Agent ny 40 din ka time deya tha 3 minth ho gai hai bhai kabi kahta hai kal ho jai gha kabi kahta hai one week k baad ho gha abi kah raha hai k 25 march ko ho jai gha 25 kaha howa hai bhai sirf police k stamp ka issues kah raha hai
Sir Agar Banda Cyprus mein ho to vahan apni family Lekar Ja sakta hai ya nahin family mein man Baap bahan bhai yah sab Lekar Ja sakta hai ya nahin North Cyprus mein Jo apka Intezar karunga Allah Hafiz
@@rizwansheikhjabber Agar sar family ko vahan jakar job lagaen to Laga sakte hain ya nahin Apne bhaiyon ko kam vahan mil sakta hai ya nahin family visa per Jo Apne brother Rote Hain Unka bol raha hun Kyon ko kam per Laga sakte hain ya nahin family visa per jakar
Bhai police stamp lagana kab start kary gy bhai 7 month ho gai hai jama karway documents
Good information
Bhai agar cracter certificate pay f.i.r show ho to interview ma koi issue bnta ha plz rehnmai farmay
Sar interview mein To Koi masla Nahin Hota hai magar jab aap jaaoge airport per aapke liye masala ban sakta hai
@@rizwansheikhjabber jzakallah Bhai
QR code kis app sy scan krty hain
Agent ny 40 din ka time deya tha 3 minth ho gai hai bhai kabi kahta hai kal ho jai gha kabi kahta hai one week k baad ho gha abi kah raha hai k 25 march ko ho jai gha 25 kaha howa hai bhai sirf police k stamp ka issues kah raha hai
Sar ji police walon ka hi to masla a raha hai mere ko 4-4 mahine ho Gaye Hain
@@rizwansheikhjabber Bhai kab tak stamp lag Jai gy Bhai isi month ho Jai gha stamp k nai ye bataa do
Sir Agar Banda Cyprus mein ho to vahan apni family Lekar Ja sakta hai ya nahin family mein man Baap bahan bhai yah sab Lekar Ja sakta hai ya nahin North Cyprus mein Jo apka Intezar karunga Allah Hafiz
Sar lekar ja sakte hain Koi masala Nahin hai magar aap Agar vahan ka jo kharcha fod kar sake to
Easily family aap lekar ja sakte hain Koi masla Nahin hai Kisi kism Ka masala Nahin hota hai aap apne Malik se baat Karen vah aapko paper de dega
@@rizwansheikhjabber Agar sar family ko vahan jakar job lagaen to Laga sakte hain ya nahin Apne bhaiyon ko kam vahan mil sakta hai ya nahin family visa per Jo Apne brother Rote Hain Unka bol raha hun Kyon ko kam per Laga sakte hain ya nahin family visa per jakar
@@rizwansheikhjabber sorry thoda galat ho gaya hai apne bhai ko ko bol raha hun kam per lagva sakte hain ya nahin Agar family visa per Lekar Jaaye to
Sir European Cyprus visa ki cost kya hy please information send
Pakistan sy boht mushkil ha 5%
@@rizwansheikhjabber Sir you contact no please send
Viza nekla kb gaa
Bro cyprus visa k liay frc kyun lete hen
Abi Lazmi ho gy ha
OK thanks frc the hai mein ab ap kia samjte hen visa kitne Time bad issu o ga koi idea hai bro
Bro ap phele admi o Jo reply ka jwab dete o very nice bro
پولیس سٹیمپ لگنا شروع ہو گئی ہے کہ نہیں ؟؟؟
انشاءاللہ بہت جلدی شروع ہو جائے گی
@@rizwansheikhjabber یہ بات سنتے سنتے 5 ماہ ہو گئے ہیں اللہ تعالیٰ خیر کرے گا انشا اللہ
20 March Tak Kham Start ho jai ga
@@umairfarooqmerry8078 inshallah
@@umairfarooqmerry8078inshallah
😢😢😢😢
😅😅😂
bhi ap sa rabta kaisy kry koi whatsapp num da dy