hi phirse shareer se jud jayegi aur shareer ko punah dharan kar legi. 13. Mrityu ke baad jo dashgatra hota hai yani Dasvi, Barvi Tehravi etc usme jo Chawal-Till aur shahed ke pind banake mritak ke liye banaye jatey hai jinki puja karkey unko baad mein Gai ko khila diya jata hai unn pindo se Mritak jeev ke naye shareer ka nirmaan hota hai jo "vayavya shareer" ke upar ek aur shareer ki layer create kar deta hai, 12-13 din ki puja puri honey par jeevatma ek naye shareer ke sath aagey ki yatra karti hai. Dhanyewad
34:13 As per the scriptures, Maharishi Jada Bharat was given the body of a deer 🦌 because his mind was focused on the deer (which he had as a pet) while exiting the body. Therefore, it is not necessary that a human will always get human form once a human form has been granted. 💫
This whole creation and its workings are impossible to analyze and/or comprehend any part of it in entirety. Sometimes we can grasp bits and pieces but still remain, more or less, in darkness and confusion. One can find some consolation if fortunate enough to meet a person like Sonali Mishra who not only a trained doctor but also a sadhika and visionary. Good podcast. Thanks! 🙏🙏
Wow mam Aaj maine jana k ab hum kisi aur animals , insets ya plants ya kisi non- living cheez ki body me janam nhi lenge balki hum insaan ka hi janam lenge is dharti par.kyunki hum insaan tak ka higher evolution tak pahuch gye hai yahan se ab hamara demotion nhi hoga.
Loom this is true but being a human being if sumone has animals kind of act and karma yhat person can degrad back as animal because his conscioness get down.
Mujhe acha pati nei mila boyfriend bhi kabhi acha nei mila to mujhe jan na hai kiu meri karam kuch to galat thi isliye aysa mila. Mey abhi Christian hoo aur bohot khush hoo.belive in god.but past me kya thi
Madam aapke bhi karam achhe nhi honge aapne to marriage se pahle hi physical relationship bna liya hoga es liye aapne pahle hi dhokha de diya na es liye apko abhi dhokhe milenge ..yha par sab hisab final hota hai .... Parmatma sab dekhte hai kon galat hai kon true hai
Halaki me past life main believe karti hu lekin kuchh cheezein exaggerate ki h....or kuchh bohot sahi Btai ..I like this lady ...ye chahe jhut bole lekin iska nazariya kamaal ka h ....
In Autobiography Of A Yogi Gurudev Sri Sri Paramhansa Yogananadaji was given knowledge about higher astral world of Hiranyaloka by Swami Sri Yukteshwar Giri Maharaj.
Muje ghar ke andar akele rehne mein daar lagta hain bahar akeli bohot time rah sakti hun but ghar ke andar akele 5 minutes se jada rah nahi sakti hun mujhe ye janna hain
Agar past life ka itna kuch pata chal sakta hai, to isi life me aur ek academic year ke shuru me jo padha hai, wo kisi tarah , usi academic year ke end me, exams ke waqt bhi yaad kiya ja sakta hai? Kyonki agar ye possible hai to this can be a breakthrough in the field of education
Guys ap janna chahoge apni past life ke bare mai? what are your thoughts? comments mai discuss krte hai.
Mujhe janna hai
Mujhe bhi janna hai. Mujhe lagta hai me murder hua tha
Charge kitna hai inka
Yes
I want to know about my past life so how can I contact you
बहुत से PLR के पॉडकास्ट सुने हैं, पर सोनाली मैम का ये पॉडकास्ट सबसे अधिक ज्ञानवर्धक लगा मुझे ! आध्यात्म के गहन रहस्य बताए इन्होंने ! ❤🙏
Very true
Xxxz 6:48 6:48 6:48 6:48 6:48 6:48 6:48 6:48 6:48 6:48 6:48 xxx😊 6:48 6:48 6:48
❤❤@@tejaswinikotwal4303
Yes very true
Clear Straight Deep Sweet Peace Love Confident Intellect Experienced Realised Expert Courageous Spontaneous Commanding Complete voice, totally blessed by saraswati - maataa.
Salute to your self confidence, command in communication, stability of personality, professional expertise, master in coaching, success in life and serving public
Mam ka explanation kuch zyada hi aacha hai the way she gives examples is also great.. science and spirituality ka combo part 2 tho Banta hai💯 🙏🫡
Thank u
There are plethora of podcasts available on TH-cam but for the first time a podcast with a difference .Really loved it.Please do make part2.Great work Sonali mam
Inhone easily grandfather paradox ka easy answer de diya jaate jaate...great podcast....itni baariki se samjhaya...aur puchhne wale vi hosts vi damdaar hai...keep it up guys 👍👍
Thank you🫶🏻
Sonali mam is so talented explained so many things in one podcast which is not done by others.Tq mam🙏
Sonali mam is to the point.. really want part 2 and more & more podcasts with her would be great for our knowledge.
Nice....
A lot of knowledge in the field....
Let God Bless those who may be in need of help....
Be good to all and everything and everybody.....
Let peace prevail with all!❤❤❤🙏🙏🙏
Very impressive and logical. Sonali ma'am talks total sanatan spiritual concepts which is why I could connect with her....want part 2 for sure
Nice, waiting for part two.
Yamraj Ka Point Clear Kar Deta hu Apko:-
1. Jaise kapde thode bohot gande hojaye to aap unko sidha Laundary nahi bejtey balki ghar mein hi dhokar saaf kar letay ho ya ghar ki washing machine mein dokar saaf kar letey ho, PAR jab wahi kapde bohot zyada gande ho jaye aur apko lage ki iske daag ghar ki dhulai me saaf nahi ho payenge keval tab hi aap unko Laundary bejtey ho dhulney ke liye. Theek waise hi Mrityu ke baad har jeevatma ko yumdhut lene nahi aatey until unless ya to uske ATI Paap ho ya ATI Punye, keval usi paristhiti mein wo Nark ya Swarg ko jata hai, baki normal paap punye ki sthiti mein uske karmo ka hisaab yahi ki prakruti mein kar diya jata hai.
2. Akal Mrityu ho kisi ki to pehle wo Pret yoni ko prapt hota hai, uss pret ko uss yoni se mukti dilaney ke liye VRISH-UTSARG ya NARAYAN-BALI naam ki Puja Vidhi ki jati hai. Pret yoni se mukt honey par uss jeev ki paap-punye ki sthiti ke anusaar hi uske yahi rehne ya nark-swarg yani Laundary janey ka nirnay devik jagat ki shaktiya leti hai.
3. Mrityu ke baad jeevatma turant ek shareer dharan karti hai jise "Vayavya Shareer" kehtey hai, isi shareer ko bhuk-pya lagti hai kyoki ye shareer bhi Pran vayu se nirmit hota hai.
4. Ann (Food) ke shtool bhag se humare shareer ka nirman hota hai aur Ann ke Sukshma bhag se Mann ka aur Mann se ati-sukshma bhag se hi buddhi banti hai, Jeevatma jab Vayavya shareer dharan karti hai to wo Ann ke Sukshma bhag ko hi grehan kar pati hai aur Sthool bhag wahi ka wahi pada rehta hai. Jeeev ko Ann ke sukshma bhag khaney se wahi swad aata hai jo hum jeevit logo ko Ann ka sthool bhag khaney me aata hai. Vastav mein Bhukh aur Pyas Prano ko hi lagti hai Jeevit logo ko bhi aur jo marr chuke hai unko bhi. Fresh Ann mein bhi pran hotey hai isiliye Taaze Ann ko Bhoot preet kha nahi patey PAR jab wo Ann mein se pran kuch der baad nikal jatey hai tab uss nish-pran ann ko bhoot pret ya jeevatma grehan kar pati hai, Bhoot pret zyadatar baasi ya sadaa hua ann hi grehen kartey hai.
5. Jeev jab manushye shareer dharan karta hai to Shareer ko Jeev Shahit ho jane ke karan Jeevit kaha jata hai, yahi Jeev jab shareer tyag deta hai to usi shareer ko Jeev-rahit ya NirJeev kaha jata hai.
6. Jis "Chaya-Purush" ki ya baat kar rahe hai usko vastav mein "Krityaa" kehte hai, iski sadhna se aap khudka hi ek subtle replica create kar detey ho aur phir apni hi ekagrata se usmein itni energy dal detey ho ki wo apki dimentional frequency ko access ya influence kar pane lagta hai, phir ussey aap apney kayi kaam karwa saktey ho, jaise aap kehdo usko ki mere ghar ja aur mere room mein meri ghadi rakhi hai table pe wo lake de muje, To wo Kritya apke ghar jakar wo vastu apko lake de degi. This is 100% real and TRUE.
Mein apko simple words me kahu to "Kritya" ya "chaya-purush" apka ki Duplicate hota hai apke jaisa hi dikhta hai bas wo sirf apko hi dikhai dega aur kisi ko nahi, aur dusra wo apke jaisa physcal body wala nahi hota.
7. Jab vyakti marta hai aur jeev shareer ko tyagta hai to uss samay uska sukshma shareer apney sthool shareer aur uspe pehney hue kapdo ki abha yani wavelength ka awaran lekar ke sharrer se bahar nikalta hai, aur agr mrityu akal hue ho ya intense hui ho jaise road accident ya war mein ladtey hue etc to uske sukshma shareer ki intensity High hoti hai otherwise sukshma shareer ki intensity bohot Feeble yani ATI Low hoti hai. Jab intensity High hogi to uske preet banney ki sambhavna adhik ho jayegi aur High intensity honey ke karan aise jeev ko hum thodi bohot sadhna karkey dekh aur sunn sakte hai. Par jin jeevo ki intensity low hoti hai unko sampark karna ati kathin hota hai. Jeevatma agr high intense state mein shareer ko tyagti hai tab uske "vayava-shareer" pe uske physical body ke kapdo ki abha (wavelength) ka sukshma awaran uske sukshma shareer ke sath mein aa jata hai.
8. Humare desh ki sarhado (borders) par aise kayi sare anubhav humare Faujiyo ko hue hai jaha unki sahaita mare hue soldiers ne ki hai unko rasta batakar ya dushman ki position batakar, aur wo soldiers ki jeevatma unko uniform pehney hue jisepe khoon laga hua aur goli ka nishan sath mein .. aise dikhai diye hai bilkul saaf saaf, Aise bohot sari real life stories hai , they are also available on youtube and there have been written lots of books now on this by Indian Ex Army officiers as well.
9. Jeevatma jab shareer ko tyagti hai to uska akaar uski physical body jaisa hota hai, aur wo akar kuch samay tak waisa hi bana rehta hai, agar akal mrityu hui to sukshma shareer ki intensity High honey ke karan ye akruti kafi samay tak bani rehti hai aur phir dheere dheere dissapate hoti rehti hai, jaise shuru mein to uska sir, hath, pair chest ankh, nak , muh ye sab kuch dikega par jasie jaise samay beeteyga ye sukshma shareer ki sabhi akrutiya (eye, nose, hands head etc) deform aur blurr hoti chali jayengi aur dhere dhere uski intensity bhi low hoti chali jayegi, aur phir ant mein jeev ka sukshma shareer sikudne lagta hai aur phir chota aur ati sukshma hota chala jata hai aur ant mein ye jeevatma ek diye ki jyoti ke akaar jintna ya kahu to hath ke anghutey ke akaar jitna jyoti roop mein reh jata ahi. Jab ye jyoti roop hi jeev ka vastavik roop hai, jeev jab ye roop dharan kar lata hai tabhi wo agle janam mein pravesh karpata hai.
10. Jeev jyoti roop hokar maa ke garbh se nikaltey hue prakash ko follow kartey hue gharbh mein pravesh karta hai aur phir ye jyoti shishu ke sir (jaha shikha yani choti rakhi jati hai) waha se ander pravesh karta hai aur sidha JeevNadi mein pravesh karta hai, iss Jeev nadi ka ek hissa Sushmna nidi hai aur baki hissa jo Hriday (Heart) mein samapt hota hai usey jeev nadi kehtey hai, ye jyoti roop jeev isi jeev nadi se hriday ke sthaan tak pohochkar sthir ho jata hai aur phir prano ke saiyog se ye annmaye kosh ko dharan karney ke liye ye phirse apna vistaar (expansion) uss shareer ke akruti ke anusaar karta hai, aur phir kuch hi samay mein ye pura sharrer mein spread hokar usko dharan kar leta hai, iss prakar ye shishu ka shareer Jeevit ho uthta hai aur ek jeev ka naya janam ho jata hai.
11. Mrit -> Jab PRAN shareer se puri tarah nikal jaye tab Shareer Mrit ya Nishpran kehlata hai. Ye bhi ho sakta hai ki koi Yogi ki Jeevatma shareer se bahar kuch samay awdhi ke liye nikle aur nikalne se pehle apney Prano ko Shareer mein kunthit yani lock kar de, iss sthiti mein Shareer Mrit nahi kehlata balki keval Jeev-rahit kehlata hai.
12. Jeevatma manav shareer ko PRAN ki sahaita se dharan kar pati hai, agar pran ek starr (threshold) se kam ho jaye to Jeevatma shareer ko dharan nahi kar sakti hai balki agar jeevatma shareer mein hai aur prano ka starr ghat jaye to jeeatma uss shareer se fisal (slip) kar shareer se bahar ho jayegi. bahar honey par wo punah uss shareer ko pakarney ka prayaas karegi par pakad nahi payegi aur bar bar shareer ke aar-paar ho jayegi kyo shareer mein PRAN ati kam hai ya nahi hai. PRAN shareer mein hongey to jeev jaise magney lohey se chipak jata hai aise hi phirse shareer se jud jayegi aur shareer ko punah dharan kar legi.
13. Mrityu ke baad jo dashgatra hota hai yani Dasvi, Barvi Tehravi etc usme jo Chawal-Till aur shahed ke pind banake mritak ke liye banaye jatey hai jinki puja karkey unko baad mein Gai ko khila diya jata hai unn pindo se Mritak jeev ke naye shareer ka nirmaan hota hai jo "vayavya shareer" ke upar ek aur shareer ki layer create kar deta hai, 12-13 din ki puja puri honey par jeevatma ek naye shareer ke sath aagey ki yatra karti hai.
Dhanyewad
Best podcast about past life...Sonali mam Superb.....I want part 2 with Sonali Mam
बहुत ही अच्छा लगा ये वीडियो देख कर। TH-cam पर भी बहुत कुछ मिल जाता है। ईश्वर का बहुत सारा धन्यवाद। मन में बहुत ही शांति मिली। 🌳☘️💐🌺🪴🍀🌷
❤️❤️
34:13 As per the scriptures, Maharishi Jada Bharat was given the body of a deer 🦌 because his mind was focused on the deer (which he had as a pet) while exiting the body. Therefore, it is not necessary that a human will always get human form once a human form has been granted. 💫
True 👍...aur ek baat ye suna hai ki..jo ek baar suicide karta hai.usko manab sarir nhn milta hai..kyun ki wo universe ki against gaya..
Part 2 eagerly awaited. And thank you GuruMa for so much clarity. This solves so many things.
❤️❤️
This whole creation and its workings are impossible to analyze and/or comprehend any part of it in entirety. Sometimes we can grasp bits and pieces but still remain, more or less, in darkness and confusion. One can find some consolation if fortunate enough to meet a person like Sonali Mishra who not only a trained doctor but also a sadhika and visionary. Good podcast. Thanks! 🙏🙏
Everything explained beautifully ❤❤
Waiting for part 2❤️❤️
Sure ❤️
Logical, scientific well explained with religious and scientific examples. Part 2 Part 3 Part 4 and many more 🙂
In Ma'am ki sari bate sense bana rahi hai, bilkul vishvas karne layak bate hain.
Part 2 please
A lots of love from canada 🇨🇦 ❤️
AFGHAN 🇦🇫 CANADIAN 🇨🇦
I believe what she said I have my story...from my past life..
Very nice podcast अध्यात्मीक level n कर्म सिद्धांत do oka milap he👌🏻
Waiting for part 2
Part 2.thanks lot!!!!please show the part 2.❤😊
Definitely deserves a Part 2 ..so interesting
She is such a gem❤❤
The title of this episode is misleading. One must listen to this episode alone to form self and unbiased understanding of this wholesome podcast.
Knowledgeable podcast!! Part 2 bhi karo..
We want Part 2 with Sonali mam.
Very nice 👌👌
We want part 2😍
Which movie 😮
Best PLR podcast…
Thank you so much 🥰🌷
Wowwww.. bahut maja aaya ye podcast dkh k😍😍 ese or podcast laaiye ❤
Ji thanks. Sure. ❤️
Every one need past life regression to be better human being
best podcast ever! shes a true Healer, so divine
part 2 excellent and thank you so much for information
Very nice, Dhanywad ⚘🙏🏼 Part 2
Ithne saare past life ki podacast dheki lekin this on so special and nice she is very smart lady explained very well thank you
Lovely podcast, kafi podcast dekhe h regarding this topic , she is amazing . Kafi ache se bahut kuch explain kiya
Very interesting discussion about PLR . Want to listen part 2 .
Dhanyawad,🙏🙏🚩🚩
Very interesting...yes waiting for the 2nd part
Very informative, Part 2 wanted !! ☺
Thank you so much.... You all...
one of my favourite podcast
yes
She is very Knowledgeable. Human can born be as Animal or lower Preta atma also.
Mind blowing information ❤just loved it and feel like listening again and again
So much beautiful and lovely podcast 💞💞💞💞💞💞💞 Thank you so much dear respected madam for your lovely presentation ❤️❤️❤️
Wow! Nicely explained!
31:30 excellent question ❓
I Am a PLR therapist......so I hv experienced so many stories of people
Very very impressive and very logical.. Great 👍👍👍
Awesome part 2 😍🙏
awesome podcast
❤️❤️
Love you!!
Very interesting podcast ❤️👍
Wow mam Aaj maine jana k ab hum kisi aur animals , insets ya plants ya kisi non- living cheez ki body me janam nhi lenge balki hum insaan ka hi janam lenge is dharti par.kyunki hum insaan tak ka higher evolution tak pahuch gye hai yahan se ab hamara demotion nhi hoga.
🫶🏻🫶🏻
Loom this is true but being a human being if sumone has animals kind of act and karma yhat person can degrad back as animal because his conscioness get down.
Ok
Faith and gratitude
🫶🏻🫶🏻
Part2 would love to know more case studies
Really great madam🙏🙏
Waiting for part two🙏
Waiting for Part-2
❤️
Yes... required part 2
Mujhe acha pati nei mila boyfriend bhi kabhi acha nei mila to mujhe jan na hai kiu meri karam kuch to galat thi isliye aysa mila. Mey abhi Christian hoo aur bohot khush hoo.belive in god.but past me kya thi
Mera experience bhi same hai
Tum cheater rhi hogi pichhle janam mein.
Madam aapke bhi karam achhe nhi honge aapne to marriage se pahle hi physical relationship bna liya hoga es liye aapne pahle hi dhokha de diya na es liye apko abhi dhokhe milenge ..yha par sab hisab final hota hai .... Parmatma sab dekhte hai kon galat hai kon true hai
Brilliant...part 2, 3, 4...
Super podcast about pastlife. Sonali madam really genius bcse she is tantric past life.
Thank you so much for this video 🙏
Why do we need to go into the past and why do we need to know the future, we are in the present and should live in the present
Halaki me past life main believe karti hu lekin kuchh cheezein exaggerate ki h....or kuchh bohot sahi Btai ..I like this lady ...ye chahe jhut bole lekin iska nazariya kamaal ka h ....
Very deep meditation is required to do past life
We want part 2 with sonali mam❤
Next part please 😊😊
Sure
Please show part--2 of this episode
Thank you🙏
Very nice part two
Wow podcast ....❤
Priy sonaliji apko sader namaskar,aap iss vedio ka second part bhi banaye
must watch podcast
❤️
42:00 - 48:00 ❤
Part 2 please
Ji sure ❤️
Excellent
Ty❤️
Thank you ma'am
Mujhe ek aur question hai jo ladkio ko dharshan hota hai khoon hota hai unka bhi kya pichle janam ka karan.?
Why to not watch alone ?
Ye sb sun ke lgta hai ki hum kaha jee rhe hai ye sb chije kb experience krenge😮😮
🥲
Thank u so much ❤️❤️ mem
Very nice 👌 yes I want to do my Pastlife, please make part 2
Hey my Lord
aapka aabhar hai aapka Dhnyewad!
to add to the profession your visiddhu chakra should be come to frequency of whom your treating to communincate feel comfortable
🙏🕉️श्री स्वामी समर्थ 🕉️🙏
Part 2....❤
Part 2
We need part 2
Sure ❤️
Super Sonali ji..
Sub conscious me hota h sab kuch save ......
Part 2 please mam please ❤❤😊
In Autobiography Of A Yogi Gurudev Sri Sri Paramhansa Yogananadaji was given knowledge about higher astral world of Hiranyaloka by Swami Sri Yukteshwar Giri Maharaj.
Muje ghar ke andar akele rehne mein daar lagta hain bahar akeli bohot time rah sakti hun but ghar ke andar akele 5 minutes se jada rah nahi sakti hun mujhe ye janna hain
Not all is karma, should things you come in life that you want to experience.
We want part 2 question next time about how to attain moksha
Agar past life ka itna kuch pata chal sakta hai, to isi life me aur ek academic year ke shuru me jo padha hai, wo kisi tarah , usi academic year ke end me, exams ke waqt bhi yaad kiya ja sakta hai? Kyonki agar ye possible hai to this can be a breakthrough in the field of education
Bro same question 😂
Future bhi dekh skte h kya ?
Want to listen Part 2
Loved it as I could understand clearly & if only Sonali ma'am could contact me😅
Waiting for part 2