Shyam Bhai Badhiya Informative Video👍👍👍👍👍. Har Sunday aapke video ke liye wait karta hum, aap har gaadi ko proper fault diagnosis karte hai which is great👍👍👍👍👍. If possible, try to upload Chevrolet Captiva engine overhaul video.
Paaji ford fiesta diesel mai gaadi garam hone k baad bottle se yaani return pipe se paani fek thi hai. Lekin over heating problem nahi hai. Jhaag ban jati Thande gaadi mai return pipe se paani nahi phek thi. Aur coolent bottle se cap open kartha hoon tho air nikal thi hai. Water pump sahi hai. Return pipe mai bubbles aathi hai aur maine air out bi kar juka hoon. Coolent bottle ka cap bi change kar chuka hoon Kya ismai head gaskit change karna padega?
@@yasirsalman88 वाॅटर पंप "एअर" लिक हो रहा है उसकी वजह से गॅस बनती है और पंप धीरे - धीरे कुलंट लीक करने लगेगा , पंप खराब भी होता है तो ओव्हर हीट नही होती , अगर जाम होगा तो टायमिंग बेल्ट टुट सकती है, अगर बडे नुकसान से बचना है तो किसी अच्छे मेकॅनिक को दिखाओ 🙏
Baat ye he ki gadi condition thi magar 6 mahina kada kar raka ta uske start karne gaye to start nahi huvi sabko dikaya shoroom mebi akirkar uska folt nozzl ka nikla bataya he ki seej huva he aisa ho sakta he kya plzz batayiye
Sir... Swift 2011 diesel... Idle par vibration bohat krti h... Acceleration dene par vibration band ho jati h... Kya reason ho skta h sir.. Bohat preshan hu sir.. Please reply.... Thanx
Sir Mera head ka kaam ho gya h fir bhi coolent level up aur down ho rha h jb gadi idle me hota h to check Kiya hu aur res Dene pr coolent level normal ho jata h aur AC on rhta h mtlb fan chalte rhta h to coolent level up down ni hota Abhi kya check kru sir kuch btao bahut help ho jayegi mechanic logo se preshan ho gya Mai 3-4 jgh dikha diya
Bahut vadhiya bhqji
Ustad ji apki video se hamari bhot help hoti hai ese hi or videos dalte rahiye ❤️🙏
great information video paaji ❤😊😊😊😊😊
Satshriakaal pagi bahut hi sundar karya
good job
Same engine vehicle is with me Shyamji, waiting for vedio. I am happy ki ye gadi aapke pass aayi.❤❤
@@sudeshshakhi1264 abi or b aaye gi
You are great Singh Ji
Singh sahib the great❤
Very nice
Shyam Bhai Badhiya Informative Video👍👍👍👍👍. Har Sunday aapke video ke liye wait karta hum, aap har gaadi ko proper fault diagnosis karte hai which is great👍👍👍👍👍. If possible, try to upload Chevrolet Captiva engine overhaul video.
@@Cars_with_Arjun_G aaye ga
bhai jldi video dala kroo..mast mast waali❤
@@Laddusingh4363 har Sunday sham ko 7 beje
@@shyamsinghcartechnology okk bhai G but week me 2..3 dala kro..agar possible ho to..nhi to 1..2 bhi chlega
sardar ji German bohot chalu hai, wo log engine cooling system ko pura vaccum karte hai fir coolent dalte hai. jese car ac me karte hai.
@@saurabhsharma-ts6ky ha ji par sab ke pass vacuum nhi hota
❤❤❤
As per your knowledge which engine is best in the market in terms of reliability.
VW, Toyota, Fiat, Tata, Suzuki, Hyundai or Mahindra.
If possible make one video.
@@vidyut7338 sab apni apni jagah thik h
Depend karta h condition ke uper .
Apko kesa chaye fr bata sakta hu
Sirji meri gadi skda rapid dizel overhit ho rahi pani kam ho raha he our gadi vaibret ho rahi he sir iske liye kya karna chahiye
Sir j Vika company ka quality VW OEM k comparison mein kaisa hai? Kya ye last karegi?
Aacha h like OEM
Two thermostat valve in this engine
@@sudeshshakhi1264 yes
Paaji ford fiesta diesel mai gaadi garam hone k baad bottle se yaani return pipe se paani fek thi hai. Lekin over heating problem nahi hai. Jhaag ban jati Thande gaadi mai return pipe se paani nahi phek thi. Aur coolent bottle se cap open kartha hoon tho air nikal thi hai. Water pump sahi hai. Return pipe mai bubbles aathi hai aur maine air out bi kar juka hoon. Coolent bottle ka cap bi change kar chuka hoon Kya ismai head gaskit change karna padega?
Water pump 😊
@vilasjadhav1794 water pump shai kaam kar raha hai
@yasirsalman88 आपने कैसे चेक किया ?
@vilasjadhav1794 return pipe se coolent aaraha hai
@@yasirsalman88 वाॅटर पंप "एअर" लिक हो रहा है उसकी वजह से गॅस बनती है और पंप धीरे - धीरे कुलंट लीक करने लगेगा , पंप खराब भी होता है तो ओव्हर हीट नही होती , अगर जाम होगा तो टायमिंग बेल्ट टुट सकती है, अगर बडे नुकसान से बचना है तो किसी अच्छे मेकॅनिक को दिखाओ 🙏
Sir diesel car me rpm Kam hote or petrol me jyada kyun hote hai btaye
Sir p2282 code nahi ja raha hai beat diesal main air mass change kiya leack nahi hai kahi se head ke valve sahi hai kya ap help kar shakte ho?
Voltage check
Air Leak Between Throttle Body and Intake Valves
@ ha sir but solution kya hoga air mass change kar liya air leack kahi se nahi hai or 2500 rpm ke uper hi ye code ata hai?
Agr ye sb ok hai to fir tarbo veeck ho sakta hai
@ uss se air leack between throtal body and intake valve ka code a shakta hai?
Bai namaste mera tata arya start nahi ho raha he kya kare
@@jaykarnaik4118 fault code
Bai aapne reply dene keliye danyavad
Baat ye he ki gadi condition thi magar 6 mahina kada kar raka ta uske start karne gaye to start nahi huvi sabko dikaya shoroom mebi akirkar uska folt nozzl ka nikla bataya he ki seej huva he aisa ho sakta he kya plzz batayiye
Code kuch bi show nahi kr raha he
Bro, cooolent kon si company ka tha aur kitne ka
@@drb1704 plz video pura dekho sab kuch mil jaye ga
Xcent 100 ka speed par rpm 2600 Zata hay is it correct or there problem
Physical check karna padna
Sir... Swift 2011 diesel... Idle par vibration bohat krti h... Acceleration dene par vibration band ho jati h... Kya reason ho skta h sir.. Bohat preshan hu sir.. Please reply.... Thanx
Bhai timing check karao mere sath hua tha to uska timing ke sath balancer bhi out ho gaya tha
@@ajaydeepsingh5911 timing or valve leak
@@TravelWithAshwanii balance nhi hota isme
Sir vo missing vali Polo ka kya hua?
@@amansingh-xs4dgon the way
Sir g apne pure collent dala h kya Bina Pani mix kiye
@@mohanjoshi5173 baki Pani engine me hoga pelhe b
Sir Mera head ka kaam ho gya h fir bhi coolent level up aur down ho rha h jb gadi idle me hota h to check Kiya hu aur res Dene pr coolent level normal ho jata h aur AC on rhta h mtlb fan chalte rhta h to coolent level up down ni hota
Abhi kya check kru sir kuch btao bahut help ho jayegi mechanic logo se preshan ho gya Mai 3-4 jgh dikha diya
@@prabhatgupta6529 cooling system sahi nhi h
👍❤️