Bro mere eon ka fuel pump jal Gaya tha uska wajah se after market se 2 saal pahle local make dala tha. Mechanic ne kuuch adjustment karke pump replace kar diya kyon ki pump holding body bhi pighal gaya tha.. Local pump abhi pressure nahi bana Raha hai. Isliye wo bol Raha hai ki pura assembly change kar do. Usne advise kiya ki second hand daldo jyoki half price me milega. Original price @5-6 hazar hai. Kya karna chahiye? Muze lagta hai ki accha quality ka pump replace karna chahiye kyonki meri gadi CNG hai. Sirf start karne ke liye petrol lagata hai. Kaun sa company ka pump best rahega? Ya phir assembly me accha reasonable brand? Destra , Delphi, Minda? Hitachi ka 3500/- me mil raha hai original.. Please advise. Thanks!
Humko lag raha hai ki Hyundai genuine parts laga na chahiye kyunki ek bar aap non genuine part lagaya, phir kharab ho gaya ,aap ekbar gadi ko workshop main vejie ham dekh lenge.
Very usefull and informative video.. thanks..!
Thank you.
Fuel pump is same with part 31111 1R000?
👍 very informative video
Thank you 🙏
Dear fuel pump ke uppar ek white plastic ki nalki toot gayi hai kya kare i10 grand petrol
Need replace repair not success.
Mari xcent ka fual pump ka pressure kam lag raha hai kaise thik kare
Fuel pump need replace no repair.
Xcent ka fual pressure kase badaye
Konsa fuel pressure.
Good video
Thank you
Bro mere eon ka fuel pump jal Gaya tha uska wajah se after market se 2 saal pahle local make dala tha. Mechanic ne kuuch adjustment karke pump replace kar diya kyon ki pump holding body bhi pighal gaya tha.. Local pump abhi pressure nahi bana Raha hai. Isliye wo bol Raha hai ki pura assembly change kar do. Usne advise kiya ki second hand daldo jyoki half price me milega. Original price @5-6 hazar hai. Kya karna chahiye? Muze lagta hai ki accha quality ka pump replace karna chahiye kyonki meri gadi CNG hai. Sirf start karne ke liye petrol lagata hai. Kaun sa company ka pump best rahega? Ya phir assembly me accha reasonable brand? Destra , Delphi, Minda? Hitachi ka 3500/- me mil raha hai original.. Please advise. Thanks!
Humko lag raha hai ki Hyundai genuine parts laga na chahiye kyunki ek bar aap non genuine part lagaya, phir kharab ho gaya ,aap ekbar gadi ko workshop main vejie ham dekh lenge.
Kitne interwal me fuel filter change karna hota hai
40,000 K.M
Good
Thank you 🙏
Ye aapne filter change Kiya ye kaha milta hai
Ham log ka Workshop.
Kitna cost ata hai total replace krane ka?
1200 only