#QuestionforSabeelmedia AssalamuAlaikum Molana . Please plzz Haiz ke dino ko kese count karte hai wo sikha de , koi kehta hai 24 hrs complete hote he ek din hota hai or koi sunrise se sunset..Isse khaskar Roza mai mai bohot confusion hota hai..for example Agar aj 11am pai haiz a jaye to 3rd din ke 11am baje paak karke roza rakhna hai? ..please kindly response 🙏 (Muqallid;Ayatullah Khamenei)
Salamun alaikum Agha mera sawal yeh hai ke shadi me print hone wale invitation card me bismillah hir rehman nir rahim likhna kya zaroori hai, aur agar kahin se card aa jaaye jispar bismillah likha hua hai to is silsile me hamare liye kya hukm hai ham us card ka kya karein
Salam alekum .Maulana Sahab aapane Jo bartan Pa karne ka video upload kiya tha lekin Hamara confusion Rah gaya hai ki Jab aapane bola hai usmein ke 🤔Chuha Jab Kisi bartan Mein Magni Karta Hai To vah Bhartan Najas ho jata hai. Hamara Sawal hai ki Chuha Lakadi , per bhi Magni. Karta Hai Kisi sanduk, Mein kapde vagaira Hote Hain kapdon mein bhi mangani karta hai yah Kisi Aur chij per bhi Magni Karta Hai cement ki almavri, ya Koi Aur Bhi chij bag ya Kapda vagaira Baki sari chijen Jo is Wavqt aamne Samne Hoti Hai. 🙏🙏please Hamari is Sawal Mein Rahane wali farmaiye Ham bahut Pareshan ho rahe hain Kyunki aaj ke season Mein chuhe idhar udhar dude rahte hain.... آغا خامنای ke Hukum ke mutabik jawab dijiye please.....🙏🙏🙏
w.salama chuhe ki mengni najis hai . ab wo jahan par mili hai ye dekhna hoga ki us ki nijasat dusri cheez mein lagi ya nahi . agar lag hai to najis hai warna pak hai
Jazak'Allah
Subhanallah
Jazakall maula salamat rakhy
Jazakallah
#QuestionforSabeelmedia
AssalamuAlaikum Molana . Please plzz Haiz ke dino ko kese count karte hai wo sikha de , koi kehta hai 24 hrs complete hote he ek din hota hai or koi sunrise se sunset..Isse khaskar Roza mai mai bohot confusion hota hai..for example Agar aj 11am pai haiz a jaye to 3rd din ke 11am baje paak karke roza rakhna hai? ..please kindly response 🙏
(Muqallid;Ayatullah Khamenei)
Salamun alaikum
Agha mera sawal yeh hai ke shadi me print hone wale invitation card me bismillah hir rehman nir rahim likhna kya zaroori hai, aur agar kahin se card aa jaaye jispar bismillah likha hua hai to is silsile me hamare liye kya hukm hai ham us card ka kya karein
Salamun alaikum
Mera ye sawal h .kya ham period mai ya najis halat mai ..nazar ka kha sakte h
w.salam jee kha sakti hain
Salam alekum .Maulana Sahab aapane Jo bartan Pa karne ka video upload kiya tha lekin Hamara confusion Rah gaya hai ki Jab aapane bola hai usmein ke 🤔Chuha Jab Kisi bartan Mein Magni Karta Hai To vah Bhartan Najas ho jata hai. Hamara Sawal hai ki Chuha Lakadi , per bhi Magni. Karta Hai Kisi sanduk, Mein kapde vagaira Hote Hain kapdon mein bhi mangani karta hai yah Kisi Aur chij per bhi Magni Karta Hai cement ki almavri, ya Koi Aur Bhi chij bag ya Kapda vagaira Baki sari chijen Jo is Wavqt aamne Samne Hoti Hai. 🙏🙏please Hamari is Sawal Mein Rahane wali farmaiye Ham bahut Pareshan ho rahe hain Kyunki aaj ke season Mein chuhe idhar udhar dude rahte hain.... آغا خامنای ke Hukum ke mutabik jawab dijiye please.....🙏🙏🙏
w.salama chuhe ki mengni najis hai . ab wo jahan par mili hai ye dekhna hoga ki us ki nijasat dusri cheez mein lagi ya nahi . agar lag hai to najis hai warna pak hai
Q. Ande( egg) pe nazr karwa sakte mujhe btaye molana sahab log kahte ande pe nazr nhi ho sakta
Har halal cheez par nazr ho sakti hai koi harj nahi hai
Salam aleykum molana sahab me AK hapte se khab me khana khate huwe dekhna hu iska kya Matlab hai
w.s ham khab ki tbaeer bayan nahi karte , agar pareshan hain to sadqa de den .
Kindly thumbnail se khatoon ki picture remove karen