मां मंगला गौरी व्रत की सरल पूजा विधि || Maa Mangla Gauri Vrat ki Puja Vidhi || सावन मंगलागौरी पुजा

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 21 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 207

  • @madhudubey5046
    @madhudubey5046 2 หลายเดือนก่อน +1

    Jai mangal gavri maa har har mahadev om ganeshay namah jai kartik bhagvan om parvati namah aadiparasakti ki jai❤❤❤

  • @sapnasharama1953
    @sapnasharama1953 3 ปีที่แล้ว +7

    Har har mahadev ❣️❣️🙏🙏 Om maa Mangalagori ji ❣️❣️🙏🙏 sbki manokamna puri krna bhgwan g ❣️❣️🙏🙏

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhagwan Shivji aur Mata Parvati aapki Sabhi manokamna jaldi se jaldi Puri Karen 🙏🌺🌼🌺🌼🌺🙏

  • @rpy43
    @rpy43 ปีที่แล้ว +3

    He ma mangala gauri apki sada Jay ho naman ho aapke pawan charano me he ganesh ji shiv ji kartikey ji sabhi ke pawan charano me mera naman 🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว +3

      Jai Maa Mangla Gouri, Har Har Mahadev
      🚩🕉️🌺🙏🙏🙏🙏🙏🌺🕉️🚩

  • @dragogaming5728
    @dragogaming5728 ปีที่แล้ว

    HAR HAR MAHADEV OM MAA MANGLAGAURI JI KI JAI HO

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Har Har Mahadev Mata Mangla Guari Ki Jai Ho 🙏🌺🌺🌺🌺🙏

  • @trendytrends07130
    @trendytrends07130 ปีที่แล้ว

    Dhanyavaad aapne bahut saral vjdhi se bataya mangala gauri maa sabka kalyan kare

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Jai Maa Mangla Guari 🙏🌺🌺🌺🌺🌺🙏

  • @doyalsahu-ki5xf
    @doyalsahu-ki5xf ปีที่แล้ว

    Maa❤

  • @chanchalchauhan920
    @chanchalchauhan920 ปีที่แล้ว

    Har har Mahadev Jai maa mangala gauri

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Har Har Mahadev Jai Maa Mangla Gauri🙏🌺🌺🌺🌺🌺🌺🙏

  • @tulsithakur9753
    @tulsithakur9753 ปีที่แล้ว

    धन्यवाद आपका जय मंगल गोरी❤

  • @pujasil3864
    @pujasil3864 ปีที่แล้ว

    Bahut mast video. Jai maa mangla gauri...

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Thank you so much, Jai Maa Mangla Gouri 🙏🌺🌺🌺🌺🌺🙏

  • @lovelyworld1582
    @lovelyworld1582 ปีที่แล้ว

    Jay shree Shivshakti

  • @shivanshbhaivlog5726
    @shivanshbhaivlog5726 ปีที่แล้ว

    Jai Shiv Baba jai Maa Parvati 🙏💐💐🙏

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Har Har Mahadev Mata Parvati Ki Jai Ho
      🚩🕉️🙏🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🙏🕉️🚩

  • @anamikasoni9847
    @anamikasoni9847 ปีที่แล้ว

    Maaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ❤️

  • @Sigma_aadi_11
    @Sigma_aadi_11 ปีที่แล้ว

    Har har Mahadev

  • @pujachauhan1340
    @pujachauhan1340 ปีที่แล้ว

    He maaa Gori meri manorath purn krna maaa

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Maa Mangla Gauri aapki sabhi manokamnaen nirvighnam purn Karen, 🙏🌺🚩Jai Maa Mangla Gauri 🚩🌺🙏

  • @ShivaniSharma-yt1cj
    @ShivaniSharma-yt1cj 2 ปีที่แล้ว

    Jai Shiv Shakti ji

  • @mithleshuikey7596
    @mithleshuikey7596 3 ปีที่แล้ว

    Har har mahadev jay maa mangla guri

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว

      Har Har Mahadev, Jai Maa Mangla Gauri 🙏🌺🌺🌺🌺🌺🙏

  • @manishaparihar7919
    @manishaparihar7919 ปีที่แล้ว

    Jai shiv parvati ma🙏🙏

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      🙏🌺Har Har Mahadev Mata Parvati ki Jai Ho 🌺🙏

  • @sushilamardania9339
    @sushilamardania9339 2 ปีที่แล้ว

    Jay ma magala gavri maa

  • @jaisridutta484
    @jaisridutta484 3 ปีที่แล้ว +1

    Tnx pura bidhi dekhane ke lia.

  • @PriyankaGupta-iq3sq
    @PriyankaGupta-iq3sq 3 หลายเดือนก่อน

    Suhaag ki samagri hm khud use kr sakte hai ?

  • @DrHima127
    @DrHima127 3 หลายเดือนก่อน

    Kya kalash or Pooja sringar samgri har vrat mein new leini hogi kriya udyapan vithi bhi batayen

  • @sharmamonika
    @sharmamonika ปีที่แล้ว

    Om namah shivay

  • @harshitapandey1908
    @harshitapandey1908 2 ปีที่แล้ว

    Thanku so much

  • @Athena-Ethnicwear
    @Athena-Ethnicwear 3 ปีที่แล้ว +1

    Jai mata di 🙏🙏💖💖💖

  • @khushiswami8691
    @khushiswami8691 11 หลายเดือนก่อน

    Ye sawan me hi jruri h ya aage pichhe kisi bi mnglwar se start krskte h

  • @binitapandey1123
    @binitapandey1123 2 ปีที่แล้ว

    Jai mata di

  • @KANHACREATION31
    @KANHACREATION31 2 ปีที่แล้ว

    har har mhadev shiv shambhu 🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @_sh_soni
    @_sh_soni 3 หลายเดือนก่อน +1

    Pujan ek samay karna h ya dono samay nariyal pani ka ho ya sukha hona chahiye didi plzzz batyee....kuwari ldki 16 singar ka saman le ya nhi.....or mithai m hum 16 chamch suji ka halva le skte kya aur agr 16 alg fool nhi mile to ek jese 16 fool le skte h kya didi

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 หลายเดือนก่อน +1

      Puja dono samay karni hai, Pani wala nariyal lena hai, han kunwari Kanya 16 singar Mata ko Chadha sakti hain, 16 chammach suji ka halva Chadha sakte hain, ek jaisa 16 fool Puja mein Chadha sakte hain, 🚩Jai Maa Mangal Gouri 🚩🙏🙏🙏

    • @_sh_soni
      @_sh_soni 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@simranscorner5169 nariyal fir bd m sbko prsad. Bnake Dena h ya use ese hi rakha rehne de plz didi y bhi bta dena...or shm ki puja kese karni h y bhi jankari de dena Jai maa mgla gauri 🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @akhilthegamer3038
    @akhilthegamer3038 2 ปีที่แล้ว

    🙏 har har mahadev 🙏

  • @akanshasingh575
    @akanshasingh575 2 ปีที่แล้ว +1

    Thank you 🙏😊

  • @RanoRani-b2x
    @RanoRani-b2x ปีที่แล้ว +1

    Kya miti ka diya rakh sakte hai

  • @latakunwarrao5039
    @latakunwarrao5039 2 ปีที่แล้ว +1

    He maa mangla gauri aap muje bhi ye vrat karne ka sobhagya pradaan kraave maa🙏

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  2 ปีที่แล้ว

      Man aapki ichcha purn Karen, Jay maa Mangla Gauri

  • @pujakaushik1802
    @pujakaushik1802 3 หลายเดือนก่อน

    Nariyal ka phir kya karna hai? Mandir me chadha dena hai ya Ghar par hi rakhna hai??

  • @RanoRani-b2x
    @RanoRani-b2x ปีที่แล้ว +1

    Suji ka halwa kha sakte hai

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Suji ka halva kha sakte hain lekin dusra koi anaaj nahin kha sakte ek hi anaaj ka bhojan karte hain is Vrat mein Jaise aate ka halva khate Hain to aate ki puri kha sakte hain agar chawal ke anaaj ka kha rahe hain to chawal ke anaaj ki hi Bani Hui chij kha sakte hain

  • @onsitecomputersolutions1225
    @onsitecomputersolutions1225 ปีที่แล้ว

    Mera kal fast hain kya aap mujhe abhi bata sakti h

  • @lifeofkrishna7008
    @lifeofkrishna7008 ปีที่แล้ว

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @MahikaMisti03
    @MahikaMisti03 ปีที่แล้ว

    Ek sawal h mera agr main vart kr rhi hun aur bich sawan m bahar Jana pde to main wahan vart kr skti hun n

  • @Zenitsu-y5x
    @Zenitsu-y5x 2 หลายเดือนก่อน

    Har Mangal var ko dobara choki lagaye please bhaye

  • @ravinayadav659
    @ravinayadav659 ปีที่แล้ว

    Mam mene 2022 me mangla gauri vrat suru kiya tha manpasand var ke liye lekin unki sadi kahi or ho rahi hai ab to me vrat aage karu ya nhi

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      एक अच्छे जीवनसाथी की मनोकामना की प्राप्ति के लिए आपको यह व्रत आगे भी करना चाहिए, जय मां मंगला गौरी अपने भक्तों की सभी मनोकामना पूर्ण करें 🚩🕉️🙏🙏🙏

  • @minalchib8104
    @minalchib8104 ปีที่แล้ว

    Yeh pooja sham ko krte hain ya suubahh plz rply

  • @_sh_soni
    @_sh_soni 3 หลายเดือนก่อน

    Aur y brat hum sawan m hi kare ya phir pure saal magal ko brat karne h

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 หลายเดือนก่อน

      Jis prakar aapne vrat ka Sankalp Liya hai usi prakar aapko yah vrat karna hai Jai Maa Mangla Gouri 🚩🙏🙏🙏

  • @ruchi819
    @ruchi819 2 ปีที่แล้ว +1

    Har mangalwar ko suhag samagri nayi khaidna hai ya wo he wali chadha d..plz reply

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  2 ปีที่แล้ว

      Pahle mangalwar ko ya last mangalwar ko Suhag ki samagri chadhani hai

  • @soniadhiman3092
    @soniadhiman3092 ปีที่แล้ว

    Y saman hum khud k lye rakh skte h kya

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว +1

      Suhag ka saman aap kuchh Prasad ke roop mein apne pass rakh le aur kuchh suhag ka saman aap apne se badi suhagan ko de de, 🙏🌺🚩Jai Mata Di 🚩🌺🙏

  • @manishapannuvlog9188
    @manishapannuvlog9188 7 หลายเดือนก่อน

    Mam kiya ya vart kisi bi Tuesday sa kar sakta ha kiya vart

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  7 หลายเดือนก่อน

      Amavash jane ke bad se aap kisi bhi mangalwar se vrat shuru kar sakte hai Jai Maa mangla gouri 🙏🙏🙏

  • @HimanshiS585
    @HimanshiS585 3 ปีที่แล้ว +1

    Di plzz plzz tell me... Aate ka chaumukhi Deepak har Tuesday ko bnana hoga ya ek hi har Tuesday ko use hoga

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      Har Tuesday ke Vrat Mein aate ka chaumukhi Deepak banate hain, aap Mitti ka bhi chaumukhi Deepak Le sakte hain Puja mein, lekin Mitti ka Deepak ek hi bar use karna hai Puja mein Har Tuesday ko change karna hai, aap Pital ka bhi Deepak Le sakte hain chaumukhi aur usse Dhokhe Dobara Puja Mein use kar sakte hain dhaatu wale Deepak ko Ham use kar sakte hain Baar Baar

  • @Ayravloge
    @Ayravloge ปีที่แล้ว

    Mam har magalwar ko singhar chadhana hai

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Aapki ichcha hai to aap Har mangalwar ko Mata ko shringar ka saman Chadha sakte hain, ya aap pahle mangalwar ko ya udyapan wale mangalwar ke din singar ka saman Chadha sakte hain

  • @seemasocal490
    @seemasocal490 ปีที่แล้ว

    Mam klas pr rkha nariyal ko 1he nariyal ko sbi magla Gori vart me rkh kr dobara poja kr skty h kya

  • @priyasonwan5867
    @priyasonwan5867 2 ปีที่แล้ว

    Har mangalwar what supari s sthapna krna h, Jo pehle Wale mangalwar ko Li thi, or last m use visarjit krna h. Plz bataye 🙏

  • @onsitecomputersolutions1225
    @onsitecomputersolutions1225 ปีที่แล้ว

    Same nariyal next time pooja kar skatein h

  • @apoorvatripathi6865
    @apoorvatripathi6865 ปีที่แล้ว

    Namak khaya jata hai ki nhi mangla devi ke vrat me

  • @shilpamittal6144
    @shilpamittal6144 2 ปีที่แล้ว

    Kya hum mangla gori lasr sawan ke tuesday se kar sakte hai ...yani ki 9 August 2022...plz btaye

  • @manishaparihar7919
    @manishaparihar7919 ปีที่แล้ว

    Nariyal hamesha wahi rkh skte hai ar udaypan wale din suhag ka saman dena hai har vrat ke baad de batye🙏🙏

  • @jayantikumari7231
    @jayantikumari7231 2 ปีที่แล้ว

    Naryal hr br alag alag chadhana hota h ya ek he chadhy

  • @Keshavaurkimikiduniya
    @Keshavaurkimikiduniya ปีที่แล้ว

    Har hafte naya nariyal chadhana hai na kalash pr ?

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว +1

      Nahi, pahle Vrat mein Shri Kalash ki sthapna ki thhi sare Vrat mein usi nariyal se Shri Kalash ki sthapna hogi, 🚩🙏Jai Maa Mangla Gauri 🙏🚩

    • @Keshavaurkimikiduniya
      @Keshavaurkimikiduniya ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 thank u clear krne k liye 🙏🙏

  • @knowledgeblefact4444
    @knowledgeblefact4444 2 ปีที่แล้ว

    Mam aj mera pahla mangla gauri vrat tha par meri tabiyat kharab ho gayi thi to mene dawa kha li to vrat khandit ho gaya kya mera

  • @nishakumarisharma1318
    @nishakumarisharma1318 3 ปีที่แล้ว +2

    Kya mai kewal fasting kr skte hu sirf regular basis puja kr
    Iska v reply dijiye na ma'am please.. 🙏

  • @AnjaliSharma-rw6hc
    @AnjaliSharma-rw6hc 2 ปีที่แล้ว

    Plz reply me mane pichli sal sasural m start kiya tha y fast abhi is bar mayke ayi hui ho kuch time k liy to kya m aage k fast yha krskte hoo..ya sasural s start kiye to vhi kru please reply me

  • @shraddhashrivastava215
    @shraddhashrivastava215 3 หลายเดือนก่อน

    Ma'am mai nariyal k jgh deep kalash rkhti hu...thik hai na?

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 หลายเดือนก่อน

      Devta ki Puja mein deep Kalash ki sthapna karte Hain, Devi ki Puja mein nariyal Kalash ki sthapna karte Hain

    • @shraddhashrivastava215
      @shraddhashrivastava215 3 หลายเดือนก่อน

      @@simranscorner5169 aree pr ma'am mai 3 yrs se deeep kalsh rk rhi

    • @shraddhashrivastava215
      @shraddhashrivastava215 3 หลายเดือนก่อน

      Muje nhi pta tha

    • @shraddhashrivastava215
      @shraddhashrivastava215 3 หลายเดือนก่อน

      Ma'am please reply 🙏🙏🙏 ab kya kru

  • @poojadhiman-ex7yl
    @poojadhiman-ex7yl ปีที่แล้ว

    Mam chouki lagani zaruri h kya apne pooja ghr me nhi kar sakte kya

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      chauki bhi Laga sakte hain,ya aap ghar ke mandir mein bhi Puja kar sakte hain

  • @charulsharma877
    @charulsharma877 ปีที่แล้ว

    Har bar suhag ki samagri or kalash ki new sthapana karni hai

  • @shivnathjimaharaj3492
    @shivnathjimaharaj3492 ปีที่แล้ว

    Kya har mangalvar ko solah shringar chadana hai

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Pahle mangalwar ko aur udyapan Wale din singar ka saman chadhana hai 🙏🌺🚩Jai Maa Mangla Guari 🚩🌺🙏

  • @swati2200
    @swati2200 2 ปีที่แล้ว

    Kalash har mangalvar bithana hai ya bs pehle or nariyal har mangalvar naya aega ya ek pehle din use pura mahina rakhe bataiye kalash har bar naya bithana hai

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  2 ปีที่แล้ว

      Charo mangalwar ko Kalash ki sthapna karni hai Usi nariyal se

    • @swatyyadav6739
      @swatyyadav6739 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 yadi vart jayada rekh rhe h to kya krna h mem kalash har bar rekhna h naye nariyal ke sath ya bahi rekhna

  • @KomalSharma-xu5qs
    @KomalSharma-xu5qs 2 ปีที่แล้ว

    Kya hr Tuesday ko nya shringar aur nariyal chdana hoga ??

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  2 ปีที่แล้ว

      Aap first Tuesday ko Chadha sakte hain, ya fir udyapan wale Tuesday din Chadha sakte hain , 🙏🌺 Jai Maa Mangala Gauri 🌺🙏

  • @anushkachaudhary9074
    @anushkachaudhary9074 2 ปีที่แล้ว

    Didi ek baat pouchni thi har mangl ma phir se Darbar lagana h kya

  • @sneha7833
    @sneha7833 ปีที่แล้ว

    Mm ye puja choki har mangalvar ko lagani h same sb kuch krna h jese kalash or srigar ke saman ye ..sb

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Choki aapko Har mangalwar ko lagana hai aur Kalash ki sthapna bhi aapko Har mangalwar ko karna hain shingar ka saman aap pehle mangalwar ko Chadha sakte hain ya udyapan wale mangalwar ke din bhi Chadha sakte hain

  • @manishaparihar7919
    @manishaparihar7919 ปีที่แล้ว

    16 bati wala deepak kese bnye btye plz ar mata parvati ji ko hamesha suhag ka saman chdye 16 hi har vrat m

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว +1

      16 bati wala Deepak ka video aapko mere channel per mil jaega, aap pahle Vrat Wale din bhi Mata ko Suha ka saman Chadha sakte hain ya fir aap udyapan Wale din chadhaen

  • @pragyatoday4266
    @pragyatoday4266 ปีที่แล้ว

    Kitane sal karna hota h

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Maa Mangala Gauri Vrat ki puri jankari ka video maine apne channel per dal rakha hai aap vahan se dekh sakte hain, 🚩🙏🌺Jai Maa Mangla Guari 🚩🙏🌺

  • @debasmitabasak9149
    @debasmitabasak9149 ปีที่แล้ว

    Nariyel ko kya karna hai??

  • @VarshaRani-iq1hz
    @VarshaRani-iq1hz ปีที่แล้ว

    Kya har bar suhag ka saman chadhana hoga kya

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Maa Ko Pahle Vrat mein aap suhag ka saman chadhae ya aap udyapan Wale din suhag ka saman Maa ko chadhai, agar aapki ichcha hai to aap Har Vrat mein Mata ko shringar ka saman Chadha sakte hain

  • @nishakumarisharma1318
    @nishakumarisharma1318 3 ปีที่แล้ว +1

    Kuwari ladki ko v itna krna hoga kya.... please reply ma'am

  • @kajalpanwar1251
    @kajalpanwar1251 ปีที่แล้ว

    Bhen period m kese kre Puja kiya aap ye btayegi plz🙏

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Period mein aap vrat rakh sakte hain lekin Puja nahi kar sakte hain Puja aap apne ghar mein kisi se kara le

  • @poojadhiman-ex7yl
    @poojadhiman-ex7yl ปีที่แล้ว

    Har Mangal var ko kalas rkhna h kya

  • @rachnasingh7939
    @rachnasingh7939 ปีที่แล้ว

    Somwaar ka vrat rhte hai to manglagauri vrat kaese rhe

  • @khushboogupta7798
    @khushboogupta7798 ปีที่แล้ว

    Ye puja boys kar sakta hai kya

  • @pammipathania2777
    @pammipathania2777 3 ปีที่แล้ว +1

    Agr saban k first Tuesday se fast na kr paye to kya 2nd Tuesday se start kar skte hai

  • @poojadhiman-ex7yl
    @poojadhiman-ex7yl ปีที่แล้ว

    Kalas rakhna zaruri h kya

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Kalash ki sthapna aap udyapan wale din bhi kar sakte hain

  • @gita2442
    @gita2442 3 ปีที่แล้ว

    दीदी मेरी दादी जी का देहांत हो गया है और अभी एक मंगला गौरी जी व्रत बचा है। क्या मैं व्रत रह सकती हूं मेरा 5 साल का संकल्प है और मैं unmarried हूं तो मेरा व्रत करना उचित है।

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      Bahut hi Dukh Ki Baat Hai, Bhagwan Unki Atma ko Shanti De, ab aap agale Sal Saawn ke mangalwar ko Vrat karna 🙏🙏🙏

    • @gita2442
      @gita2442 3 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 तो फिर 5 साल में ये साल गिनती में होगा।

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      Haa hoga Kyunki 3 mangalwar Vrat to aapane kar liye hain

    • @gita2442
      @gita2442 3 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 ok thank you didi

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว

      You Are Welcome 😊

  • @Kalyawan
    @Kalyawan ปีที่แล้ว

    Nariyal ki sthapna na kre ager ?

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Agar aap Kalash ki sthapna nahin kar rahe hain to aap udyapan Wale din Kalash ki sthapna jarur Karen, 🙏🌺🚩Jai Maa Mangla Gauri 🚩🌺🙏

  • @piyasinghbundel662
    @piyasinghbundel662 ปีที่แล้ว

    Her mangelwar ko shingar ka saman Naya chadana h kya plz betaye

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Nahi

    • @piyasinghbundel662
      @piyasinghbundel662 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 thik h to jb tak sawan ke mangelwar rahege wahi samageri chadate rahge last wale mangalwar ko kisi shuhagan mahila ko dedena h

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Shinger ka saman aap pahle mangalwar ko bhi Chadha sakte hain ya jab aap udyapan karenge use time bhi aap Chadha sakte hain, ek bar chadhaya hua shringar ka saman ko dobara se usi shingar ke saman Ko nahin chadhate chadhate, agar aapki ichcha hai to aap Har mangalwar ko naya naya singar ka saman Chadha sakte hain Jai Maa Mangla Gouri 🚩🙏🌺🙏🚩

  • @renusharma404
    @renusharma404 ปีที่แล้ว

    16 baati kaise banay
    Samjh nhi aaya pls batIye

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      16 bati wala Deepak ka video aapko mere channel per mil jaega

  • @gita2442
    @gita2442 3 ปีที่แล้ว +1

    मंगलवार के व्रत में भी शाम को बिना नमक का भोजन कर सकते है क्या? गेहू की पूड़ी और आलू।

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว

      Mangalwar ke Vrat Mein Bina Namak ke bhojan grahan karna chahie

  • @khushbumishra1438
    @khushbumishra1438 2 ปีที่แล้ว

    Kya asehi vidhi se karna hoga

  • @knowledgeblefact4444
    @knowledgeblefact4444 2 ปีที่แล้ว

    Mam me Monday ka vrat karti hu mera 108 ka sankalp hai bina anaj ka to me mangla gauri ka vrat kar sakti hu kya

  • @Saumya_Shukla
    @Saumya_Shukla 3 ปีที่แล้ว

    Didi aaj last mangal ko mujhe suhag ka saman chadhana tha or mere periods aa gye or family me death ho gyi hai to family me bhi ye puja koi nhi kr skta ab aap batiye mai kya karu....😣

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      Sunkar bahut hi Dukh hua Bhagwan Unki Atma ko Shanti De, aap agale Sal Sawan Mein Mangla Gauri Mata ko Singar ka saman Chadha dena

    • @Saumya_Shukla
      @Saumya_Shukla 3 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 ok thanku didi aap ke reply meri bht help kar dete hai....

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      It's my pleasure 😊

  • @sonamdash1179
    @sonamdash1179 2 ปีที่แล้ว

    Jo srigaar chadhyr hai wo kya kare khud rakhe ya pandit ko de

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  2 ปีที่แล้ว

      Singar ka saman aap apne Se Badi Kisi bhi Suhagan Mahila ko de sakte hain bhi

  • @Neeti__aradhya
    @Neeti__aradhya 2 ปีที่แล้ว

    Didi aarti sabki nhi kr paate sirf gouri ma ki hi karti hu ....

  • @SanuSwetank2618
    @SanuSwetank2618 3 ปีที่แล้ว +1

    Mam plzz reply कर दीजिए... मंगला gouri व्रत शादी के पहले साल से ही करना चाहिए.. मेरी शादी को ये 4 साल लगे ह तो क्या हम अगले साल ये व्रत नही उठा सकते ह... क्यो कि es साल भी कुछ दिक्कत के कारण हम नही व्रत कर सकते h

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      Aap agale Sal se bhi Mangla Gauri Vrat kar sakte hain , lekin aap mangalwar ko Mangla Gauri ki Puja Apne Ghar Ke Mandir Mein Karen yah alag se Chowki lagakar simple Pooja Jarur Karen aur maa se Prathna Karen ki Jivan Mein Jo Bhi dikkat a rahi hai jaldi se jaldi samapt Karen, Jai maa di 🙏🌺🌺🌺🌺🌺🙏

    • @SanuSwetank2618
      @SanuSwetank2618 3 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 thank you thank you soo much mam reply के लिए thank you 🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️

  • @SoniKumari-vo2hv
    @SoniKumari-vo2hv ปีที่แล้ว

    Aur us nariyal ka kya karna h fir

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Jab aapka Mangla Gauri Vrat pura Ho jaaye to nariyal ka visarjan kar dena hai, 🙏🌺🚩Jai Maa Mangla Gauri 🚩🌺🙏

  • @shubhujam4459
    @shubhujam4459 3 ปีที่แล้ว

    Visarjan me kya visrjit Krna hai aur kya kalsh ke nariyal ka prasad batana hai

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว

      Kalash ki sthapna wala Nariyal Prasad ke roop Mein Kabhi bhi grahan nahin karna chahie, Kyunki Ham Sabhi Devta ka aavahan karte hain kalash mein, isiliye Nariyal ko visarjit kar De

    • @shubhujam4459
      @shubhujam4459 3 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 ohh....thank you mam

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว

      You are welcome 😊

  • @Gulapihembram7779
    @Gulapihembram7779 3 ปีที่แล้ว +1

    कैलाश aatapana krna jruri hai kya

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว

      Agar aapki ichcha Hai To aap Kalash sthapna kar sakte hain

  • @pankajjain6331
    @pankajjain6331 3 ปีที่แล้ว +1

    Please mujhe reply de dena aap ke sawal ka

  • @PragyaDubey-c2c
    @PragyaDubey-c2c ปีที่แล้ว

    hr mnglwar ko suhag smn chdyin

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว

      Sawan ke kisi bhi mangalwar ko suhaga ka saman Chadha sakte hain, aur vrat ke udyapan Wale din to jarur chadhae Suhag ka saman

  • @simplebunaidesign
    @simplebunaidesign ปีที่แล้ว

    Har mangalvar ko dubara choki lgani hai

  • @khushbumishra1438
    @khushbumishra1438 2 ปีที่แล้ว

    Agar har mangalvar ko ham vart kar rahe h

  • @GURNOOR.AR7
    @GURNOOR.AR7 3 ปีที่แล้ว +2

    1)Shodash Matrika har savan mangal ko banana hai ya sirf Udyapan k dauraan ?
    2) Udyapan har saavan ke mahine karni hai 5 saalo k liye ya directly 5 saal ke saavan mangal ki poorti ke baad ?
    3) Please Udyapan mein kya kya dena hai kaise karna hai Brahmin ke bina please bataiye
    4) Mangala Gauri pooja vidhi please dikhaye kisi video mein 🙏🙏
    5) 4 prahar ki pooja karni hoti iss vrat mein aap please iske baare mein bhi bataye
    6) Har saavan mangal ke pooja mein kya bhog charhana hota hai ...sab kuch 16 ki matra mein charhana hota hai ...ya sirf udyapan mein
    7) Kaunse niyam Mangala Gauri vrat ke har saavan mangalwar ko karne hai aur kaunse udyapan ke niyam hai ..please isse clear kar de
    8) 5 - 7 suhaag ka samaan Mangala Gauri Vrat mein saavan mangal ko rakh sakte hai ? Aur Kya ye har mangalwar dena hota hai saavan mein ya ek baar diya toh kaafi hai ? Dusra Udyapan ke waqt 16 ki sankhya mein kya kya dena hai please detail mein bataiye kyunki hum Brahmin ko nahi bulayenge..
    9) Shodash Matrika ki pooja kaise karein
    10 ) 4 Linga banane hote hai ...woh kaise karein ...aur ye bhi udyapan mein he karein?
    11) Saavan ke har mangalwar ko 16 phal aur panch meve dene hote hai ? Ya ye bhi udyapan mein he dena hai
    12 ) Har saavan mangalwar mein kya bhog lagaye ...kitne phal aur paanch meve ?
    13 ) isme kalash banana zaruri hai ?
    14 ) Kya saavan mein balo mein aur shareer par tel laga sakte hai ?
    15 ) Kya Gauri Ma ko Supari/ mitti se banana zaruri hai har mangalwar ko ya sirf Udyapan ke din? Aur agar har mangalwar banana hai toh har Wednesday usse visarjit karna hoga ?
    16) Jo 16 choodiya chadhayi hai woh baad mein kise deni hai ? swayam rakhna hai ya kisi suhaagin ko dena hai jo family mein hai ya koi aur stree?

    • @JCBLover7773.
      @JCBLover7773. 3 ปีที่แล้ว +1

      Hme bhi en sb savalo ke jvab janne he taki hmare sare daut clear ho Jaye

    • @anmolupadhyay8030
      @anmolupadhyay8030 2 ปีที่แล้ว

      I agree with you 😊

  • @Saumya_Shukla
    @Saumya_Shukla 3 ปีที่แล้ว +1

    1-दीदी जी अगर 1 साल व्रत रह चुके है और दूसरे साल के पहले मंगल को पीरियड आ जाये तो क्या करे।
    2- व्रत सुरु करने के बाद 5 साल के दौरान अगर घर मे कुछ समस्या आ जाये जिसमे पूजा नही करनी चाहिए तो क्या करे।

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +2

      Aap Vrat kar sakte hain lekin aap Puja paath nahin kar sakte hain Puja paath ka samagri bhi nahin Chhu sakte hain aap apne ghar mein Apne Pati se ya Kisi Se Puja kara sakte hain

    • @Saumya_Shukla
      @Saumya_Shukla 3 ปีที่แล้ว

      @@simranscorner5169 और अगर सूतक वगैरा हो फिर सिर्फ व्रत करे

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      Agar aapane Vrat lagatar karne ka Sankalp liya hai to aap Vrat kar sakte hain lekin pooja path aap nahin kar sakte hain, aur aapane lagatar Vrat karne ka Sankalp Nahin liya hai to aap Vrat Chhod sakte hain Kyunki sutak kal Mein Vrat Bhang Ho Jata Hain

    • @tanvigarg5621
      @tanvigarg5621 3 ปีที่แล้ว +1

      @@simranscorner5169
      Mam divorce case chal raha h lekin main divorce nhi chahti to kya Mangla gauri vrat karne se sab theek ho jayega

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว

      Maa per Pura Vishwas kijiye aur maa Mangla Gauri ka Vrat pure Sharda Bhav se rakhiye maa Aapki manokamna Jarur pura karegi

  • @sonamdash1179
    @sonamdash1179 2 ปีที่แล้ว

    Sringaar ke saman khud kyun nehi rakhe

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  2 ปีที่แล้ว

      Singar ke Saman mein se aap bhi Kuchh Saman Rakh sakte hain

  • @pankajjain6331
    @pankajjain6331 3 ปีที่แล้ว +1

    De De Har mangalwar ko Shringar ka saman chadhana chahie ki ek hi bar Agar vah Chadha Hua Saman Agar apan Har mangalwar use Karenge to

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  3 ปีที่แล้ว +1

      Main Apne channel per bhi iska video Dal rakha hai ki Singar ka saman kab chadhana hai

    • @pankajjain6331
      @pankajjain6331 3 ปีที่แล้ว

      DD aapane Jo video banaya tha vah kahan hai main pure video dekh chuki hun usmein samagri ka koi Kuchh Bhi Nahin bataya hai Singar ek hi bar chadhana hai Kyon Vahi shringaar Har mangalwar ko chalana hai kya yah video mujhe nahin dikh raha hai

  • @Radharani-hi9nc
    @Radharani-hi9nc ปีที่แล้ว

    Mam Sirf seingaar m 16 chudiya le skte h ya chudiyo k sath or b kuch lena hoga shrigaar m

    • @simranscorner5169
      @simranscorner5169  ปีที่แล้ว +1

      16 chudiyon ke sath maa ko aur kuchh bhi shingar ka saman chadhana hota hai chudiyon ki sankhya aap 16 le sakte hain , Mata aapki sabhi manokamna purn Karen, 🙏 🌺 Jai Maa Mangla Gauri 🌺🙏

  • @arora19rimpy
    @arora19rimpy 3 หลายเดือนก่อน

    Ma'am puja shaam ko karni hai ya subah