संजय को दिव्य दृष्टि कैसे मिली थी? | EP 68 Part 1 | Mahabharat | B. R. Chopra | Pakistani Reaction

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 21

  • @yadavrambhagat
    @yadavrambhagat หลายเดือนก่อน +2

    Jay Shree Krishna Radha Radha

  • @SuryaParkashRanga
    @SuryaParkashRanga หลายเดือนก่อน +8

    Jai shree Krishna

  • @Monuagarwal-f9s
    @Monuagarwal-f9s หลายเดือนก่อน +6

    Jai shree krishnaa ❤❤

  • @AmarsinghDeora-d5f
    @AmarsinghDeora-d5f หลายเดือนก่อน +2

    Shrée Radhe Krishna ❤

  • @RamkrishnaBajpai-x2w
    @RamkrishnaBajpai-x2w หลายเดือนก่อน +2

    महाभारत देखने के लिए हार्दिक आभार 6:15

  • @Indraneelsarkar127
    @Indraneelsarkar127 หลายเดือนก่อน +1

    4:02 6:50 11 aur 7 matlab 11 akshauhini sena aur 7 akshauhini sena. Ek Akshauhini mein yeh hota hai:
    21,870 chariots(Rath)
    21,870 elephant(Haathi)
    65,610 cavalry(Ghursawar)
    109,350 infantry(Paidal Sainik)
    Total: 2,18,700
    •Pandavon ke pass the 2,18,700×7= 15,30,900 Sainik
    •Kauravon ke pass the
    2,18,700×11= 24,05,700 Sainik.
    Kaurav aur Pandav ke pass equal hote 9 akshauhini aur 9 akshauhini par Duryodhan aur uske saathiyon ne chhal se Nakul aur Sahdev ke Mama Madra Naresh Shalya ko apni ore kar liya tha. Yahan yeh dialogue galat diya ki 11 aur 7 hai hua tha tha par serial mein baad mein Shalya wala sequence dikhayega. Abhi 9 aur 7 the.
    -PANDAV SENA KE SENAPATI:
    •Pradhan Senapati(Commander): Dhristadyumna
    •Pehle Akshauhini Sena ke Senapati: Drishtadyumna khud
    •Dusre Akshauhini Sena ke Senapati: Maharaj Drupad
    •Teesre Akshauhini Sena ke Senapati: Maharaj Virat
    •Chauthe Akshauhini Sena ke Senapati: Shikhandi
    •Paanchwe Akshauhini Sena ke Senapati: Satyaki
    •Chattwe Akshauhini Sena ke Senapati: Chedi ke Raja Dhristaketu
    •Saatwe Akshauhini Sena ke Senapati: Magadh ke Raja Sahadev
    •Sabhi Senapatiyon ke Pati: Arjun
    •Arjun ke Rath ke Saarthi aur raasta dikhane wale: Shree Krishna
    -KAURAV SENA KE SENAPATI:
    •Pradhan Senapati(Commander): Bhishma (yeh post baad mein badalte rahega)
    •Pehle Akshauhini Sena ke Senapati: Guru Dronacharya
    •Dusre Akshauhini Sena ke Senapati: Kulguru Kripacharya
    •Teesre Akshauhini Sena ke Senapati: Ashwatthama
    •Chauthe Akshauhini Sena ke Senapati: Karna
    •Paanchwe Akshauhini Sena ke Senapati: Maharaj Vahlik
    •Chattwe Akshauhini Sena ke Senapati: Maharaj Shalya
    •Saatwe Akshauhini Sena ke Senapati: Shakuni
    •Aathwe Akshauhini Sena ke Senapati: Kamboj ke Raja Sudakshin
    •Nauwe Akshauhini Sena ke Senapati: Jaydratha
    •Daswe Akshauhini Sena ke Senapati: Kritverma (Yeh Narayani Sena ke Senapati bhi the jiski maang Duryodhan ne Shree Krishna se ki thi)
    •Gyharawe Akshauhini Sena ke Senapati: Bhurishrava

  • @rashikaramsangapure9626
    @rashikaramsangapure9626 หลายเดือนก่อน +1

    🙏

  • @RamkrishnaBajpai-x2w
    @RamkrishnaBajpai-x2w หลายเดือนก่อน +3

    महाभारत देखने के लिए हार्दिक आभार

  • @Indraneelsarkar127
    @Indraneelsarkar127 หลายเดือนก่อน +2

    4:02 Zyadatar Raja Maharaj Duryodhan ki ore isliye the kyunki adhiktar raja Prabhu Shree Krishna se nafrat karte the aur jalte the aur Pandav the unke abhinna ang toh unse yoh aur hi karenge yeh baat swayam Mahatma Vidur ne bataya tha Shree Krishna ko jab woh Hastinapur aaye the shantidoot bankar aur sabha mein jaane se pehle Vidur ji ke wahan thehre the:
    "All the warriors on earth have assembled together, for Duryodhana's sake and to fight with the Pandavas. The kings and the lords of the earth have gathered together. All of them have old enmities with you.' O Krishna! It is you who have robbed the kings of their possessions. It is because of their anxiety from you that these brave ones have sought refuge with Dhritarashtra's son and have gathered around Karna. They are with Duryodhana and are ready to give up their own selves. All the warriors are happy at the prospect of fighting with the Pandavas."
    Udyoga Parva (Bhagavata-Yana Parva):Chapter 753 (90)

  • @Dhanrajsinh89
    @Dhanrajsinh89 หลายเดือนก่อน +1

    Teeno bhaiyo ka reaction best hai,
    Aur aapke samajne ki shakti bhi achchhi hai,
    Itni sudhdh hindi ko samajna bhi muskil hota hoga,
    Best reaction bhaiyo

  • @nitinchaudhary9993
    @nitinchaudhary9993 หลายเดือนก่อน +1

    App log bhut sahi kaam kar rahe hai ye hamara culture hai or apka bhi dharam religion alag cheez hai or culture alag cheez god bless you guys

  • @NiteshKumar-kz3hz
    @NiteshKumar-kz3hz หลายเดือนก่อน +6

    Mahabharat suru ho gayi h.

  • @amitkulkarni5584
    @amitkulkarni5584 หลายเดือนก่อน +2

    Mahabharat 95 se 139 Episodes bhi dekhiyega.Usmai dikhaya gaya hai ki jo bich bich ke stories chuti hui hai vo bhi dikhaya gaya hai aur Mahabharat ke yudh ke baad kya hua hai vo bhi dikhaya gaya hai.Jarur Dekhiyega.

  • @Monuagarwal-f9s
    @Monuagarwal-f9s หลายเดือนก่อน +2

    Drstdyum last tk jivit rhega sena pti me

    • @vishnumishra-fn3ki
      @vishnumishra-fn3ki หลายเดือนก่อน +1

      Sakuni yudh me driyodhan ko lade age nahi jane deta tha, oh jata to sakune ans bhayeo ko bhjota tha, oh chata tha ki sabhe mare jai.gandhari ke dhritrastr sai vibah narane ke karan sarv nash karna chahta tha.

  • @stayhealthyfit1394
    @stayhealthyfit1394 หลายเดือนก่อน +1

    ارجن کا اسل نام فروز حان ہے۔ اس نے اپنا نام ارجن ہی رکھ دتا۔

  • @rudrasahoo-z6h
    @rudrasahoo-z6h หลายเดือนก่อน +1

    ab ache episode ep 74 aur 75 hai unhe dhyan se dekhna guys

  • @AkhileshkumarDaksh
    @AkhileshkumarDaksh หลายเดือนก่อน +4

    Super reaction bro

  • @nitinchaudhary9993
    @nitinchaudhary9993 หลายเดือนก่อน

    Bhai jese app log mahabharat ko dekh kar describe kar rahe ase bhut se indian hindu bhi nahi kar sakte app mahabharat se bhut kuch sikhenge jese app log har kisi k naam itni izaaat se le rahe hinduo logo ko app se sikhana chaiye apka channel grop kare keep it brothers

  • @Bpraudbihar
    @Bpraudbihar หลายเดือนก่อน +5

    Jay shree Krishna