एरिका पाम, को हरा भरा रखने के लिए नई नई ग्रोथ के लिए , 7 tips and organic liquid fertilizer
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 6 ก.พ. 2025
- एरिका पाम में नई नई ग्रोथ के लिए और एरिका पाम को हमेशा हरा भरा रखने के लिए
ऑर्गेनिक लिक्विड फर्टिलाइजर
एक भी पत्ती पीली नहीं होगी, एरिका पाम बहुत ही घना और हरा भरा हमेशाबना रहेगा
seven important tips keep Areca Palm green and healthy #plantfertilizer #flowers #orgenic #gardening #gardenfertilizer #plants #liquidfertilizer #Manju gardening and vlogs
Very informative vdo ma'am -- bhot badiya hai
Dil Se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐🙏🙏💐
Madam,
Thank you very much. Very nicely you have explained many things. Good presentation.
👍👃
Wow very good suggestion for gardening thankyou sis
Bahut badiya jankari di hai
Thanks for visit 🙏💐💐
Paudhe ke liye bahut achcha hota hai pyaj ke chhilke ka Pani aap hamesha organic fertilizer batate Hain hamen bahut achcha lagta hai 🌺👍🌺👍🌺👍🌺👍🌺
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad बहुत-बहुत shukriya thanks 🙏♥️💐💐💐💐
Pyaz k chilkey Kitna time bhigona hai
Good suggest but tea leaf n pyaj ki quantity kitni leni hai🎉
Great job thank you 👍
Good
Bhot dhanyawad 🙏
Thanks for visit 🙏💐💐💐
Bahut achi jaankari share ki h aapne 👍 super video ❤👌🙏
Dil se shukriya 🙏💐🌹🌹
arica palm plant ke bhut achi jankari di aapne 🎉🎉🎉🎉
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐💐
Thanks for information
Thanks for visit 🙏
This video is really helpful to me.
🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲🌲
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐💐
Very good n informative
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏💐🌹💐
बोहोत अच्छा बताया है पौधे को hara भरा करने ke लिए🎉🎉😊
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐🌷☘️☘️☘️
Thank you 👍
बहुत अच्छा बहुत ही बढ़िया बताया फ्रेंड वेरीनाइस😊🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks for visit 🙏💐💐💐
Thank youu for information
Thanks for visit 🙏💐🌹
Very informative video 😊 thanks for sharing 🙂❤
Dil se shukriya thanks 🙏🙏
Very nice information ❤
वीडियो देखने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद 🙏🙏🙏💐💐💐💐
Super green plants 🌵
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐🌹🌹
Aap sabke sawaloo k jawab dete ho , bahot badiya
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad, 💐💐💐💐💐🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bahut bahut accha garden hai apka
Thanks for visit 🙏💐💐💐
very good information
Thanks for visit 🙏💐💐
❤❤❤❤❤
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐
Thank you so much , wonderful information about areca ❤
Dil se shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏
Very nice Great Information Thanks Baita Ji God Bless you
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐💐💐💐💐💐
I,am from pakistan good job nice video🎉🎉🎉🎉
Dil se aapka shukriya thanks video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹🌹💐💐🌹💐
Hmesha ki trha best information bua
Thanks dear 🙂
Very good janakari 🎉
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aunty aap bht hi hard working hai.. good work.. thank you for information
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐💐🌹💐💐🌹💐🌷🌷💐💐🌹🌹
Very good information 👌
Thanks for visit 😊
बहुत बहुत धन्यवाद दीदी🙏
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐
❤
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
informative video ❤
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐💐🌹🌹💐🌷
Bahut sundar Hara bhara garden
Thanks 🙏🙏🙏🙏
Nice video 👍❤️❤️❤️❤️
Dil se shukriya thanks 🙏
Nice sister i'malik Pakistan Islamabad city ❤
Nice video
Thanks for visit 🙏💐🌹🌹
Radhey radhey mai bina dekhe hi like kr deti hu ap bahut achha batati ho
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐💐🌹🌹💐💐🌹💐🌷☘️☘️☘️❤️♥️
Supper 🎉🎉
Thanks for visit 💐💐💐💐☘️
Thanku mam🙏
Thanks for visit 🙏🙏🙏
Very nice sharing friend ❤
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐💐
Hello..bhut sunder plant ☘️❤ new subscriber..
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐
Can I plant in winter Madam
Kree patah k bary mein b inf8rmation den please
Ok
Namaste didi. Arica palm ko ghana bnane ke kiye ky krna hoga aur khaad yani vermicompost ya tealefs water ya pyaaj ke chiko ka pani Kab dena chahye kitne samay mei
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han aap pyaj ke chhilkon ka Pani aur chai Patti ka pani 10 din mein aap repeat karke dete rahen aapka plant Ghana aur Hara bhara hota rahega
Pyaz k chilkey kitney din bhigoney hain
Do ya teen din
Mam mera areka palm ke plant new kalle nahi nikal rahe h...na hi tana mota ho raha h...kya kre..
Ji video dekhne ke liye dhanyvad is video mein sari tips batai Hui hai aap apply kijiye aur acchi growth hogi aur nahin nahin pattiyan bhi nikalengi
Adenium ki upar ek video banaiye🙏🙏please.
Video dekhne ke liye dhanyvad ji jarur
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने ,क्या ये प्याज और चाय पत्ती का पानी हम दूसरे indoor plants और flowering plants में भी डाल सकते हैं?
वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद जी हां बिल्कुल सारे प्लांट में डाल सकते हो चाहे वह इंडोर हो और चाहे आउटडोर हो
@@Manjugardening1 बहुत धन्यवाद
Good afternoon sister😊❤
Good evening dear sister 💐💐💐
मेम मैंने भी एरिका पाम लगाया है तीन साल हो गया है अभी इसकी जडों मे छोटे छोटे घोघे जैसे किडे हो गए है प्लीज़ बताए कया करु कौन सी दवाई डालू❤️❤️
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद पहले तो आप इस वीडियो में मैंने जो कुछ बताया है प्लांट पर वह जरूर अप्लाई करना भाजी साइड को और न्यूट्रिशन भी यह देना दूसरा घोंघे वगैरा के लिए आप आधा लीटर पानी में 5 ग्राम फिटकरी को घोल लेना और वह पानी उसे सॉइल में मिला दो मिट्टी में
Very very beautiful and informative video for areca palm😊🎉❤🪴🪴🪴🪴👌😊
Dil se aapka shukriya dear thanks 💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹💐🌷🌷🌷🌷☘️☘️☘️☘️
Jaankari aachi di , par aap information to the point nhi de rahe.
1. Fungus - haldi powder or fungicide or khatti chaas
2. Onion ke chilke ka paani every 10 days mein
3. Banana ke chilke ka paani - ye bhi de sKte hai every 10 days .
Dono pani bana ne ke liye 10 din tak onion chilka and kela chilka bhigo ke rakho . Aur fir daalo.
4. Chaai ki patti direct mitti mein bhi daal sakte hai gudayi karte waqt Or fir paani daliye.
5. Sabse important plants ko ya toh teraacotta pot ya nursery pot ( plastic) mein rakhiye.
Ceramic pot mein growth achhi nhi hoti ya fir hoti hi nhi hai .
6 . Direct dhoop mein nhi rakhe. Jahan direct sunlight na aaye wahan rakhe.
7. Repotting nursery se laye plants ki 4 din baad karein .
8. Gudayi plants ki 10-12 din mein ek baar jarur karein .
9. 2/3 months tak process repeat karte raho, new growth dikhegi.
10. Plants ko shaam mein pani ki spray bottle se chidkav karo. Jo pani pyaaz ke chilke aur kele ke chlke se bana hai . Usko 1 litre pani mein mix karo aur tab shaam ke waqt chidkav karo jab dhoop dhalne lage.
बहुत-बहुत dhanyvad aapka itna time dene ke liye 💐💐💐
1 ltr pani mein kitna ml pyaz-kele ka pani Milana hoga?
@@madhugulani1733 150-200 ml : 1 litre ye ratio main rakhti hu
Nice, mam jab ye plant ghana ho jaye toh isko kis month me alag alag karenge.
Video dekhne ke liye dhanyvad video dekhne ke liye dhanyvad is plan ko divide karna hai to March ,April mein Karen ya FIR rainy season mein Karen
@@Manjugardening1 thank you mam 🙏
Garmi mein to video banana bhut mushkil hota hai 😮
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹🌹
मैडम जी कया हम ये लिक्विड फर्टिलाइजर अक्टूबर महीने में दे सकते है
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han aap kisi bhi Mausam mein aise de sakte hain
Hamara mango ka per sukh raha h uski mitti me chitiyan ho rahi h kya karye
Aapka mango ka paudha kis chij mein Laga hai jameen mein hai ya aap kisi pot ya grow bag mein Laga hai , chalo Jahan per bhi ho pahle to aap plant ko Chhaya mein rakhen dusra plant ki roots mein fungi site dalen aur chitiyon ke liye vinegar aur baking soda ka liquid Maine banaya tha abhi latest video hai usko dalen, ya haldi powder dal dalen
मेरा मोरपंखी का पौधा सुख रहा है मोरपंखी के पोधे पर विडियो बनाओ
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद मोरपंखी की केयर भी इसी तरीके से करनी है जिस तरीके से एरिका काम की करिए इसी तरीके से फर्टिलाइजर भी डालें
Pot ki matti mai fungus lag rahe hai uske k liye kya karu
Ji fungi site ko Pani mein ghol ke Dale mitti mein aur plant mein spray bhi Karen
Mam ager egg shell nehi use kery toh or koi nutrition dy sakty hai
Egg cell use nahin karte ho to khane wala chuna milta hai pansari ki dukaan mein ya likhane wali chauk Hoti hai yah calcium milta hai inmein organic ise dalen
Aaj hi new podha lgaya kya us pr dal skte he
Ji video dekhne ke liye dhanyvad cares and tips to aap yah sari follow kijiye aur fungi site ka bhi istemal kijiye lekin compost vagaira abhi mat daliye
Mam mere arika palm ki jde gal rhi h kya kre
🙏💐
Is plant ko divide krne ka best time kya h
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad abhi rainy season sabse best hai aur FIR March ya April
Mam mera arica plant ek dam se poora sookh gaga sirf jad lagi hai kaise sahi kare . please reply zarror den❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad friend dekho is video mein Maine sab kuchh samjha rakha hai aap video mein sari tips hain aap Dhyan se dekhna kya chij mein apply kar rahi hun vah bhi dekhiaega aur aapko bhi result achcha milega dekhiae
Pani kitna dena hai our rooj bhi dena hai kya
Video mein detail se bataya hai
मनजू जी ।
नमसकार
कैलशियम के लिये आपने कया लिया ।वो समझ मे नही आया। अचछा होगा यदि आइटम का नाम सकरीन पर शो कर दे ।
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad calcium ke liye aap khane wale chune ka istemal kar sakte hain ya FIR Ande ke chhilkon ka powder banakar istemal kar sakte hain ya likhane wali chauk kahan istemal kar sakte hain
Kya ye fetilizer aur indoor plants ko de sakte hai
Ji han bilkul de sakte hain Indore outdoor sare plant mein de sakte hain
Dono ek sath dal sakte hai kya
Ji han donon ek sath dal sakte hain milaake maine video banai hai usmein अलग-अलग dikhaya hai aap ek sath bhi liquid ko milane ke bad dal sakte hain
Fungicide kitne dino me deni hoti hai?
Video dekhne ke liye dhanyvad agar aapke plant mein fungus laga hai to aap hafte mein ek bar Karen aur nahin to mahine mein ek ya do mahine mein Karen
@@Manjugardening1 thank you mam
Wo white powder kya thaa...?
Video dekhne ke liye dhanyvad white wala powder calcium ka substitute hoga organic ya to aap khane wala chuna Mila lijiye ya FIR Eggcel grind karke vah le le ya FIR likhane wali chauk la 💐💐💐
Mam agr fungicide na ho to kya use kre
Ji haldi ka powder istemal Karen aloevera ka liquid banakar use istemal Karen
Hello Anita Thakur Anji side kya hota hai
Fungi site se paudhon mein fungus nahin lagta hai jadon mein nahin lagta hai plant mein bhi nahin lagta hai paudhe sukhte nahin hai marte nahin hai fungus ki vajah se aur yah aapko shop mein milega
Neemkhali kaise dale
Neem Khali aap online bhi Manga sakte hain ya aapke yahan Jo seeds wali shop hogi usmein mil jaati hai
Kya ap bata skti h aisa q ho raha or isse kaise bachaye
Plant mein Pani ka Dhyan Den fungus ki vajah se yah sab hota hai
Hello mam fungicide ka naam kya hai
Video dekhne ke liye dhanyavaad aap fungi site koi sa bhi nahin shop mein aapko mil jaega main saaf fungisite liya hai ya babasteen istemal Karti hun
Konsa fungicide use kiya
Koi sa bhi le le Maine saaf fungi site use Kiya hai
Mera erka mein brawn leafs hok mar raha hai😢😢kya karoo
Video dekhne ke liye aapka dhanyvad ji arika palm ko ful sunlight mein nahin rakhna hai Pani ka barsat mein bahut Dhyan Dena hota hai paudhe ki jadon mein fungus lagti hai fungus ki vajah se hi arika Pam marta hai aap turant fungicidesite dalen Maine video mein samjhaya hai kis tarike se lagana hai dalna hai video dekhen aur apply Karen
Kya onion peel ka sukha hua powder bhi use kar sakte hai
Ji han barsat ke dinon mein jyadatar Sukha hi powder ya sukhi hi khad ka istemal Kiya Karen
White powder kya dala hai
White wala powder Ande ki chhilkon ka powder banaya hai yah calcium ke liye dala hai
@@Manjugardening1 Thank you do much for ur reply
Aap rubber plant cut karke bhi jdld video banaye
Mam mei apse join ho juke hu bhi ho jaye hum se joind please 🥺
Dil se aapka shukriya thanks for visit 💐💐💐☘️☘️☘️☘️☘️
Very nice video ji 🪴🪴👍👍😊
Thanks
Aunty fungicide ka link de dijiye
Aap channel per dekhen Kai sari video hai jismein maine likha bhi hai funsi side insecticide karke
Kya apne shade nahi lagaya???
Ji nahin lagaya hai, video dekhne ke liye dhanyvad🌹🌹
मैम मनीप्लांट मर रहा है उसे वापस हरा भरा कसे बनाएं
मनी प्लांट को आप छाया वाली जगह पर रखें और पानी का ध्यान दें पानी डालें प्लांट में सावर करें खूब सारा , मनी प्लांट की जड़ों में ज्यादा पानी ना डालें देखें कि अगर सॉइल बिल्कुल ड्राई है तभी पानी डालना
Whait pawder kya dala samza nahi
Video dekhne ke liye dhanyvad Maine video mein samjha Rakha hai yah organic calcium ka hai ismein maine Ande ke chhilkon ka powder banaya hai egg cell powder dal rahi hun ,
Fungicide kya hota hai
Fungicidesite aapko Shop se Lena hoga
Mera areca plant kuch din se niche se hi ek ek kr k gir raha
Video dekhne ke liye dhanyvad aap video ko pura dekhen sari tips batai Hain samjhaya hai aapke samajh mein a jaega
Manju Ji aap ke sas ab dikhai nahi deti hai
Ji video dekhne ka बहुत-बहुत dhanyvad meri saasu man yahin per Ghar mein hai doston temperature bahut ho raha hai 44 isliye video to bahar Banti Hain vah nahin a paati Hain winter mein ham dhup mein baithte hain to isliye video mein le leti hun
Aap to garmi se behal on gye 😂
🙏🙏🙏🙏
Don't keep your areca in direct sunlight
Thanks for visit ji bilkul sahi kaha aapane ham shade mein hi rakhte Hain 💐💐
Unnecessary time taking video
Aapka बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏
Mam mere arika palm ki jde gal rhi h kya kre
Ji mere channel per Aaj hi latest video Dali hai arika paam ki sare tips aur care bataen h please aap unhen dekhen, Jada kar gal rahi hai to plant ko port se bahar nikale usko wash Karen aur acche se fungi side se spry Karen agar plant Sahi hoga to Bach jaega