Rifai Karna Kaisa | Mufti Mehmood Akhtar Sahab | Jrm Antophill

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 28 ส.ค. 2024
  • Mazeed Ilm E Deen Sikhne Ke Liye Subscribe Kare
    #antophill #jamatrazaemustafa #aalahazrat #huzurtajushariya #new #qna #muftisahab #sawaljawab #status #qasidaburdashareef

ความคิดเห็น • 6

  • @sunnism_
    @sunnism_ 8 หลายเดือนก่อน +4

    Aulma tehkeeki baat nhi karenge to kon karegaa ??? Issi masle pe humne sufi kaleem se baat karne ka try Kiya unka bhi koi jawab nhi aaya 🤦🏻🤦🏻 Kisi Aulma ko khul is refai wale topic pe bolna hoga bht se log confused hai isko lekar or refai wale kuch Jahil issi ka faida utha rahe hai

  • @stockpro9222
    @stockpro9222 5 หลายเดือนก่อน

    Jahan tak muje maloom hai aur shafaee muftiyan se suna hu to fatwa yehi hai k ye ratib e rifai jo hota hai usko muttaki aur parhezgar bande ne karna chahiye aur ye jo Hot hai wo rifaee silsile k peer ka saamne hota hai aur karne wala us peer ki ijazat leta hi aur Karta hai
    Matam aur isme farq ye hai k isme khoon nahi aata aur Matam jo k haram hai khoon aata hai
    Isko shuru kia gaya tha Islam ki haqqaniyat batane k liye gair Muslim ko k ham ye karte hain aur khoon nahi aata... Ye ratib e rifai kabi kabhi bohot Zadar khtarnak bhi hota hai jisme puri gardan ko zarb kia jata hi talwaar se
    Lekin sayyad Ahmed kabir rifai رحمه الله
    Ki ye Karamat hai k bande ko kuch nahi hota
    Ye khaas kar k kokan k liaqon me bohot mashhoor hai

  • @Ar00777
    @Ar00777 8 หลายเดือนก่อน

    Rifai ka matlab kya hai?

    • @m.ssiddiqui1327
      @m.ssiddiqui1327 6 หลายเดือนก่อน

      Auzaro se apne jism ko mutassir karte hai(eg:- janjeer se marna, sareer pe dhaar daar chize chalana, talwar numa chize gale tak daalna, aag se khelna, kaan naak khaal se nok daar chiz se Aar paar karna etc etc.