Deeni HelpLine Episode 170 | Aapke Sawalo Ke Jawab | Shaikh Kifayatullah Sanabili | iPlus TV

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 12 ก.ย. 2024
  • Assalamu Alaikum Warehmatullahi Wabarakatuh
    Aap Dekh rahe hain iPlus TV ka Special Program Deeni Helpline.
    Jisme aapke sawalo ke Jawab diye jaate hain.
    Jawab de rahe hain Shaikh Kifayatullah Sanabili Sahab.
    Episode 170
    1:35 Ek Sahab Kisi ka ghar banwa rahe hain aur Paisa ada karne tak usi makan me rahenge kya yeh sahi hai?
    4:30 Mard Apni Betio ko jayedad de sakta hai? ya Bete ya betio ka hissa hai?
    13:25 Banbk Manager se shadi ka hukm?
    18:45 Walid ne zindagi me hi wirasat taqseem ki, Ab Zameeno ki Qeemat mukhtalif ho gayi, kya dobara wirasat bategi?
    25:05 Barish ki wajah se Ikhatte Namaz padhe to Sunnat kab kaise padhen?
    28:24 Makan ko kiraye per dena kaisa hai?
    30:20 Jamat ke baad koi sajda e sahw kare to kya sahi hai?
    32:35 Aqeeqe me sirf gosht baatna kasia hai?
    33:40 Mandir ke fund se chalne wale organization se kaam ki salary lena
    37:25 Asar ki Namaz ka waqt
    38:10 Ladkio ke peeche shohar padta hai aur Biwi per dhiyan nahi deta, Kya Jadu tona hua hai?
    42:00 "Zalleen" ya "Dallieen" kya padhen?
    44:00 Bachh ke kaan me Mobile ke zariye azan?
    44:55 Haiz me Qur'an ki tilawat
    46:10 CHhote bhai ki Biwi ka family se jhagda hota to kya woh alag reh sakta hai?
    Watch All Episode ➨ • Deeni HelpLine All Epi...
    Dekhiye Aapke Bahut Saare Islamic Sawalon Ke Authentic Jawab ➨ • Deeni HelpLine Clips -...
    Deeni HelpLine Episode 170 | Aapke Sawalo Ke Jawab | Shaikh Kifayatullah Sanabili | iPlus TV
    ► iPlus TV kaise kaam karta hai? Jaanne ke liye dekhiye
    iPlus TV Behind the Scenes... • iPlus TV - Behind the ...
    iPlus TV 2015 se Deen ki Dawat logon tak Pahuchane ka kaam kar raha hai. Apni Videos aur Special Khidmat ke zariye aapke Masail ka hal pesh kar raha hai.
    Is Kaam ko poora karne ke liye iPlus TV ko Zaroorat hai Funds ki Taaki iPlus yeh kaam isi tarah jaari rakhe aur kaam me raftar layi jaye.
    Yeh kaam Ham aur Aapko hi mil kar anjaam dena hai.
    ► Aise nek kaam mein hamara saath dein:
    iPlustv ko support karne ke liye is link par click karen
    www.instamojo....
    www.iplustv.co...
    GooglePay & Paytm Number: 9588888826
    UPI : donateilm@icici
    ► iPlus TV application ko zaroor download karein is link par click karke
    ● Android App: play.google.co...
    ● iPhone (iOS) App: itunes.apple.c...
    Hamein social media ke in platforms par bhi follow karen
    Join our social media:
    ► Telegram Channel: t.me/iplustv
    ► WhatsApp Group: www.iplustv.co...
    ► Subscribe Our TH-cam Channel: www.youtube.co...
    ► Facebook Page: / iplustvlive
    ► Official Website: www.iplustv.com
    ► Instagram: / iplustvonline
    ► Twitter: / iplustvlive
    ► Mazed jaankari ke liye ya kisi Sawal o Jawab ke liye subah 10:00 se raat 8:00 baje tak call karen 9588888826
    Note : Namaz ke waqt Phone silent rehta hai...
    ► About iPlusTV:
    iPlus TV ek Family TV channel hai. iPlus TV Chahta hai Logon ko unke rab se joda jaye aur Samaj me Positive Changes laya jaye.
    iPlus TV chahta hai ki Alag Alag Dharm walon ke beech achchha Taal-mel, Samjh-Boojh aur Tolerance ko badhawa diya jaye.
    iPlus TV ke Quality Programs Har Ghar Auraten, Bachhe, Jawan, Bade, Businessmen, Family ke liye Umda aur Inter-religious hote hain. iPlus TV Deeni Mushayre ka bhi Ahtmam karta hai.
    iPlus TV ki taraf se Dilchasp, Motivational aur Knowledge me Izafa karne wale programs aate rehte hain.
    iPlus TV Samajik Sudhar ki baat badh chadh kar karta hai, Social Issues per samaj sudhar ki baat karne wale log alag-alag Issues ke Sudhar ke liye ikhatte hote hain. Kisano ki Khudkushi ho ya Bachhon ki moutein, Corruption, Jaise mudde hon sab per iPlus TV ki taraf se khul kar baat rakhi gayi hai.
    iPlus TV Behter Zindagi ke liye
    Please Note: Speakers ya iPlus TV ke doosre Projects (Jo ho chuke ya jinko karne ka irada hai) sab se iPlus TV ka muttafiq hona zaroori nahi hai.
    iPlus TV aur usse Jude Idare kisi bhi Individual ya Community ke khilaf galat bayani ki himayat aur hosla afzayi nahi karta.
    Copyright Notice:
    iPlus TV har kisi ko Video ke translate aur Usko Kisi social platform per Share Karne ki ijazat deta hai.
    Lekin iPlus TV Brand ke sath (iPlus TV ke logo aur Channel ki link ke sath)
    Sath hi Speaker aur Video par Kaam karne wale sab Artists ko Video Footage aur Description me Credits diye jayenge.
    Video me maujood hamari tamam footage iPlus TV Media ke licence per hain, Aapko kisi tarah koi Clip kaatne ya Use apni Video me (Owner ki permission ke bagair) use karne ki ijazat nahi hai.

ความคิดเห็น • 17

  • @iPlusTVonline
    @iPlusTVonline  ปีที่แล้ว +3

    Watch All Episode ➨ th-cam.com/play/PLsF39TzFrYcUrBVl1m0Nx7OLyBeFTUcDR.html
    Dekhiye Aapke Bahut Saare Islamic Sawalon Ke Authentic Jawab ➨ th-cam.com/play/PLsF39TzFrYcVJsQY8XLgzUd4fC9H-cmVC.html

  • @akbarkwt3501
    @akbarkwt3501 ปีที่แล้ว +2

    Masa allah zazakmuallah khair

  • @AbdullahAnsari-qb4oj
    @AbdullahAnsari-qb4oj ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah Khair

  • @Mukhtarahmeddeputy
    @Mukhtarahmeddeputy ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah khair

  • @SALEEMKHAN46
    @SALEEMKHAN46 ปีที่แล้ว +3

    JazakAllahu khairan kaseerah. Allah humse bhi wasiat per Allah ke hukm ke mutabik amal kerwaye.

  • @absarahmad5719
    @absarahmad5719 ปีที่แล้ว +3

    MashaAllah very authentic answer in lighting of Quran and Hadees. Jezakallaho khairan

  • @zubairahmed5753
    @zubairahmed5753 10 หลายเดือนก่อน

    Mashallah

  • @mdiftekharalam
    @mdiftekharalam ปีที่แล้ว +2

    Subhanallah

  • @MohammedAdnan-ev9qr
    @MohammedAdnan-ev9qr ปีที่แล้ว +3

    Asalamualaikum Hajj ya umrah ko janah par dawat karna kaisa hai wazhat kariye

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  ปีที่แล้ว +2

      Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
      Ji, Aaj kal yeh rasm ban chuki hai
      Aur Din ba Din iska Riwaj badhta ja raha hai
      Iske liye hame is amal se bachna hai
      Aur Aisa kaam nahi karna hai
      Shaikh se sawal karne ke liye 9820055882 per Message kare

    • @MohammedAdnan-ev9qr
      @MohammedAdnan-ev9qr ปีที่แล้ว +2

      @@iPlusTVonline jazakallah khair

  • @awoimantazakre
    @awoimantazakre ปีที่แล้ว

    Mera naam abdul Karim jharkhand ranchi se hu aur
    Mera sawal hai aapse ki... jab
    jeb (pocket) me koi sikka ya not ho aur namaz me khade ho to kya namaz hogi? Jabki koi shakhs apne t-shirts me printed kisi jaandar janwar ko kisi dusre kapde se usse band kar diya ho to kya namaz hogi...Jawab hadish o kuraan ki roshni se bataye

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  ปีที่แล้ว

      Yeh Sawal Munasib hai ki Deeni Helpline ke Number per bhej diya jaye
      9820055882 (Only WhatsApp)
      ya 9588888826 per Call ya WhatsApp kare

  • @altafhusenshaikh3904
    @altafhusenshaikh3904 ปีที่แล้ว

    Assalam walaykum wa rehmatullahi wa barkatahu
    Shaikh Mera Sawal ye he ke Bachcho ko Paidaish ke bad Jo Tike (Vaccination) Laga te he kya wo jaiz he ?
    Kuch ye khate he ke Bimari se phele Ijla nahi kara shak te Kyu ki bimari allah ki taraf se aati he or Tika (Vaccination) Kar wa ne ke bad bhi to bimari ahshakti he to ye kyu laga na
    Ishi ki wahzahat karde Kyu ki allah ke rasool s.a.w ne farmay ke Rashi band fir allah par bharosa kar

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  ปีที่แล้ว

      Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
      Ji Koi haraj nahi hai
      Lagaya ja sakta hai
      Jaise Marz ke baad dawa li ja sakti hai is tarah marz se pehle ehtiyat kiya ja sakta hai
      agar koi marz na hone ya uske phelao se rokne wali dawa ho to uska bhi istemal kiya ja sakta hai
      Jaise Allah ke Nabi ne ek hadees me kaha
      Jo Shkhs Subah me 7 khajoore khaye ('Ajwa) to uske liye jadu aur Zehar se kafi hongi

  • @mdsami8286
    @mdsami8286 ปีที่แล้ว

    Maine diye gae helpline number pr audio mai sawal pucha tha lekin abhi tak uska jawab nhi mila

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  ปีที่แล้ว

      Ji, Intezar kare In Shaa Allah jawab mil jayega
      Sawalaat kaafi zyada hote hain iski wajah se sab ko ek sath answer karna possible nahi hota
      Aur kuch cases me Sawalat ke sahi aur bataye gaye method per na karne ki wajah se Sawal nahi pick kiya jaata
      Zyada waqt agar Question send kiye ho gaya hai to aap dobara bhej sakte hain
      Jazakallahu khaira