Thank you for this video its very helpful to me. To aapki training ho chuki hai please gpft aur v panchayat Sevak k liye Jo v jankari jaruri hai please us par video banaiye please
Approval ke bad Jo Paisa Beja Jayega bu Paisa kaunsi aur Kaisa Account main Jama Hoga. Kya Har GP ka Bank account pehle se hii Nirdarit Hota Hain. Aur Agar koi neya Join Kore Toh usko kaise iske barein main pata chalega.
Gram Panchayat sahayak kon hoga clear kijiye. Gram Panchayat sachiv gramsabha me kyu nahi envolve he, aapne gram panchayat sachiv ka gram sabha me kartavya kyun nahi bataya.
Ek baar vedio bna kr ye bhi bta dijiye ki har ek panchayat ke liye kab or kitne paise aate he or kis ke account me aate he bo Kaise aage disaturbute kiye jaate he
Bhaiya hm kis website pr aur kaise plan ko upload karna he ye bhi vedio ke throw bta dijiye Or bhaiya plan submit krne ka bhi to ek time ya month hota hoga na tabhi to pure year ke liye baha se paisa lgaya jata hoga Yese har bar nye plan bnakr upload thodi ni kiye jaate honge
Thanks dear for detail information about GPDP
सर facilitator report gpdp portal aur panchayat nirnay portal aur egram Swaraj portal me antr btao ki Inka kam kab aata hai ❤❤
Damyawad ❤❤
Thank you for this video its very helpful to me. To aapki training ho chuki hai please gpft aur v panchayat Sevak k liye Jo v jankari jaruri hai please us par video banaiye please
Thank u bhai app aese hi video banate rhe hume samjh me aei
आपका प्रयास सराहनीय है
परंतु दिए गए जानकारी में बहुत सारी कमियां है।
Jo panchayati raj Department ki website par uploaded hai usko samjhaya hai baaki ho sakta kuchh rah gaya ho
Thank you brother
Approval ke bad Jo Paisa Beja Jayega bu Paisa kaunsi aur Kaisa Account main Jama Hoga. Kya Har GP ka Bank account pehle se hii Nirdarit Hota Hain. Aur Agar koi neya Join Kore Toh usko kaise iske barein main pata chalega.
Thank you sir
Thanks
Gram Panchayat sahayak kon hoga clear kijiye. Gram Panchayat sachiv gramsabha me kyu nahi envolve he, aapne gram panchayat sachiv ka gram sabha me kartavya kyun nahi bataya.
Thanks sir
Tqqqqq❤❤
Ek baar vedio bna kr ye bhi bta dijiye ki har ek panchayat ke liye kab or kitne paise aate he or kis ke account me aate he bo Kaise aage disaturbute kiye jaate he
Good sr अचछा
Thanku sir
Good sir
Bhaiya hm kis website pr aur kaise plan ko upload karna he ye bhi vedio ke throw bta dijiye
Or bhaiya plan submit krne ka bhi to ek time ya month hota hoga na tabhi to pure year ke liye baha se paisa lgaya jata hoga
Yese har bar nye plan bnakr upload thodi ni kiye jaate honge
Good
Sir Lakhimpur me trening kab hogi
Sir please ye bataye ek Talab Gram Panchayat me banaya gya hai to ushme Pani ka distribution kaise karenge ye bataye
Very nice
sir draft plane register m kaise likhe ya computer m kaise feed kare
Upload kaise karna hai detail me batayiye sir
Thank you bhaiya bhut achhe se btaya apne
Aligarh Uttar Pradesh me trening kab hogi
मै जानना चाहता हूँ कि GPDP 5साल का एक बार बनाया जाता है कि साल के साल बनाना होता है।
1
1 sal me ek bar
Sir siddhartha nagr ki trening kb hogi
Hii
Aligarh me kam hi nahi chalu hua sir
बहुत अच्छी न्यूज़ सर
plz bataye
Pradhan nhi sarpanch h bhai
Bhai ye video kse bnate hai aap
Paid software se
Pls name the software
Bineme
7
I am also panchayat sahayak
महोदय आप अपना नंबर दे सकते है ।
BDC kha gya.
सर हमने अनुबंध पत्र जमा कर दिया था उसकी फोटो कापी नहीं करवायी थी सुना है ट्रेनिंग मे अनुबंध की फोटो कापी लग रही है तो क्या करे सर
Dusra banva lo usi date ka
Nhi lg rha h anubhndh
Nhi lag rha h district pr
Aapne block se anubandh lekar copy kar ba lo
@@r.s.6131 lag rha h
Boycott
thanks sir
Thank you sir
Thanks sir
Thanks sir
Thinks sir