Sir maine isme seaweed extract daala ek baar paani ke saath toh iske mostly leaves gir gaye..ab yeh plant mai mostly branches reh gayi hai..please suggest what to do?
March ka mahina hai, Aur Mera dwarf Kamini and table Kamini dono plants ki leafs yellow ho kr dry ho kr. Drop kr rhi hai...samajh nhi aa rha. Full sunlight mai rakha tha.
Sir mera madhu kamini ka podha achanak bejan sa ho gaya kya karu? hydrogen peroxide ka pani ka spray ki aur mitti me bhi dali...aur dubara use karun kya?
मैने अगस्त में एक पौधा लगाया है पर लगाने के बाद से वो लगातार पहले पीला ओर अब पत्तियां ब्राउन होकर झड़ रही है क्या पौधा मर रहा है, रिपोट करने के तीन दिन बाद पौधा धुप में रख दिया था पर हफ्ते भर में ही पौधे की हालत खराब हो गयी तो सेमी शेड में रख दिया पानी कम दे रहे है पर इसकी हालत में कोई सुधार नही है । क्या करना चाहिये ।
Maine March mai lagaya tha, dwarf and table Kamini. Same condition hai yellow leaf, ho kr dry ho chuki hai and gir rhi hai. Pani bhi Kum kr diya hai. Dhoop mai rakha hai. Stames abhi bhi green hai but kuch ho nhi rha .
@@shampysgarden baki sab too gand felate hain TH-cam per aap zisse acche inshan gyan detein hain jisse kuch sikh sakke baki too sab fake prank aur naganta fela rahe hain❤️❤️❤️❤️❤️❤️🙏
🙏shampy ji maine apka yeh video dekha toh putta chulla ki table kamini ko repot nhi kerna chahiye joo 20 din pehle layi or maine use repot ker dia jisse ki uski sari leaves yellow ho guyi hai or ajj maine apki butayi hui sea sicrate granules bhi dal di hai toh kya buchega ya bikul die ho jayega koi idea..??
Mera medium variety ka madhukamini h m pichle month use 200rs m layi thi jb layi tb USM kaliya thi lekin kuch din pehle bahut barish Hui 7-10days dhoop ni mili to vo peela hogya ab proper pila hok adhi se zyada pattiyan gir gyi or jo brown stem thi usk alava jo green vali thodi bahut upr ki tarf vo b thodi sukhne lgi mene fungicide side b Dali vermicpmpost dhup m h pura din phir b thik ni ho rha hafte 10 din se use dhup b mil rhi h phir b thik ni ho rha dhire krk sari leaf gira rha h kya kru ab m? please give me some tips
Sir mein kafi bar nursery se table kamini plant laya hu, but ghar par laane k 2 din bad hi apne aap leaves drop krne lgta h aur apne aap sukh jata h. Please help me
🙂🙂 thanks for this video
Aaj hi mene comment kiya tha madhukamni k plant ko bachane k liye 💐💐🌿🌿🌷
😊👍❤
Jai ho🙏🙏
Sir maine isme seaweed extract daala ek baar paani ke saath toh iske mostly leaves gir gaye..ab yeh plant mai mostly branches reh gayi hai..please suggest what to do?
March ka mahina hai,
Aur Mera dwarf Kamini and table Kamini dono plants ki leafs yellow ho kr dry ho kr. Drop kr rhi hai...samajh nhi aa rha. Full sunlight mai rakha tha.
Canopy Effect with inflitration of light aspect 👌👌👌👌👌👏👏👏💐🌹💐
😊🙏❤🌹
Fantastic.. 🎈🎈👌👌
Sir mene NPK 19 spray kiya tab se pudha sukhne laga ab kya karu plz answer me
Mera man Kamini ka patta Sara jhad jata hai Aisa q hota hai
Sir mera madhu kamini ka podha achanak bejan sa ho gaya kya karu? hydrogen peroxide ka pani ka spray ki aur mitti me bhi dali...aur dubara use karun kya?
Meri madhukamini or mauraya ke patte sukh rahe hai.... Jab ki abhi lagaya plant par patte sukhe sukhe se lag rhe h kya kru
Useful information , beautiful plants 🌿🌱💐 🌸🌼 Thank you Sir 😊 Happy Gardening Sirji 🌹❤️🌹❤️
😊🙏❤🌹kaise ho aaap ab
*2nd....👍👍*
*Nice information 👌👌*
*🌺ENJOY🦋 GARDENING🌹*
😊🙏❤
@@shampysgarden 🙏🌹🙏
मैने अगस्त में एक पौधा लगाया है पर लगाने के बाद से वो लगातार पहले पीला ओर अब पत्तियां ब्राउन होकर झड़ रही है क्या पौधा मर रहा है, रिपोट करने के तीन दिन बाद पौधा धुप में रख दिया था पर हफ्ते भर में ही पौधे की हालत खराब हो गयी तो सेमी शेड में रख दिया पानी कम दे रहे है पर इसकी हालत में कोई सुधार नही है । क्या करना चाहिये ।
Mere podhe ka same yahi haal hai 3 yrs old plan hai😢
Maine March mai lagaya tha, dwarf and table Kamini. Same condition hai yellow leaf, ho kr dry ho chuki hai and gir rhi hai. Pani bhi Kum kr diya hai. Dhoop mai rakha hai. Stames abhi bhi green hai but kuch ho nhi rha .
Gyanwapi insan, comment kre yaha
Pest/virus ho sakta h bhai reason or water imbalance or both. Sunlight ka bhi reason ho sakta h. Same happened with my madhukamini plant
Mam check kre podhe ko niche ki stem se agr wo hari h to ap bacha skte h abhi bhi ❤ agr wo brown h ander se to dead ho chuka h
1st
😊👍
Sir ji aapke pass mango plant nhi ha uski care pai ek video banaiyey
Feb end ya march main lagaunga ji
I like it u upload daily video I am happy to watch your plants
😊👍❤
@@shampysgarden baki sab too gand felate hain TH-cam per aap zisse acche inshan gyan detein hain jisse kuch sikh sakke baki too sab fake prank aur naganta fela rahe hain❤️❤️❤️❤️❤️❤️🙏
Madhkamini ki repot kar dena chahiye?
Bhai aap north india m kaha se hain, batana jarur
Ambala haryana
🙏shampy ji maine apka yeh video dekha toh putta chulla ki table kamini ko repot nhi kerna chahiye joo 20 din pehle layi or maine use repot ker dia jisse ki uski sari leaves yellow ho guyi hai or ajj maine apki butayi hui sea sicrate granules bhi dal di hai toh kya buchega ya bikul die ho jayega koi idea..??
Mera medium variety ka madhukamini h m pichle month use 200rs m layi thi jb layi tb USM kaliya thi lekin kuch din pehle bahut barish Hui 7-10days dhoop ni mili to vo peela hogya ab proper pila hok adhi se zyada pattiyan gir gyi or jo brown stem thi usk alava jo green vali thodi bahut upr ki tarf vo b thodi sukhne lgi mene fungicide side b Dali vermicpmpost dhup m h pura din phir b thik ni ho rha hafte 10 din se use dhup b mil rhi h phir b thik ni ho rha dhire krk sari leaf gira rha h kya kru ab m? please give me some tips
Bhai plants pe kabhi spray bhi maar liya karo! Kaise dhool jami padi h
Sir mein kafi bar nursery se table kamini plant laya hu, but ghar par laane k 2 din bad hi apne aap leaves drop krne lgta h aur apne aap sukh jata h.
Please help me
एक ही बात बार बार बोल रहे हैं बेकार