Bhaot Sahi👌👌 Meri ek wish hai ki aap ek Aisi video banaye ki koi bhi bike ho uski ignition on karte hi bike k 4 indigeter our honn ek bar chalu hoke band ho ..bina kisi remote control k 😊😊
Good question but horn nahi bajega to chalega balki ignition on karte hi Charo indicater ek bar on honi chahiye..,...,..esa kuchh solution ho to batana......
Sir ji mare bike ki headlight dinamo ke sath connect hai mai kaya relay ki positive wair ke sath dinamo ki positive jor du..or extra wair laga ke battery positive ke sath jor du.. please tell me briefly and clr my confusing..thank you
I m using Philips Dual headlamp relay kit with Osram 100/90 Watt halogen bulb instead of stock bulbs which was 60/55 Watt, in my Nissan Micra, it is working very fine till now since from 2 yrs...
Great video 👍👍 I use Thimson Heavy Duty Relay Wiring Harness for my Auxbeam 72W 12inch LED bar for my Gixxer ! In one H4 Socket I connect my Bike's Headlight which is also Nighteye LED & in other socket I connected Auxbeam LED bar using spade connectors (Positive in Highbeam & negative in Ground) ! So whenever I use passing light or Highbeam switch, the high beam switches on including my Auxbeam LED Bar !
Apka contact number milega mujhe thoda help chahiye. Me bike me ek headlight ka connection tha me 2 headlight lagane wala hu so ye relay lagana jaruri hai kya ? Exactly kya advantage hai iska ?
@@Chinmay.__ Relay lagaoge toh accha rahega, jyada watt ka bulb use kar paoge & Battery pe load bhi nahi Ayega... Toh Thimson ka Relay Wiring Harness lagvalo !
Bhai ek sath 2 RR unit parallel lagao.old 2007 super splendor (5A battery) wala RR unit mene diesal bullet me tray kiya tha..lekin engine pe kafi load padta he ..aapko splendor me idol RPM ras jyada rakhni padegi or Engine oil thoda jyada dalna padega taki main coil overheating na ho.dc cdi wali motorcycle me RR unit pehle battery charg hone me power deta he taki engine chalu rahe or badme bache hua current ko head light ko deta he.
Kya meri bike mein (Karizma R 2011).... ye successfull hoga, battery jaldi khatam toh nahin hoga ya late charging ki koi problem ya fir headlight jyada garam toh nahin hoga Bro???? Meri bike mein 35W ki bulb thi.... jo maine 60W ( Phillips H4) kar dia hai, fir v light kam lagta hai aur battery v nayi kharid li maine. Advice me pls.... 1 aur baat.... ye headlamp relay, 55/60W (Phillips H4) bulb ki roshni bada degi kya???? Maine apne bike mein.... sirf bulb change kia hai aur kuch v nahin, baki sab original hi hai.
A trai karliya bro fit bhi ho jata hai par 100 90 ka blueb dal te hi battery low ho jayi hai badi battery 5 LB tz bhi dali thi battery to voh bhi utar gayi
me automatic auto dipping system laga rha ho but mera relay slow work kar raha hai iska kya problem ho sakta hai please suggest hum acche qulity ka relay laga rhe hi tab fast chal rha hai
Maine sub aapke jise bataya vaise kiya pr koie fayda nahi huaa lite badhane ka to chodo par lagi bhi nahi sirf balub lala hota hie pise vest gai aise lag raha he aap proper gidence kare ya apka contact number de nhi lag raha aapne bola aise karke balb
Very useful information shared with good and and clear speach. My concern is what is disadvantages of this Relay if we used in Splendor kik started bike.
Sir is relay ko hum high & low (dual beam wala) beam wala led fog lamp ko direct battery se connect kar payenge..? Yani dc connection ke liye istemal kar payenge..?
bhai agar bike main led tube lgwai hai toh battery se conect karo agar nahi hai led toh lihgt ko engine k sath conection rehne do kio k battery se halogine bulb ki light nahi banti
Bhai i have already relay install in my car but have 30a .. so Muje apne jo dikhaya 40+40a relay chaiye so plz apke pass jo hai wo lena hai to help karo...
Splendor ka reflector garm hoke kala ho jayega 100/130 bulb ki hit se, jada der tak headlight on rahane pe , bike ke reflector itane hit ko nahi le pate hai
Bhai main is relay ko fog lights k liye lgs skta hu apni splendor mein 30w ki hai dono lights lekin batry 2.5 lb ka hai abhi mene direct Bina kisi relay k lga rakhi hai dono but i feel isse sayad batry pr bahut load a raha hai aur ek time pr a kr batry voltage drop kr jati hai kya isse koi fayda hoga ya phir battry ko bhi sath hi modify krna pdega jaise 2.5 ki jagah 4lb lga di jaye please reply 😭😭
Y u r mis guiding viewers. U just gave a bypass connection from battery to headlight bulb. Battery will drain soon for 60/55 or 100/90 bulb. Battery charging will not be as soon as it drain when light is ON. Reflector assembly is designed for 35/35 bulb , reflector and headlight glass will be damaged by the heat produced by 100/90bulb.
6:00 par jo yellow aur white wire hai vo battery pe lagane ki vajaye ignition ke positive pe connect kar sakte hai kya?
Bhaot Sahi👌👌
Meri ek wish hai ki aap ek
Aisi video banaye ki koi bhi bike ho uski ignition on karte hi bike k 4 indigeter our honn ek bar chalu hoke band ho ..bina kisi remote control k 😊😊
Good question but horn nahi bajega to chalega balki ignition on karte hi Charo indicater ek bar on honi chahiye..,...,..esa kuchh solution ho to batana......
Ho to skta hai but wiring ka kafi jamela karna padega
I have solution
Koi jada wiring ni
@@rupinderkumar3272 to please bata dijiye video ke thru please
Bhai video bahut achchhi lagi next video zaroor banao
Bhai bhot bdia aur video bnao car k liye installation krne pe
Achchi jankari dete ho Aapka har video acha hota hai
Explained very well.
Lot of thanks.
Car bhi video banao 👍👍👍
Sir ji mare bike ki headlight dinamo ke sath connect hai mai kaya relay ki positive wair ke sath dinamo ki positive jor du..or extra wair laga ke battery positive ke sath jor du.. please tell me briefly and clr my confusing..thank you
Jordar 😂😂😂
Osm super explain bro is video
Ke bad myney subscribe kardiya like b kiya
Bhai kya ye horn me b lg jati hai?
This is a good work. I like it.
Bhai jee non self wali bike per check kya ye chhoti baitry per on hogi time kitne lagaega low hone
Kya splendor bs6 me 55 60 w bulb laga sakte hai
Mast relay hai bhai ye mai use kr chuka hu is relay ko
Ac me chala skate kta ya dc krna padega plz replay me
Es relay pr 1bulb v chla skte h ya 2no hi bulb ka load dena jaruri hai
Sir kya ye bike starting me hi kaam karega ya bike bina start kiye bhi kaam karega
Hjg m8 led ke sth kam krega....???
Amit bhai video ke last me jo wire Delhi hai yellow number purches kernel hai cost kernel hai
Bhai power supply battery se ya magnet wala chahiye
Alternator upgrade kiya kya?
Bike mei Jo switch hota hai osi k sath connection kar sakte hai ya new switch dalna hoga
Sir Minda ka h or tata visita me wiring karna hai plz reply me
Yamaha r15 v2 me 2 relay use karna padega kya .....please bhai reply
Bhai splendor me 12v 55/60 ka bulb lga de to reflector kharab to nhi hoga
Led me use kar sakte hy
I m using Philips Dual headlamp relay kit with Osram 100/90 Watt halogen bulb instead of stock bulbs which was 60/55 Watt, in my Nissan Micra, it is working very fine till now since from 2 yrs...
Bro use bike ke headlight ke wiring se nhi juda ja sakta hai kya
Relay led bulb me use kr skte h ky
Bhai mere pass splendor plas he or led bhi he prantu muje stock lamp ko full krna he to me ye rayle lga skta hu please help me
Bhai ye lagane ke bad Led laga sakte hai kya
Ye relay horn mai bhi lagaya Jaa sakte hai
Car m kaise lagegi bhai Riley
Aapki shop kaha par hai ...??
Kya hum ise passion pro bike me laga sakte kya
Sir will it effect on the reflecter of classic 350 bike 100/130 w bulb using this relay?
Bhai reflector kharab ho jayega kyuki jitna watt jada hoga utna jada heat hoga bulb bhi and reflector bhi
Sir es pr led light chal Jaye gi
Ye led light main kaam kare ga ki nahi
Sir magnet Ac me adopter laga kr Dc me canwort kr skte he kya dairect kre bina
Ek bridge rectifier laga kar kar sakte hai jo 20 amp ka ho
Bhai fog light लगासकते.है क्या ये रिले मे
Bro 2.5 volt ki bettry he usme chalega
bhai agar ye wala replay use karke aapni splendor main 40/45W halogen bulb DC main convert ho sakta hai kya
1st comment nice bro
Please help me bhai
Bhai battery discharge hogi kya
Great video 👍👍
I use Thimson Heavy Duty Relay Wiring Harness for my Auxbeam 72W 12inch LED bar for my Gixxer ! In one H4 Socket I connect my Bike's Headlight which is also Nighteye LED & in other socket I connected Auxbeam LED bar using spade connectors (Positive in Highbeam & negative in Ground) ! So whenever I use passing light or Highbeam switch, the high beam switches on including my Auxbeam LED Bar !
Ooo
Apka contact number milega mujhe thoda help chahiye. Me bike me ek headlight ka connection tha me 2 headlight lagane wala hu so ye relay lagana jaruri hai kya ? Exactly kya advantage hai iska ?
@@Chinmay.__ Relay lagaoge toh accha rahega, jyada watt ka bulb use kar paoge & Battery pe load bhi nahi Ayega... Toh Thimson ka Relay Wiring Harness lagvalo !
Bhai relay to bas switching karta hai load ane se kaise bachayega wo
Bhai negative wire battery ke negative mein laga raha hu toh fuse udd ja raha hai baar baar.. negative waali wire kaha lagaya hai apne..
Bhai ek sath 2 RR unit parallel lagao.old 2007 super splendor (5A battery) wala RR unit mene diesal bullet me tray kiya tha..lekin engine pe kafi load padta he ..aapko splendor me idol RPM ras jyada rakhni padegi or Engine oil thoda jyada dalna padega taki main coil overheating na ho.dc cdi wali motorcycle me RR unit pehle battery charg hone me power deta he taki engine chalu rahe or badme bache hua current ko head light ko deta he.
Sir aapne jo s1 aur s2 me jo in put diya hai o sidha magnet ka hai ya men ligth battery pe karni padti hai ..plz ans
Ise pleasure scooty me use kar sakte hai kya..Usme Accelerator Dene par light tez hoti hai aur accelerator Kam karne par light Kam hoti hai..
Can this be used for projectors with h4 hids?
Bhai kya hb3 bulb ka connection kar sakte hai
Bro ismart 110 laga sakte hai kya
60-55 to 100-130 w cheng krn te light kharab ho sakdi k ny (caroms )
Bhai y relay kitne ki aati h
Aapke bike ki betry kitne L.B. ki hei
5 L.B. ki betry me 60 wat ka gellojan balb use ker sakte hei kya relay ke shath
Bai eh relay horns par kisea use hoyu gi ??
bhai ap me shop kha hai??
Bai yeh trick without shelf ct100 2005 me work kre ge my bike battery 5 amp ke installed hai bta dena work kre ga plz 🤔🤔
Bhai 40w /45w ka halogen bulb lagao osram ya philips ka best hai
Kya meri bike mein (Karizma R 2011).... ye successfull hoga, battery jaldi khatam toh nahin hoga ya late charging ki koi problem ya fir headlight jyada garam toh nahin hoga Bro????
Meri bike mein 35W ki bulb thi.... jo maine 60W ( Phillips H4) kar dia hai, fir v light kam lagta hai aur battery v nayi kharid li maine.
Advice me pls....
1 aur baat.... ye headlamp relay, 55/60W (Phillips H4) bulb ki roshni bada degi kya????
Maine apne bike mein.... sirf bulb change kia hai aur kuch v nahin, baki sab original hi hai.
Agar light magnet pe jalti ho to koi problem to ni hogi
Relay Bajaj RE BS6 laga sakte hai Kya duel haeligh model Bajaj RE BS6
Ye roots ke megasonic horns me lag sakti hai?
Kya yah LED H4 ki light Tej Karega
A trai karliya bro fit bhi ho jata hai par 100 90 ka blueb dal te hi battery low ho jayi hai badi battery 5 LB tz bhi dali thi battery to voh bhi utar gayi
Sir, car headlight relay wireing ke sath combination switch connection jarur bataiyega sir,
me automatic auto dipping system laga rha ho but mera relay slow work kar raha hai iska kya problem ho sakta hai please suggest hum acche qulity ka relay laga rhe hi tab fast chal rha hai
Led light me work karega kay
Battery fast charge ka bhi video banao sir
Can we install this relay on Activa 110 cc 2013 model????
Bhai jo apne wire bnai he ..vo ham car ke liye bna sakte he bhai?
Earthing karna jaruri hai kaya..
Maine sub aapke jise bataya vaise kiya pr koie fayda nahi huaa lite badhane ka to chodo par lagi bhi nahi sirf balub lala hota hie pise vest gai aise lag raha he aap proper gidence kare ya apka contact number de nhi lag raha aapne bola aise karke balb
Veer es relay se roots horn chal jate hai
Can we use it for fgg lights with low and high beam
Car ki liye bhi video banaaiye
Bro isi type ka bulb white m bhi mil jata h kya osram company ka
Kya hum led bulb ko use kar sakte hai is tarha se i think kar payenge please btavo bhai
Ek led bulb pe bhi is tarha install karo is taha
Yah bahut din Ho Gaye aapke koi video nahin a Rahi nahin
bhai fog light ke liye bhi koi relay ata h kya pls ata ho to ek bar btana...
Bhai agar iss relay ko rr unit ke light output ko dc convert karke lagaen to circuit kaise banega
Bhai dono filamint jalne se bike ka bim riflektar garm hone se kharab ho hayega🤔🤔🤔
Very useful information shared with good and and clear speach. My concern is what is disadvantages of this Relay if we used in Splendor kik started bike.
Sir is relay ko hum high & low (dual beam wala) beam wala led fog lamp ko direct battery se connect kar payenge..?
Yani dc connection ke liye istemal kar payenge..?
bhayya night eye orr auxbimb mai sai konsa led best h
Sir bike ki headlight Ko hum directly betery se kar sakte hai Kiya . Eska koi side effects toh nahi hoga na
bhai agar bike main led tube lgwai hai toh battery se conect karo agar nahi hai led toh lihgt ko engine k sath conection rehne do kio k battery se halogine bulb ki light nahi banti
Online milta hai ye wiring kit
Relay ko led light ke liye use kar sakte hai kya. Sir please answer me
65 watt ka bulb ko splendor mai direct alternator se chala sakhte hai kya??
Plz reply
Try karo ek baar
I also want to know for old splendor plus model
Ha lekin pura output nahi mile gaah apko dc convert karna hi parega
Bhai 40w /45w ka halogen bulb lagao osram ya philips ka best hai
Bhai Main Dio scooty main lagane wala hu kuch to problem Nehi Hoga na
Bai ye digital meter cd dawn me lag sakta hai cd dawn par digital meter ki video bno yarr please
Bhai i have already relay install in my car but have 30a .. so Muje apne jo dikhaya 40+40a relay chaiye so plz apke pass jo hai wo lena hai to help karo...
iska link description me hai bhaii
@@yourhostamit bhai vo to mene dekha hai ... But amazon vala hai wo 40a hai aur apke pas hai wo 40+40a vala hai... Wo chahiye...
@@yourhostamit bhai javab to doo yaar
@@nisargraval8510 same link hai bhai isi relay ka
Sar aap ne es ko kuaail se hata kar Kiya he ya 🔋 se kiya he
male aur female connector ka price kitna hai bhai ?
Splendor ka reflector garm hoke kala ho jayega 100/130 bulb ki hit se, jada der tak headlight on rahane pe , bike ke reflector itane hit ko nahi le pate hai
Bhai light dim ho gyi hai nayi bhi laga li fir bhi low hai, kya problem ho sakti hai, please reply
Likes your work
Bulb 130.100 watt k lga k dekho
Bhai 40w /45w ka halogen bulb lagao osram ya philips ka best hai
Bike ki battery kharab hoti he ya nahi 🙏🏻
Bhai roll oversensor ka kua hua bike ka Jo aapne video daali thi minda ka
Nice video Bro👌🙏
Bhai main is relay ko fog lights k liye lgs skta hu apni splendor mein 30w ki hai dono lights lekin batry 2.5 lb ka hai abhi mene direct Bina kisi relay k lga rakhi hai dono but i feel isse sayad batry pr bahut load a raha hai aur ek time pr a kr batry voltage drop kr jati hai kya isse koi fayda hoga ya phir battry ko bhi sath hi modify krna pdega jaise 2.5 ki jagah 4lb lga di jaye please reply 😭😭
60/55 bulb bina relay ke bike pe lagane se bike ki wiring per bhi asar padta hai kya
Y u r mis guiding viewers.
U just gave a bypass connection from battery to headlight bulb.
Battery will drain soon for 60/55 or 100/90 bulb.
Battery charging will not be as soon as it drain when light is ON.
Reflector assembly is designed for 35/35 bulb , reflector and headlight glass will be damaged by the heat produced by 100/90bulb.
Well explained
Good
Yes,bro u r right.
That stupid miss guilding viwers