aapne ise kaaljayi kaha mai bhi sunte waqt yahi soch rha tha ki itne dino se mai yhi observe kar rha hu parsai ji ne bhi whi likha jisse ye pata chalta hai ki humne kuch khas tarraki nahi ki hai pehle jo ek adhe dhankuber hote the unki samkhya ab kuch badh gayi hai pehle jyada log bukhe pet sote the ab shayad kuch kam sote honge kintu jo mulya pehle the wohi aaj bhi vidhyamaan hai. ek mitra se meri isi par charcha hui thi usne kaha ye sab ka mai samarthan to nahi karta lekin samaj me jo chalta hai use nakara nahi ja sakta.
How true is stir written by Harishankar Parasi ji
Harishankar Parasi is most relevant today.
Aap key vichar ager sab ko samjhey to bahut shantey aajaey desh mey aap key vichar dill ko chho tey hai aap ko naman kartey hai
waakai. Parsai ji ke vyangya kamaal ke hain. aap aaj ka vyangy bhi zarur suniega. kamaal likhte the parsai ji.
❤❤
Very nice 😊🙏🏻🙏🏻
Nmste Sir 🙏
बहुत बढ़िया 👌
इस तरह की भीड़ से कई सारे विध्वंसक कार्य करवाए जा सकते हैं,इसलिए इस भीड़ को मिटाना आवश्यक है ।
😮😮
😢
Gazab hai ! Main to fan ho gaya…looking forward for more videos like this
aapne ise kaaljayi kaha mai bhi sunte waqt yahi soch rha tha ki itne dino se mai yhi observe kar rha hu parsai ji ne bhi whi likha jisse ye pata chalta hai ki humne kuch khas tarraki nahi ki hai pehle jo ek adhe dhankuber hote the unki samkhya ab kuch badh gayi hai pehle jyada log bukhe pet sote the ab shayad kuch kam sote honge kintu jo mulya pehle the wohi aaj bhi vidhyamaan hai. ek mitra se meri isi par charcha hui thi usne kaha ye sab ka mai samarthan to nahi karta lekin samaj me jo chalta hai use nakara nahi ja sakta.
isiliye to sahitya ko samaj ka darpan kahte hain. Sahitya kaaljayi hota hai.
We are ashamed as elders.
What our political parties, the ruling party has been drenched in Hindutva Vadi fundamentalists.
Ye aabashyak hai ki lekh kab likha gaya ye bhi bataiyen.
Kai lekhon ki Jankari uplabdh nhi hoti. Aise me yah bataa pana sambhav nhi. 🙏
😂😂😂😂