नक्शा त्रुटि सुधार या नक्शा दुरुस्ती Naksha truti sudhar ya Naksha durusti

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 23 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 201

  • @rajkumarpilmber6057
    @rajkumarpilmber6057 ปีที่แล้ว +3

    Bhumidhar jameen se rasta kaise nikala jaaye iska bataiye upay

  • @arjundhangar5395
    @arjundhangar5395 2 ปีที่แล้ว +3

    Sir,mere dadaji ne 1985 k aaspass jamin kharidi parantu vo jamin unke dono putro k naam se nahi karate huae ek bade putra k naam se karadi
    kya chota putra isme hissa le sakta
    Dono putro ka batavara 1991 me ho chuka hai aur us jamin ko chote putra yani mere papa ko hissa nahi diya
    Please reply me

  • @bharatgurjar1257
    @bharatgurjar1257 2 ปีที่แล้ว +7

    बहुत अच्छी जानकारी बहुत बहुत धन्यबाद🙏

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว +1

      धन्यवाद आदरणीय

  • @kalpnakurmi552
    @kalpnakurmi552 2 ปีที่แล้ว +7

    खेत के दो हिस्से 1/2 हुआ h or जिस तरफ की जमीन हमारे पास थी वो nakse में दूसरे के पास हो गई h or dusre ke taraf ki जमीन nakse में मेरी हो गई h naksa बदलना h to kya kare matlab hamari unke pass h तथा दूसरे की मेरे पास h nakse me

  • @jitendrabamberwal5951
    @jitendrabamberwal5951 5 หลายเดือนก่อน

    Sir आपके वीडियो बहुत ही अच्छे लगते है। आपका समझाने का तरीका तो बहुत ही अच्छा है।
    1 .मेरे सामने रास्ता है फिर एक खातेदारी भूमि है । उसकी जमाबंदी 107 बीघा की है किंतु नक्शा 115 बीघा होने के कारण उस भूमि की तरफ से जरीब चलती है तो हमारे खेत में रास्ता और उस खातेदार की भूमि आ जाती हैं। तो सर उसका नक्शा बड़ा है तो व स्वयं तो स्वार्थ वश अपने नक्शे को कम नही करता है। जब भी वह नाप करवाता है तो नक्शा बड़ा होने के कारण जरीब हमारे खेत में आ जाती हैं तो हम आगे क्या करे मार्गदर्शन प्रधान करे

  • @munshiji345
    @munshiji345 ปีที่แล้ว +1

    Sir hamari jameen ka naksha termin Nayab sir ne kar diya ab agla party SdM mahoday key yha appeal kar diya kya meri tarmin SDM mahoday kaincil kar dege hamari rajistry pahle se hai

  • @jayvantpatel6651
    @jayvantpatel6651 ปีที่แล้ว +1

    4 acr jamin me 3 acr jamin n a kiya hogya duraste k phis bhe chukade gaye he. Duraste karne k liye adhekare nhe AA rahe. Arji de he. 10 month ho gya. Kya kare.

  • @yashpatidar5746
    @yashpatidar5746 2 ปีที่แล้ว +2

    Hame yha jankari dene k liye bhot bhot dhanyawad vakil sahb 🙏

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว +1

      धन्यवाद, यह समस्या बहुत सारे किसानों को रहती है, कृपया इस वीडियो को अधिक से अधिक लोगों तक शेयर करें।

  • @shivnarayanvyas2756
    @shivnarayanvyas2756 2 ปีที่แล้ว +2

    बहुत अच्छी जानकारी है

  • @jbrgaming8085
    @jbrgaming8085 2 ปีที่แล้ว +2

    Bahut acchi Jankari bahut bahut dhanyvad

  • @dheerajkumarsaroj3828
    @dheerajkumarsaroj3828 ปีที่แล้ว

    Sir naksha me new rasta feed ho sakata h

  • @kismatpatel1964
    @kismatpatel1964 ปีที่แล้ว

    Sar namskar Jo Purana naksa th vo naksa jamin napne vale ne chanj kar diya hai tho Kiya kare

  • @saurabhshukla6720
    @saurabhshukla6720 ปีที่แล้ว +1

    Kuch advocate ka kehena hai nakash shudar shirf sdo callecterd se hi hoga neyaley se nhi ho sakta rasta bataye

  • @girrajdhakad237
    @girrajdhakad237 ปีที่แล้ว +1

    Sir mera naksa me bhinta h me naksa ko sahi karane ke liye me file kha lagau

  • @jaiprakashmaurya3530
    @jaiprakashmaurya3530 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir mere khet ki gata number online feeding me nali wale number me feed ho gya h jabki lekhpal ke pas bilkul sahi hai to online me nakshe me kaise sudhar hoga

  • @bharatagarwal-k8g
    @bharatagarwal-k8g ปีที่แล้ว

    Namaste sir patwari dwara vikray patra me prastut chaturth seema ke anusar simankan nahi karta hai to kya kare

  • @brijmohangupta2908
    @brijmohangupta2908 2 ปีที่แล้ว +3

    Sir मेरा रकबे के हिसाब से नक्सा छोटा है उसे ठीक कराने के लिए क्या करना होगा

    • @rakeshkumarverma6161
      @rakeshkumarverma6161 2 ปีที่แล้ว

      Sir मेरे जमीन का नक्शा रकबा के हिसाब से छोटा है उसके लिए क्या करे

  • @yashpatidar5746
    @yashpatidar5746 2 ปีที่แล้ว +2

    Meri khandani jamin jo mere pardadaji k samya se h uska rkba 1950 se 2022 tk 0.0610 hectare h sare b1 khasre avam digital nakshe ma bhi
    Prantu jb mene iska simmankan karwaya toh patawri dwara mujhe yh bhumi kaam btyi gyi h
    Mere pass filhal darj rkbe se kaam bhumi pr kabja h
    Mujhe esa aabhas h ki nakshe ma kuch truti ho skti h
    Na hi us bhumi ka kbhi batwara hua ha

  • @VijayKumar-ev8hn
    @VijayKumar-ev8hn ปีที่แล้ว

    Sir maine Jamin kebala liya hai oh jamin 2 kattha nkasa kisi dusare bejati Mai kat ya chal gya hai

  • @newmeditation2711
    @newmeditation2711 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir mera pahale 2012 ka nakasha, chakbandi ke samay ka hai, likin uske bad ka naksha dhata diya gaya hai, jisake liye mane kaymi dal diya hu, lekin 1.6 saal se koi adhikari nahi bad raha hai, kaise purana naksha prapt karu.। Mai up, rakesh kumar

  • @crazyxyzentertainment700
    @crazyxyzentertainment700 2 ปีที่แล้ว +3

    Sir, Namaskar sir
    Khatiyan me Jamin Kam hai or naksa me Jamin Jada hai kya ye khatiyan per sudhar sakta hai kya .khatiyan per mera plot ka area 6 katha hai lekin naksha me 8.5 katha hai .ise parkal 5 plot ka area bahut jada hai.iske charo or jo plot hai jo mera dada and parda ji beche hai na ke dushera khet Malkin ka Jamin katta hai .sir please reply

  • @yogeshtrivedi176
    @yogeshtrivedi176 ปีที่แล้ว

    Agar village chakbandi me laga ho chakbandi hold ho kuch ho na raha ho tho dhara 30 me cam ho sakata hi naksha ka sudhar .....

  • @parvindpatel2338
    @parvindpatel2338 ปีที่แล้ว

    Sir pustikrit nakasa me our 41 45rasat dakhil bhi 1bisa ha our banadibasti nakasa me 2 bisa huaa hai lambai bada diye hai maine dhara 30 dakhil kiyae hai mera fail jil adhikari ke yaha hai kaise rukega sir rasata rugega sir parasnotri dikha rahe hai nahi man rahe hai

  • @AmitYadav-kc5rs
    @AmitYadav-kc5rs 5 หลายเดือนก่อน

    Naksa me jmin 2 dismil ha aor khatoyan me 1 dismil ha kaise sudhar hoga

  • @guptaprasadmuduli5924
    @guptaprasadmuduli5924 ปีที่แล้ว

    Sir dono ka same plot number ho to kiya kare

  • @indianhindikahaniyaan
    @indianhindikahaniyaan 2 ปีที่แล้ว +2

    शानदार

  • @Jitendra935
    @Jitendra935 6 หลายเดือนก่อน

    Sir jamabandi m jamin 6 bigha h lakin naksha m 5 bigha hi jabki purane naksha m 6 bigha hi h ab hum ka kre

  • @dhanrajgoyal542
    @dhanrajgoyal542 ปีที่แล้ว

    Hi sir Maine 4biga jamin karidi hai magar mene Jo jamin kharidi hai 168 aur 164 hai magar se 164 dusre ki jamin me darsha rha hai use thik kaise kare

  • @bharatagarwal-k8g
    @bharatagarwal-k8g ปีที่แล้ว

    Namaste sir patwari dwara vikray patra me prastut chaturth seema ke anusar simankan nahi karta hai to kya kare😊

  • @kantidekorpatel5654
    @kantidekorpatel5654 ปีที่แล้ว

    Meri jmin khridi thi vo trash nkse me glt online ho gyi he usko kese cancel krway

  • @dileepmeena2419
    @dileepmeena2419 ปีที่แล้ว

    Sir mere pass 12akad jamin he usme ye paresani aa rahi ki jo meri jamin he usme kakaji ka name chada he 5 akad me Or jo kakaji he pass 12 akad usme mere papa ka name he 5 ajad me Or number bhi sudhar karna he to iska salution batao

  • @nareshmeenaji741
    @nareshmeenaji741 ปีที่แล้ว

    Sir meri jamin ka naksha hai usme uske bich mai new no. Add kr diya hai jo mera nhi hai use htane ke liye ur mera naksha sahi karne ke liye mujhe kya karna padega????
    Please btaye🙏🙁🙁

  • @rajkumaribanjare9548
    @rajkumaribanjare9548 2 ปีที่แล้ว +2

    Namaste sir ji 🙏 humare jamin ke hisab se rakba bahot kam hai uske liye koi process bataiye or jamin kuch khasra no kisi dusre name show ho Raha hai iska koi samadhan bataiye 🙏 is tarh information video ke liye thank so very much sir ji thank you 🙏

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      धन्यवाद

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      व्हाट्सएप 9098934064

  • @yashpatidar5746
    @yashpatidar5746 2 ปีที่แล้ว +2

    Vakilsahb kripya hame ye batane ka kasht kre
    ki online bhu nakshe ma jo rkba drj hota h vo naksha maap kr likha jaata h ya fr khasre ma drj rkbe ko dekh kr direct likh diya jata h 🙏

    • @tejas6482
      @tejas6482 2 ปีที่แล้ว

      मेरा भी यही प्रश्न है भाई साहब 👍

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      नक्शे में कोई रकबा दर्ज नहीं होता है, रकबा जो दर्ज होता है वह या तो खतौनी में होता हैं या खसरे में दर्ज होता हैं।

    • @yashpatidar5746
      @yashpatidar5746 2 ปีที่แล้ว

      @@Kanoonigyan ji maine nakal shakha se naksha nikala tha us k niche ek table bani h jisme likha h चेत्रफल, मापक,

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว +2

      आप जो बता रहे हैं वह रकबा वही दर्ज होता है जो खसरे में या खतौनी में होता हैं।
      कृपया नक्शे का क्षेत्रफल पटवारी जी से निकल वा लीजिये, गुनिये और कंघी के माध्यम से।

    • @yashpatidar5746
      @yashpatidar5746 2 ปีที่แล้ว +1

      @@Kanoonigyan dhanyawad vakilsahb 🙏

  • @vinitkumardhange1970
    @vinitkumardhange1970 2 ปีที่แล้ว +4

    Sir mera 7/12 Mai 5.8 hecter hai
    Aur naksha 3.8 hecter hai
    To mai kya karu

  • @SachinSachin-ix8db
    @SachinSachin-ix8db 11 หลายเดือนก่อน

    Ser naxa sudar ka liya kya kra hamara khata or kura sahi per jo lakpal na kurabandi ka time naxa banaiya to usma truti ho gai h jo hamara 1975 m batbara hua tha to usma hum uttar disa m h or ab patbari na 2022 ke kurabandi ma hum pacchim disa ma ker diya h to isma kya kre apsa binti h ke aap iska sansodhan ke video bana ker dal da aapki ati krpa hogi

  • @sachingupta-fx8cj
    @sachingupta-fx8cj 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir khasra me ...3-4 sal phle mere dada ji ke 4 bhai ke naam tha ..lekin ab jo hai us khasra me kewl ek bhai ka naam ...hai ...sir iske liye kya kre ....saalah dijiye sir

  • @rm.3367
    @rm.3367 2 ปีที่แล้ว

    Sir
    muje yeh janana he ki
    non agreecolochar jamin ke nakase me vadalav la sakate he

  • @anilnishad7705
    @anilnishad7705 2 ปีที่แล้ว +2

    Hamari zamin chakbandi me road ke kinare mila hai ab naye nakshe me pichhe ho gya hai kya kre

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      यदि आप मप्र के निवासी हैं तो धारा 75 मप्र भू राजस्व संहिता के अंतर्गत कार्यवाही करें।

    • @anilnishad7705
      @anilnishad7705 2 ปีที่แล้ว

      Hum Uttar Pradesh ke hai

  • @Gourishankar.Patidar
    @Gourishankar.Patidar 3 หลายเดือนก่อน

    Sir hamare batware me naksa sahmati se galat kat gaya he east west me katna tha kintu north south me kat gaya mene dhara 15 ki karwahi ki kintu 1 sal bad file yah kahkar reject kar di ki yah apil ka visay he. Sir apil kese kare.

  • @sachinjunankar3118
    @sachinjunankar3118 4 วันที่ผ่านมา

    Sir Meri Makan ka naksha sankshan hokar Makan banaya gaya hai parantu plot ki poorva disha ki seema nahi likhi hai ,parantu plot area aur build up area hai ,parantu swikrit prapt nakshe me kewal build up area ka ullekh hai .

  • @AmarKsupport2631
    @AmarKsupport2631 2 ปีที่แล้ว

    Sir nakse m sudhar Parvari kar sktka h kya

  • @subhashpatil4079
    @subhashpatil4079 2 ปีที่แล้ว +2

    यदि किसी भूमि का न्यायालय में प्रकरण चल रहा है तो बन्दोबस नक्शा त्रुटि सही कैसे करवाये

  • @goluyadav3037
    @goluyadav3037 2 ปีที่แล้ว +1

    Sar hamare pass do ekad jameen thi jismein se ek hi sal pahle bhej di thipdonon kabje mein apni apni jagah sahi hai lekin donon ke nakshe palti mein dekhte hain Purab ka paschim mein paschim ka Puram meinusko humne paschim mein ek ekad bheja tha 30 sal pahle jo bhi hamare kabje mein bhram mein ek ekad hai use per uska Naksha aata hai kya vah sar is jameen Ko le sakta hai ya nahin aur kya donon ke nakshe sahi ho sakte hain kabje ke hisab se Sahi karne ki Salah bataen sar isko

  • @anuj.k.p7906
    @anuj.k.p7906 4 หลายเดือนก่อน

    Sir ji hamare jameen ke abhilekhagar ka naksha sahi hai online me hamare road ki jameen ka naksha kata gya hai rakbe me

  • @ramuprasad719
    @ramuprasad719 2 ปีที่แล้ว

    Sir meri jameen me nali chakrod bna diya kya kre

  • @Amanarora25
    @Amanarora25 10 หลายเดือนก่อน

    Sir, patbari ke pass naksha dekne jate ha to naksha me galat darshata ha lekin jab certificate online website per dekte ho usme naksha sahi ha to patbari bale naksha ko kese sahi karaye

  • @shaileshchaurasiya5465
    @shaileshchaurasiya5465 2 ปีที่แล้ว +2

    सर आपकी वीडियो देखकर पसंद आती है हम 1992 में जमीन लिए थे रोड के किनारे चकबंदी की भूल के कारण पीछे चला गया पीछे वाला आदमी आगे चक्र बैठ गया हमारा पीछे हो गया आ गया आ गया हमारा कब्जा भी आगे यह मकान भी बना हुआ है वह दीवानी में बोलता है सिविल कोर्ट में की जमीन मकान हमारा है जो कि बंद रहता भी नहीं है हम कब्जा 20 साल से और काफी पहले से हैं उसकी जानकारी दें हम आपसे निवेदन करते हैं कि हमें पता चला

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      th-cam.com/video/idURZ83zXiw/w-d-xo.html

  • @kauvedkumar
    @kauvedkumar ปีที่แล้ว

    Sir hamari jameen k naksha hi nahi h
    1998 mgovt k dwara patta Diya Gaya tha tab s hi hum us jameen par kabja h or govt ki taraf s khet talab bhi nirmit hua h makan or bore bhi hi

  • @accelerator7251
    @accelerator7251 ปีที่แล้ว

    सर् मुझे कोर्ट द्वारा 1978 में भू स्वामी घोषित किया जाकर कब्जा भी दिलाया था लेकिन बंदोबस्त के द्वारा भूमि कम कर दी गई थी जिसे मेने बाद मैने आवेदन देकर ठीक करवा लिया था ।लेकिन पटवारी ने नक्से में सुधार नही किया ।क्या समाधान हो सकता है।

  • @abhilashpatel4259
    @abhilashpatel4259 9 หลายเดือนก่อน

    Aap kaha se aapko case dena hai

  • @DeepakKumar-rx1lk
    @DeepakKumar-rx1lk ปีที่แล้ว

    Sir khet ko nakse ke hisab se napa jata hai ya rakbe ke hisab se napa jata hai please sir bataiye

  • @romharshanrathia9817
    @romharshanrathia9817 2 ปีที่แล้ว

    Sir hamre jamin ka naksa purwa me jaisa th waisa nahi hi abhi dusre jagah ho gaya hi kya kare

  • @yogendrabais6275
    @yogendrabais6275 2 ปีที่แล้ว

    Sir hamare jameen hamare kabje ba khatoni me puri hai parantu nakshe men kam hai to kya kiya jana chahiye please bta dijeye

  • @rohitvishvakarma2230
    @rohitvishvakarma2230 9 หลายเดือนก่อน

    Sir hamari bhumi ka batvara pahle ho Gaya tha Jo galat hua tha jisse hame Kam bhumi prapt thi jise hamne batvara nirasst kara liya hai jisme se 1 khatdar ne batvara ki bhumi bech di galat batvara se prapt 80 dismil bhumi adik bik gayi ab hamara batvara kaise hoga

  • @ritikavishwakarma2216
    @ritikavishwakarma2216 ปีที่แล้ว

    Sir mere plat ka number dusre ke khet me bata raha hai or hamara plat hmare pass 20 sall se hai

  • @vimlendrasingh3426
    @vimlendrasingh3426 2 ปีที่แล้ว +1

    Respected Sir,
    Kindly share the process of Naksha duration accordingly as per area in khatoni in the state of U.P. 's jurisdiction with complete legal expects .
    Thanks awaiting of yours precious advice.
    Vimal.

  • @RajendraYadav-zr2zf
    @RajendraYadav-zr2zf 2 ปีที่แล้ว +1

    Sar ricod durushti ho jaye gi

  • @anilsingh-uv6rk
    @anilsingh-uv6rk 2 ปีที่แล้ว +2

    Purana naksha me Sir Mera jamin 9 Dismil hai.aur naya naksha me 450 dhur Kat gaya hai.Sir please samsya ka Hal bataye Mera kaise nikle ga.

  • @RajenYadav-tg3pw
    @RajenYadav-tg3pw ปีที่แล้ว

    Sar meri jamin 3.hectiyar he or abhi ricod me 2 hectiyar he

  • @kiranparihar3803
    @kiranparihar3803 2 ปีที่แล้ว

    Dear sir please mere kashra nakhsya 246/3 naksya me dikha hi nahi rahh hai to ab kyaa kare

  • @roshanlalsao2346
    @roshanlalsao2346 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir ham jis mohalle main rahate hain vaha ka pura naksha kharab hai jiske karan rakbe se kam jamin dikha raha online main jabki ragistry main sahi or abhi simankan karane se hamara jamin kam nikal raha toh kya kare

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      जिला रिकॉर्ड से नक्शा निकाल लीजिए या वहाँ भी नक्शा सही नहीं मिलता है तो राजस्व मण्डल से नक्शा प्राप्त होगा यदि आप मप्र के हैं तो राजस्व मण्डल ग्वालियर है।

    • @roshanlalsao2346
      @roshanlalsao2346 2 ปีที่แล้ว

      @@Kanoonigyan sir aap apna contact number de skte hai kya ?

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      व्हाट्सएप 9098934064 पहले आप अपना नाम पता भेजें फिर कॉल करें

  • @vjiChandan-md7bv
    @vjiChandan-md7bv ปีที่แล้ว +2

    sir mera 2073 ka नक्शा है पर 2071 `2070`2072 ka नक्शा नही है और 2073 का नक्शा बड़ा हैं

  • @dsbydipeshyadav4442
    @dsbydipeshyadav4442 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir mera khet me kisi aur ka naksha ghus gya hai iske bare me jarur bataiye sir ji ki sudhar kaise hoga

    • @omveer8867
      @omveer8867 2 ปีที่แล้ว

      Same mere sath bhi yahi h

  • @anitagupta7864
    @anitagupta7864 2 ปีที่แล้ว

    Dhara 24 huye 3 year hogya hai. Mere fildbook ko rakba ka aaadha bana diye hai.. Kya fildbook sahi kya ja sakta hai

  • @dineshpatel1897
    @dineshpatel1897 ปีที่แล้ว

    Rakhwala number 70 Sab ke button kahan ho chuke hain Satta 1 2 3 4 Inki Mein Dalwa Ne hain kaise karen Sar bataiye

  • @msvloger-z8u
    @msvloger-z8u 2 ปีที่แล้ว

    sir makbuja malkhan kya hoti h

  • @jaisinghyadav6766
    @jaisinghyadav6766 หลายเดือนก่อน

    Sir, मेरे जमीन के खसरा नंबर ९५१ का चकबंदी पूर्व नक्शा सही है। चकबंदी के बाद इस नंबर का नक्शा बना है परंतु नगर क्षेत्र अंकित है तथा नंबर ९५१ नहीं अंकित है। यह नंबर नगर पालिका के अंदर आता है इसका चकबंदी नहीं हुआ है। किस तरह नंबर नए नशे में डाला जाएगा। कृपया सुझाव दे।

  • @mukundapte6211
    @mukundapte6211 ปีที่แล้ว

    Sir meri blueprint 11.05 ki hai our aadesh 14.65 ka huva hai durust karne arji ki hai 21din ho gaye durust karke kitne din me milna chahiye

  • @anshudixit7507
    @anshudixit7507 2 ปีที่แล้ว

    Sir naksha mi sichai karne ke liye nali nhi hi mokhe par raste mi mi bna rkhi thi rasta bhu chal rha tha or nali bhi chal rhi but ab Pradhan ne nali band kardi ab nakshe mi nali kese darj kraye

  • @nasibhussain8996
    @nasibhussain8996 ปีที่แล้ว

    Sir hamare dosri party ne akle he jameen ki durasti lagyi hai or hame pata nahi hai hame ab kya karna chahiye pelse help me

  • @shekhkhan2769
    @shekhkhan2769 2 ปีที่แล้ว +1

    Thank U

  • @VikasKumar-gn7xp
    @VikasKumar-gn7xp 2 ปีที่แล้ว

    Purana khatiyaun kaise prapt kre

  • @rahulrawat7187
    @rahulrawat7187 2 ปีที่แล้ว

    Sir hamare jamen nakse me Kam ha and katoni me Jada ha moke par bhi katoni ke barabar ha to nakse me jamen sahi kese ho sakti ha ya nahi

  • @UmeshKumar-bh2pn
    @UmeshKumar-bh2pn ปีที่แล้ว +1

    सर मेरे दादाजी के नाम पर भूमि व्यवस्थापन बंटन मध्य प्रदेश सरकार द्वारा दी गई उसके बाद मेरे दादाजी की मृत्यु होने के नामांतरण पिताजी के पिताजी के नाम पर आ कुछ दिन बाद वह मध्य प्रदेश सरकार हो गया रिकॉर्ड से सुधार की फाइल लगा दी गई कितने दिन में प्रोसेस पूरा हो जाएगा कृपया करके जमीन हमें मिलेगी या नहीं मिलेगी

  • @arpitrai80
    @arpitrai80 2 ปีที่แล้ว +2

    सादर नमस्कार
    नक्शा बाटँकन् के लिए आवेदन कहा पर और किस धारा के अंतर्गत किया जाता है।

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว +1

      th-cam.com/video/HFGrC-2wdb8/w-d-xo.html

  • @manishpaliwal2488
    @manishpaliwal2488 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir hamara pushtaine khet he.mere (pitaji va bde pitaji) 2 bhai he.bde pitaji k 4 putra he.unke bhi khasre no. alag how chuke he .kintu naksha ek hi he pure khet ka .me apne khet ka naksha alag kaise online chadhwa sakta hu uske liye kya prakriya he pls btaye.

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      बटांकन के लिए तहसील में आवेदन देना पड़ेगा तब नक्शे में अलग नम्बर होंगें।

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว

      th-cam.com/video/idURZ83zXiw/w-d-xo.html

  • @Anu_360vlog
    @Anu_360vlog 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir koi agr farji tarike se rajasw record me apna naam kisi registry ki jamin me krwa de Or bole ki sarkar dwara di hui hai ye jamin to

  • @guljaransari1552
    @guljaransari1552 2 ปีที่แล้ว +2

    Sar main up se hun Jila Kushinagar se Sar Mere father Char bhai Hain aur ek Khet hai jo Road ke sath lagta hai aur usmein do bhai ka hissa road ke Taraf ho gaya hai do bhai ka hissa Piche Hain ab vah Sahi Karana Chahte Hain ho payega ya nahin do bhai jo aagya ko manne ko Raji Nahin Hai

  • @amarnathprajapati1348
    @amarnathprajapati1348 2 ปีที่แล้ว

    Hello sir Megha jameen hai aur rasta sidha tha mere padosi ne usko tedha karva Diya to uske liye kya kar sakte hain humko sidha hi rasta chahie

  • @JitendraChauhan-np5ox
    @JitendraChauhan-np5ox 2 ปีที่แล้ว

    Pls sir kya koi kisi dusare ka naksha chota karva sakta hai agar kisi ne kiya hai to kaise Sahi karaye

  • @premsinghsaste2577
    @premsinghsaste2577 2 ปีที่แล้ว +2

    सर मेरी जमीन का 1990 से पहले के खतियान में रकबा ज्यादा है और उसके बाद के खतियान में रकबा अभी कम हे तो कैसे सुधार होगा

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว +1

      दिनाँक 26 फरवरी 2022 को शाम 4:30 बजे लाइव आऊंगा लाइव में अपनी कमेंट करें जवाब देने का प्रयास करूंगा।

  • @malamakwana9239
    @malamakwana9239 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir Hamare makan ka do Flight flat the uska Ek Naksha ban gaya hai aur ek Nahin banaa hai Nagar Nigam ki taraf se fees Puri Le Li gai hai Hamen kya karna chahie ab Hamara pura Makan Ban chuka hai ab Ham Kya Karen

  • @PAWANKUMAR-fj8kj
    @PAWANKUMAR-fj8kj 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere Baba ne naksa sudhar karaya lakin naksa sudhar hua bhi tha lakin puri tarah se sudhar nahi hua hmare bakil sab se dusre khet Wale jiska naksa bada hua h usne mil kar hmare khet ke nakse ko puri tarh se sudharne Nahi Diya or hmare baba pade likhe nahi the jaise unko Jo bata Diya unhone Maan liya or apni swikriti de di fir hame Apne khet ka naksa chota h yh tab maloom hua
    Jab lekhpal ji ke duara hmare barabar east side ka khet Napa tab maloom hua ab ham kya kare

  • @PushpendraKumar-ql3ct
    @PushpendraKumar-ql3ct ปีที่แล้ว

    Sir agar rasta galat pad jaye to naksha durusti kaise karein

  • @hhhjjhhjhh1225
    @hhhjjhhjhh1225 11 หลายเดือนก่อน

    Purohit ji mere khet ka record sahi hai par ispat par meri jamin naale ke paar ja rahi hai or naala dusre ke khet me bata rahe hai jabki nakshe ke hisab se sab nishan jagah par hai bus simankan karne par ye ho raha hai kya karu

  • @sunil-xs8ur
    @sunil-xs8ur ปีที่แล้ว

    खसरा खतौनी और सभी रिकार्ड में हमारी का रकबा तो दिखा रहा है, परंतु उक्त खसरे रकबा का नक्शा नही दिख रहा है। क्या कार्यवाही की जाए।

  • @anuj.k.p7906
    @anuj.k.p7906 4 หลายเดือนก่อน

    Sahi kaisa hoga

  • @AnilKumar-g3c
    @AnilKumar-g3c 5 หลายเดือนก่อน

    सर के मेरा खेत 9 विसवा है मौके पर कब्जा भी 9 विसवा है खेतोनी मे भी 9 विसवा है लेकिन नक्शे मे 6 विसवा है कैसे दुरुस्त कराये।

  • @chilsumit
    @chilsumit 2 ปีที่แล้ว

    Sir Mera jamin 10 dismil tha chakbandi ke pahale aur aaj bhee 10 dismil hai par napi hone par 5 dismil hi Mila hai kyo ki jisane napi karaya hai usane apana naksha badha liya hai sir Kya kare sir paper me bhee 10 dismil hai aaj bhee

  • @rakeshgraphics1914
    @rakeshgraphics1914 2 ปีที่แล้ว

    Sir
    My ror naksa showing wrong, what to do?

  • @funhit2129
    @funhit2129 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir naksha kab tak sahi hota hai

    • @Kanoonigyan
      @Kanoonigyan  2 ปีที่แล้ว +1

      देखिए नक्शा सुधार के लिए कोई समय सीमा निर्धारित नहीं है नक्शा सुधार के लिए आप कभी भी आवेदन लगा सकते हो और आवेदन लगाने के बाद भी समय सीमा निश्चित नहीं है प्रकरण में संपूर्ण जांच प्रतिवेदन प्राप्त होने के बाद में तथा साक्ष लेने के बाद प्रकरण का अंतिम निराकरण होता है

  • @loveislovely143c
    @loveislovely143c 2 ปีที่แล้ว

    Sir hamara jamin chakbandi jb hua tb se jot rhe aur aaj ke samay hamare jamin me dusara insan aa gya h aur WO napawa lia h aur mera jamin km ho gya.plz help me

  • @arjunsingh2099
    @arjunsingh2099 ปีที่แล้ว +1

    फौती नामांतरण कैसे करें

  • @nareshpatel1101
    @nareshpatel1101 ปีที่แล้ว

    Sar Mera Naksha separate hai jismein Koi Bata Nahin Hai lekin Khatre Mein kam darj hai to mere ko Naksha anusar Milegi ke Khasra anusar padosi ki Jameen nakshe Mein kam hai okkasari mein jyada hai vah Meri Mein Jod Di Hai Tu Ishq ka naksha Sudhar Hoga Ki Nahin hoga

  • @RajanKumar-wj5hy
    @RajanKumar-wj5hy 2 ปีที่แล้ว +2

    Thank

  • @veenukothiyal2947
    @veenukothiyal2947 2 ปีที่แล้ว +1

    2003mai registry aur dakhil kharija krwaya tha papa ne,lekin abi bechne k purpose se patwari se check krwaya mauke p ja kar to pata chla ki 2003m hi khet no. Reggistry aur khatauni m galat khet no. Chd gya hai,,kaise durust krwaye,

  • @Dcsdeepakyadav
    @Dcsdeepakyadav ปีที่แล้ว

    हेलो सर जी मेरे कुछ खेत के रकबा के अनुसार नक्शा छोटा है और कुछ खेत में रकबा कम है और नक्शा बड़ा है तो इसी समस्या के लिए क्या करना पड़ेगा और कहा पर आवेदन किया जाएगा

    • @lavpatel2465
      @lavpatel2465 ปีที่แล้ว

      कहा से हो

  • @sapnajisapna380
    @sapnajisapna380 ปีที่แล้ว

    Sar Kai logo ki speech sunne ke bad samajh yahi aa rahi ki jisaki lathi usi ki bhayiss Kitna bhi aap ligal ho lekin fayslea aane me 100 vars man ke chale

  • @anujbudhera5980
    @anujbudhera5980 ปีที่แล้ว

    कानूनगो द्वारा जानबूझकर शजरे से हटकर रिपोर्टों को जमा करना धारा 24 में भ्रष्टाचार है, राजनीति भूमाफिया, प्रशासन मिले हैं,तब ईमानदार अपील का सहारा कब तक करें,,ये सब यूपी तहसील नुकुड जिला सहारनपुर में हो रहा है,,,