Sir ji namste aapse ak jankari chahiye tha mutual transfer reliving letter division se milne ke baad ydi 1 month absent ho jate hai to kya joining dusre division mein milega
Sir m post office m pa hu mera is baar ssc cgl ka aakhiri attemt hai mera pre bhi clear ho gaya hai maine department s exam m appear ki permission bhi le li thi mujhe mains ki tayari ki chutti k liye bhi ha kar di thi mujhe pahele 15 din ki eol bhi accept kar li thi ab jab m wapas apni eol badhane k liye aaya to 1 din join karne k bad meri 20 din ki next eol pahele accept kar li fir mujhe rok liye ab natak kar rahe hai mujhe december tsk ki chutti chahiye ab m kya karu bina bataye chala jaau kya m bahut jyada mansik tanav m hu apne aap ko injured kar medical lene ki doch raha hu aap please sir mujhe guide kare
Dear, leave mera adhikar nahi hai. Duty bhi to karna hai. Otherwise aap competent authority se nivedan kijiye. Chahe to medical ground par bhi leave le sakte hain.
Please ldce exam for clerk selection ke liye 85% and 15% rule pe ek video banaye
Sir ji namste aapse ak jankari chahiye tha mutual transfer reliving letter division se milne ke baad ydi 1 month absent ho jate hai to kya joining dusre division mein milega
Absent q hona. leave le lijiye.
@@learningpointrailway sir leave kha se le jha abhi hai ya jis division mein join Krna h vha
Sir m post office m pa hu mera is baar ssc cgl ka aakhiri attemt hai mera pre bhi clear ho gaya hai maine department s exam m appear ki permission bhi le li thi mujhe mains ki tayari ki chutti k liye bhi ha kar di thi mujhe pahele 15 din ki eol bhi accept kar li thi ab jab m wapas apni eol badhane k liye aaya to 1 din join karne k bad meri 20 din ki next eol pahele accept kar li fir mujhe rok liye ab natak kar rahe hai mujhe december tsk ki chutti chahiye ab m kya karu bina bataye chala jaau kya m bahut jyada mansik tanav m hu apne aap ko injured kar medical lene ki doch raha hu aap please sir mujhe guide kare
Dear, leave mera adhikar nahi hai. Duty bhi to karna hai. Otherwise aap competent authority se nivedan kijiye. Chahe to medical ground par bhi leave le sakte hain.
Pls..sir any contact medium..
Kya problem hai dear?