Mera to driver hi install nahin ho raha windows 7 me . Repair or uninstall ka option aa raha . Maine repair karke computer ko restart Kiya , fir bhi solution nahin hua
Sir maine ubon ka bt11 blutooth manga liya hai aur aapke is video me bataya hua saara process karke dekh liya fir bhi mere blutooth device me alag se blutooth speaker connect karna chahata hu wo nahi ho raha hai
Maine is brand ka bluetooth driver install karne ke bare mein nahin bataya hai kya yah plug & play hai yadi plug and play hoga to fir driver ka jarurat Nahin padega direct lagaiye aur connect kijiye
Hello sir mein 1)second hand monitor le Raha hun toh usme Bluetooth and wifi connectivity ka option hai ya nahi mujhe check karna padega kay ke option lana hai ya usme rahte hai sabkush Shop me gaya tha second monitor lene pr baat ki aur uno ne kaha ki Monitor or CPU ka koi samnbad nahi sabkus CPU hota wifi or blutooth Pr mai kaisa pata kru ki CPU open karke usme motherboard me Bluetooth and wifi ka connectivity or blutooth hardware system hai ya nahi ye pata kru monitor ya CPU aap hi baataye Monitor brand hp and model: l1910
Yadi aapka CPU HP company ka Hai usmein sare parts HP ki lagaye gaye hain to aap HP assistant install karenge to sari jankari aapko mil jayegi ya to fir aap control panel mein jakar Device manager mein jakar check kar sakte hain ki usmein Bluetooth aur Wi-Fi diya hai ya nahin diya hai
CPU LG pro+ alag brand hai aur monitor HP brand ka hai to ek baat batao wifi - Bluetooth connectivity ka Options monitor me check kru ya CPU cabinet me
Donon mein Nahin computer on kijiye aur device manager ko check kijiye Device manager mein hi dikhaega aapko, mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein iska video aapko mil jaega ki kaise check karte hain computer mein Bluetooth hai ya nahin
Window 7 me bhai device manager me Bluetooth show kar raha hai lekin home screen me bluetooth icon nhi dikh raha hai Jaisa apne btaya hai video me kya ye window 7 me work kar jaayega apka bataya hua bhai please reply jrur krna
Computer ke start button per click Karke devices and printers mein click kijiye aur vahan per Kisi bhi device ko add Karke dekhiae ki add hota hai ya nahin hota Hai yadi add ho jaaye to samajh jayiye Bluetooth kaam kar Raha hai or Na Ho To fir Bluetooth ko fix karna padega
Sir, Bluetooth icon shows after view - show hidden devices. But below in Other devices " Bluetooth Controller " is showing yellow mark error. What does it mean - Bluetooth Hardware is Currupt? Or Bluetooth driver is Currupt?.... Please guide. Thanks
Bhai mera computer pe Bluetooth received karne se nahin hotha hai agar mobile se sent karne se.. Maine mobile ka Bluetooth ko bhi computer pe add bhi kar jukha hai phir bhi nahin ho raha hai any idea
Driver ko install krte hue ye error aa rhi h "the procedure entry point SetDefaultDIIDirectories could not be located in the dynamic link library KERNEL32.dll." bhai pls solution bta do
Ek bar Apne Windows yani operating system ko update kijiye latest varjan mein FIR bluetooth driver ko bhi update kar dijiye uske bad dekhiae problem solve ho jaaye
Aap mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein vahan per Bluetooth problem ko fix karne ka 7 Tarika Maine jis video mein bataya hai us video ko dekhiae a jaega Bluetooth
Operating system ko update kijiye latest version me sath hi bluetooth support services on kijiye aur Bluetooth driver ko update kijiye latest version me ya new or latest version ke bluetooth driver ko install kijiye
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko update kijiye latest version me ya phir new or latest version ke bluetooth driver ko install kijiye sath hi bluetooth support services on kijiye
Kia hal hai Aap ka )yar maery bolothoth ka masla yeh h kay baki jo bhi conact karta hai to Awaz nahi rokti lakin hab mae conact karta ho to awaz rok rok kar Ati hai)mae ne bolothoth car mae lagaya hai is ka koi solotion btain thanks
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth support services on kijiye aur new aur latest version ke bluetooth driver ko install kijiye ho jaega
Sir Bluetooth sab hai fir v nahi chal raha. Ache se instructions follow kiye as per apke is video. Fir v Bluetooth connection nahi ho raha hai. Pls help
Aap check kijiye ki aapka operating system latest varjan mein update hai ya nahin hai aur Bluetooth support services ko on kijiye aur jo bhi bluetooth ka driver pahle Se install hai usko uninstall kar dijiye or new aur latest varjan ke bluetooth driver install kijiye aur computer ko restart Karke fir se connect kijiye ho jaega
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth support services ko on kijiye aur new aur latest version ke bluetooth driver ko install kijiye ho jaega
Sir maine new new speaker laya hoon.mobile me to dono speaker bajta hai sir lekin cpu me ek speaker to tej bajta hai lekin dusra speaker dhima dhima bajta hai sir kya problem ho sakti hai sir please reply me sir sara settiing kar ke dekh liya hoon sir kya mera aux port kharab ho gaya hai😢please reply me sir
Aap check kijiye ki aapka operating system yani ki Windows update to hai na latest varjan mein aur bluetooth ka driver update hai na latest varjan mein ya to fir new aur latest varjan ke bluetooth driver install kijiye aur Bluetooth support services on kijiye

Excellent
Thanks 🙏🙏🙏🙏
Mera to driver hi install nahin ho raha windows 7 me . Repair or uninstall ka option aa raha . Maine repair karke computer ko restart Kiya , fir bhi solution nahin hua
Operating system update kijiye latest version me
Bahot helpful hai Bhai apki video
Thank you dost 🙏🙏🙏🙏♥️❤️❤️
Asus K53U, WINDOWS 7(64BIT)
Driver download ka link de dijiye please sir... 🙏🙏🙏
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein Asus ka video aapko mil jaega yaha pe link nahi jayega
Sir maine ubon ka bt11 blutooth manga liya hai aur aapke is video me bataya hua saara process karke dekh liya fir bhi mere blutooth device me alag se blutooth speaker connect karna chahata hu wo nahi ho raha hai
Maine is brand ka bluetooth driver install karne ke bare mein nahin bataya hai kya yah plug & play hai yadi plug and play hoga to fir driver ka jarurat Nahin padega direct lagaiye aur connect kijiye
@@RiyanshTech sir ji direct laga ke Bluetooth on karke search kar raha hu to wo speaker device show hi nahi kar raha hai
Wahi to puch rahe hain ki wah plug and play hai ya driver ki jarurat hoti hai nahi to kaam nahi karega
Intel (R) wirless bluetooth (R) require that your computer is running 32bit windows 7 with sp 1 or latter service pack what can do?
Aap mere channel per jaaiye service pack error wala video dekhiae solve ho jaega problem
Bhaiya brightness kam nhi ho raha hai windows 10 me
Kuchh din pahle hi Maine brightness Kam karne wala video banaya hai
Hello sir mein 1)second hand monitor le Raha hun toh usme Bluetooth and wifi connectivity ka option hai ya nahi mujhe check karna padega kay ke option lana hai ya usme rahte hai sabkush
Shop me gaya tha second monitor lene pr baat ki aur uno ne kaha ki Monitor or CPU ka koi samnbad nahi sabkus CPU hota wifi or blutooth Pr mai kaisa pata kru ki CPU open karke usme motherboard me Bluetooth and wifi ka connectivity or blutooth hardware system hai ya nahi ye pata kru monitor ya CPU aap hi baataye
Monitor brand hp and model: l1910
Yadi aapka CPU HP company ka Hai usmein sare parts HP ki lagaye gaye hain to aap HP assistant install karenge to sari jankari aapko mil jayegi ya to fir aap control panel mein jakar Device manager mein jakar check kar sakte hain ki usmein Bluetooth aur Wi-Fi diya hai ya nahin diya hai
CPU LG pro+ alag brand hai aur monitor HP brand ka hai to ek baat batao wifi - Bluetooth connectivity ka Options monitor me check kru ya CPU cabinet me
Donon mein Nahin computer on kijiye aur device manager ko check kijiye Device manager mein hi dikhaega aapko, mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein iska video aapko mil jaega ki kaise check karte hain computer mein Bluetooth hai ya nahin
Windows 7 me Bluetooth driver install hote hai kya?
Laptop ya PC hai aur kya aapke computer mein Bluetooth hardware ka support pahle Se Diya Hai check Karke bataiye
Window 7 me bhai device manager me Bluetooth show kar raha hai lekin home screen me bluetooth icon nhi dikh raha hai
Jaisa apne btaya hai video me kya ye window 7 me work kar jaayega apka bataya hua bhai please reply jrur krna
Computer ke start button per click Karke devices and printers mein click kijiye aur vahan per Kisi bhi device ko add Karke dekhiae ki add hota hai ya nahin hota Hai yadi add ho jaaye to samajh jayiye Bluetooth kaam kar Raha hai or Na Ho To fir Bluetooth ko fix karna padega
Thanks bro
🙏🙏🙏♥️♥️♥️♥️♥️
Sir maine to aapke btaye anusar install kr liya par control panel me bluthooth show nhi ho rha...please help
Windows ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko uninstall kijiye aur new aur latest version wala driver install kijiye
Bhaiya ji jasa Aapne btaya tha Mane bhi. Same ushe tareke se Kara tha fir bhi blutooth show nhi ho rha hai 😌
Laptop hai pc aur aap check kiye the ki Bluetooth hardware ka support aapka Diya hua Hai
@@RiyanshTechhardware support nhi diya hua hai ...same process kiye but Bluetooth ka option nhi aa rha ...koi tarika
Kya yeh window 7 mein hoga
Aap Bluetooth adaptor ki baat kar rahe hain kya????
Sir, Bluetooth icon shows after view - show hidden devices. But below in Other devices " Bluetooth Controller " is showing yellow mark error. What does it mean - Bluetooth Hardware is Currupt? Or Bluetooth driver is Currupt?.... Please guide. Thanks
Go to my Bluetooth playlist Bluetooth yellow error video is available on my Bluetooth playlist please watch full video and you will get your solution
Sir ye window 7 me bhi kam kare ga kiya
Driver ke bare me bol rahe hai kya
Bhai mera computer pe Bluetooth received karne se nahin hotha hai agar mobile se sent karne se.. Maine mobile ka Bluetooth ko bhi computer pe add bhi kar jukha hai phir bhi nahin ho raha hai any idea
Ek bar Apne Bluetooth ke driver ko uninstall kijiye aur fir se dobara se new driver ko install kijiye
Driver ko install krte hue ye error aa rhi h "the procedure entry point SetDefaultDIIDirectories could not be located in the dynamic link library KERNEL32.dll." bhai pls solution bta do
Ye kernel 32 dill error hai iska video aapko mere channel per Bluetooth wale playlist mein mil jaega
Are bhai blutooth dongle bhi lga liya tab bhi blutooth show nhi ho rha h
Kaun se brand ka
ब्लूटूथ तो आ गई कनेक्ट नही हो रही option nahu bai connect ka 😢
Ek bar Apne Windows yani operating system ko update kijiye latest varjan mein FIR bluetooth driver ko bhi update kar dijiye uske bad dekhiae problem solve ho jaaye
sir mere pc me bluetooth nahi diya hai kaise bluetooth laye
Aap mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein vahan per Bluetooth problem ko fix karne ka 7 Tarika Maine jis video mein bataya hai us video ko dekhiae a jaega Bluetooth
Brother not showing device manager in bluetooth
Update your operating system or turn on bluetooth support services and update your bluetooth driver
Dell inspiron 5010 mai bluetoot work nahi kar raha hai kaise thik kare
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein Dell wala video aapko mil jaega
@@RiyanshTech dekh liye but koi fayda nahi hua
Operating system ko update kijiye latest version me sath hi bluetooth support services on kijiye aur Bluetooth driver ko update kijiye latest version me ya new or latest version ke bluetooth driver ko install kijiye
Setting ka option nhih
Aap to reply bhi nhi dete hoo 😑👍 thanks bro bana jaoo ga TH-camr 👍👍
Kya problem hai boliye
Hardwere me Bluetooth Show Nhi kr Raha
To fir adapter lagakar Bluetooth chalana padega
Bhai save mare computer me Bluetooth system nahi milta to ham Kia kare. 64bit 2 genetion
Kya aapke computer me Bluetooth hardware ka support diya hai????
Bhai mere PC m wireless ka system h hi nhi to
Pahle Bluetooth chalta tha
HP window 7 ke kiye btaiye
Hp me bhi isi tarah check hoga device manager se hi
मैंने आपके अनुसार सब कर लिया लेकिन ब्लूटूथ आइकॉन नही दिख रहा नीचे
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko update kijiye latest version me ya phir new or latest version ke bluetooth driver ko install kijiye sath hi bluetooth support services on kijiye
Sur mene aapke btaye anusar har tare ki KOsis Karli Lekin nah ho rha
Ek video Maine banaya Hai jismein Maine 7 tarika bataya Hai Bluetooth ke problem ko fix karne ka aap use video Ko dekhkar 7 tarike ko apply kijiye
Mera to driver hi install nhi ho raha hai
Kya problem aa rha
Kia hal hai Aap ka )yar maery bolothoth ka masla yeh h kay baki jo bhi conact karta hai to Awaz nahi rokti lakin hab mae conact karta ho to awaz rok rok kar Ati hai)mae ne bolothoth car mae lagaya hai is ka koi solotion btain thanks
Sub thik hai bhaiya ji aapne jo bluetooth car me lagaya hai wah kown sa version ka hai or kown sa brand ka hai
Sir mere device ma to blutooth option hi show nahi ho raha hai sir
Or Network adaptor mein wireless network adaptor show ho raha hai ya nahin
God brother
Bhaiya Nhi aara hai mere pc me Bluetooth ka semble
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth support services on kijiye aur new aur latest version ke bluetooth driver ko install kijiye ho jaega
Sir Bluetooth sab hai fir v nahi chal raha. Ache se instructions follow kiye as per apke is video. Fir v Bluetooth connection nahi ho raha hai. Pls help
Aap check kijiye ki aapka operating system latest varjan mein update hai ya nahin hai aur Bluetooth support services ko on kijiye aur jo bhi bluetooth ka driver pahle Se install hai usko uninstall kar dijiye or new aur latest varjan ke bluetooth driver install kijiye aur computer ko restart Karke fir se connect kijiye ho jaega
Sir mera windows 10 hai. Sab try kar liya fir v connect nahi horaha hai. Sir kindly help
Maine Jo solution bataya usko kijiye na
Driver insttal karne ke bad bhi Bluetooth nahi aaya
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth support services ko on kijiye aur new aur latest version ke bluetooth driver ko install kijiye ho jaega
Mere Me Restart Krne K baad bhi nhi show hua blutooth
Aap check kijiye ki aapka operating system yani ki Windows update to hai na
Sir maine new new speaker laya hoon.mobile me to dono speaker bajta hai sir lekin cpu me ek speaker to tej bajta hai lekin dusra speaker dhima dhima bajta hai sir kya problem ho sakti hai sir please reply me sir sara settiing kar ke dekh liya hoon sir kya mera aux port kharab ho gaya hai😢please reply me sir
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist me speaker wala video aapko mil jaega sound settings se hoga
Bhai myny driver dubara install bhi kia but wo abhi bhi show mhi ho rha 😢
Wait kijiye new video banate hai ispar
@@RiyanshTech Bhai rhny do my ab 700 rupy ki Bluetooth dongle ly ayaa hu
Same problem
Pc me Bluetooth show nhi io raha he old he isliye
Bluetooth hardware ka support diya hai ya nahi
Mere mein show ni krrha Bluetooth ka mtlb Bluetooth ka hardware support ni hai mere PC mein
To fir aap TP link ka Bluetooth adaptor purchase kar le
Fir v nhi ho Raha hai install
Aap check kijiye ki aapka operating system yani ki Windows update to hai na latest varjan mein aur bluetooth ka driver update hai na latest varjan mein ya to fir new aur latest varjan ke bluetooth driver install kijiye aur Bluetooth support services on kijiye
Hlo sir
Mera blutooth connect kr dijiye
Aap kis chij se connect karna chahte hain aur kya problem a raha hai aapka
Bhai phir bhi nhi ho Raha hai
Aap check kijiye ki aapka operating system yani ki Windows update to hai na latest varjan mein aur bluetooth ka driver update hai na latest varjan mein ya to fir new aur latest varjan ke bluetooth driver install kijiye aur Bluetooth support services on kijiye
Its not working bhai in windows 7
Aap mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein window 7 ka video aapko mil jaega
Bhaiya try Kr liya but work nhi Kr rha
Kaun sa operating system hai aapka
Hp 15 notebook pc laptop
mare pc me Kahi bhi Bluetooth show nahi kar raha hai. na hardware na software me
To fir aap Bluetooth chalane ke liye bluetooth ka adapter Le lijiye aur adapter se Bluetooth chalaea
@@RiyanshTech thank u
Please help me
Ha boliye na kya hua
Sir fir bhi blutooth show nhi ho rha
Mera kal ka video dekh lijiyega