Authentic recipe very well explained step by step, Lucknowi chicken korma me badi elaychi k Dane nahi dale jate hai aoor daarchini bhi pees ker nahi dale hai,, only nutmeg, clove and mace ko istemaal kerte hai,, well aapki recipe bahoot achchi hai, thanks for sharing.
Assalam walekum acchi recipe ki kormi ki Bareilly se belong Karti hun shaadi i Delhi aapki koi recipe mis nahin main zeba bahut acchi recipe batate hain
Jazak Allah khair Allah aapko kamiyabi de main connect rahne ka wada nahi karsakta bamushkil tamaam reply karne ka time milta hai main apna video bhi bas edit kartay main hi dekhta hoon upload karne kay baad nahi dekhpata 😊
Bhai wo konsi biryani hoti hai jiska dum kholnepar niche sherwa baki rehta.,,kya wo yakhni biryani hai..like lalla biryani...ya kuch aur...jo b ho uski recipe batae please am searching it from past 5 years
@@khushbookhan5243 is video ke 45 sec par deko bhai aur please Idea do ye konsi biryani hai am searching for it ... th-cam.com/users/shortstL5SDmrQ_6Y?si=v2PRqnVOnH2rtuRC
Bahut hi tasty bna tha Eid pr mehfil loot li bna ke
bahut achchi thank u sir
thanks 😍
Recipe bohot achchi h
thanks
Zabardast recipe love from pakistan
thanks bhai jazak Allah khair ❤️
Apki har video zabardust huti hai
jazak Allah khair
AAP bahot hi ossam recipies dete h.weldone
Thanks
Zabardust Recipe hai bhai
jazak Allah khair ❤️
Walaikum assalam
😊
Bhai mashallah bhut mast recipe
jazak Allah khair bhai ❤️
Bht achi h bhai
❤️❤️❤️
Zaberdast 💞
thanks ❤️❤️
Bahut badiya 😋😋😋👍👍
thank☺👍
❤AOA VERY GOOD RECIPE 👍 👌
walykum assalam bhai jazak Allah khair ❤️
Khan sir.app Kamal ho
Thanks sir
So nice of you❤️
Bhai bahut acchi lagi asi aor dlo
inshaallah
Very very good 👍
Thank you very much
Waha khan Saab maza a gaya dekh kar so delicious yummy recipe it's called wow superb one day I will make that recipe. Thanks for sharing
thanks ❤ hope you will ejoy
Very good recipi.
thanks 😊
Unda jabardast recipe bhai 😋😋😋😋👌👌👌👌👌👍👍👍👍
thanks bhai ❤
U r best sir
thanks ❤️
👍👍👍
😊
Nice recipe... ❤
Thanks a lot😍
Awesome recipe 👌
Thanks a lot❤️
Very nice 👍👍
Thank you 👍
Thank you so much for sharing this video 😊
My pleasure 😊
Assalamualaikum Miya, UMDAH,Allah Hafiz 🤌🏻
walykum assalam jazak allah khair
Zindabad
Thanks for sharing sir
So nice of you❤
Lajavab bhai👍
thanks bhai ❤️
Sir mutton qurma batao please
Achchi bani hai korme
thanks
Nice
Thanks
Yummy very tasty very super delicious recipe 😋🤤 New friend 😄🤩😍🤩😍🤩😍🤩
Bahut hi tasty bna tha, Maine Eid pr apne sasural me bnaya tha sabhi ne bahut tareef ki❤❤❤❤
thanks ❤️❤️❤️❤️
M bhi ese hi bnati ho Allah bless you
👍❤️
Maine apki recipe se 5kg ka beef korma banaya
Aapne mutton ka share kiya huwa tha maine beef ka banaya mashallah se bahut maze ka bana bahut zayeda
😊👍❤️❤️
Very much
😊
Behtreen danedar zaikedar qorma bana hai.. but khan sahab ji qorme me haldi kati hue dalni chahiye pisi hue nahi
👍try karunga
Looking very yummy ❤
Thanks a lot
Looking Yummy
Thank you so much
Authentic recipe very well explained step by step, Lucknowi chicken korma me badi elaychi k Dane nahi dale jate hai aoor daarchini bhi pees ker nahi dale hai,, only nutmeg, clove and mace ko istemaal kerte hai,, well aapki recipe bahoot achchi hai, thanks for sharing.
jazak Allah khair nex time aapki recipe try karunga inshaallah
Very nice
thanks 😊
Assalam walekum acchi recipe ki kormi ki Bareilly se belong Karti hun shaadi i Delhi aapki koi recipe mis nahin main zeba bahut acchi recipe batate hain
walykum assalam zeba ji jazak Allah khair aap meri sari recipe dekhti hain😊❤️
Wow 👍🏻😋
Thank you 😋
Ye khusbu ka masala 3kg chicken ke liye h
je
mashAllah super yummy and delicious recipe 👌😋 stay connected new friend 🤝
Jazak Allah khair Allah aapko kamiyabi de main connect rahne ka wada nahi karsakta bamushkil tamaam reply karne ka time milta hai main apna video bhi bas edit kartay main hi dekhta hoon upload karne kay baad nahi dekhpata 😊
Wow sir superb tasty chicken khorma recipe look so tempting and very 👍 nice good cooking excellent 👌👌👌👌👌
Thanks a lot 👍❤️❤️
Sir plz 5 kg ka ch korma ka recepie exact masalo ka weight ke sath
❤
😍
Bhai agar ham deg main banayege ye corma to shadi wala test ayega na
jee normal pot main bhi wahi maza aayega inshaallah
Bhai biryani k secret masala bataye
Bhai khane k bad hi batayenge ki kaisi lagi
Dekhne me to achi lag rahi hai
😊👍
How much onion ? Please write whole recipe in description box
1 kg main 400 gm pyaz 400gm dahi 350 gm oil
Bauth aala try kea lajawab buna pls pls jo aap ny shadi attend ke us may jo chiken.karahi thee same wo bhe sekha dain jazak allah
inshaallah
Plz 3kg beef ka korma or share karden...🙁
bhai same method se banega cooking time zyada hogayga
Thanks bhai...😊
Bhai wo konsi biryani hoti hai jiska dum kholnepar niche sherwa baki rehta.,,kya wo yakhni biryani hai..like lalla biryani...ya kuch aur...jo b ho uski recipe batae please am searching it from past 5 years
aap kay paas ustarhan ka ko video link ho toh mujhe bheje mere samajh nahi aaya aap kis biryani ki baat kar rahe hain
Ye achary biryani ki baat kr rhe ho jo rice boil krke banate hai
@@KhansKitchen is video ke 45 sec par deko niche sherva baki hai wo tel nahi sherva hai....th-cam.com/users/shortstL5SDmrQ_6Y?si=v2PRqnVOnH2rtuRC
@@khushbookhan5243 is video ke 45 sec par deko bhai aur please Idea do ye konsi biryani hai am searching for it
...
th-cam.com/users/shortstL5SDmrQ_6Y?si=v2PRqnVOnH2rtuRC
Ki recipe bataiyega purani Delhi ka kimat hai kimat kaju ki recipe
kaju keema ki Recipe already uploaded
Aapki recipe bohot osm h❤❤
Love from U.P 🎉🎉
But mujhe y janna tha ki pyaz ki kitni quantity jaegi isme
Plzzz koi bta dooi
Correct
1 kg chicken main deg wala ratio 350 gm pyaaz 350 gm dahi 350 ml oil
Purani Delhi ki Bhalla papdi mango Bhalla papdi banana sikhayen please please
👍👍
Bhai meat mai dudh ni dalte
thanks❤
Khoosbo ka masala me zeera kya white ( safed zeera) or normal hoga ?
normal zeer
Haldi nhi daali apne shayad ?
nahi ismain haldi nahi jaati
Kali mirch nahi
no
Masah allah bhai agar aapse baat karna ho to kaise kare
facebook per direct message kare ya instagram per
Khan sahab serving bowl me sazane k dikhane se look ata hai...usse r v jyada views ayenge...
deg jaisa tab bhi ni banta😢
isbaar banjayga inshaallah 👍
Bhai, shi baat hai, deg jaisa accurate nhi banta hai...
Bn jaata hai bilkul inki recipe bahut authentic hoti hai @@mohammadsufiyan7338