Surah Zumar by Sheikh Baleela | 2014 ■ 1435

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 ก.พ. 2014

ความคิดเห็น • 130

  • @innallaahaamaassaabireen5209
    @innallaahaamaassaabireen5209 3 ปีที่แล้ว

    اللهم صل وسلم على نبينا محمد وعلى آله وصحبه أجمعين وسلم تسليما كثيرا ......

  • @drskhoiruman1426
    @drskhoiruman1426 2 ปีที่แล้ว +1

    Astaghfirullah merdu menyentuh qalbu, mudah"an anak cucuku menjadi penghafal al qur'an spt sheikh balela yg punya suara emas.

  • @rafik11111000
    @rafik11111000 8 ปีที่แล้ว +2

    Macha Allah 🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋Allah akbar

  • @abdallajaliilaj4776
    @abdallajaliilaj4776 8 ปีที่แล้ว +5

    مآشاءالله جزاك الله

  • @marokko12
    @marokko12 7 ปีที่แล้ว +3

    ماشاء الله تبارك الرحمن

  • @ahmadwahyudi3794
    @ahmadwahyudi3794 4 ปีที่แล้ว +3

    In minute 2:33,
    Sheikh Bandar Baleela, he was incomplete when reading verse 7,
    He ignored part
    وَلَا يَرۡضَىٰ لِعِبَادِهِ ٱلۡكُفۡرَۖ

    • @MuhammadUsaama
      @MuhammadUsaama 3 ปีที่แล้ว +3

      I think forgot is the correct word not “ignored”

  • @ateeqkhan2399
    @ateeqkhan2399 7 ปีที่แล้ว +3

    masha Allah

  • @mohdqaritalhaqasmi2425
    @mohdqaritalhaqasmi2425 6 ปีที่แล้ว +1

    میری پسند شیخ بندر بلیلہ امام حرم محترم

  • @user-yz9nr2ze7d
    @user-yz9nr2ze7d 5 ปีที่แล้ว

    الله يحفظك ويجعل قراءتك لكتاب آلله شفاء لجميع قلوب المسلمين. آمين يا رب

  • @hezlindazainal9655
    @hezlindazainal9655 8 ปีที่แล้ว +11

    I ve heard his beautiful voice in Makkah on 28th nov 2015...so touching and now I missed Makkah and Masjid Nabawi...

    • @Spectrum312
      @Spectrum312 8 ปีที่แล้ว

      +Hezlinda Zainal ma sha ALLAH, me self in dec 2015

    • @hezlindazainal9655
      @hezlindazainal9655 8 ปีที่แล้ว

      +Spectrum312 , hopefully we can go there again..InsyaAllah....

    • @Spectrum312
      @Spectrum312 8 ปีที่แล้ว

      in sha ALLAH i will be there again in dec 2016, hopefuly we can see each other if u people like, WASALAM

    • @hezlindazainal9655
      @hezlindazainal9655 8 ปีที่แล้ว

      +Spectrum312 ,alhmdulillah, im happy for u...and me inshaAllah will be there in 2018,

    • @Spectrum312
      @Spectrum312 8 ปีที่แล้ว

      ok wil pray for you there specially in sha ALLAH, ALLAH Bless you all family

  • @imamkanafi7380
    @imamkanafi7380 9 ปีที่แล้ว

    SUARA INDAH SYEKH BALEELAH,,,MENYENTUH QALBU DAN MENYIRAMI......

  • @waleed.s9496
    @waleed.s9496 9 ปีที่แล้ว +3

    بارك الله فيك يا شيخ بندر

  • @qariamaanofficial1461
    @qariamaanofficial1461 3 ปีที่แล้ว

    I LOVE YOU YA SHAKH IM FAN BENDER BLELA

  • @kamariahkamel3509
    @kamariahkamel3509 9 ปีที่แล้ว +4

    Mashaa-Allah. Simply the best. Subhanallah Alhamdulillah Allahuakbar. May Allah bless all Muslims. Ameen

  • @zehirbilisim
    @zehirbilisim 9 ปีที่แล้ว +1

    Allah-u Ekber !!

  • @haleem4444
    @haleem4444 9 ปีที่แล้ว +2

    Mash allah

  • @andirisma3858
    @andirisma3858 3 ปีที่แล้ว

    Aamiin ya rabbal alamin

  • @UmmQariah
    @UmmQariah 10 ปีที่แล้ว +3

    First 3 mins is on repeat maa shaa Allah sheikh baleela too good!

    • @heartforquran
      @heartforquran 10 ปีที่แล้ว +2

      Really beauutiful MashaAllah

  • @chasim8989
    @chasim8989 6 ปีที่แล้ว +3

    ماشاءاللہ بہت اچھی آواز ہے

  • @zainiabdullah621
    @zainiabdullah621 10 ปีที่แล้ว

    Awesome
    Sheikh Baleela 👍👍👍

  • @youssefmilan8397
    @youssefmilan8397 6 ปีที่แล้ว

    Beautiful récitation ! !
    Barak allahu fik

  • @dew37
    @dew37 4 ปีที่แล้ว

    I love this voys

  • @hafizomarsaeed5746
    @hafizomarsaeed5746 8 ปีที่แล้ว +1

    right namaz I like makkah

  • @ihamam4204
    @ihamam4204 9 ปีที่แล้ว +3

    Barakallah fiik

  • @nabilmaki4182
    @nabilmaki4182 7 ปีที่แล้ว

    مشاء الله تباركالله اللهم زده نور على نور

  • @darulkhuld3320
    @darulkhuld3320 10 ปีที่แล้ว +2

    Subhanallah!! HEART TREMBLING RECITATION

  • @muhammadasri5421
    @muhammadasri5421 8 ปีที่แล้ว +1

    Allah... Allah... Allah...
    subhanallah.

  • @user-nk6tu9pb3m
    @user-nk6tu9pb3m 9 ปีที่แล้ว +5

    i like this voice

  • @abdullateef7943
    @abdullateef7943 2 ปีที่แล้ว

    Masshallha beautiful

  • @muhammadqodir7484
    @muhammadqodir7484 2 ปีที่แล้ว

    ماشاء الله

  • @ismailarikan1
    @ismailarikan1 8 ปีที่แล้ว +1

    Maşaallah zevkle Dinliyoruz. Yalnız 7. ayette eksik var.

  • @dzenanzulum9889
    @dzenanzulum9889 8 ปีที่แล้ว +6

    Masaallah. Esselamu alejkum from Bosnia

    • @hezlindazainal9655
      @hezlindazainal9655 8 ปีที่แล้ว +1

      waalaikumussalam from Malaysia...

    • @hezlindazainal9655
      @hezlindazainal9655 8 ปีที่แล้ว +2

      people from Bosnia in Makkah very good, so polite...

    • @najibhussein819
      @najibhussein819 7 ปีที่แล้ว

      Dzenan Zulum waalaikumu salaam from Uganda

    • @i.m.g8481
      @i.m.g8481 6 ปีที่แล้ว

      Hezlinda Zainal m

  • @muhammadsaboor8889
    @muhammadsaboor8889 8 ปีที่แล้ว

    MASHAH ALLAH beautiful voice of Sheik Baleela.

  • @safiagilani4075
    @safiagilani4075 7 ปีที่แล้ว +5

    It's possible after all he is a human being.

    • @i.m.g8481
      @i.m.g8481 6 ปีที่แล้ว

      Safia Gilani

  • @minsevimerw480
    @minsevimerw480 9 ปีที่แล้ว +1

    Alllah Allah Ya Şeyh

  • @yakhyacisse6740
    @yakhyacisse6740 10 ปีที่แล้ว +2

    MACHAALLAH

  • @khalidmbutt
    @khalidmbutt 7 ปีที่แล้ว +1

    ماشاالله He corrected the mistake after he finished at و يحل عليه عذاب مقيم He went back to قل حسبي الله عليه يتوكل المتوكلون

    • @khalidmbutt
      @khalidmbutt 7 ปีที่แล้ว

      please listen carefully once again after he finished aya40 he went back to last part of Aya 38 and rected correctly mashaaAllah

    • @typicalguy2966
      @typicalguy2966 6 ปีที่แล้ว

      M.yusuf Sayed Around 15.30

  • @ipeypeye
    @ipeypeye 9 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @moniruzzamanshahin8019
    @moniruzzamanshahin8019 7 ปีที่แล้ว +1

    Production of The creator of the heaven and earth

    • @drskhoiruman1426
      @drskhoiruman1426 2 ปีที่แล้ว

      Masyaallah,subhanallah merdu sekali menyentuh qalbu.

  • @rayyanabdollah4485
    @rayyanabdollah4485 9 ปีที่แล้ว +2

    Macha allah

  • @alilugendo3728
    @alilugendo3728 8 ปีที่แล้ว +2

    mashallah beautiful voice

  • @Kidsworld907
    @Kidsworld907 8 ปีที่แล้ว

    very very beautiful vice I like sheik baleea very much

  • @belmane
    @belmane 10 ปีที่แล้ว

    Jazaka allahe khayeran

  • @evansazka2796
    @evansazka2796 7 ปีที่แล้ว

    MasyaAllah. Barakallah

  • @alikaynar633
    @alikaynar633 7 ปีที่แล้ว

    maşALLAH COK GÜZEL

  • @amadoubarry7951
    @amadoubarry7951 7 ปีที่แล้ว

    allhamdoulilah que dieu nous donne la force de ----

  • @zeynabdiallo4936
    @zeynabdiallo4936 9 ปีที่แล้ว +1

    masha allah

  • @najibchoudhury7517
    @najibchoudhury7517 7 ปีที่แล้ว

    May Allah make my voice like this or better ameen

  • @tzetza4363
    @tzetza4363 10 ปีที่แล้ว +1

    syeikh..u r the best

  • @asmajarad
    @asmajarad 8 ปีที่แล้ว +3

    MashaAllah, beautiful recitation, but there is a MISTAKE in aya 39. ....قل حسبي الله عليه يتوكل المتوكلون....

    • @safiagilani4075
      @safiagilani4075 7 ปีที่แล้ว

      Very very nice recitation just original.

    • @khalidmbutt
      @khalidmbutt 7 ปีที่แล้ว +3

      Asma Jarad He corrected the mistake MashaAllah listen carefully after he finished aya عليه عذاب مقيم he started back from قل حسبي الله عليه يتوكل المتوكلون

    • @aliaman9837
      @aliaman9837 6 ปีที่แล้ว

      He corrected himself.I checked.Mashaallah...so touching

  • @faekaabdalla6692
    @faekaabdalla6692 8 ปีที่แล้ว +1

    your are the best masallah Faeka abdalla new yourk USA

  • @qariamaanofficial1461
    @qariamaanofficial1461 3 ปีที่แล้ว

    Mshaallah

  • @ozanaydin8650
    @ozanaydin8650 9 ปีที่แล้ว +2

    Masallah masallah

  • @veermughal3604
    @veermughal3604 8 ปีที่แล้ว +1

    Allah God is the Greatest

  • @sakbarhussain1
    @sakbarhussain1 3 ปีที่แล้ว +1

    Roman Urdu Translation:
    1. Is kitaab ka nuzul Allah Zabardast aur Dana (Hikmat Wala /full of Wisdom) ki taraf se hai.
    2. (Aey Muhammad ﷺ) yeh kitab Humne tumhari taraf barhaqq nazil ki hai, lihaza tum Allah hi ki bandagi karo deen ko usi ke liye khalis karte huey.
    3. Khabardar, deen e khalis Allah ka haqq hai. Rahey woh log jinhone Uske siwa dusre sarparst bana rakhe hain (aur apne is fail ki taujeeh yeh karte hain ke) hum to unki ibadat sirf is liye karte hain ke woh Allah tak hamari rasayi kara dein (bring us nearer to Allah).
    Allah yaqeenan unke darmiyan un tamaam baaton ka faisla kar dega jin mein woh ikhtilaf kar rahey hain. Allah kisi aisey shaks ko hidayat nahin deta jo jhoota aur munkir e haqq ho.
    4. Agar Allah kisi ko beta banana chahta to Apni makhlooq mein se jisko chahta barguzida kar leta, Paak hai Woh issey (ke koi Uska beta ho), Woh Allah hai, Akela aur sab par Ghalib.
    5. Usne aasmano aur zameen ko barhaqq paida kiya hai. Wahi din par raat aur raat par din ko lapeit-ta hai. Usi ne suraj aur chand ko is tarah musakkhar kar rakha hai ke har ek ek waqt e muqarrar tak chale ja raha hai. Jaan rakho, Woh Zabardast hai aur darguzar karne Wala hai.
    6. Usi ne tumko ek jaan se paida kiya, phir wahi hai Jisne us jaan se iska joda banaya aur Usi ne tumhare liye maweshiyon mein se aath (eight) nar o maada paida kiye. Woh tumhari maa'on (mothers) ke paithon mein teen teen tareekh (andherey) pardon ke andar tumhein ek ke baad ek shakal deta chala jaata hai. Yahi Allah (jiske yeh kaam hain) tumhara Rubb hai, baadshahi usi ki hai, koi mabood Uske siwa nahin hai, phir tum kidhar se phiraye jaa rahe ho?
    7. Agar tum kufr karo to Allah tumse be niyaz hai, lekin Woh Apne bandon ke liye kufr ko pasand nahin karta. Aur agar tum shukar karo to Usey woh tumhare liye pasand karta hai. Koi bojh uthane wala kisi dusre ka bojh na uthayega. Aakhir e kaar tum sab ko apne Rubb ki taraf palatna hai, phir Woh tumhein bata dega ke tum kya karte rahe ho, Woh to dilon ka haal tak jaanta hai.
    8. Insaan par jab koi aafat aati hai to woh apne Rubb ki taraf rujoo (return) kar ke Usey pukarta hai, phir jab uska Rubb usey Apni niyamat se nawaz deta hai to woh us musibat ko bhool jaata hai jispar woh pehle pukar raha tha aur dusron ko Allah ka humsar thehrata hai taa-ke Uski raah se gumraah karey. (Aey Nabi ﷺ) ussey kaho ke thode din apne kufr se lutf utha le, yaqeenan tu dozakh mein jaane wala hai.
    9. (kya is shaks ki rawish behtar hai ya us shaks ki) jo mutii-e-farmaan hai, raat ki ghadiyon mein khada rehta hai aur sajdey karta hai, aakhirat se darta aur apne Rubb ki rehmat se umeed lagata hai? In se pucho, kya jaanne waley aur na jaanne waley dono kabhi yaksan ho sakte hain? Naseehat to aqal rakhne waley hi qabool karte hain.
    10. (Aey Nabi ﷺ) kaho ke aey Mere (Allah ke) bandon jo imaan laye ho, apne Rubb se daro. Jin logon ne is duniya mein neik rawayya ikhtiyar kiya hai unke liye bhalayi hai. Aur Khuda ki zameen waseeh hai, sabr karne walon ko to unka ajar be-hisaab diya jayega.
    11. (Aey Nabi ﷺ) insey kaho, mujhey hukum diya gaya hai ke deen ko Allah ke liye khaalis kar ke Uski bandagi karoon.
    12. Aur mujhey hukum diya gaya hai ke sab se pehle main khud muslim banoon.
    13. Kaho, agar mein apne Rubb ki naafarmaani karoon to mujhey ek badey din ke azaab ka khauf hai
    14. Kehdo ke main to apne deen ko Allah ke liye khalis kar ke Usi ki bandagi karunga.
    15. Tum Uske siwa jis jis ki bandagi karna chaho karte raho. Kaho asal diwaliye (losers) to wahi hain jinhone qayamat ke roz apne aap ko aur apne ahal-o-aayal ko ghaatey (loss) mein daal diya. khoob sun rakho, yahi khula diwala (loss) hai.
    16. Unpar aag ki chatriyan upar se bhi chhayi hongi aur nichey se bhi. Yeh woh anjaam hai jissey Allah Apne bandon ko darata hai, pas aey Mere bandon, Mere ghazab se bacho.
    17. Ba-khilaf iske jin logon ne taghut (false gods/deities) ki bandagi se ijtinab kiya aur Allah ki taraf rujoo kar liya, unke liye khush khabri hai. Pas (Aey Nabi ﷺ) basharat dedo mere un bandon ko.
    18. Jo baat ko ghaur se sunte hain aur uske behtareen pehlu ki pairwi karte hain, yeh woh log hain jinko Allah ne hidayat baqshi hai aur yahi daanishmand (with understanding) hain.
    19. (Aey Nabi ﷺ) us shaks ko kaun bacha sakta hai jis par azaab ka faisla chaspan ho chuka ho? Kya tum usey bacha sakte ho jo aag mein gir chuka ho?
    20. Albatta jo log apne Rubb se darr kar rahey, unke liye buland imaratein hain, manzil par manzil bani hui jinke nichey nehrein beh rahi hongi. Yeh Allah ka waada hai, Allah kabhi Apne waade ki khilaf warzi nahin karta.
    21. Kya tum nahin dekhte ke Allah ne aasmaan se pani barsaya, phir usko soton aur chashmon (springs and streams) aur daryaon ki shakal mein zameen ke andar jaari kiya. Phir is pani ke zariye se Woh tarah tarah ki khetiyan nikalta hai jinki qismein mukhtalif hain, phir woh khetiyan pak kar sukh jaati hai, phir tum dekhte ho ke woh zard (yellow) padh gayi, phir aakhir e kaar Allah unko bhus bana deta hai. Dar haqeeqat is mein ek sabak hai aqal rakhne waalon ke liye.
    22. Ab kya woh shaks jiska seena Allah ne Islam ke liye khol diya aur woh apne Rubb ki taraf se ek roshni par chal raha hai (us shaks ki tarah ho sakta hai jisne in baaton se koi sabaq na liya)? Tabahi hai un logon ke liye jinke dil Allah ki naseehat se aur zyada sakht ho gaye. Woh khuli gumrahi mein padey huey hain.
    23. Allah ne behtareen kalaam utara hai, ek aisi kitaab jiske tamaam ajzah humrang hain aur jis mein baar baar mazameen (contents) dohraye gaye hain, usey sunkar un logon ke rongtey khade ho jatey hain jo apne Rubb se darne waley hain, aur phir unke jism aur unke dil naram hokar Allah ke zikr ki taraf raaghib ho jatey hain. Yeh Allah ki hidayat hai jissey Woh raah e raast par le aata hai jisey chahta hai aur jisey Allah hi hidayat na de uske liye phir koi haadi (guide) nahin hai.
    24. Ab us shaks ki bad-haali ka tum kya andaza kar sakte ho jo qayamat ke roz azaab ki sakht maar apne mooh par lega? Aisey zaalimon se to keh diya jayega ke ab chakho maza us kamayi ka jo tum karte rahey thay.
    25. Insey pehle bhi bahut se log isi tarah jhutla chuke hain. Aakhir unpar azaab aisey rukh se aaya jidhar unka khayal bhi na ja sakta tha.
    26. Phir Allah ne unko duniya hi ki zindagi mein ruswayi ka maza chakhaya, aur aakhirat ka azaab to issey shadeed tarr hai, kaash yeh log jaante.
    27. Humne is Quran mein logon ko tarah tarah ki misalein di hain ke yeh hosh mein aayein.
    28. Aisa Quraan jo arabi zubaan mein hai, jis mein koi tedh (croockedness) nahin hai, taa-ke yeh burey anjaam se bachein.
    29. Allah ek misaal deta hai ek shaks to woh hai jiski milkiyat mein bahut se kaj khulq (several quarrelsome masters) aaqaa shareek hain jo usey apni apni taraf khinchte hain aur dusra shaks poora ka poora ek hi aaqaa ka ghulaam hai. Kya in dono ka haal yaksan ho sakta hai? Alhamdulillah, magar aksar log nadaani mein padey huye hain.
    30. (Aey Nabi ﷺ) tumhein bhi marna hai aur in logon ko bhi marna hai.
    31. Aakhir e kaar qayamat ke roz tum sab apne Rubb ke huzur apna apna muqaddama pesh karogey.
    32. Phir us shaks se bada zaalim aur kaun hoga jisne Allah par jhoot baandha aur jab sacchayi uske saamne aayi to usey jhutla diya. Kya aisey kaafiron ke liye jahannum mein koi thikana nahin hai?
    33. Aur jo shaks sacchayi lekar aaya aur jinhone usko sach maana, wahi azaab se bachne waley hain.
    34. Unhein apne Rubb ke haan woh sab kuch milega jiski woh khwaish karenge. Yeh hai neki karne waalon ki jaza.
    35. Taa-ke jo badtareen aamaal unhone kiye thay unhein Allah unke hisaab se saaqit (remit) karde aur jo behtareen aamaal woh karte rahey unke lihaz se unko ajar ata farmaye.
    36. (Aey Nabi ﷺ‎) kya Allah apne banday ke liye kaafi nahin hai? Yeh log Uske siwa dusron se tumko daratey hain, halaanke Allah jisey gumrahi mein daal dey usey koi raasta dikhane waala nahin.
    37. Aur jisey Woh hidayat de usey bhatkane wala bhi koi nahin. Kya Allah zabardast aur inteqaam lene Wala nahin hai?
    38. In logon se agar tum pucho ke zameen aur aasmaano ko kisne paida kiya hai to yeh khud kahenge ke Allah ne. Insey kaho, jab haqeeqat yeh hai to tumhara kya khayal hai ke agar Allah mujhey koi nuksaan pahunchana chahe to kya tumhare ye (idols) jinhein tum Allah ko chhor kar pukarte ho, mujhey uske pahunchaye huey nuksaan se bacha lenge? Ya Allah mujh par meharbani karna chahe to kya yeh uski rehmat ko rok sakenge? Bas insey kehdo ke mere liye Allah hi kaafi hai, bharosa karne waley Usi par bharosa karte hain.
    39. Insey saaf kaho ke “aey meri qaum ke logon, tum apni jagah apna kaam kiye jao, main apna kaam karta rahunga, anqareeb tumhein maloom ho jayega
    40. ke kis par ruswa-kun azaab aata hai aur kisey woh saza milti hai jo kabhi talne wali nahin”
    (continued...)

    • @sakbarhussain1
      @sakbarhussain1 3 ปีที่แล้ว

      41. (Aey Nabi ﷺ‎) Humne sab insano ke liye yeh kitaabe bar-haqq tumpar nazil kardi hai. Ab jo seedha raasta ikhtiyar karega apne liye karega aur jo bhatkega uske bhatakne ka wabaal usi par hoga. Tum unke zimmedaar nahin ho.
      42. Woh Allah hi hai Jo maut ke waqt roohein qabz karta hai aur jo abhi nahin mara hai uski rooh neend mein qabz kar leta hai, phir jispar Woh maut ka faisla nafiz karta hai usey rok leta hai aur dusron ki roohein ek waqt e muqarrar ke liye wapas bhej deta hai. Is mein badi nishaniyan hain un logon ke liye jo ghaur o fikar karne wale hain.
      43. Kya us khuda ko chhor kar in logon ne dusron ko shafee (intercessors) bana rakha hai? Insey kaho, kya woh shafaa-at karenge khwa unke ikhtiyar mein kuch na ho aur woh samajhte bhi na hon?
      44. Kaho, shafaa-at (intercession) saari ki saari Allah ke ikhtiyar mein hai. Aasmaano aur zameen ki baadshahi ka Wahi Maalik hai, phir Usi ki taraf tum paltaye janey waley ho.
      45. Jab akele Allah ka zikar kiya jaata hai to aakhirat par imaan na rakhne walon ke dil kudne (contract with bitterness) lagte hain. Aur jab Uske siwa dusron ka zikr hota hai to yakayak woh khushi se khil uthte hain.
      46. Kaho, ya Allah! Aasmaano aur zameen ke paida karne Waley, haazir o gaib ke jaan-ne Waley, Tu hi Apne bandon ke darmiyan us cheez ka faisla karega jis mein woh ikhtilaf karte rahey hain.
      47. Agar in zaalimon ke paas zameen ki saari daulat bhi ho, aur utni hi aur bhi, to yeh roz-e-qayamat ke buray azaab se bachne ke liye sab kuch fidiye (expiation/redeem) mein dene ke liye tayyar ho jayenge. Wahan Allah ki taraf se inke saamne woh kuch aayega jiska inhon ne kabhi andaza hi nahin kiya hai.
      48. Wahan apni kamayi ke sarey bure nataij inpar khul jayenge aur wahi cheez inpar musallat ho jayegi jiska yeh mazaq udatay rahey hain.
      49. Yahi insaan jab zara si museebat isey chhoo jaati hai to Humein pukarta hai, aur jab Hum isey Apni taraf se niyamat de kar aphar dete (favour from us) hain to kehta hai ke yeh to mujhe ilm ki bina par diya gaya hai. Nahin! balke yeh aazmiash hai, magar in mein se aksar log jaante nahin hain.
      50. Yahi baat insey pehle guzre huey log bhi keh chuke hain, magar jo kuch woh kamaate thay woh unke kisi kaam na aaya.
      51. Phir apni kamayi ke buray nataij unhone bhugtey, aur in logon mein se bhi jo zaalim hain woh anqareeb apni kamayi kay buray nataij bhugtenge. Yeh Humein aajiz (frustrate) kar dene waley nahin hain.
      52. Aur kya inhein maloom nahin hai ke Allah jiska chahta hai rizq kushada (enlarge) kar deta hai aur jiska chahta hai tangg kar deta hai? Is mein nishaniyan hain un logon ke liye jo iman latey hain.
      53. (Aey Nabi ﷺ) Keh do ke aey Mere bandon, jinhone apni jaano par zyadti (excesses) ki hai, Allah ki rehmat se mayous na ho jao, yaqeenan Allah saarey gunaah maaf kar deta hai, Woh to Ghafoor o Raheem hai (Most Forgiving, Most Merciful).
      54. Palat aao apne Rubb ki taraf aur mutii (submissive) ban jao Uske, qabl iske ke tum par azaab aa jaye aur phir kahin se tumhein madad na mil sakey.
      55. Aur pairwi ikhtiyar kar lo apne Rubb ki bhejhi hui kitaab ke behtareen pehlu ki, qabl iske ke tum par achanak azaab aaye aur tumko khabar bhi na ho.
      56. Kahin aisa na ho ke baad mein koi shaks kahey “Afsos meri us taqsir (negligence) par jo main Allah ki janaab mein karta raha, balke main to ulta mazaq udane walon mein shamil tha”
      57. Ya kahey “kaash Allah ne muhjey hidayat baqshi hoti to main bhi muttaqiyon mein se hota”
      58. Ya azaab dekh kar kahey “kaash mujhey ek mauqa aur mil jaye aur main bhi neik amal karne walon mein shamil ho jaun.”
      59. (Aur us waqt usey yeh jawab miley ke) “kyoun nahin, Meri aayat tere paas aa chuki thi, phir tunay unhein jhutlaya aur takabbur kiya aur tu kaafiron mein se tha”
      60. Aaj jin logon ne Khuda par jhoot baandhe hain qayamat ke roz tum dekhoge ke unke mooh kaley hongey. Kya jahannam mein mutakabbiron (haughty) ke liye kaafi jagah nahin hai?
      61. Iske bar-aks jin logon ne yahan taqwa kiya hai unke asbaab-e-kamiyabi ki wajah se Allah unko najaat dega, unko na koi gaznad (harm) pahunchega na woh ghumgeen hongey.
      62. Allah har cheez ka Khaliq (Creator) hai aur Wahi har cheez par Nigehbaan hai.
      63. Zameen aur aasmaano ke khazano ki kunjiyan (keys) Usi ke paas hain aur jo log Allah ki aayaat se kufr karte hain wahi ghatey (loss) mein rehne waley hain.
      64. (Aey Nabi ﷺ) insey kaho “phir kya aey jaahilon (ignorants), tum Allah ke siwa kisi aur ki bandagi karne ke liye mujhse kehte ho?”
      65. (yeh baat tumhein unsey saaf keh deni chahiye kyunke) tumhari taraf aur tumse pehle guzrey huey tamaam Ambiya ki taraf yeh wahee (revelation) bheji ja chuki hai ke agar tumne shirk kiya to tumhara amal zaaya ho jayega aur tum khasarey (nuksan) mein rahogey.
      66. Lihaza (Aey Nabi ﷺ) tum bas Allah hi ki bandagi karo aur shukr-guzar bandon mein se ho jao.
      67. In logon ne Allah ki qadar hi na ki jaisa ke Uski qadar karne ka haqq hai (Uski qudrat e kaamila ka haal to yeh hai ke) qayamat ke roz poori zameen Uski muthi mein hogi aur aasmaan Uske dast e raast (right hand) mein liptey huey hongey. Paak aur baala-tarr hai Woh us shirk se jo yeh log karte hain.
      68. Aur us roz sur (trumpet) phoonka jayega aur woh sab markar gir jayenge jo aasmaano aur zameen mein hain siwaye unke jinhein Allah zinda rakhna chahe. Phir ek dusra sur (trumpet) phoonka jayega aur yakayak sab ke sab uth kar dekhne lagenge.
      69. Zameen apne Rubb kay Noor se chamak uthegi, kitaab e aamal laa kar rakh di jayegi, Ambiya aur tamam gawah haazir kar diye jayenge, logon ke darmiyan theek theek haqq ke saath faisla kar diya jayega aur un par koi zulm na hoga.
      70. Aur har mutanaffis ko jo kuch bhi usney amal kiya tha uska poora poora badla diya jayega. Log jo kuch bhi karte hain Allah usko khoob jaanta hai.
      71. (Is faisle ke baad) woh log jinhone kufr kiya tha jahannum ki taraf giroh dar giroh haanke jayenge, yahan tak ke jab woh wahan pahunchenge to uske darwaze kholay jayenge aur uske kaarinde (keepers) unsey kahenge “kya tumhare paas tumhare apne logon mein se aisey Rasool nahin aaye thay, jinhone tumko tumhare Rubb ki aayat sunayi hon aur tumhein us baat se daraya ho ke ek waqt tumhein yeh din bhi dekhna hoga?” Woh jawab dengey “haan, aaye thay”, magar azaab ka faisla kaafiron par chipak gaya.
      72. Kaha jayega, dakhil ho jao jahannum ke darwazon mein, yahan ab tumhein hamesha rehna hai, bada hi bura thikana hai yeh mutakabbiron (arrogant) ke liye.
      73. Aur jo log apne Rubb ki nafarmani se parheiz karte thay unhein giroh dar giroh jannat ki taraf le jaya jaayega yahan tak ke jab woh wahan pahunchenge, aur uske darwaze pehle hi kholay ja chuke hongey, to uske muntazimin unse kahenge ke “Salaam ho tum par, bahut acche rahey, dakhil ho jao is mein hamesha ke liye”
      74. Aur woh kahenge “shukar hai Us Khuda ka Jisne hamare saath Apna waada sach kar dikhaya aur humko zameen ka waris bana diya, ab hum jannat mein jahan chahein apni jagah bana sakte hain.” Pas behtareen ajar hain amal karne walon ke liye.
      75. Aur tum dekhoge ke farishtey arsh ke gird halqa (circle) banaye huey apne Rubb ki hamd aur tasbeeh kar rahey hongey, aur logon ke darmiyan theek theek haqq ke saath faisla chuka diya jayega, aur pukar diya jayega ke hamd hai Allah Rabbul Aalameen ke liye.
      (39. Surah Zumar)

  • @abubakarsalihu5347
    @abubakarsalihu5347 4 ปีที่แล้ว

    Jazakallahu sheikh

  • @abubakarjagitay7182
    @abubakarjagitay7182 6 ปีที่แล้ว

    Ma shaa Allah

  • @faudzfreecs2177
    @faudzfreecs2177 9 ปีที่แล้ว +1

    allahu akbar

  • @user-nk6tu9pb3m
    @user-nk6tu9pb3m 9 ปีที่แล้ว

    sobhan allah machalah machalah machalah

  • @Huzaifa1219
    @Huzaifa1219 9 ปีที่แล้ว

    brother allah is marciful inshallah he will for give if he missd it but thanx u paid attention soo sweet of u but yes subhanallah sache a beautiful rescitation my allah subhanahu watalah blessd him and his family and accept his beautiful recitation wallah its makes me cry

  • @nayeemahmad4375
    @nayeemahmad4375 6 ปีที่แล้ว

    الله اكبر

  • @nadih5353
    @nadih5353 7 ปีที่แล้ว

    Maaya Allah

  • @bahjaashkir5538
    @bahjaashkir5538 8 ปีที่แล้ว

    Mashallah brother

  • @qariasmatullah4494
    @qariasmatullah4494 10 ปีที่แล้ว +2

    ماشاءاللہ

  • @buldansyahsupartatmaja6860
    @buldansyahsupartatmaja6860 10 ปีที่แล้ว

    masya Alloh..

  • @oxford_phd
    @oxford_phd 10 ปีที่แล้ว +3

    Please add the translation.. I will be beyond thankful. Jazak Allah.

  • @819Lia
    @819Lia 9 ปีที่แล้ว +5

    Assalamou'alaykum, he misses 2nd part of ayah 7. wa laa yardaa li'ibaadihil kufr. Can somebody confirm? Else, beautiful recitation

    • @hassanimran4368
      @hassanimran4368 9 ปีที่แล้ว +2

      Salams brother, you are indeed right.

    • @tokoaurel6588
      @tokoaurel6588 9 ปีที่แล้ว +2

      you're right, may Allah forgave him

    • @819Lia
      @819Lia 9 ปีที่แล้ว +1

      JazaakAllah khair. Allahumma ameen.

  • @user-jm7bo1ek4r
    @user-jm7bo1ek4r 7 ปีที่แล้ว

    so beautiful mashallah

  • @HabiburRahman-cm1xb
    @HabiburRahman-cm1xb 7 ปีที่แล้ว

    mashallah...... good voice

  • @saifulrakib3884
    @saifulrakib3884 ปีที่แล้ว

    Thanks

  • @zhameemhus4799
    @zhameemhus4799 8 ปีที่แล้ว +1

    มาชาอัลลอฮ์

  • @umaryakubu100
    @umaryakubu100 7 ปีที่แล้ว

    Alhamdulillahi

  • @tenamekkah849
    @tenamekkah849 6 ปีที่แล้ว

    Subhanallah ???

  • @user-hb8gv4iz3n
    @user-hb8gv4iz3n 10 ปีที่แล้ว

    MashAllah

  • @andirisma3858
    @andirisma3858 4 ปีที่แล้ว

    Subhanallah

  • @Falahbib
    @Falahbib 9 ปีที่แล้ว +1

    machalah

  • @hichammahrez4884
    @hichammahrez4884 7 ปีที่แล้ว

    macha'allah

  • @alijawarasankarey6503
    @alijawarasankarey6503 3 ปีที่แล้ว

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @abikhoirhattono9358
    @abikhoirhattono9358 8 ปีที่แล้ว

    subhanalloh

  • @faisalpalamadathilpalamada7959
    @faisalpalamadathilpalamada7959 9 ปีที่แล้ว

    jazakalla

  • @drbabar827
    @drbabar827 9 ปีที่แล้ว

    good and beautiful recitatio

  • @Abdulkuddus-vl9gd
    @Abdulkuddus-vl9gd 7 ปีที่แล้ว

    alham dulillah jen

  • @adilhussain8812
    @adilhussain8812 ปีที่แล้ว

    1:47

  • @akzerqajyallabelhodja6548
    @akzerqajyallabelhodja6548 3 ปีที่แล้ว

    Alladan habar. Tasjeelat Haramain jana jaye Saxa sity aeroporty tranzit Nursultan Astana. Prezident OOH Akzer Qajy AllA Bekzatova OOH SAHA CAXA SAXA Jana Mekka

  • @drsarwatshamsshams1609
    @drsarwatshamsshams1609 2 ปีที่แล้ว

    Immam made a mistake in recitation, Surah zumar, aayut 7. May Allah forgive him. Ameen

  • @muhdammar9310
    @muhdammar9310 5 ปีที่แล้ว

    🎈

  • @celticsnation3689
    @celticsnation3689 6 ปีที่แล้ว

    Is it ok if we download these videos?

    • @AmmA1308
      @AmmA1308 6 ปีที่แล้ว

      Celtics Nation you can always download for personal use. However, if used publicly you have to have the authors permission.

  • @alikabirov1807
    @alikabirov1807 3 ปีที่แล้ว

    😪😪😪

  • @barirulumam8934
    @barirulumam8934 ปีที่แล้ว

    Ini irama apa namanya ya

  • @hadibag7314
    @hadibag7314 7 ปีที่แล้ว

    د

  • @71144400
    @71144400 6 ปีที่แล้ว

    AYNA OYUNU

  • @Sundoko_property
    @Sundoko_property ปีที่แล้ว

    Ayat 7 ada yg tertinggal tdk kebaca ولا يرض لعباده الكفر dan ayat 38 terahir yg benar المتوكلون.

  • @andirisma3858
    @andirisma3858 4 ปีที่แล้ว

    Aamiin aamiin ya rabbal alamiin

  • @khawajaavairy8044
    @khawajaavairy8044 7 ปีที่แล้ว

    ماشاء اللہ

  • @asmaqasim163
    @asmaqasim163 4 ปีที่แล้ว

    ماشاء الله