Yusuf Azad Qawwal - Complete History And Biography Of Vintage Era's Great Qawwal Singer

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 13

  • @arifazad5645
    @arifazad5645 23 วันที่ผ่านมา +1

    Yusuf azad sahab ka koi ustad nahi tha un ke shauk ne hi unhe.itna bada qawwal banaya

  • @mohammedgayasuddin8220
    @mohammedgayasuddin8220 9 หลายเดือนก่อน +1

    I always remember his Great kawali with my childhood, Yusuf Azad Sahab very Great Kawal,Allah inko jannat Naseeb kare.

  • @arifazad5645
    @arifazad5645 23 วันที่ผ่านมา

    Bahot accha kar te ho❤🎉

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน +2

    Ismail Aazaad aur Jani Babu aur Kallu Qawwal bhi Legened Qawwal thay.

  • @zaayka_hee_zindgi1048
    @zaayka_hee_zindgi1048 2 หลายเดือนก่อน +1

    Me mobai me 1974--77tak Yusuf azad rasida khatun kandla kutch gujrat me chemen sahb bute program karte jani badu ajij nazaj us jmane mekya kwali thiaaj gane bhi nhi Yusuf a..rasida kha.fen hu daunlod kya hekhi Sadi me jau ye kwali lgav

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน +1

    Sirf Radio se hi Itni Shorat milti thee, Woh bhi Poorey Mahella mein Ek Ya (2) ghar mein Radio huwa karta thaa.
    Is k Alawah Gramo phine records se Sun saktey thay, Record Kafi Qeemti huwa kartey thay' Jis k liey Gramo phone ka hona Zaroori tha' Jaisey Radio k baad Taperecord k Dour mein Cassette ka hona Zaroori thaa.

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน

    Yeh Cessette se pahley ki Qawwaliyaan hain' jo Radio ya Gramophone record par hi Sun saktey thay.

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน

    1965سے اسماعیل آزاد' یوسف آزاد' کلو قوال' جانی بابو'قوال صاحبا ن کو سنتا آرہا ھوں' جبکہ صرف ریڈیو پر سنا جاسکتا تھا۔

  • @honestsewingmachines1140
    @honestsewingmachines1140 9 หลายเดือนก่อน +2

    Medam.chhoteyusufazad.ki.bhi.estori.ba taye

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน +1

    1990 naheen bul k 1980 k Daha ( Decade )

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน +1

    Azeez Nazaan 1990 se kuch pahley Aaey', Chadta Suraj aur Jhoom baraba jhoom Sharabi aur Shakeela Bano Bhoopali aur Putli Baai. Kaisey Besharm Aashiq hai Yeh Aaj k, wagera wagera Qawwaliyaan Mashoor theen.

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน +1

    عزیز ناز' غلط ھے' بلکہ عزیز نازاں' صحیح ھے۔
    Azeez Naaz' Saheeh Naheen hai' Bul k Azeez Nazaan' Saheeh hai.

  • @mohammedjabbar9312
    @mohammedjabbar9312 9 หลายเดือนก่อน

    عزیز نازاں قوالیوں کے افق پر 80 کے دھے میں وارد ھوئے' جھوم برابر جھوم سے انھیں شہرت ملی ( فائی رائفل' فلم سے )