My neighbourhood is full of hindu families. Divali used to be a festival full of pataakas, but now the government of Sindh has banned pataakas on every occasion, shab barat, divali, 14th August, new year etc. Boys used to run their bikes on roads without silencers for the whole night, and their grrrrrrr used to be so irritating. Now, the bikes without silencers are also banned. The use of loud speakers in wedding functions after 12 pm. is also banned. This has made a great sakoon for public.
Pakistan main tu Hindu free hain ... Kia India main bhi Muslims safe hain??? Please batain because we Pakistanies are worried about our brothers in India.... 🇵🇰❤️
Yes they are people never hate right wing is present in pakistan as well as india only issue is that people fall into their traps because hatred spread fast then love from Pakistan punjab
@@malikabdullah3681 mein 19 saal tak her saal india 3 maheeney key liye rehne aati thi cuz my mom is indian and my nanihaal is all in india and believe me jo aap bol rahe hain wuh bilkul sahi nahi hai.. ive seen muslims darey sehmey zor se salaam bhi nahi ker sakte ek doosre ko .. plus i was there when babri masjid happened and i was in lucknow aur yeh bhi yaad hai key teen din tak poori family baher nahi nikli thi der ke maarey .. i remember kaise hindu extremest mun per yellow rumaal baandh ker chaton pe charhey huey they with burning torches in their hands. tu yeh tu na hi kahen key buhut acchey haal mein hain. plus aye din dilli.. gujrat etc mein musalmanon key khilaaf mobs jo nikaltey hain plus unhey qatal kertey hain yeh bhi poori duniya ney dekha hai .. meine india mein rehtey huey musalmanon ki yeh baat khaas ker note ki hai key they always hide whats going on with them to the other communities and potray as being in a bliss. Aur yehi aap bhi ker rahey hain. I dont know why. Atleast say if something is wrong. Darein sirf Allah sey. Kiska der hai aap logon ko. Hamari family ka jo india pak combined whatsapp group hai us tak mein hamare mamu khala relative log koi bhi aisi baat kertey huey derte hain jissey unhen penalise kiya ja sakey like mehngayi aur any complain khas tor ham pakistanis key agey tu wuh hamesha wahan hone wali atrocities per no comments boltey hain. kya kya bolun mein to prove wahan waqai secondary citizen hain muslims. Jab mein choti hoti thi tu i used to see both urdu and hindi sign boards but every year meine dekha sign boards turned completly into hindi yahan tak key ab tu ek bhi sign board urdu nahi reh gaya wahan .. list is endless bhai jaan and we pakistanis know whats going on. Ab chupaana chor dein.
@@tayybaaly5458 Which part of my comment seemed like i am non serious ??? Of course we are worried because of what we have heard about.... I personally don't rely of media but still confirmation is important .... And for your "Why " because Muslims are like a single body .... So that's why ...
Pakistan main patakhay mana hain.Pehlay musalman bhi shab barat,muslim event main patakhay phortay thay,magar 2 martaba buhat ziada aag lag gaye thi,poora bazar aur mohallah jal gaya tha, jab say patakhay ban hain.
Yha hindu sab karte azadi se chutti bhi jaati unhe jese eid pe humre chutti hoti yha hindu ka haal buhut acha india ki trha nhi jo hal muslim ka waha hai
Bhai jis area main yeh event ho raha tha yeh Karachi ka red zone area hai yaha patakhe phorna mana hai.... Baki old city area main jo hindu rehte han wo Diwali par bohat ziyada patakhe phorte han.
Hmary Area m to bhhht phtakhy bht loud bumb blasting hui thi ... Or subah tk ... ALLAH ka lakh lakh shukr h... Pakistan m hm dusry mzahib k Logo ko space dety hn❤
Mene suna hay aik br Gujrat may kisi mundir may beef ka peace phekdeya tha kisi unknown person nay uske bd bger kuch janay us area k sub indian muslims ki poori poori families ko shaheed kiya gaya tha Wahan zara zara se bt pr musjid ko shaheed krdeya jata hay last time bhi aik video ae thi mere pas bombay may jo musjid may kya unlogo nay💔
That’s what happened to christians in jaranwala extremists are everywhere and they act with bravery only issue with us is we don’t speak louder in front of them a common man from pakistan punjab
Banned hai patakas magar phir b hindu Muslim koi bhi apnay event pai jugaar laga laitay hai aur bohat ziyada patakha hotay hai diwali pai bhi jo Hindu community areas hai waha gali mohallo me😊
Bhi Hmary Pakistan m sab mazab ky logo ko apna culture celebrat krni ki pori azadi h plzzz irequst KY bty Apni next video m kiya India m b asa h special Muslim logo ko Plzzzz
Pathkha Eid birthday Sube Barat Dewali Besakhi Etc per is waja se ban ki fog n smog air pollution smoke se mazeed na bane Look at ur indian reports Dewali ayi too much fire work n pathkha etc Delli n all cities ful of smoke air quality decreased smoke in air ll stay longer in india So Pakistani government kinda banned fire work etc for valid reasons for health for Muslims n Non Muslims in Pakistan
Brother never believe in media especially indain media Pakistani Hindo Pakistani Christians Pakistani Sikhs making vlogs regularly old n young all showing life rotine shopping houses housing schemes schools universities colleges old bazars new Malls picnics outing food zealously by heart n soul some Pakistani non Muslims showing villge life some showing Karachi Lahore Quetta Gawadr etc they show their festivals their marriges birthdays . Kisi bbi mulk ko jana ho search their own locals Muslims non Muslims in ki vlogs insta fb showing reality Pakistan may not look perfect one thing sure goodness in abundance harmony in abundance. Pakistan zindabad
Pakistan m Kisi festival pe babandi nhi hoti.hm Kisi se Kisi ko prblm nhi..akistani hospitality r osam ..even ap dressing b note krskhte h.but India m aesa qn krte h
Aisa Nahin Hai Yahan per full freedom hai mere itne Hindu friends wo har Tarah se celebrate karte.... Bahut se Hindu youtubers bhi hai Pakistan me.... Wo videos banate rahte aap TH-cam se dekh le
Pataka pollution cause krte...ban kr dia hua humne...but apka India ma iss lia itni pollution or neighbor country hona ki waja se hum bi polluted cities ma ata...apko bi ban krna chia patake ....
My neighbourhood is full of hindu families. Divali used to be a festival full of pataakas, but now the government of Sindh has banned pataakas on every occasion, shab barat, divali, 14th August, new year etc. Boys used to run their bikes on roads without silencers for the whole night, and their grrrrrrr used to be so irritating. Now, the bikes without silencers are also banned. The use of loud speakers in wedding functions after 12 pm. is also banned. This has made a great sakoon for public.
Patakhe kafi choti cities mean patakhe phore jaty hn bari cities mean timing Hoti h
Pakistan main tu Hindu free hain ... Kia India main bhi Muslims safe hain??? Please batain because we Pakistanies are worried about our brothers in India.... 🇵🇰❤️
Yes they are people never hate right wing is present in pakistan as well as india only issue is that people fall into their traps because hatred spread fast then love from Pakistan punjab
@@malikabdullah3681 mein 19 saal tak her saal india 3 maheeney key liye rehne aati thi cuz my mom is indian and my nanihaal is all in india and believe me jo aap bol rahe hain wuh bilkul sahi nahi hai.. ive seen muslims darey sehmey zor se salaam bhi nahi ker sakte ek doosre ko .. plus i was there when babri masjid happened and i was in lucknow aur yeh bhi yaad hai key teen din tak poori family baher nahi nikli thi der ke maarey .. i remember kaise hindu extremest mun per yellow rumaal baandh ker chaton pe charhey huey they with burning torches in their hands. tu yeh tu na hi kahen key buhut acchey haal mein hain. plus aye din dilli.. gujrat etc mein musalmanon key khilaaf mobs jo nikaltey hain plus unhey qatal kertey hain yeh bhi poori duniya ney dekha hai .. meine india mein rehtey huey musalmanon ki yeh baat khaas ker note ki hai key they always hide whats going on with them to the other communities and potray as being in a bliss. Aur yehi aap bhi ker rahey hain. I dont know why. Atleast say if something is wrong. Darein sirf Allah sey. Kiska der hai aap logon ko. Hamari family ka jo india pak combined whatsapp group hai us tak mein hamare mamu khala relative log koi bhi aisi baat kertey huey derte hain jissey unhen penalise kiya ja sakey like mehngayi aur any complain khas tor ham pakistanis key agey tu wuh hamesha wahan hone wali atrocities per no comments boltey hain. kya kya bolun mein to prove wahan waqai secondary citizen hain muslims. Jab mein choti hoti thi tu i used to see both urdu and hindi sign boards but every year meine dekha sign boards turned completly into hindi yahan tak key ab tu ek bhi sign board urdu nahi reh gaya wahan .. list is endless bhai jaan and we pakistanis know whats going on. Ab chupaana chor dein.
@@malikabdullah3681 I guess you are right .... Our media on both sides is too busy in spreading hate .
Why you are worried about them?? I mean seriously 😂
@@tayybaaly5458 Which part of my comment seemed like i am non serious ??? Of course we are worried because of what we have heard about.... I personally don't rely of media but still confirmation is important .... And for your "Why " because Muslims are like a single body .... So that's why ...
Pakistani hon but first time indian festival dekha, but kisi ne note kiya dressing waooo proper dresses like Pakistanis
Pakistan main patakhay mana hain.Pehlay musalman bhi shab barat,muslim event main patakhay phortay thay,magar 2 martaba buhat ziada aag lag gaye thi,poora bazar aur mohallah jal gaya tha, jab say patakhay ban hain.
Kaha mana hai Bhai hamare haan to phtake phoerty hai
رنچھوڑ لائن کراچی میں مقیم ہندو آبادی جو یہاں کے قدیم رہائشی ہیں بہت دھوم دھام سے اپنے تہوار بلا خوف مناتے ہیں، پٹاخے بھی چھوڑے جاتے ہیں
Yha hindu sab karte azadi se chutti bhi jaati unhe jese eid pe humre chutti hoti yha hindu ka haal buhut acha india ki trha nhi jo hal muslim ka waha hai
All minorities including Hindus live safely and happily in pakistan
Bhai jis area main yeh event ho raha tha yeh Karachi ka red zone area hai yaha patakhe phorna mana hai.... Baki old city area main jo hindu rehte han wo Diwali par bohat ziyada patakhe phorte han.
Azadii sy karte hai sub kuch yha India wala hal Nahi Muslim ki tarha
They are living good too stop such comparisons and hatered
its not hatred its a fact!@@malikabdullah3681
@@malikabdullah3681 fr
Pakistan big city Mein patakhe Band Hai government Ne Ban kiye hue hain
Hmary Area m to bhhht phtakhy bht loud bumb blasting hui thi ... Or subah tk ... ALLAH ka lakh lakh shukr h... Pakistan m hm dusry mzahib k Logo ko space dety hn❤
Fire crackers are ban in Pakistan
Patakhe all Pakistan mein banned hain bro
Proud to be Pakistani and Muslim ❤
Fireworks is band in Pakistan.
Mene suna hay aik br Gujrat may kisi mundir may beef ka peace phekdeya tha kisi unknown person nay uske bd bger kuch janay us area k sub indian muslims ki poori poori families ko shaheed kiya gaya tha
Wahan zara zara se bt pr musjid ko shaheed krdeya jata hay last time bhi aik video ae thi mere pas bombay may jo musjid may kya unlogo nay💔
Jub k yahan apko hazaron sal puranay mundir milenge
That’s what happened to christians in jaranwala extremists are everywhere and they act with bravery only issue with us is we don’t speak louder in front of them a common man from pakistan punjab
Yahan aese boht rare cases hain as compare to india q k wahan ki govt he muslims k against hay
Iska undaza ap boht sari batain observe krke lgaskte hain
Ofcourse. Humare to specially Hindus ko diwali ki vacation bhi di jati hai
Very good reaction😊
Patakhay hoty hn bohut saddar mn old cities area mn hr jga kfi dhoom sey manaty hn diwali
NAHI Bhai interior Sindh m pathakay 3din tak bajaye jatay Hain
Pakistan mein patakhe chalana band hai
جیسا ہمارے مزھب میں ہے دوسرے مذاھب کی عزت کرنے کا حکم اور الله کسی کے ساتھ بےانصافی نہیں کرتا 💞
Hmare haa hmare countries me minority blkul azad he,but ap to btae kia ap waha india me azad ho religious activities krne me? And I know jawab he nhi
Pakistanio k dil buht bdy hai
Humre Pakistan min Hindu log bht sukon se rhte hin India min Muslims ke sath acha nhi hota hai beef nhi khne dete matlb bht zulim hai unke sath
Patakhay ab ban ho gae hain waja aagh lag chuki hai kae bar
Bhai ptakho par pabndi h all religious par infact Pakistan mein patakhe shadi pr b nhi chalte
I respect all the minorities in Pakistan
Mere shahar me to sari rat pathake chale the .shikarpur ..
Banned hai patakas magar phir b hindu Muslim koi bhi apnay event pai jugaar laga laitay hai aur bohat ziyada patakha hotay hai diwali pai bhi jo Hindu community areas hai waha gali mohallo me😊
Nahi sir jashnay azadi main phattay Hain or naiay saal main🎉😊❤
Bilkul celebrate karty Hain Pakistan main mazhabo ko bilkul azadi Hy
I m frm Karachi. Gali mohallon m bohat Hote hen ptakhy
Bhi Hmary Pakistan m sab mazab ky logo ko apna culture celebrat krni ki pori azadi h plzzz irequst KY bty Apni next video m kiya India m b asa h special Muslim logo ko Plzzzz
App be kabi Pakistan ka visit kary app ko boht acha lage gai
pathakhe annar late nhi jalate hain itni jaldi thodi yaha bhai koi andhbakht nhi ha sab easily aapna aapna tehwar manate hain 🙂
NARAIN PADA karachi ki bhi visiet karo
Pathkha Eid birthday Sube Barat Dewali Besakhi Etc per is waja se ban ki fog n smog air pollution smoke se mazeed na bane
Look at ur indian reports Dewali ayi too much fire work n pathkha etc Delli n all cities ful of smoke air quality decreased smoke in air ll stay longer in india
So Pakistani government kinda banned fire work etc for valid reasons for health for Muslims n Non Muslims in Pakistan
Rahul Rathore Vlogs has uploaded the Divaali video just a few days ago. Do you react to that video if possible
Pakistan main patakhon par pabandi hai shabraat Ho ya Diwali ho ya Christmas...
React on kar do Karam Kalam
Muhammad Ali jinnah
Brother never believe in media especially indain media
Pakistani Hindo Pakistani Christians Pakistani Sikhs making vlogs regularly old n young all showing life rotine shopping houses housing schemes schools universities colleges old bazars new Malls picnics outing food zealously by heart n soul some Pakistani non Muslims showing villge life some showing Karachi Lahore Quetta Gawadr etc they show their festivals their marriges birthdays .
Kisi bbi mulk ko jana ho search their own locals Muslims non Muslims in ki vlogs insta fb showing reality
Pakistan may not look perfect one thing sure goodness in abundance harmony in abundance.
Pakistan zindabad
Ptakhe bhi hote hain
Patake dekhne hn mithi Tharparkar ki video pe reaction kro
Bhaiya har shahar mein hinduon sikho isaiyon majbut tyohar azadi se manate Hain Pakistan mein
Fireworks banned in Pakistan
Hmare areas me Diwali pe Hindus se zyada Muslim patakhe jalate hen 😂😂😂
Pakistan m Kisi festival pe babandi nhi hoti.hm Kisi se Kisi ko prblm nhi..akistani hospitality r osam ..even ap dressing b note krskhte h.but India m aesa qn krte h
Mere city m to pathake jalate hain meri best friend hindu h to wo log bhy jalate hain teeno din
Aisa Nahin Hai Yahan per full freedom hai mere itne Hindu friends wo har Tarah se celebrate karte.... Bahut se Hindu youtubers bhi hai Pakistan me.... Wo videos banate rahte aap TH-cam se dekh le
bhai patakhy aapko daikhny hoon to plzz galion main aakar daikhain buhaaaaaaat patakhy hoty hain
Fire Crackers Are Banned 🚫 In Pakistan
Govt ki traf se ban hy fire bum extras pak. Ma
Pakistan ma atish bazi pr pabandi hy 😊😊😊😊
QARZ.E.JAAN yumna Zadie ka new drama
Pataka pollution cause krte...ban kr dia hua humne...but apka India ma iss lia itni pollution or neighbor country hona ki waja se hum bi polluted cities ma ata...apko bi ban krna chia patake ....
Patakhe Pakistan me ban hai
Nahi Bhai Pakistan ma Kisi bhee festival ma chahy Kisi bhee religion ka ho atish Bazi ya pathakhy par koi pabandi NAHI.
Pakistan Zindabad❤❤❤❤
Pakistan zindabad ❤
Godi media k elawa dunya sunder hy or pakistan bhi 😊😊😊😊😊 andh baghat india ko hi dunya samjhtay han baqi sub jungle or janwer 😅😅😅😅
Yr sb jhot bolti ha humre to Hindu bhi ha itny Pyar krty ha ha
Pakistan ma Hindon ko bhi izat or pury sakon se rhne ki ijazat hai aese India ma nhi hai musalmano ko humesha dubaya jata hai India ma... Afsos
Pakistan ky logo me dil hy mery bhai 😂agay to khud samaj ja
Aap ko islam se ziada Hinduism mein dilchaspi kia aap log kabhi namaz bhi parhtein hai