Neutral ko ache se plier se twist nhi kar rhe hai aap , neutral ne bhi phase ki tarha hi same load padta hai ye aapko pata honi chahiye isliye 1.5 inch strip karke bahut tight twist karna chahiye
@@EGSchennel usse farq nhi padta hai kisko kitna experience hai , maine 20 saal experience walo ko bhi badi badi galtiya karte dekha hai , dusri baat ke hum electrician ek dusre ko dekh ke follow karne lag jate hai or usi paimane per maan lete hai ke kya sahi hai, Phase neutral dono me same load flow hota hai, isiliye dono ko hi ache se joint karna chahiye, aap khud sochiye kabhi koi mistri service karne aayega or wire khicha jayega to wo aapka joint khul jayega, Aaisa to nhi hai ke mera experience jyadah hone per aap mera baat ko maan lenge, Hamesha Professors or Scientist hi primary source hote hai jo ke College me parhate waha se engineer or diploma wale nikalte hai jo ke mistri log ko sikhate hai ke kaam kaise hota hai , mistri to bas purane parampra ki follow kar rhe hote hai
@@aamirshahid9504 dekho jaan kam aapke or mere hisab se nhi hoga kam hoga customer ke buget ke hisab se aap bol rhe h ki nutral ka jod ache se lagana chahiye aapki bat sahi H lekin hum khete H nutral ka jod lgana hi nhi chahiye sidha bord me leke jani chahiye wire ko lekin uske liye wire kafi lagti H isliye kisi kisi ka buget nhi hota mere bhai hum chahate H kam acha ho or buget me ho isliye ye jod lgaya H baki isme itni bdi koi dikkt nhi H mera 12 sal ka expirince H aaj tk koi dikkkt nhi aai baki aapne bhot achi bat kahi ❤️ i like it👍
Mai bhut sara video dekha hu sir but apse achha koi nahi bataya tha sir
Bahut badhiya video hai
@@RajBhai-z4u thanks 🙏
Very Nice Video Bhai Jii
Thnx 🙏ji
Supar video ❤❤
Very good sir ji
very nice ❤❤❤❤
Tq
Naic bro😮😮😮😮😮😮😮
Nice bro 🎉🎉
🌺💫🌺💫Video samajh gaya hai good night video aapka video bahut achcha lagta hai. 🌺💥⭐💥⭐💥🌺💥🌺🧡🌺🧡🧡💗💗🧡💝🧡😆💕💔💕💗💕💔💕💓💕⭐💕💕💖💕⭐💕💔💫💗💥💗
Thanks brdr
Nice video for kids 😅😅😅😅😅😊😊😊
Aap kids ho kya
Kid of final stage
😂❤ i am electrician
सुपर bro very nice video wow
Thnx ❤️
Fentastic video ❤❤ thoda slow video our. Low (clarity )
Ok thnx and next
@@EGSchennel ok bai thank you so much
Jab Hi Shochu Ki Gabber 3 Movie Kyu Nahi Bani Gabber To Aapke Saath Laga Hua Jii 😇😇😇😇
Acha ji😆😆
❤❤❤❤❤good 👍👌
♥️
Good work
Bhai iska age wala video upload karo
Ok bhai jaldi aa rhi H
Nice work bhai
♥️
Very nice bro
Tq😊🙏🙏
super 👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍bro
Neutral ko ache se plier se twist nhi kar rhe hai aap , neutral ne bhi phase ki tarha hi same load padta hai ye aapko pata honi chahiye isliye 1.5 inch strip karke bahut tight twist karna chahiye
Kitna time ho gya bhai aapko kam krte hue 😊
@@EGSchennel usse farq nhi padta hai kisko kitna experience hai , maine 20 saal experience walo ko bhi badi badi galtiya karte dekha hai , dusri baat ke hum electrician ek dusre ko dekh ke follow karne lag jate hai or usi paimane per maan lete hai ke kya sahi hai,
Phase neutral dono me same load flow hota hai, isiliye dono ko hi ache se joint karna chahiye, aap khud sochiye kabhi koi mistri service karne aayega or wire khicha jayega to wo aapka joint khul jayega,
Aaisa to nhi hai ke mera experience jyadah hone per aap mera baat ko maan lenge,
Hamesha Professors or Scientist hi primary source hote hai jo ke College me parhate waha se engineer or diploma wale nikalte hai jo ke mistri log ko sikhate hai ke kaam kaise hota hai , mistri to bas purane parampra ki follow kar rhe hote hai
@@aamirshahid9504 dekho jaan kam aapke or mere hisab se nhi hoga kam hoga customer ke buget ke hisab se aap bol rhe h ki nutral ka jod ache se lagana chahiye aapki bat sahi H lekin hum khete H nutral ka jod lgana hi nhi chahiye sidha bord me leke jani chahiye wire ko lekin uske liye wire kafi lagti H isliye kisi kisi ka buget nhi hota mere bhai hum chahate H kam acha ho or buget me ho isliye ye jod lgaya H baki isme itni bdi koi dikkt nhi H mera 12 sal ka expirince H aaj tk koi dikkkt nhi aai baki aapne bhot achi bat kahi ❤️ i like it👍
@@EGSchennel haa mai aapki baat samagh gaya
Nice work
Bdiya
❤❤
Nice video
Bhai aapko Neutral wire me jod nhi krna chahiye tha kyonki isse aage aapke customer ko presani jheloni pd skti h
Okhy bhai aage se nhi lgate 😊
Bhaiya main elactrician main apke pass kam karna cahati hu apka ghar khaha par
Pls bhai
Ac wale wair ke sath 1sarkit kyu dala hai
Ac ke liye kitna sq mm ka wire thik rehega? Or Apar Anushakti ki wire quality kaise hain?
Ac ke liye 2.5 sq mm
Ac me 4mm wire lgta he
👍👍👍👍👍👍👍👍
🎉🎉❤❤❤❤❤❤❤
Bhai kon sa camara use krte ho
I phone h bhai kaise Bdia nhi bani kya
@@EGSchennel nice video
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
😮😮
Where is the safety precaution
Kon sa company ka wire hai
RR
Half kya hota hai
Pankhe or bulb ki jo wire hoti hai .75mm ki use half khete H bhai
Mere bhai slow slow bataiye aap kya kam kar rahe ho aap kuchh samajh mein a Raha dusron Ko to kuchh bhi samajh mein nahin a Raha bataiye aap
Ok bhai next time 😊
❤❤❤