Sir ro mein motor pump hota hai.. Hum chahte hai k ro machine i tanki Wala pani Na uthaye Fresh pani ki bhari bucket mein se pani uthaye Lekin pump pani utha hi nahi rha.. Aisa, kyon..?? Orr kaise solve Kare.. 🙏🙏
Kar sakte hai but jis bhi tap me ham west water connection kar rahe hai usame pani nahi hona chahiye tabhi and vah pipe line hamesha open honi chahiye taki water purifier pe back pressure nahi Aana chahiye
Thank you Bhai sahab bht help hui aap k is video se
Welcome
*sir.... Seazone brand k filters pe Lexpure likha hota hi (hat pe lagne vale akshar) ye kampani best hai*
Lexpure is best 👌
Sir ro mein motor pump hota hai..
Hum chahte hai k ro machine
i tanki Wala pani Na uthaye
Fresh pani ki
bhari bucket mein se pani uthaye
Lekin pump pani utha hi nahi rha..
Aisa, kyon..??
Orr kaise solve Kare.. 🙏🙏
Kya hum Waste Water pipe ko aise tap se connect kar sakte hai
Kar sakte hai but jis bhi tap me ham west water connection kar rahe hai usame pani nahi hona chahiye tabhi and vah pipe line hamesha open honi chahiye taki water purifier pe back pressure nahi Aana chahiye
@@RoFilterSupport dhanyavad
Inlet pipe ki maximum length kitni rakh sakte hai...??
Ye jo RO wala nal rahata hai wo kisi bhi company me lag jata hai ki sab company ka laga rahata hai
Pipe size ke hisab se
Hamne jo lagaya hai vaha 1/4 size ka hai
Agar plastic ka nal fir usme kaisa hoga ye connecter fit
Ho jayega
Yeh connecting piece company ki taraf se aata hai kya?
अगर new or water purifier hai to
Inlet Pipe kitna hai length
Har EK water purifier ka location alag alag hota hai, kitchen ke size ke mutabit
Is video jo inlet pipe half mtr hai
मेरे आरो का टैंक भरने के बाद भी पानी निकल रहा है ड्रेन पाइप से क्या करू
Solenoid Valve Check kare
Ya phir usko replace ker