Nokari Karanataka Baali|| Truck Driver Life

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 1 ก.พ. 2025

ความคิดเห็น • 7

  • @upscaspirant578
    @upscaspirant578 2 หลายเดือนก่อน

    भैया मेरे कमेंट को जरूर रिप्लाई करना
    मैं गाड़ी लेना चाहता हूं मेरे ये समझ नहीं आ रहा है कि आयशर 6 चक्का जो 12 टन पासिंग में आती है वो लूं या टाटा की 14 चक्का बड़ी गाड़ी लूं किस्में कम टेंशन और ज्यादा फायदा होगा

    • @gopalyadavtravellingvlog3966
      @gopalyadavtravellingvlog3966  2 หลายเดือนก่อน

      14 tyer lena bhai

    • @upscaspirant578
      @upscaspirant578 2 หลายเดือนก่อน

      @gopalyadavtravellingvlog3966 sir 14 tayar me dar ye lag raha hai ki usme maintenance ka kharcha jyada hai jaise ki tyre ,diesel aur paper kharcha to yahi nahi samajh a raha hai aur sabse badi baat ye hai ki log bol rahe hain ki aajakal badi gadiyon ko maal nahi milta hai market me to aap mujhe sahi rasta batayen please bhaiya ji

    • @gopalyadavtravellingvlog3966
      @gopalyadavtravellingvlog3966  2 หลายเดือนก่อน

      @upscaspirant578 baat Sahi Hai Bhai parantu vah gadi Jo Hai bhajan Bhi jyada le jaati Hai aur uske bhade bhi acche rahte hain chhoti gadiyon ke bare mein mujhe jyada jankari Nahin Hai yadi aapke sampark Mandi bagaira Mein Hai To chhoti gadi theek rahegi kyunki chhoti gadi canter 1109 ya Anya canter sirf kacche Mal per hi acchi bachat deti Hai

    • @upscaspirant578
      @upscaspirant578 2 หลายเดือนก่อน

      @gopalyadavtravellingvlog3966 hmm ye baat to sahi hai apki

  • @anilchavhan992
    @anilchavhan992 2 หลายเดือนก่อน

    Ram Ram Bhai