Paaey, Nihari, Halwa, paratha, poori, Haleem all are just once a week or once a month nashta. When u hve guests, friends or cousins at your place and you are taking them for some fancy Nashta. Even in Punjab not every one can afford it daily. 😊
Bijli ka issue ni hai, Indians are high on Godi media, we have surplus electricity, due to IPPs electricity is costly, now govt is getting rid of those IPPs
vendors street ho yah mall wala sb ko rate list milti hai sb ne lgaii hoti hai . her baray maal main b rate list lgi hoti hai. Mandi walon ko b MANN, DHARII k hisab se rate lgta hai. wo b ziada tadaad main rate list per hi lete hain.
Hmary ghar me usually esa nashta paye waghera kbhi guest aye hon ya once in a while chutti waly din hota h or han phir late nashta krty h or phir direct dinner woh bhi light sa.
pury pakistan mein teel or ghee khano mn bohat zaida ye jitny bhi hotel hoty hyn us mein...Karachi mein aysa nhi hota tha ...Ab dosry cities sy logon aa ker shop open ker laya hy.. ab karachi mein change hota ja rha TEEL Alot of TEEL .. GHEE .. Alof of GHEE... mil rha hy.. Khano mein
Karachi mein bhi Jin logo ko habbit Hoti hai woh subah subah nashte mein halwa puri chole ya paratha khate Matlab pakistan mein Lahore, Karachi mein ye nashta common hai
Karachi Mein occasionally khatay hain halwa puri like maybe on weekends. But yes In Lahore it’s an every day breakfast. Karachitte are more into simple chai paratha.
Karachi mein duniya bhar ke khaane nashtey available hain. Halwa poori buhut milta hai, lekin yeh regular nashta nahi hai, kabhi kabhaar log change ke liye khaate hain. Paaye nashtey mein Karachi mein main ne kisi ko khaate aaj tak nahi dekha. Shadi ke doosray din, larki ke ghar se jo nashta dulha ke ghar bheja jata hai uss mein qeema fry, bheja fry, bhindi fry, Halwa poori, aloo chanay waghaira waghaira shamil hote hain
Yatri Doctor ki naani ka Delhi mein inteqaal ho jane ki wajah se un ko apne plan se panch din pehle wapas India jana pad gaya. Allah marhooma ko apni rehmat ke saaye mein rakhay. Ameen
This is fancy Nashta.. only those eat such Nashta who have that huge apitite. Others just have bread/roti, egg (if possible) tea/milk. Rusk or Bun in some places.
Heavy nashta sirf panjab Mai hota ha bhalay Lahore ho ya phir panjab key sab choty bary city's Karachi me nashta halwa poori hota ha tea paratha or nehari naan choly karachi ka nashta hota ha Faraq itna ha Karachi mai tea ziyada use hoti ha Or panjab Mai lassi ziyada use hoti ha
Halwa puri is v common breakfast all over pakistan even in karachi bt its kind of once in a while kind of thing to eat n not every one likes to eat such oily food every day nihari n paye bhi nashta bhaut common hai bt it all depend on individual
ASSALAMUALAIKUM REHAN MANSURI SAHIL MANSURI BHAI SALAMAT RAHEN AAMEEN SUM AAMEEN PASAND SAMAN FROM KARACHI PAKISTAN KARACHI WALE ITNABARA NASHTA TEL WALAA HAM CHAYE PEETEY HAIN WO LASSI WO THIK SAMAJH NAHI AATA KHA RAHEY HAIN YA PE RAHE HAIN
Hr jagah Pakistan me aesa nashta milta h kuch log khaty hongy roz kuch log kbhi kbhi khaty h or han jb heavy nashta kro toh hr insan ka apna hota h kisi ko lgti hogi bhook kisi ko nhi lgti just normal jesy India me hota h it depends on people
Ye sirf Pakistan ka ek chota sa sheher he ap pora Pakistan ghome bhot piyara mulk he.. inhe kahen k kisi tourists ki madad se full Pakistan tuor kren bohot maza aye hlga inhe.
sahee kaha punjab may heavy nashta hota hai paey lassi makhkhan cholay bhatooray karachi may paratha hota hai cholay poori hota hai laykin chicken wala nahee hota karachi may itna common nahee hai karachi may nehari mil jaey gee
Bhai fast bowler pory Pakistan se aty hn.. ab jese haris rouf is wqt fastest bowler h Pakistan ka wo tu pindi se h and Shoaib bhai b thy.. ye nothren nh h Islamabad k sath ka area h.. Rawalpindi na hi main Punjab hai..
Pakistan k hr city mn ye nashta chalta..daily toh ni but jesy Sunday ho ya koi guest ajain toh phir ye nashta best hota🤤
Food variety Karachi, Lahore, multan, Gujranwala just awesome
Bhai plzzz ap log b zror Pakistan aye... We are waiting❤❤❤
Assalam o alykum, Brother aap Thank you ki jagha JAZAK ALLAH kaha karen hameshan...
Stay blessed from Karachi.
Pakistani me sb jaga aisa h nashta milta he.nice comments 👍💯
3:01 Karachi main Nihari, Paya, Halwa Puri ka nashta chalta hay Sunday morning main
Har city main milta hai aysa nashta
Hum karachi waly nhi krty itna heavy nashta .. only sunday ko halwa puri bas..
Karachi min bhi yahi kuch hota hai Alhmdulilah❤❤
Paaey, Nihari, Halwa, paratha, poori, Haleem all are just once a week or once a month nashta. When u hve guests, friends or cousins at your place and you are taking them for some fancy Nashta. Even in Punjab not every one can afford it daily. 😊
Bijli ka issue ni hai, Indians are high on Godi media, we have surplus electricity, due to IPPs electricity is costly, now govt is getting rid of those IPPs
vendors street ho yah mall wala sb ko rate list milti hai sb ne lgaii hoti hai . her baray maal main b rate list lgi hoti hai. Mandi walon ko b MANN, DHARII k hisab se rate lgta hai. wo b ziada tadaad main rate list per hi lete hain.
Hmary ghar me usually esa nashta paye waghera kbhi guest aye hon ya once in a while chutti waly din hota h or han phir late nashta krty h or phir direct dinner woh bhi light sa.
pury pakistan mein teel or ghee khano mn bohat zaida ye jitny bhi hotel hoty hyn us mein...Karachi mein aysa nhi hota tha ...Ab dosry cities sy logon aa ker shop open ker laya hy.. ab karachi mein change hota ja rha TEEL Alot of TEEL .. GHEE .. Alof of GHEE... mil rha hy.. Khano mein
Thank you ki jaga kh diya Karin booht maza aya
Hyderabad me nashta me biryani b khaye jati hai 🇵🇰
Karachi m weekends p special halwa poori taqreebn sb hi jaga lgti h , baaqi dino m kaheen kaheen milti h..
Hmara Pura Pakistan Mai hr shr Mai yah nashta must Kiya jata week Mai aik dafa zroor Yani hm Islamabad Wala Sunday ko khata han ❤❤❤
Lahories favourite breakfast is Kulcha and chooley❤
bacho daro mat Lohare may sb posible hy 😅😅😅 , itna kha k b larky larkian slim o smart hyn , lots of Love from Lahore .❤❤❤❤
Bhai pay nashty ma ap ne ni khay to ap ne pay khay hi ni😅😂
Karachi Ka breakfast is bread butter and fry egg❤
Karachi mein bhi Jin logo ko habbit Hoti hai woh subah subah nashte mein halwa puri chole ya paratha khate Matlab pakistan mein Lahore, Karachi mein ye nashta common hai
your visit 2nd largest forest changa manga in pakistan
Karachi Mein occasionally khatay hain halwa puri like maybe on weekends. But yes In Lahore it’s an every day breakfast. Karachitte are more into simple chai paratha.
Very nice v log ❤❤v nice reaction guys❤❤❤❤❤
Punjab north me nae he kpk ke kuch ilaqe northern me atta hee murree hazara swat chtral kaghan naran gilgit baltistan northern areas hee
Hum Karachi wale log anda paratha hi khate Hain .
Saturday aur Sunday ko halwa pori khate Hain .
Kabhi Kabhi PAYE bhi Kha lete hain nashte me
Ya kam hi aap ek bar Hyderabad Pakistan ka spachal Dulhan paratha daken jisa ek Banda nahi kha sakta
Mene Karachi se Hyderabad travel Kiya tha is nashta k liye waqai bhut mazay ka hota hay Dulhan paratha ❤
Plz more vlogs reaction ❤❤❤❤
Thank you ❤❤
Environment of Punjab is such that one eats more when there. Karachi wale when visiting Lahore , can feel increase in appetite
Karachi m hlwa pori,nihari,pay khae jate hn lkn zyada log Sunday ko hi khate hn...Panjab m zyada heavy nashta HOTA h or Roz HOTA h
Khewaara Mai ha salt ki kaan
Or ye kalar kahar wali side pe ha jaha se salt nikalta ha
Exactly punjab side hy aisa heavy nashta hota h baqi karachi wagera m nhn hota punjab ke log ya khas tor pe lahori ye sb khate hain nashte mein
Karachi mein duniya bhar ke khaane nashtey available hain. Halwa poori buhut milta hai, lekin yeh regular nashta nahi hai, kabhi kabhaar log change ke liye khaate hain. Paaye nashtey mein Karachi mein main ne kisi ko khaate aaj tak nahi dekha.
Shadi ke doosray din, larki ke ghar se jo nashta dulha ke ghar bheja jata hai uss mein qeema fry, bheja fry, bhindi fry, Halwa poori, aloo chanay waghaira waghaira shamil hote hain
Karachi my Sunday ka nashta akser ghero my pori halwa khaya jata hy
Yatri Doctor ki naani ka Delhi mein inteqaal ho jane ki wajah se un ko apne plan se panch din pehle wapas India jana pad gaya.
Allah marhooma ko apni rehmat ke saaye mein rakhay. Ameen
This is fancy Nashta.. only those eat such Nashta who have that huge apitite. Others just have bread/roti, egg (if possible) tea/milk. Rusk or Bun in some places.
Sir punjab mn thnda area b h murree jahan kafi snowfall b hote h wintr mn
Karachi main b huta hai mgr Sunday ko he esa nashta krtay hain
Heavy nashta sirf panjab Mai hota ha bhalay Lahore ho ya phir panjab key sab choty bary city's Karachi me nashta halwa poori hota ha tea paratha or nehari naan choly karachi ka nashta hota ha
Faraq itna ha Karachi mai tea ziyada use hoti ha
Or panjab Mai lassi ziyada use hoti ha
Halwa puri is v common breakfast all over pakistan even in karachi bt its kind of once in a while kind of thing to eat n not every one likes to eat such oily food every day nihari n paye bhi nashta bhaut common hai bt it all depend on individual
In Karachi, people are diet-conscious. They eat halwa Puri only on the weekend, probably one day.
Pakistan me hr jge ya nashta hota hy❤
Kpk north west ma ata ha... Jub k north ma gilgit aur china border ha
Main sahib ki video par reactions den.onky Ghar me lion king or tigers hen bohat.zeeshan from Pakistan Karachi.
Abdul Malik fareed ky vlogs py b reaction Diya krein bhht achy vlogs hoty unky
Northern area aur Punjab k bowler aur Karachi south side k batsman Pakistan mein top level k hn
ASSALAMUALAIKUM REHAN MANSURI SAHIL MANSURI BHAI SALAMAT RAHEN AAMEEN SUM AAMEEN PASAND SAMAN FROM KARACHI PAKISTAN KARACHI WALE ITNABARA NASHTA TEL WALAA HAM CHAYE PEETEY HAIN WO LASSI WO THIK SAMAJH NAHI AATA KHA RAHEY HAIN YA PE RAHE HAIN
Hr jagah Pakistan me aesa nashta milta h kuch log khaty hongy roz kuch log kbhi kbhi khaty h or han jb heavy nashta kro toh hr insan ka apna hota h kisi ko lgti hogi bhook kisi ko nhi lgti just normal jesy India me hota h it depends on people
Kehte hen pakistan m bhi k pipal k per pr bhot rehte hen.
India m short videos dikhte Hu m atna oil dala huta h hr chez m dikh k Kuch huta h yi hme kah re h k har chez m oil dalte h wah😂
Ma Karachi se hu yahan to bhot khaee jati h halwa puri shop PR to line lagi hoti hen
This breakfast in the every city
Ye sirf Pakistan ka ek chota sa sheher he ap pora Pakistan ghome bhot piyara mulk he.. inhe kahen k kisi tourists ki madad se full Pakistan tuor kren bohot maza aye hlga inhe.
Karachi mai b halwa puri ka nasta hota hai .
My beloved city Lahore ❤
sahee kaha punjab may heavy nashta hota hai paey lassi makhkhan cholay bhatooray karachi may paratha hota hai cholay poori hota hai laykin chicken wala nahee hota karachi may itna common nahee hai karachi may nehari mil jaey gee
Karachi me nashta halka krty he sunday ho heavy krty he
G bro breakfast k bd lunch ki tyari start ho gati hn
All over Pakistan except GB side wha extra heavy nashta hta b
Ziyadar tar sunday k din chalta hai halwa n puri ka nashta.karachi mein
Bhai Karachi mein b y he chalty h
Bahi ap thnks you na bolo dua dy Diya Karo
Alhamdulillah hum log Pakistan me peda hoe india me nhi.or hum azad he
Nashta poore Pakistan Mai mostly aik hii jesa hota hai ...
Saturday Sunday breakfast
KARACHI WALE
Aap jhelum zaroor aye
Karachi ka nashta nihari paye roti aur halwa pori
North area of pakistan is Gilgit baltistan and all fast bowler of pakistan come from punjab and KPK
Have nastha kpk province main ha
karachi mean bhi aisa hi nashta hota hai jahangir from Lahore
Nice video ❤
Pathaan bhe nashta tagra karte hen bhaie jee kpk
Poray Pakistan me khaya jata h halwa puri or paye chaye paratha
You guys should also visit Pakistan
Karachi main b karty hain
Har city main yahi sab milta hai
🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰👌👌👌👌👌💕💕💕
Karachi main bhi esa nashta hota hai lakin daily nahi khaty kabhi kabhi khaty hain
Bhai apka reaction on makhan wali lssi😂😂😂
Ma aap ko Kahon gi ka aap Hyderabad ka Dulhan paratha zaror dhaken bhari Khana kya hota hi tab pata Chala ga or mumbay bakri 125 sall porani hi
Azad kashmir(PAKISTAN)🇵🇰 main 3 rupay per unit ELECTRICITY hai🤣
Me phir ap ko invite kar rhi hoon in lahor3
Bhai ye soghat hi karachi ki hai
Punjab main ziadah tr paya chana qulcha khaya jata hai
Bae Lahore night ko 1 bge prathe kha rahe hote hee
Break fast heavy buhat zaruri hy for health ju nahe khaty wo jaldi bemar prty hy 🇵🇰
Shahi Qila wala event Q cut krdiya :(
Bhai rajab family ka vlog pa reaction karn plzzz 😟🥰
Han g Panjab main zyada hota hai
Bhai fast bowler pory Pakistan se aty hn.. ab jese haris rouf is wqt fastest bowler h Pakistan ka wo tu pindi se h and Shoaib bhai b thy.. ye nothren nh h Islamabad k sath ka area h.. Rawalpindi na hi main Punjab hai..
Karachi ka food wohi hai jo UP, Delhi ka hai
Sunday ka famous nashta in karachi
Khali pait chae nhi peete ap k han doctors nhi btate kya
Karachi ki halwa puri lahore s b zda famous hai
Karachi mai halwa puri hoti hai mager chicken wali puri ka mujhe nahi pata
PUNJAB KA PANI BAHUT ACHCHA HUTA HIA 2 GANTE MEY KHANA HAZAM HUJATA HIA.
You cut the best part of his video when they watched the show
Abdul Malik Fareed k Karachi vlog pe reaction do
Karachi ma sheer mall halwa puri 🎉
Ya payo ki salam hota hi