अभिषेक भाई आपने बोहोत अच्छे अच्छे नज़ारों का दीदार करवा दियाआपकी कैमेरा मूविंग बोहोत प्रोफेशनल है ऐसा लगा जैसे आपके साथ ही सफर कर रहे हैं बोहोत शुक्रिया ❤ से
Nice informative video. I would like to give a suggestion that you should also give the message of environmental protection and cleanliness to the people through videos.
Bhai mhow railway station ke platform no.1 se platform no.4 ko jodne wala foot over bridge ka video banaao or tower wegon shed ka Kaisa KAAM chal raha hein mhow se abhi tak Koi si bhi nayi train mhow tak extand Kyu NAHI hain
Patalpani to kalakund ki ticket book karvane ke baad phir se kya Kalakund to patalpani book karvani hogi... ya ek hi ticket me return journey include hai.. please bataye
@@ABHISHEKMANDLOI393 जी ये मिलेगी किस स्टेशन ने मुझे दिल्ली से आना है इंदौर ।क्या ये मऊ से मिलेगी टिकट या पातलपाणी से बताइए जरूर जी ।और क्या मैजिक या ऑटो ज्यादा चार्ज करते है तो स्कूटी ले लू इंदौर से
Sir apne sahi jankari nahi di Ratla n se ate he to Indore ya mau station Aur dili site se bi to bi dr Ambedkar nagar Se patalpani kis train ya bus se vaha jayege Ye to bataye
Bahut Badiya Shandaar video .. maza aa gaya .. Ghar ki yaad aa gayi .. Haribol!!
Thank you 😊
Bahut bahut sandar yrr Ghum ne jane ka man ho gya brow
bilkul aao brother 😊
Brother nice journey of patalpani with you and next we will be going with family have a nice day
Thank you 😊
Bht mehnat ki video me maza Aa Gaya bhai
Thank you brother 😊
amazing vlog brother
😊👌
Thank you brother 😊
@@ABHISHEKMANDLOI393 welcome🎉🎉
काफी सुंदर वीडियो बनाए हो आप सर जी 😊💯🤗👌
Thank you brother 😊
bhot bdiya video bnae apne
Thank you brother 😊
अभिषेक भाई आपने बोहोत अच्छे अच्छे नज़ारों का दीदार करवा दियाआपकी कैमेरा मूविंग बोहोत प्रोफेशनल है ऐसा लगा जैसे आपके साथ ही सफर कर रहे हैं बोहोत शुक्रिया ❤ से
Thank you 😊
❤
मैं तीन बार इस ट्रेन मे सफर कर चुका हूं प्रकृति को देखने का बहुत अच्छा अवसर है हेरिटेज ट्रेन अभिषेक जी बहुत मज़ा आया वीडियो देख कर 😊
जी धन्यवाद 😊
Bhai meri ticket waiting me hai kya hum safar kar skte hai ya ni waiting ticket se
Well done sir 💯
Thank you brother 😊
@ nice video👌
Thank you brother 😊
I hope people keep that place pristine. They carry their waste with them.
Han bilkul sahi hai lekin kuchh log apni aadaton se baj nahin aate waste ko wahi dal dete hai
Aise sabhi scenic routes par metre gauge ko heritage declare karna better option hai railway sath me broad gauge ko bhi bana sakta hai
Bilkul sahi kaha aapne 😊
Shaandar ekdum....❤❤
But ab waiting par gayi seats...😅 saari dates ke liye
Ha full ho gayi hai train
ਰਤਲਾਮ ਸੇਕ ਪਤਾਲ ਪਾਣੀ ਕੀ ਔਰ ਕਿਤਨੀ ਕਿਲੋਮੀਟਰ ਜਾਤਾ ਹੈ ਇੰਜਨ
Nice bhai hum bho fendship day ke din jayege sare frnd ❤
Thank you n happy journey 😊
Bhai video bahut achhi h.....agar hum ratlam se aye to car se ye sari chije dekh skte h kya ,,ya is train se ji jana hota h
Patalpani tak car aa sakti hai uske baad train se hi jana hoga
Nice informative video. I would like to give a suggestion that you should also give the message of environmental protection and cleanliness to the people through videos.
Thank you n thanks for the advice i am a nature lover myself and will share more through video ❤️😊
Tu banale ek video
Nice place मैं भी ट्राई करूंगा।
Welcome brother 😊
❤❤ सुंदर कवरेज 🎉
Thank you sir 🙏😊
Bhai mhow railway station ke platform no.1 se platform no.4 ko jodne wala foot over bridge ka video banaao or tower wegon shed ka Kaisa KAAM chal raha hein mhow se abhi tak Koi si bhi nayi train mhow tak extand Kyu NAHI hain
Superrrr
Thank you 😊
20k view Ki Khushi Mein introduction ki video bnao aapki❤😅
😂😂👍
Return tkt alag se book krna pdega pehel sir single tkt mai ho jaata tha
Ha return ticket alag book karna padega Kalakund to patalpani
Ratlam se Indore Indore se patal pani
Sundar ❤
Thank you 😊
Nice
Thank you 😊
Nice blog...lekin Mhow se kalakund tok Gauge conversion hua tha...toh kaise metre gauge pe ye sol roha hein
Thank you brother mhow se patalpani tak hi gauge conversions hua hai or uska crs hua tha lekin abhi patalpani tak train nahi chali hai
Sir ratlam se patalpani tak kase ja sakte ha plz reply
Ratlam se dr Ambedkar nagar Aana padega bahan se Auto mil jati h
Demo chalti hai regular
Indore aakar
Patalpani to kalakund ki ticket book karvane ke baad phir se kya Kalakund to patalpani book karvani hogi... ya ek hi ticket me return journey include hai.. please bataye
Fir se book karani padegi kalakund to patalpani 😊
App ye video Puri dekho full details me bataya hai Maine.
❤❤❤❤❤
Sir yeh September me chal rahi hai kya pls bata dijiye recently plane hai
Ha chal rahi hai
Sir indore se patalpani kese jaye please bta do koi public transport jati h kya plz tell me
Indore se Mhow jao waha se railway station k paas se hi auto magic mil jayegi jyada log ho to sasta padega
Can we board this train from ambedkar nagar railway station?
Nahi aapko patalpani railway station aana hoga jo ambedkar nagar se 8 km hai
Sir ratlam se indor aa sakte ha par indor se patalpani kase aaye
Indore se Mhow railway station aao waha se patalpani ja sakte ho auto magic mil jayegi
भविष्य में रतलाम से डेमू सीधे पाताल पानी स्टेशन तक पहुचेगी ।
Indor se dr ambedkar nagar tak mamu or dr ambedkar nagar se by road auto se aaja sakte h ok
Abhisek bhai aapko nhi lagta ki yeh route ko bhi electrified ho jaana chahiye
Brother ye route to electricfied nahin hoga kyunki yahan per Keval Heritage train hi chalegi 😊
Indor se patalpani kese Jaye ye b bata dete bhai.
Brother Indore se mhow railway station aao waha se patalpani k liye magic auto mil jayega
@@ABHISHEKMANDLOI393 bhai charges?
Magic 800 se 1000 rs legi aana jana 13 log baith sakte hai
Bistadom coach ticket booking window se hi hota h kya ,, इंदौर के आसपास से पातालपानी by रोड जाना पड़ता है क्या
Online or window dono se ho jayegi or Mhow railway station se patalpani k liye auto magic mil jayegi
Bhai pls travel in Indore New Delhi Superfast Express 20957
Ok brother 😊
@@ABHISHEKMANDLOI393 thank you very much 😊🙏
Bhaiya Indore ya mhow se patalpani Tak Jane ke liye demu train Sunday tk chal skti h Kya hamari boking h Sunday ko heritage train m
Abhi koi news nahi aai hai brother chal bhi sakti hai
क्या कोई बता सकता है कि अब भी ये ट्रेन अंबेडकर नगर से शुरू होती है क्या क्योंकि में 1 साल पहले इसी में आंबेडकर नगर से गया था
Patalpani se start hoti hai
Sir tatkal ticket mil jati he kya.....???
Ya pahle se book karni padti
Mil jaayegi ya aap pehle se bhi book kar sakte ho
Bhaiyaaa abhi patalpaani open haii ghumne ke liye yaa phir band kar diyaa gaya haiii?
Chalu hai jyada paani aane pe band ho jayega
@@ABHISHEKMANDLOI393 achaa theeek haiiii thaank youu🌸
How to get the ticket...
Bhaiya offline tickets ho jaegi kya vha jake train chlne se phle online waiting jyada aa rhi h
Vo to offline bhi utni hi waiting aayegi koi problem nahi hai aap waiting me bhi ja sakte ho 10 km ka to Safar hai ☺️
@@ABHISHEKMANDLOI393 जी ये मिलेगी किस स्टेशन ने मुझे दिल्ली से आना है इंदौर ।क्या ये मऊ से मिलेगी टिकट या पातलपाणी से बताइए जरूर जी ।और क्या मैजिक या ऑटो ज्यादा चार्ज करते है तो स्कूटी ले लू इंदौर से
Bhaiya ticket ek din pehle karwa a hota hai kya is train ka
Kabhi bhi kar sakte ho brother
Last coach kon sa rhta hai ptp to kkd ke liye c1 or c2.
C2 😊
Thanks you sir🙌
Happy journey ❤️❤️
Sir train waha bhi tucket milta h kya or tt janch krta hai ya phele ticket dekhte h phir allow krte h
Online ya railway station reservation counter par ticket book karna padega waha station pe nahi milega
@@ABHISHEKMANDLOI393 ok tt kya train me check krte h ticket ya bhar check krke under bejte actually do ticket confirm h 1 ni h
Patalpani railway station Ki jagah patalpani waterfall se bhi train me bhet skte h Kya
Ji bilkul 11.50 pe train waha se jayegi
Kha sey kha tk chal ri hai ye train
Iska ticket kese book ho gaa bhai
Pura video dekhiye brother sari information di hai 🙏
टिकट बुकिंग कैसे होगी कृपया बताने का कष्ट करें
रेलवे स्टेशन के रिजर्वेशन काउंटर पर और ऑनलाइन भी करवा सकते हैं
Patalpani se chl rhi h train ya amedakar nagar se??
Pehle mhow se milti thi ab mhow se kabse start hogii
Ye train patalpani se hi chalegi kuch time me Indore Mhow se demu train patalpani tak jayegi 😊
Patalpani station pe proper car parking hai kya.
Nahi aapko paas me hi patalpani waterfall me car parking milega
Waiting ticket mai travell kar skte h kya?
Ji bilkul
Waiting ticket se general coach me ja skte h kya TT ka to koi problem nhi hoga na
Nahi koi dikkat nahi hai general dabbe mein baith sakte ho
Sir apne sahi jankari nahi di
Ratla n se ate he to
Indore ya mau station
Aur dili site se bi to bi dr Ambedkar nagar
Se patalpani kis train ya bus se vaha jayege
Ye to bataye
Ambedkar Nagar Mhow se auto magic taxi karna padega
Bhai bike parking he ya nahi patalpani station par
Ha railway station k bahar laga sakte ho
General tiket milte he kya kyu ki reservatiin to mil nahi raha hai kindly confirm
Reservation karana padega waiting me ticket le sakte ho
Sir hum Kaal Bridge Par Mile the
Oh brother ♥️
Badi Bhains ka ticket offline ho sakta hai ki nahin
Railway station pe jakar reservation Kara sakte hai
Mhow se Patalpani railway station Tak kese jaye
Magic auto mil jayega Mhow railway se
Kya ticket hai
Watch full video sari information batai hai 😊
Ek din me kitne train chalti hai ye?
*धार से इंदौर के लिए जब ट्रेन चालू होगी तो वो ट्रेन यहाँ से गुजरेगी न डियर ?*
नही भाई ये इंदौर से खंडवा वाली लाइन है
@@ABHISHEKMANDLOI393 *ओके खंडवा-इंदौर मेमू जब चालू होगी तब इसका आनंद लिया जा सकता है।*
भाई अभी खंडवा इंदौर मेमू ट्रेन चलने में बहुत टाइम है जब तक आप इस हेरिटेज ट्रेन से ही आनंद लो 😊
Full details bhejo
Indore mp se Dr Ambedkar Nagar railway station aao waha se patalpani 8 km hai
waiting ticket hone pe kuch problem ho sakti hai , iss train mai ??
Nahi
Indore se patalpani direct kaise pahuche..?
Indore se mhow ambedkar nagar jao waha se patalpani k liye magic auto mil jayega
@@ABHISHEKMANDLOI393 indore se Mhow ke liye train 🚆 chalti hai kya
Ticket online hoga ya , window se lena pdta h bhai
Kahi se bhi le sakte ho
Bhaiya hamari heritage train me 120 waiting Aa rahi h Aane Jane Dono taraf ki clear nhi hue to kya kare
Clear to nahi hogi lekin 10 km ka to Safar hai view dekhte dekhte hi pura ho jayega
@@ABHISHEKMANDLOI393 waiting me bhi Ja skte h kya TT ki to koi problem nhi hogi
@@IkramKhan-op5ig kuch problem hui ? waiting ticket mai ?
Hello sir ye train mhow train station se milti h kya
Same question
Nahi aapko patalpani railway station Jana hoga
पातालपानी से न चलकर महू से ही चलना था
अब मीटर गेज की लाइन महू में नहीं है इसलिए पातालपानी से ट्रेन चलेगी
Patalpani station se offline ticket mil payegi kya
Nahi aap online ticket book kar sakte hai ya railway reservation counter par ticket book kar sakte hai
Bhai ticket kha se milegi
Online ya railway station pe reservation window se
Is Nadi me ak bada dam bi banana chahiye is pul ke as pas jo barish ka pani pure sal store rahe aur as pas greenri rahe aur ye trai n pure sal chale
Baat to sahi hai brother lekin garmi me sab sukh jata hai
MIssing home !!! :(
Ticket kaha se book kar iske liye
Online ya railway station pe reservation window se
Eski ticket kha s book hogi bro??
Online ya railway station par reservation counter par
@@ABHISHEKMANDLOI393 सर किस रेलवे स्टेशन से मऊ से या पातलपानी से
Ticket kha se hogi iski irctc me nhi dikha rha
Online n railway reservation window se ho jayegi
Bhaiya ticket ka batao next Sunday jana hai kha se bool kru
@@ABHISHEKMANDLOI393 online kis aap ya website se boook hogi
Ye kaha pe hai
Indore mhow k pass
Ticket kese milege
Online ya railway station pe reservation window se
Mhow jati h kya
Nahi bhai patalpani se kalakund tak hi chalti hai 😊
वेटिंग टिकट से यात्रा कर सकते हैं ??
Ha ji😊
Train ki ticket book kha hogi
Railway station pe reservation counter n online kar sakte ho
Bhaiya aane nane ki tikit alag alag kese karana hai samjha nahi me
Patalpani se kalakund ki ticket or return kalakund to patalpani ki ticket karnai padegi
❤❤❤❤
❤️❤️😊