Thank you so much sir ❤❤🙏🙏 mane abi 12 ke exam diye hai.. Mujhe JCO -RT Ke liye Army m jana tha or mujhe lga usme nhi hua toh kya carrer hai aage.. Lakin aapne sab clear kar diya sir..... Thank you so much again sir... Sab clear kar diya.. Bhut stress m tha... Kya karu..kya nhi.. Or M ak braman bhi hu toh mera darm bhi hai apne sanskriti ke baare m janna or Logo ko Siksha dena.... 🙏🙏🙏
Haryana m rehta hu... Or sabi university🎓 bhi pass hi hai... Sab clear ho sir Thanks..... ❤❤❤❤Great knowledge📚 sir... Aapne ye knowledge📚 dakar sab clear kar diya..... Sir remember forever🌸 Great Explanation.... Sir... Thanks..
Hello sir I am a Sanskrit teacher from India having 17 years teaching experience. I completed my masters specially in Sanskrit grammar followed by B.Ed , can you please guide me how to apply for a Sanskrit teacher abroad
Sir to Ignou se agar graduation krun BA honours sanskrit to milega shastri ka degree . Lkin honours me mujhe sanskrit padhna hai ar other kuch optional subject diye wo uska combination tha . Sir please bataye
Sir Maine geography honours se graduation 2013 me kiya hun. Maine b. ed bhi 2019 me kar liya hun. Maine Ctet bhi nikal liya hai Lekin Mai Sanskrit ka teacher banna chahta hun. Kya Mai Sanskrit se sashtri ka course kar sakta hun. Meri degree ka value rahegi sir. Kripya Abhi bataye
Mera bhi sampurnanand se b.a.h subject Mera home science aur Sanskrit hai lekin mujhe pata nahin chalta ki teesra subject Mera kaun sa hai please bataen
Mera 1st year hai BA shastri or March mai exam hai tq so much sir itni sari information ke liye or mai rashtriya sanskrit sansthan (CSU) himachal Pradesh se study kr rhi hu.
Sir mere pass B.A me Hindi sociology education thi.MA me sociology.mai single subject s subject ka combination k Lea Sanskrit s b.A krna chahti hu.kya Sanskrit vidhalya s y valid hogi ya nhi
Ankita ji , pahle Shastri program m admission karva lo after 12th , our college admissions are open till April for the session 2020-21 , after that only you can make career in Sansrkit .
आपसे हाथ जोड़ कर निवेदन है मनीष संपूर्णानंद संस्कृत विश्वविद्यालय से 2004 में शास्त्री किया है डिग्री अभी तक नहीं मिली है मैं जिला लखीमपुर खीरी उत्तर प्रदेश का रहने वाला हूं डिग्री दिलाने की कृपा करें बनारस जाने के लिए किराया नहीं है
Sir mai shastri B.A kiya hu k.s.d.u darbhanga se lekin 2nd samester English me fail hu...but 3nd samester pe kese pass ho gaya ...partistha subjects sanskrit sahitya tha
Sir rt jco me graduation bataya hai,, to mera bsc hai to Mai daud nikalne ke baad documents checking me problem nahi ayegi na,, jasi bataya hai ki,, Sanskrit in acharya, chaiye... Plz Margdarshan karee,,,,
Mai B.A. ( honours Sanskrit ) hu but maine shastri program jaisa kuchh word nhi suna tha kv. To kya mera B.A. v Shastri program jaisa hi hai? Kya mere nam me bad v shastri lag sakta ha? Plzz reply
There is no such Entrance exams sir, there is a provision of direct admissions in Shastri Program,there are many colleges under MDU Rohtak university offering Shastri Program
Bilkul Girls ke liye to or bhi best hota h ye Shastri Degree and Acharya because Teaching m bhut demand m h , for details you can ping me on whatsup at 9971275175
Thank you so much sir ❤❤🙏🙏 mane abi 12 ke exam diye hai.. Mujhe JCO -RT Ke liye Army m jana tha or mujhe lga usme nhi hua toh kya carrer hai aage.. Lakin aapne sab clear kar diya sir..... Thank you so much again sir... Sab clear kar diya.. Bhut stress m tha... Kya karu..kya nhi.. Or M ak braman bhi hu toh mera darm bhi hai apne sanskriti ke baare m janna or Logo ko Siksha dena.... 🙏🙏🙏
If you want to take admission in BA shastri contact us at 9540084743
Haryana m rehta hu... Or sabi university🎓 bhi pass hi hai... Sab clear ho sir Thanks..... ❤❤❤❤Great knowledge📚 sir... Aapne ye knowledge📚 dakar sab clear kar diya..... Sir remember forever🌸 Great Explanation.... Sir... Thanks..
Very good knowledge sir,thank you🙏🙏
Thank you sir inta information dene k liye mai bhu se shastri hons k liye admission le rhi hu 😊😊
Sir jiske BA me sanskrit subject he vo kya in sabhi job ke liye eligible he ya nhi
Hello sir
I am a Sanskrit teacher from India having 17 years teaching experience. I completed my masters specially in Sanskrit grammar followed by B.Ed , can you please guide me how to apply for a Sanskrit teacher abroad
Bahut bahut dhanyvad aapko aise mahtvpoorn vishay ko vyakt kerne hetu 🙏🙏🙏
Sir mai Bihar se hu or iss bar matric pass Kiya please mujhe btaye ki inter Sanskrit subject me kaha se kare please btaye hame.
Sir to Ignou se agar graduation krun BA honours sanskrit to milega shastri ka degree . Lkin honours me mujhe sanskrit padhna hai ar other kuch optional subject diye wo uska combination tha . Sir please bataye
nhi ji , that is only a normal Graduation degree
Sir Mai 12 pass ke Hu or Sanskrit subject Lena h or aaga pdhana h . Sanskrit Ka honers Karna h . Usme kyesha pdhi Karna hoga plz help me .🙏🙏
App ba shastri Kar lo
Ba shastri kya hota hai
Hey
महोदय जी क्या शास्त्री की शिक्षा पत्राचार द्वारा संचालित है। कृपया मार्गदर्शन कीजिए।
Mera bhi yahi prashan hai
Sir Maine geography honours se graduation 2013 me kiya hun. Maine b. ed bhi 2019 me kar liya hun. Maine Ctet bhi nikal liya hai Lekin Mai Sanskrit ka teacher banna chahta hun. Kya Mai Sanskrit se sashtri ka course kar sakta hun. Meri degree ka value rahegi sir. Kripya Abhi bataye
yes santosh ji , you can call us at 9540084743
Mera bhi sampurnanand se b.a.h subject Mera home science aur Sanskrit hai lekin mujhe pata nahin chalta ki teesra subject Mera kaun sa hai please bataen
Sanskrit ba programme aur sanskrit ba honers me kon kon se subject aate hai aur uska syllabus kya hai?
As per the university norms ,MDU Rohtak is the best in India as per syllabus and subject
बहुत-बहुत धन्यवाद सर! बहुत अच्छी जानकारी थी। इसमें क्या पत्राचार कोर्स भी होता है?
Sanskrit( GEN. or HONS.) aur Shastri(GEN. or HONS) subject me kya antar hai.
Mujhe kon sa lena chahiye.
Koi antar nhi h
Mai Science se pass hu mujhe sanskrit mil sakta hai?
@@abhijeetkumar3721 Yes Abhijeet app hamare college se shastri m admission le sakte ho , call 9540084743 to reserve your seat.
Shastri Krna chahiye
Sir namaste IGNOU sastriy ke form kab Tak bare jayege or last date kab hai bata dijiye or link bhi bTa dijiye
Sir maine sanskrit me b. A kiya hai ab aage kya kru sir koyi best options dijiye taki mai apni life ko best bna saku please🙏🙏🙏🙏🙏🙏 sir
Ati utam vichar ji
Sir mene 11-12th ne Sanskrit nhi li...to kya Sanskrit ka teacher bn sakte hai ..BA me Sanskrit lekar.bed kar
Pssst (Shastri siksha Shastri) {4 year ba.bed integrated}2020 ka exam kab hai
Iske bare me kuch jankari dijiye please
16:17 career scope
शास्त्रीका पाठ्यक्रम का जानकारी दिजीए🙏
Aap de skte ho
Aapne kar diya hoga )
Sir mai cuet me pass hokar iss bar BHU se shastri kar rha hu.
Aapki konsi subject thi ?
Kripya आप हमे उसका पाठ्यक्रम bhaj skte ho ?
@@amitbhaiiiiiii maaf kijiyega maine BHU se withdraw le liya hai.
Abhi mai Delhi University se Sanskrit hons kar rha hu.
@@du-khabri widrow ले liya mtlb ?
Or Sanskrit hons kya hota hai
Kripya बताइए?
अब aap शास्त्री नहीं कर रहे हो??
BA with sastri ke bad kya krna chaye sir
Acharya ya Bed Krna best rahega
Mera 1st year hai BA shastri or March mai exam hai tq so much sir itni sari information ke liye or mai rashtriya sanskrit sansthan (CSU) himachal Pradesh se study kr rhi hu.
आपका एग्जाम हुआ नही है अभी तक?
Ji ha
@@Neha-xf7uo मेरा तो जनवरी में ही हुआ
Hyy plzz help... B. A sastri M addmission kb hogi apke clg M or ky iska Entrance v hota H... Hota H to syllabus ky hota H plzz help
@@archanachaudhary2438 bo to pta nhi kb hogi adm
Sir mane shastri ke hai or TAT bhi clear hai or M.A 4th sem chal rha abhi mujhe kio ray do mai kon se test du eski bad
Sir shastri kar ke upse ke eligible ha sir please help me
Bilkul Shastri is the no. 1 course for civil services , starting se hi preparation kro , you will be selected definitely -Wish you all the best !
Thanku sir
@@WealthGrowIndia sir sanskrit se he preparation krnge ya other subject
Other subject(history) se karega sir
I really want to know if I can pursue a sastri degree?
Ye sub kb lete h ek to sanskrit or shastri Sanskrit
Sir many 2014 12th ki thi Mera admission ho Jaye gaa
Sanskrit 9 th class padyi Gayi thi
Is there same scope if I do Shastri degree externally or in distance education mode? Can anyone tell me please?? 🙏🙏🙏😊
Yes sir, you can do it from our college, call 9971275175 for details
@@RishikulSanskritCollege Sir I am from Karnataka. In Karnataka is there any options to get Shastri Degree in distance education mode??
@@sanatgurudattapai8356 yes in your state search for the sanskrit gurukul near me , or sanskrit university
yes
Sir b.a honours Sanskrit best he ya program plss help me sir mer ko adimision krvanna he PR kuch smj Ni aara plss tell mi sir
Sir jco rt ki full jankari do pandit ki
Sir psst me geography le sakte ya nahi optional subjects me jese ptet me hota h 🙏
Sir mere pass B.A me Hindi sociology education thi.MA me sociology.mai single subject s subject ka combination k Lea Sanskrit s b.A krna chahti hu.kya Sanskrit vidhalya s y valid hogi ya nhi
yes it will be valid
Hlo, nmste sir ji 🙏🙏🙏, sir ji apne btaya ki scholarship milti h hume koi scho.... nhi mili kya kre 72-75%hn humare b.a m help for scho.. sir obc
Hello kya aap ba शास्त्री कर रहे हो ?
@@amitbhaiiiiiii nhi sir ji chuki B.A 2016 me,, or m.a abhi Hui h , Shastri ki h Gurukul se
@@reenaarya342 ba me kon kon se subjects the aapke ?
Or kaha se kiya tha 🙏
@@amitbhaiiiiiii Sanskrit vyakaran, sahitya drshan , Hindi,eng...the amit ji Kanya Gurukul se ki thi,, kya hua aap kyon puch rhe ho 🤔🤔🤔
Sir mane m.a sankrit kuk me from bra tha lakin no. Nahi pda Kai aap pta kar ke bta sakte hai ki university me sari site full ho gahi hai ya nahi plz.
MDU Se Acharya Karva sakte hain apki , for details call 9971275175
Sir meine ignou se ba kiya pr sanskrit subject nahin kya mein sanskrit se b ed kr sakta hu g
Sir can anyone join MBA after Sastri degree which is equivalent to B.A.
Sir hm 12th k bad apna career bnana chahte h sanskrit m plz btaiye kaise taiyari kre kya kre
Pehle admission lijiye
Ankita ji , pahle Shastri program m admission karva lo after 12th , our college admissions are open till April for the session 2020-21 , after that only you can make career in Sansrkit .
Thanks sir
@@ankitaravibhushanmishra0879 Always feel free to call us at 9540084743 Rishikul Sanskrit Mahavidyalay Gurugram our website is rishikulcolleges.org
I think!ki sanskrit se BA karu kya kya benefit hoga bolo.
सर मैं bsc phy(hons) कर लिया हु क्या मैं फिर से graduation शास्त्री से कर सकता हु ए नही।
Yes aap kr skte h please contact us on 9540084743
शास्त्री और बीए आनर्स संस्कृत में क्या अंतर है।
Sir Mai bhi shastri se 9 se 12 tk padhi hu Mai 12 ke bad kounsa corsh KR sakti hu
Kya mdu se shastri kr chuke student hindi se m.a kr skte h Plz btaye
yes you can do MA in Hindi also
@@haryanaestate1 or sir b.ed kru to b.ed hindi or s.s se kr skta hu kya plz tell me sir
Thanku so much sir😊
Sir l am Sanskrit vrithyupadyay sastri ab Acharya kar rhe h
Sir kya shastri ewual B.A hoti hai agar yes to koi aisa letter btaye jis se ye equal kiya hai
yes hoti h sir, kindly visit our gurukul , we can show you many such letters
Maine sampurnanad University se ba kiya hai, kya mai dusare University se M.A kar sakta hu.
Ji app MA kar sakte ho , try to take admission in Acharya ,if you are interested in Delhi NCR contact us 9540084743
Dil se dhanyvad mai bhi shastry hu.
Muje bhi sastri karna hai distance se plize University btaye army mai hu
Good sir ham Sanskrit se BA honours hai
Kaise pass karege
sir uttar pradesh se distence lerning kar sakte hain kya
you can do it sir, 9971275175 for details
Hum शास्त्रीय किए है तो क्या हिंदी से टीजीटी दे सकते हैं ना please सर बताइए
Sir
Sanskrit me b.a ho gai he ab bed kha se kru
sir mere ko Sanskrit Sashtri se Admission karnii hai..kaise karu..
9971275175 call on this number sir, Admissions are open in Rishikul college Gurugram
Sir Maine b.a sanskrit se kiya h sir pls help me m.a sanskrit kru ya b.ed kru sir pls reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Maharashtra me Kaha se Kare sir
Kavikulguru
आपसे हाथ जोड़ कर निवेदन है मनीष संपूर्णानंद संस्कृत विश्वविद्यालय से 2004 में शास्त्री किया है डिग्री अभी तक नहीं मिली है मैं जिला लखीमपुर खीरी उत्तर प्रदेश का रहने वाला हूं डिग्री दिलाने की कृपा करें बनारस जाने के लिए किराया नहीं है
Sir army JCO RT jo pandit hote hai uske liye kon kon se subject lene chahiye BA sastri mai?
sabhi subjects thik rahte hain sir , app apne interest ke hisab se subject lo
Sanskrit Sahityam, Vaykarnam , Kavyashastarm , Hindi and English should be there other subject like History is good
Sir mai shastri B.A kiya hu k.s.d.u darbhanga se lekin 2nd samester English me fail hu...but 3nd samester pe kese pass ho gaya ...partistha subjects sanskrit sahitya tha
Sanskrit sahitya , kavya parkash, vaykarnam, karmkand, and other modern subjects
Agar 11th 12th mey sanskrit nai padhi ho to sidha 1st year mey admission mil sakti hai kya please koi bato?
Ho sakta hai
सर मुझे भी करना हैं ये तो offline yaa online hota kya?
Sir me Amu Ba hons. Sanskrit se kar rahi hu kya apn name me shashtri lga skte he??
sir karmkand ka diploma kaise banega
hamare yha admission le ko krva denge sir, call 9971275175
Sir bed sanskrit or shiksha shashtri koi diffrent h kya
no sir
Sir ji mera graducation me sanskrit nhi hai kya mai pravate kr skta hin
Kr sakte ho app
Sir is bar new education policy ke anusar mai bsc me main subject sanskrit liya hu
Kya hamare name je shastri lag jayega
No ,apko shastri alag se Krna pdega sir
Sir Shastri Surname lagane ke liye MA karna zaruri hai kya ya fir BA ke baad bhi laga sakte hai
Ba ke baad laga skte ho 💯
Sir rt jco me graduation bataya hai,, to mera bsc hai to Mai daud nikalne ke baad documents checking me problem nahi ayegi na,, jasi bataya hai ki,, Sanskrit in acharya, chaiye... Plz
Margdarshan karee,,,,
No. Usme shastei bhi manga h
Sir ye karamkand certificate ke liye kaise apply kare
Sir Sahstri ka tanning krne m kitne sal ka h..
this is 3 year graduation program sir
Sir girls ke liye Shastri Krna better hoga ya Nahi 🙏🙏🙏
एक दम बेहतर होगा |
Sir first year ki admission kab se open hai hp me plz btao
Admission are open you can call us 9540084743 and confirm your seat
@@RishikulSanskritCollege sir aapka college kahan per hai
Admission are open you can call 9540084743 for admission
Kya IGNOU bhi karwata hai ye course
Bhai ye course Gurukuls m se hota h ,
Mai B.A. ( honours Sanskrit ) hu but maine shastri program jaisa kuchh word nhi suna tha kv. To kya mera B.A. v Shastri program jaisa hi hai? Kya mere nam me bad v shastri lag sakta ha? Plzz reply
Nhi only shastri can use the title
Sir mera Sanskrit honrs hai mai kiss job ke tayari karu
Sir kici sanskrit univercity sa b.a pass and m.a pass( sastry/archar) kata ha kiya.
question clear nhi h sir apka ?Please ask again
If you are BA with Sanskrit Subject then you can do Acharya Degree
Ba sanskrit sa karne ka bad b.ed karna dik hoga ya ma sanskri se
jco rt ke liye Sir girl's can apply please sir give information🙏
No
मै 60 साल का हु B.Cs.chemistry hu .abhi kar sakta hu kya Sir.plz msg
Hare Krishna 🙏🙏🙏🙏
Sir ky humlog ko v milega 7000 ka scholarship humlog bihar (dar bhanga) may padhai kr rehe h ??
If you did shastri degree you can apply
कैसे apply hoga sir mera 69% hai
सर शिक्षाशास्त्री की विधिवत जानकारी देने की कृपा करे
Bed or shiksha shastri are equivalent sir koi bhi kr lo
Sir shashtri entrance exam ke liye konsa book padhe
No entrance exam is required here in haryana, 12th pass with any subject/stream you can take admission here call -9540084743 for more details
Sir mere papa
Yhi karvana chate hai kya isme mera fayada hoga. Age jake
bilkul apka kafi fayda hoga future m ,apke pass normal graduation se yha par jayada career options available honge.
Sir mera Shastri mein sahitya aur hindi subject tha kya mai hindi subject se M.A kar skta hu
यही question mera bhi hai
Sir aap marksheet and degree certificate dikha sakte ho please 🙏
ji kisi marksheets dekhna chate hain app ?
Ping us on what's up at 9971275175
Sir shastri wale mba kr skte hai
Sir mai b.sc. kar raha hu toh shastri ka padhai kar shakta hu
Sastre k liye high school with sanskrit and intermedet sanskrit s hona chaheye kya
sirf 12th hona chahiye sir , kisi bhi subject se ho
@@RishikulSanskritCollege sir is there any online way is availble for the same
ba hons
@@anmolsharma4730 yes aap online bhi kr skte h
Sir ba private Sanskrit kon SA college best h MP m
Sir i m from odisha. Plz suggest me thr name of colleg in odisha where i can do diploma in karmakanda
you can do it from our college
There are many colleges in Odissa...... Under SJSV(Sree Jagannath Sankskrit Viswavidyalaya)
Can I do it in private.. like only appear for exams.. from home?
Yes you can do , call me at 9971275175
call us at 9540084743
Sir,
Main inter me English n lekar Sanskrit liya hoon koi dikkat to nahi hoga.
Nhi sir
@@RishikulSanskritCollege thanks,
Btane ke liye
koi problem nhi h
Sir Maine shastri kiya h
mera subject sahitya aur Hindi tha
Ham kis sub se pgt tgt ka form bhr skte h
try to move ahead with Sanskrit ,As sanskrit teacher can teach both Sanskrit and Hindi
Tgt hindi or sanskrit
Pgt sanskrit
12 me sanskrit jaruri hai kya
English nahi bhi liya hu phir bhi rahega na English please🙏🙏🙏
yes
❤️💎💎Thanks sir 💎💎❤️
Sir BA Sashtri entrance exam ka syllabus Normal BA se alag hota hai ya isme bhi GK type pe questions aate hain ??
There is no such Entrance exams sir, there is a provision of direct admissions in Shastri Program,there are many colleges under MDU Rohtak university offering Shastri Program
There is no such exam , you can directly take admission here , connect with us at 9540084743 or info@rishikulcolleges.org
@@WealthGrowIndiahello sir...Shastri course ka cost kitna aayega...in distance mode...odisha student k liye
sir agr hmne 11. or 12 me sanskrit na rkhi ho to shastri ki training kitne time ki hogi . plz reply
Pta lga aapko is baare me kuch।।।
Sir iski total kitni fees hoti hai
Sir me Sanskrit se BA pass hu mujhe JCO RT apply kar pauga ?
Try kar sakte ho bhai , vaise BA sanskrit 2016-17 tak to chal jati thi, lekin abhi shastri + karmkand diploma mangte hain
app Acharya kar lo bhai , uske baad kr sakte ho , BA sanskrit Acharya kar sakta h
Acharya kr lo bhai uske baad apply kr sakte ho
Acharya kr lo app uske baad app apply kr sakte ho
@@RishikulSanskritCollege sir ji acharya Kaha se karo
Girls bhi kr skti hai sir
Ha Girls bhi kar Sakti
Main शास्त्री द्वितीय वर्ष main hu
Bilkul Girls ke liye to or bhi best hota h ye Shastri Degree and Acharya because Teaching m bhut demand m h , for details you can ping me on whatsup at 9971275175