आप की कहानी बहुत लम्बी होती है सुनते सुनते नींद आने लगता है आप के पास गुलाब के सौ पौधे हैं तो आप सौ तरह की दवाईयां रख सकते हैं एक दो गमले वाले एक दो ही दवा रख सकते हैं स्केल के लिए आसान तरीका है उसे धीरे धीरे चाकू से हटा देते हैं और उसपे साफका फंगीसाईड का लेप लगा देते हैं मेरे पौधे में फिर दुबारा नही हुआ समझे 🙏
100 rose plant hai hai toh kya 100 medicine karide kya?yeh kya logic hua.kon sa pest kon se dawa se thik hoga woh pata chale toh kyu 100 medicine kharidene ka kya matlab hua.
one interesting history about rose scale is that before these medicines were not available old school rosarians used to spray tobacco fermented water on roses.
Sir ub jo gulab ka Mausam chal raha hai to kya English gulab ki time time pe thodi thodi cutting karke usko bushy nahin bana sakte? Jaise hum bakinoaudhon ki karte Hain?
no doubt malathion works great on roses but the main problem for me was this product not being available in my local market.another trick is to brush them off with alcohol based hand sanitizer and spray imidaclorpid
Sir, mere rose stem me brown lines hain... Dekhne me lgta hai ki mature ho gya.. Same jo apk is video me left wali branch hai. Bikul same aisa hi..... Kya ye bhi scale ki wajah se hai.... Please reply... Thank you.
Sir, hydrogen paraxoide kitne Lena hai and kia ye effective hoga hydrogen paraxoide ka use?mere ek plant me lga hua hai. Mene phele nuvan insecticide liya tha n usme soap Mila dia tha ,tab toh lga scale cle gye but kuch Bach gye the. Me dobara nuvan use nhi ker a chata kioki ye highly danger category ka hai,me isse bimar pad gya tha ,use kerne ke baad. Please aap bta dijiye ki hydrogen paraxoide kitni quantity me Lena hai and isme water bhi add kerna hai ya nhi? And kitni baar dena hai and kitne time ke gap per. Thank you for sharing your valuable information.
Mere bhi curry leaves mein bhi thi aur bas 1 rose plant mein thi,prunning ke time sab saaf kar diya iss mix se💯 aab jab bhi dekhe tab aap dal chini( Cinnamon) 1 part powder and half part haldhi powder ko mix karke pani 3- 5 drop pani ke mix karke toothbrush se saaf kare 🙏✅💯
@@flightoffantasy9831 🙏💯✌ jaab ghar par hee ho sara saman toh organic se bhi kaam bhaut acha ho jata hai, mene logo organic chezoo se kitchen garden aur plants par istemaal karte hue dekha hai , aur unn se experience liya hai🙏🙏✅🤗honestly muje abhi tak ek bhaar hee use karna padaa, plant ko stem ko check ☑ karte rahiyega, apply with toothbrush🙏
Sir yeh lagta kyu hai ata kaha se hai 😅😤😪🤐 sir tooth brush se saaf kariye tabhi niklega pura ache se mere bas ek plant mein tha ayr ek cuury leaves mein, prunning ke time dal chini aut haldhi powder ka paste bana ke brush se pure plant mein gissa tha tab jah ke woh katam hua, aap bhi iss plant mein try karo kunki isme abhi leaves nahi ayi hai ache se🙏🙏 try once✌
Sharma ji ki video lambi jarur hoti h kyuki woh pura baat detail m batate h or accha result aata h unki gyan se .❤
Very interesting 🤔😢😊😊
Thanks Sharmaji.🙏🙏
Nice information. I use rogor 1 ml in 1 lit water and with tooth brush clean the stems. It works.
Very nice information sir ❤❤❤
Very useful information sir 👍 👌 👏
sir mere paas melathion hpm ka powder form h main ise rose me kaise istemal karun..?
2gm/L water
Thnxs bhai
Sir kya hum supersonta used kr skte h kya
Ji
Thank you
आप की कहानी बहुत लम्बी होती है सुनते सुनते नींद आने लगता है आप के पास गुलाब के सौ पौधे हैं तो आप सौ तरह की दवाईयां रख सकते हैं एक दो गमले वाले एक दो ही दवा रख सकते हैं स्केल के लिए आसान तरीका है उसे धीरे धीरे चाकू से हटा देते हैं और उसपे साफका फंगीसाईड का लेप लगा देते हैं मेरे पौधे में फिर दुबारा नही हुआ समझे 🙏
toh malathion ka spray kar na bhai.agar tu scale ko chaku se nikalega toh podha damage ho gaya na bhai
100 rose plant hai hai toh kya 100 medicine karide kya?yeh kya logic hua.kon sa pest kon se dawa se thik hoga woh pata chale toh kyu 100 medicine kharidene ka kya matlab hua.
@@ankitacharya975right
Ok thanks 😊❤❤🙏🙏
Ramayan 😂😂😂😂😂😅
one interesting history about rose scale is that before these medicines were not available old school rosarians used to spray tobacco fermented water on roses.
Wespa 80 Amazon par available nahi to uske badle me kya use kare
amzn.to/3Tdi4Ip
Sir jab ye process chalega kya plant me npk feeding, micronutrients pgr,chalu rahega ya band karna hai
Sabh kuch chalu rakhe
Spreeder kya Kam krta h sir..?
Patte me jyada samay tak feeding ya insecticide ko hold karta hai
Sir ub jo gulab ka Mausam chal raha hai to kya English gulab ki time time pe thodi thodi cutting karke usko bushy nahin bana sakte? Jaise hum bakinoaudhon ki karte Hain?
Flower khatam hone ke bad
@@GreenGarden. Ok thank u sir
Aap milathion kaha se liye hay pls es ka link vej dijye
Abhi kahi bhi nahi mil Raha hai
Mara sath ma mriaculan nahi hai theeta hai this use kar satha hai? Osheen on line ma daka lakin nahi hai kithar sa mila hai?
Is video me miraculan nahi dekhya Gaya hai
Dal chini aur haldhi ka powder paste bana ke l toothbrush se saaf kare🙏✅😷
no doubt malathion works great on roses but the main problem for me was this product not being available in my local market.another trick is to brush them off with alcohol based hand sanitizer and spray imidaclorpid
Mere cinder and soil ke rose plant me blind shoots aaye hai kya karu
Shoot chote hai to kat dijiye confidor spray kare
Sir, mere rose stem me brown lines hain... Dekhne me lgta hai ki mature ho gya.. Same jo apk is video me left wali branch hai. Bikul same aisa hi..... Kya ye bhi scale ki wajah se hai.... Please reply... Thank you.
No
Sir mere rose plant pe naye growth aa kar diaback ho raha stamp pila ho raha h
Due to over watering
@@GreenGarden. Nhi bilkul nhi m hamesa chek kar k hi pani de raha hu pichle 3 mahine s
Sir, hydrogen paraxoide kitne Lena hai and kia ye effective hoga hydrogen paraxoide ka use?mere ek plant me lga hua hai.
Mene phele nuvan insecticide liya tha n usme soap Mila dia tha ,tab toh lga scale cle gye but kuch Bach gye the.
Me dobara nuvan use nhi ker a chata kioki ye highly danger category ka hai,me isse bimar pad gya tha ,use kerne ke baad.
Please aap bta dijiye ki hydrogen paraxoide kitni quantity me Lena hai and isme water bhi add kerna hai ya nhi?
And kitni baar dena hai and kitne time ke gap per.
Thank you for sharing your valuable information.
Water add na kare, jitna jarurat hai lijiye no problem
Sar meme ek 15 din pehle gulab ki purning ki to pura sukh gya kyu ?
Aisa to nahi hona chahiye hai.
Ye bimari mere curry leaf plant me hua thaa Mane plant ki puri cuting kar di fir root k paas se naye stems aaye aur vo iss bimari se mukt hain .
Mere bhi curry leaves mein bhi thi aur bas 1 rose plant mein thi,prunning ke time sab saaf kar diya iss mix se💯 aab jab bhi dekhe tab aap dal chini( Cinnamon) 1 part powder and half part haldhi powder ko mix karke pani 3- 5 drop pani ke mix karke toothbrush se saaf kare 🙏✅💯
@@rahulshrama94. repeat kitna din mein karna hai?
4 din me
@@flightoffantasy9831 🙏💯✌ jaab ghar par hee ho sara saman toh organic se bhi kaam bhaut acha ho jata hai, mene logo organic chezoo se kitchen garden aur plants par istemaal karte hue dekha hai , aur unn se experience liya hai🙏🙏✅🤗honestly muje abhi tak ek bhaar hee use karna padaa, plant ko stem ko check ☑ karte rahiyega, apply with toothbrush🙏
Malation ka price kitna ?
Alag alg company ki rate alag alag hai
Sir yeh lagta kyu hai ata kaha se hai 😅😤😪🤐 sir tooth brush se saaf kariye tabhi niklega pura ache se mere bas ek plant mein tha ayr ek cuury leaves mein, prunning ke time dal chini aut haldhi powder ka paste bana ke brush se pure plant mein gissa tha tab jah ke woh katam hua, aap bhi iss plant mein try karo kunki isme abhi leaves nahi ayi hai ache se🙏🙏 try once✌
Is ke pruni abhi 10 din pahle hi kiye hai scale khatam ho gaya hai
Good video