Lyrics Hook:- Ae zindagi hamen yun na sata Me khuaabon k saharay tanhah ghoom raha yahan Wo to derhay zakham, Tum bh thehre bad gumaan Kya ye aakhri hai shab? ya kal phir hoga kuch naya? Verse:- Mujhay yaad hain kuch kal ki wo baaten Jab jaiben thin khaali aur bhari kitaaben Wo ehd e jawani, Aur safon pe ganay Ye duniya thi zaalim bas deti thi taanay Ab jaanen wo saray, bas ake uthaaray Ab bhejen wo love, dekh kitne bechare Ab suno ye lafz, wo pakar nahi parhe Jahan meri hai soch wo pohanch nahi parhe Chayen mujhay bhi figures hon 8 Aur racks me jordan, Samajhna baat Na karte wo pasand hai tedha mizaaj Aur me bhi na rukun hain paanay wo khaab Thay jinki thi khaatir, ham jagay wo raat aur raat se raaten, Phir guzre hain saal ye launday nahi, bitches, ye mardon ki baat Aur baat se baat to niklegi na Jab haath thay khaali, Tou kala thi saath Auqaat ki baat nai, Mu pe chamaat Hain aaj bhi saath, Wo khade hain yaar Haan Buray hain kaam, per dil se hun saaf Aur aap janaab, nahi aati hai Karta nahi me lehaz Kyun karun? Jab chahte tum cheen na saray ye khaab jinki hun khatir me sabse lada me duniya jaladun me sab sun chuka hu bas baaten idhar ki udhar kar rha tu gand kar na yaha tu bey mu pe na aatu me khudse khafa hun Ek jang larh raha hun Haan alag hai soch, Na tootega bharam Hai khuda ki dain ye khuda ka karam Kabhi hai dair, Per milega sabar Aur milega sabhi, Is sab ka hai sabab You know Is sab ka hai sabab kuch nahi besabab Hook x2 Ae zindagi hamen yun na sata Me khuaabon k saharay tanhah ghoom raha yahan Wo to derhay zakham, Tum bh thehre bad gumaan Kya ye aakhri hai shab? ya kal phir hoga kuch naya?
Lyrics
Hook:-
Ae zindagi hamen yun na sata
Me khuaabon k saharay tanhah ghoom raha yahan
Wo to derhay zakham, Tum bh thehre bad gumaan
Kya ye aakhri hai shab? ya kal phir hoga kuch naya?
Verse:-
Mujhay yaad hain kuch kal ki wo baaten
Jab jaiben thin khaali aur bhari kitaaben
Wo ehd e jawani, Aur safon pe ganay
Ye duniya thi zaalim bas deti thi taanay
Ab jaanen wo saray, bas ake uthaaray
Ab bhejen wo love, dekh kitne bechare
Ab suno ye lafz, wo pakar nahi parhe
Jahan meri hai soch wo pohanch nahi parhe
Chayen mujhay bhi figures hon 8
Aur racks me jordan, Samajhna baat
Na karte wo pasand hai tedha mizaaj
Aur me bhi na rukun hain paanay wo khaab
Thay jinki thi khaatir, ham jagay wo raat
aur raat se raaten, Phir guzre hain saal
ye launday nahi, bitches, ye mardon ki baat
Aur baat se baat to niklegi na
Jab haath thay khaali, Tou kala thi saath
Auqaat ki baat nai, Mu pe chamaat
Hain aaj bhi saath, Wo khade hain yaar
Haan Buray hain kaam, per dil se hun saaf
Aur aap janaab, nahi aati hai
Karta nahi me lehaz
Kyun karun? Jab chahte tum cheen na
saray ye khaab
jinki hun khatir me sabse lada
me duniya jaladun
me sab sun chuka hu
bas baaten idhar ki
udhar kar rha tu
gand kar na yaha tu
bey mu pe na aatu
me khudse khafa hun
Ek jang larh raha hun
Haan alag hai soch, Na tootega bharam
Hai khuda ki dain ye khuda ka karam
Kabhi hai dair, Per milega sabar
Aur milega sabhi, Is sab ka hai sabab
You know
Is sab ka hai sabab kuch nahi besabab
Hook x2
Ae zindagi hamen yun na sata
Me khuaabon k saharay tanhah ghoom raha yahan
Wo to derhay zakham, Tum bh thehre bad gumaan
Kya ye aakhri hai shab? ya kal phir hoga kuch naya?
jeooo🔥
Bro your consistency♥🔥
Nice one boys❤
Damn, its crazy Kashan bhai
❤❤❤
DOPE 🔥💎
Witnessing old kashan on a drill beat again ❤🔥
❤❤ op
Jaanii❤