Samina api tooooooooooo goooooooood stunning mind blowing. Api allah ap ko world ar akharat ki bolandiyo se nawaze ameen. Allah ap ki all wishes pori kare ameen love you api may live long life with happiness. Keep smiling. Bundal of love and prayer for you and your family. Api god always protect u and your family. Api keep it up.
Assamualaikum wa rehmat Allah hi wa barkat ahu Wow 👏 winter season dish.. 👋 Looking nice, Arey yaar, yaha 2 degree temperature hai is liye 4 - 5 days se walking nahi ho rahi hai, Delhi ka kya haal hai ??? 🌹 Allah hafiz 👋 👋 👋 👋
Senkne K liye jo sarso ka oil aapne use kiya h... Wo kachcha h? Ya paka hua oil h? Kachche oil se Senkne pe kadwahat to nhi aayegi? Plz reply zaroor kijiyega.
Zaika Dilli 6 Shukriya Baji.. Apka reply late Mila. Maine to bana liye parathe.kal b banaye the or Aj b.. Bahut Achche bane Masha Allah. Kal sarso K oil me senka tha. To b taste achcha tha.. Aj ghee me senke.. Dono hi taste me Badhiya the. Jazak'Allahu khair.
ASSALAMOALEKUM mashaallah maza agaya mere bache bohat shoq se khate he green parathe kehte hen me same ase hi banati hon kiu ke dehli se hon tw kafi chize ap ki jesi ati he meri ammi bhi banati thi shukria behan ap ki lesun ki chatni bohat tasty he
+ishdeep kaur gujral ji Sach m ye bohot tasty hote hain Ek Baar try karengi to aapko zarur achhe lgenge Aap phle thode Kam bna kar try kijiye Jab achhe lage tab zyada bnaiyyega But bnaiyyega zarur
Walaikum Salam,,,,,,,bhot Accha , ham bhatoy k kabab Aur bhatoy ka bhurta bhi banaty hain Aaj aap say roti bhi SikhaAur raita bhi , , palak a raita tu banay thy but bhatwy ka nhi banaya tha ab try KERY gy
Aap plz muslim special chole vale chawal bnana sikhae jisme achaar b dalte h hmare yha pe jo muslim aunty rhte h vo koi occasion ho tb hmein dete h or vo bht tasty hote h really wana to know the recipe
Assalamualikum, Bagi please aap mujhe bataye के sarso ki bhagi को aour kya naam se jante hai my hyderabad mein rahti hoon mujhe yahan sarso ki bhagi nahi mil rahi hai, please reply.
Mene first time bnaya appy aapne bht ache se samjhaya is video me bht tasty parathe bne aese hi bnate rhe appy aap achi achi recipe ki videos,,💕☺️👍
Thanx didi aapki video dekhkar mujhe bhi aa gya banana
Allah aap kitni achi he masha Allah...smjhane ka tariqa bht achaa he Allah apko jazaye khair de apko lmbi umr de or khushiya dikhaye
+ayyub shaikh ji
Bohot bohot shukriya dear aapki mohabbat ke liye
Bhout achi recipe thi baji hamare ghar m bathue k parathe sabko hi bahad pasand h m esa hi banati hu
+nishi imtiaz ji
Very good dear Thanks
Love the way you explain ma'am.....thanks alot
Aapne bahut achche se paranthe belkar bataye. ..expert n authentic chenopodium (bathua ) recipes..thnx Sameena ji
Dhil
Mashallha bht acche app her dish bht badiya bnati hai me serf aapki baity dish hi bnati hu Thanx I love you
Apki har recipe bht badhiya hoti h specially lahsun ki chatny
I tried this recipe.. My husband and children loved it a lot.. Thanks zaika dilli..
+Gayathhri ji
Bohot bohot khushi hui aapka comment parhkar thanks for like our recipes dear
Ggģgģģgģģgggģggggģ.g gggggg
Yummy...bas ab bathuay Ka intezaar hai...
Yes dear November me aa jayga
Zaika Dilli 6 thanks for your response...love and regards
Asslaamualaikum Aap itne acchi tarah se sikhati h aapki awaaz bohot pyaari h and recipe bhi tasty hoti h
+Tabassum Malik ji
Walekumassalam dear Thanks for your love
Assalamualekum baji bohot achcha bnaya hai Rayeta bohot achcha bnaya pehli baar dekha hai bathuey ka rayeta new racipe Thanx 😘
+Nadeem Khan ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya
Aap ki parata belneki tareeka mujhe bahot acha laga ji. Very nice dish banaya
+sravan kumar ji
Thank you so much
How to save Bathua sabji in fridge for weeks/ months?
Mashallah nice recipe vd unique batua raita
+mahejabeen sayed ji
Thanks for like our recipes sister
Nayee tarha ki recipe heh, sikhaneh ka shukria....
+Fatima Naqvi ji
Your welcome
Mashallah for long I was looking for this recipe.jazakallah o khair
+shakir ali ji
Bohot bohot shukriya
Mujhe bahut time ho gaya aapke recipe Dekhte hue aapki awaaz bahut acchi hai ma'am
Samina api tooooooooooo goooooooood stunning mind blowing. Api allah ap ko world ar akharat ki bolandiyo se nawaze ameen. Allah ap ki all wishes pori kare ameen love you api may live long life with happiness. Keep smiling. Bundal of love and prayer for you and your family. Api god always protect u and your family. Api keep it up.
+Naseem Akhtar ji
Bohot bohot shukriya aap ki pyari duaon ke liye jazakallah love you so much
Samina ji m aapki bahut fan ho gae hoon slam ha apko bathoo k pranthe to hum punjabi b ni bnate shaid he kuj log bnate ho m ni janti bde wala thanku
Really awesome taste 😋 maza a gya
Mey ney phali bar dekha hai k bathwey k b parathey banty hai mey bi bana kr dekho GI inshaAllah
+Lubna Mubashir ji
Zarur banayn bohot tasty hote hen dear
Wonderful
Bahut accha paratha banaya aapne sarso ke Tel se main bhi Bana ke dekhungi
wao aunty superub sardi n bathwe ke parathe maza aa gaya
+Masoom Ali ji
Shukriya
Main Kafi recipe try kari
Assamualaikum wa rehmat Allah hi wa barkat ahu
Wow 👏 winter season dish.. 👋 Looking nice, Arey yaar, yaha 2 degree temperature hai is liye 4 - 5 days se walking nahi ho rahi hai,
Delhi ka kya haal hai ???
🌹 Allah hafiz 👋 👋 👋 👋
+Ghazala Khan ji
Walekumassalam dear yhan to abhi 8 he wahan itna kam kab se hua
Wow mashallah it's my fav allah aapko khub tarraki de all the best and love yoi
+Nazish Idris ji
Thank you so much sister love you too
Verrrry nice parathas n very good parasition
+Riaz Gujjar ji
Thank you so much dear
Bht badhiya bana h
Meri ammizan Ko pasand aaee
thank you ji muje bathua ki recipe chahye thi I will make inshaAllah prathe tu mere favourite hain
+Farzana Manzoor ji
Your welcome dear
وہاں منہ میں پانی آگیا نائس
+Ehtisham Khan ji
Thank you so much
nice recipe baaji...plz aap hume chukandar ka pani wala achar dalna sikhaiye
+Deepak Mohanty ji
OK dear zarur banaynge Thanks
Aur aapke recipe to Mashallah hai
ماشاءاللہ بہت اعلی میں بھی سردی میں بناتی ہوں اور لال مرچوں کی چٹنی کے ساتھ کھاتے ہیں
Bohut khoob mam kya isme vegoil use kar sakte h
+Shefali Kirar ji
Yes kar sakte hen
aunty i love u ummaahh..😙😙love ur dishes..😋😋Allah bless u..👐
+Saima Parveen ji
Thanks for like our recipes love you too
👍 my mother recipe love you 😘😘
Pehli Baar Dekha Hai try karungi Maria
+shahid khan ji
Inshaallah zarur banayn tasty hote hen
Senkne K liye jo sarso ka oil aapne use kiya h... Wo kachcha h? Ya paka hua oil h? Kachche oil se Senkne pe kadwahat to nhi aayegi? Plz reply zaroor kijiyega.
+Afreen Khan ji
Kaccha oil liya he karhwahat nahi ayegi
Zaika Dilli 6
Shukriya Baji.. Apka reply late Mila. Maine to bana liye parathe.kal b banaye the or Aj b.. Bahut Achche bane Masha Allah. Kal sarso K oil me senka tha. To b taste achcha tha.. Aj ghee me senke.. Dono hi taste me Badhiya the. Jazak'Allahu khair.
ekdm natural sbkuch
+Samina Jamal ji
Thank you
ASSALAMOALEKUM mashaallah maza agaya mere bache bohat shoq se khate he green parathe kehte hen me same ase hi banati hon kiu ke dehli se hon tw kafi chize ap ki jesi ati he meri ammi bhi banati thi shukria behan ap ki lesun ki chatni bohat tasty he
+Sajida Kausar ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipes pasand Karne ke liye
kitna acha banaysa hai
Very nice sweet bathua 😋😘parathe so yummy
+mad max ji
Thank you so much
Very yummy recipe good day dear watched full video
ReenaRasoiweek
Mam chatni dalte hai tapkate nahi hai
😂😂😂😂
I also noticed this point...
bht hi ache bney hai.baji parathe fry krne k liye oil kachcha Lena hai ya paka kr.
+Just fun ji
Kaccha oil Lena he
good recipe 😊mustered oil pukka hua he Kia?
+Hony Bee ji
Bilkul kaccha oil he
Iam from Pakistan I also make these pradas in every winter with same recepy my husband love to eat
+Nasreen Afzal ji
Very good dear Thanks
Bahot testy lagta hai aunty... thank you
+Affan Hammu ji
Thanks for like this
Assalmo alikum aapi Masha Allah bhut bhut zabar dast hy jazak Allah
+Ali Jia ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya
Very nice.
Nice video bacchon ke paraathe 😀✨
Mohtarma ,sarson ka tel jala kur use karna hai yaa kacha ,parathon ko sekne ke liye.
+mahendra kumar ji
Kaccha tel use karna he
Mashallah
Bahut badiya 👌💟
+Gayathhri ji
Thank you sister
Bilcul meri ammi ke tarkeb se aap yah roti bana rahe hen ammi ke yad agaye
+Murtaza Zaidi ji
Bohot shukriya
Fatafat fatafat.......
Bibi paranthe thode kache nhi h
Assalam o alaykum ye bhot faydemand hoti h
+Saba Khan ji
Walekumassalam yes dear Thanks
aapke parathe bahut achhi bani hai..samina jii panir parathe banane ki banana shikhay...
asslamuaalikum first like very nice
+Mohd Dilshad ji
Walekumassalam Thanks a Lott
+Kumar Raju very nice ji
OK dear zarur banaynge aapke liye
As salaamu alaikum Aunty
Very nice recipi zabrdast
...............+..................
+Hanzla Akhtar ji
Walekumassalam dear Thanks for like
Sister mujhe ye btayie ki kyaa sach mei bathue ke pranthe or raita testy hota he kyunki mene kbhi nhi bnaya or kbhi khaya bhi nhi he please reply
+ishdeep kaur gujral ji
Sach m ye bohot tasty hote hain
Ek Baar try karengi to aapko zarur achhe lgenge
Aap phle thode Kam bna kar try kijiye
Jab achhe lage tab zyada bnaiyyega
But bnaiyyega zarur
Zaika Dilli 6 I'll try it thanku fr reply
Baji assalmuailkum ap in serdiyo ke leye hari piyaj ke sabzi plz benana beta degeye
+Farhat Alam ji
Walekumassalam dear aal ki pyaz or aalu keema aal ki pyaz k nam se video dali hui he aap dekh sakti hen Thanks
Walekumassalam
Zbrds taste 👌
Very very nice
I love this raita thanks for recipe.
+waleed Ali ji
Thank you too
Dhai mai oil nahi daal tha
Assalam o alikum kya ap k wahan banaty hi hain ya ap ny try kya bathway ki roti
+Mrs Shafique ji
Walekumassalam sister hamare yhan purane time se bante aa rahe hen
Assalamu Alaikum apa plz coconut powder recipe dijiye or konsi dish per ise use kar sakte hai plz reply bohot favour hogi
+israt nipa ji
Walekumassalam dear inshaallah zarur banaynge aapke liye
Aapi sauf ki mirch bhari hui dish btaue
bathue ki jagha palak lay sakte hain?
+Measum Hussain ji
Le sakte hen but taste alag hota he
Zabrdast recipe
Mam pls bathua n boil aloo bharke paraanthe k receipe share kre. I love n follow ur all receipe
Walaikum Salam,,,,,,,bhot Accha , ham bhatoy k kabab Aur bhatoy ka bhurta bhi banaty hain Aaj aap say roti bhi SikhaAur raita bhi , , palak a raita tu banay thy but bhatwy ka nhi banaya tha ab try KERY gy
+Nazneen Khalid ji
Thanks for like our recipes sister
Ma'am, PL make Millet flour ki Roti like foxtail Millet or browntop Millet or kudru ki roti
Assalamuelekum bagi..... bagi muje batare ki receipe btaye plssss ( jo ek bird hoti batare)
+Ambreen Ahmad ji
Walekumassalam dear inshaallah zarur banaynge dear shukriya
bethua k saag dal btye moong ki dal k saath
+insha rahman's family family ji
Inshaallah zarur bataynge shukriya
Walaykum asalaam wr wb ...
Aadaab ...
Baahu t kooob ...
( :
+CoooLWIND ji
Bohot bohot shukriya
Thanks man very tasty
Aap plz muslim special chole vale chawal bnana sikhae jisme achaar b dalte h hmare yha pe jo muslim aunty rhte h vo koi occasion ho tb hmein dete h or vo bht tasty hote h really wana to know the recipe
+pooja bhumak ji
OK dear zarur banaynge aapke liye Thanks
Assalamualikum, Bagi please aap mujhe bataye के sarso ki bhagi को aour kya naam se jante hai my hyderabad mein rahti hoon mujhe yahan sarso ki bhagi nahi mil rahi hai, please reply.
+aliosipl ji
Walekumassalam dear sarso ka sag ya sarso ke patte hi bolte hen
Kia khali bhatue ka sag banaya jasakta hai please reply
+Rehana Unnisa ji
Yes yes
Thank you so much
Parathay sursoon k oil m....???
Gheee??
No ghee
Baji gond ka halwa kese banta hai jo shree bawan me milta hai
+Arjun Sood ji
OK dear zarur bataynge
Waawwoo so good baji
+Farheen Shaikh ji
Thank you so much
super 😋😋😋👌👌👌👍
+Uzma Khan ji
Thank you sister
Very nice
Nice....plz share meethi ke paratha plz
+Yahya Uzer ji
Inshaallah zarur banaynge shukriya
Zabardast👍
thanks for recipe
+Zafar Tahir Khan ji
Your welcome
Thanks for sharing this recipe mam bacche sabzi nhi khate h. Lekin yakinan ye zaroor khayenge. 👌👌😚
+Rachana's Rajasthani Rasoi. Ji
Yes dear baccho ko ye bohot pasand aate hen
Bathuy ki bhijya ki b recipi bataye ga
+Shoaib Hameed ji
Inshaallah zarur bataynge shukriya
Bathua what green z this is ka taste khatta rehte kya
Halima Begum nhi similar to palak
baji aapne pehle b dali thi dono ki video m to bin pise hi kachcha bathua hi aate m ghunti ho wo b achche bante h kele ki chatni k sath khate h hum
+Mohammad Almas ji
Very good dear Thanks for comment
Salam nice but ye karwa to nhi hota???
+Shoaib Hameed ji
No no karwa
Assalam u Alaikum mam bhatuwa kiya hota konsi sabzi Urdu me bataen kiya ye methi ko kehty hen reply plz
Urdu me bhe batwa he kety hain
Methi ki tarah hi ek qism ka saag hota hai