Bhai implement ke hisab se jitne RPM par tractor Lood firi chalta hai vahi chalana cahiye or tractor jiyada RPM todta hai to implement ko bhi check karna cahiye or jesa implement wese RPM
भाई जी हमारे पास मेसी 245 pd ट्रैक्टर है जिसके लिए हमें कौन सा रोटावेटर लेना चाहिए शक्तिमान का कितने फिट का ले ले गरारी का क्या चक्कर रहता है प्लीज जवाब जरुर देना
Suki mitti ke liye agristar ka 5feet ka lo mehenga hai thoda lekin best hai Tut fut nhi hai aur tractor load nhi leta shaktimaan ke jaisa, aur agar gili mitti ke liye hona to mahindra ka zlx+ ya fir swaraj ka zlx 5.5feet ka sakt mitti me 5 feet ka lo bohot mst chalega tractor, jyada saste ke chakkar me maat jao varna paise barbaad ho jayege kyuki spare part me dikkat jrur aayegi
@@NamasteTractorsmene practical ek hi kam me ek sath chala ke dekha pele mere pass 1tractor 841 or 1 tractor 241 tha fir dono ko sath chalaya same gahrai pe to per hour 1 liter ka fark aaya 241 ne jyada liya 4 clynder to hai par khulke chalta hai esliye kam leta hai
@@lifeoffarming6852 accha fir shi hai. Lekin ek baat ye bhi h ki tractor purana hone par jyada diesel leta hai. Vaise 841 me front lifting ki problem hai ky?jaise Massey me hoti h
Bhai 3630super ki video bnao
Bhai implement ke hisab se jitne RPM par tractor Lood firi chalta hai vahi chalana cahiye or tractor jiyada RPM todta hai to implement ko bhi check karna cahiye or jesa implement wese RPM
Nice bhai ji
Bahut hi bdiya information bhaiyaa ji
भाई जी हमारे पास मेसी 245 pd ट्रैक्टर है जिसके लिए हमें कौन सा रोटावेटर लेना चाहिए शक्तिमान का कितने फिट का ले ले गरारी का क्या चक्कर रहता है प्लीज जवाब जरुर देना
What is difference rated & torc explained clearly
Nikhil ye tayr diwa de kon si kampni ka hai
Nikhil bhai tafe 30 pradhan wale tractor ko param rotavator par dikhao plz bhai reply
bhai g hame chipsona allo ka beg chahea apke area me mil jai ga
Kitne paise Mang rahe hain yah tyre ka
Raja bhai ko tirange ki shan maloom nahin hai
Bahut Khushi Hui bhai gaon ka naam sunkar
Sir ek bar massy 241 4wd ka mailege test kro rotavetor me
Mf 5245 maha mahaan ki video banao
9 ka Tealer sadhu sangariya walon ko badhiya rahega ya aur koi si company ka
Tafe company ka tiller lo spring bhut hi laagu chalta hai plus diesel average mein kisi bhi tractor pe 200 ml ka farak daalega jar jitani mein
Madras ke original trailer to Bhai aate hi nahin sab local hai yah Madras banane band kar diya
@@AmitPal-tj9qk bhai uska pata karo bhut hi solid hai bhai halke plus top ki performance hai unki
भाई हमारे पास महिंद्रा 275 ट्रैक्टर है कौनसा रोटावेटर लेना चाहिए और बढ़िया
Suki mitti ke liye agristar ka 5feet ka lo mehenga hai thoda lekin best hai Tut fut nhi hai aur tractor load nhi leta shaktimaan ke jaisa, aur agar gili mitti ke liye hona to mahindra ka zlx+ ya fir swaraj ka zlx 5.5feet ka sakt mitti me 5 feet ka lo bohot mst chalega tractor, jyada saste ke chakkar me maat jao varna paise barbaad ho jayege kyuki spare part me dikkat jrur aayegi
Massey Ferguson 8055 ka video
Good 👍
Hello nikhil bhai kya hal hai
Hmm thik h
Right 👍
Ram ram bhai
Koi naya video dikhao bhai aisi
16+4 सोनालिका कीमत वीडियो बनाओ
Nikhil bhai tractor ke tyre dilva do 241 ke
9045970091
Mast
निखिल भाई ट्रैक्टर में ट्रैक्टर मेसी है
Bhai ek hamari video bna do
Ji
Tyre Lene Hamen
241 ki price batao
Bhai 5.80 harayana eagle with oil brake mein
🤩
Sikandrabad se ham
241 cultivater me 6-7 liter khata tha
Bhai 1 acre mein 2 litre se kum hi kahata hai 11 Tyne pe sahi jitani mein jyada laagu karo ge fhir last 3 litre khayega acre mein
@@RahulKumar-ek6ww me ghante ki baat kar rha hu
@@lifeoffarming6852 bhai ghante mein 5 ltr se uper nahi jaata mein 20 acre ki kheti karta hu test kiya hua hai
@@RahulKumar-ek6ww bhai me 500 bigha me karta hu 4 thresher chalata hu ese hi dinge nhi maar rha hu
@@lifeoffarming6852 bhai chalna ka aur speed ka aur meeti ka sab ka pharak padata he aur tractor ke condition Tyre sb cheejo ko pharak padata he
Nikhil bhai apna number bhej do
Bhai Maine 1035 pe chalaya 7fita
Tanne nyu na dikhta zameen batar na howegi to bhi jyada khawega
742
Ji
Mene tel ke liye 241 becha fir swaraj 841 laya
Swaraj 841 to aur bhi jyada piyega Bhai usse accha to 742XT la lete vo accha hota 4cylinder jyada tel piyega
@@NamasteTractorsmene practical ek hi kam me ek sath chala ke dekha pele mere pass 1tractor 841 or 1 tractor 241 tha fir dono ko sath chalaya same gahrai pe to per hour 1 liter ka fark aaya 241 ne jyada liya 4 clynder to hai par khulke chalta hai esliye kam leta hai
@@lifeoffarming6852 accha fir shi hai.
Lekin ek baat ye bhi h ki tractor purana hone par jyada diesel leta hai.
Vaise 841 me front lifting ki problem hai ky?jaise Massey me hoti h
@@NamasteTractors 241 new liya tha 2017 nov. Me or may 2021 me becha 5000 hours chalakar 841 ek 17,or ek 18 hai
Nnbr btao apna
First view
Bhi log 1k subscribers Karwa do
Sir mai to apka fine hu
241 1ghantame 5litor
39 ni bhai g 49
6 लीटर
Sawarj742
Bhai apna contact number dena plz thodi jankari chahiye sir