Bhai mere pass cockatiel ki per he vo ande de rahi he par ande puri tarah se tayyar nahi ho raha hai or vo anada cage me tuta huva dekhne milta he agg ka upar ka leyar thik se tayyar nahi ho raha he so kya karu batao please
Do tell us the nesting material type to be given for conures incubating eggs and will seed mix and zupreme pellets sufficient for diet during this time
I have a pair of two conures but mera ek bird dusre bird ko maarta rehta hai like lips se hit krta hai dusra bird hurt hota h usse, to kya ye normal hai ? Please tell me i m so worried about that
Just make sure they do not injure each other, sometimes tuning takes time, gradually alpha (dominant) will accept the other birds But keep an eye on them once they are alone
Bhai mere pass green chick kanoor ki female Ande kha Rahi hai uska kya kare bhai calcium multivitamin mein sab de raha hun uske bad bhi Ande kha rahi hai
Mere conures first time egg dena start kiya hai but teen ando ko dono ne damage kar diya aaj fourhh egg diya but isko kaise avoid kare unko proper diet supplement sab diya jate hai . Aur kya dono ko alag kare kyunki mujhe breeding nahi karani hai
@@RohailJan-ff9eo Ab tak 5 eggs lay lar chuke hai aaj maine box nikal diya hai sab egg inhone beak se crack kar diye hai .. abhi box nikal diya hai maine ye kab tak egg denge kya cage main de sakte hai aur main kaise kya karu aage pls help
Mere small counur pair ne first time bridging Ki or 5eggs diye unme se 3eggs khrab ho gaye abhi 2eggs h 1months ho gaye but chiks nhi hue, eggs check kiya tho thodha thodha Lal h kya ye 2eggs chiks de payenge ya inhe hta du
Great information you shared thanks 👍
Love li birds ajju Bhai ❤❤
Cage sizes told here are extremely small and for god sakes!!! dont take more than 2 clutches per year
Nice information 👍👌👍
Great work💯 jaines bhai
Sun canur ke bare me details vidio chahiye aju bhai
Coming soon
Hare krishna guru ji
very informative video ❤❤❤
Glad you liked it
Beautiful information🎉😊
Thanks 😊
Bhai muje sun conure ki pair chahiye so plz apko dhyan me saling vali ho to batana
Mashallah
Same blood line breed karega ?
Bhai mere pass cockatiel ki per he vo ande de rahi he par ande puri tarah se tayyar nahi ho raha hai or vo anada cage me tuta huva dekhne milta he agg ka upar ka leyar thik se tayyar nahi ho raha he so kya karu batao please
Calcium deficiency
Konsi medicine Kese provide karu
@@akramtharadiyaMecalvit ya Ostovet+Vimeral do
Hello sir
Mere ek breeding pair pineapple conure liya hai
Best cage for pineapple conure
Kon sa cage use kare sir
Please help me
china cage, minimum 2.5 feet
👍👍
Do tell us the nesting material type to be given for conures incubating eggs and will seed mix and zupreme pellets sufficient for diet during this time
Give them wooden logs small they will bite it and make nesting 🪹
Use also soft food in morning
Salam bi..
Mra conour birds na chicks nekla hay..per wo feed ne krwta aj to wo expire hu gae hy..so ab un ka kia issue hya plz tell me
first time hota hai kabhi kabhi second time se ho jayega, FB live aunga aaj, conute breeding par
I have a pair of two conures but mera ek bird dusre bird ko maarta rehta hai like lips se hit krta hai dusra bird hurt hota h usse, to kya ye normal hai ? Please tell me i m so worried about that
Just make sure they do not injure each other, sometimes tuning takes time, gradually alpha (dominant) will accept the other birds
But keep an eye on them once they are alone
Bhai mere pass green chick kanoor ki female Ande kha Rahi hai uska kya kare bhai calcium multivitamin mein sab de raha hun uske bad bhi Ande kha rahi hai
Love bird parrot ke niche rakh do corner parrot ke ande
Breeding season
Nice
Thanks
Bids kharid ne ke liye jignesh Bhai ka contact kese kare?
Check description
@@PetGuruji thank you sir or apka contact karna ho to ?
Mujhe vai ke aur video chahiye
👌👌👍👍👍
Mere conures first time egg dena start kiya hai but teen ando ko dono ne damage kar diya aaj fourhh egg diya but isko kaise avoid kare unko proper diet supplement sab diya jate hai . Aur kya dono ko alag kare kyunki mujhe breeding nahi karani hai
Box hii uthaar dey g
@@RohailJan-ff9eo Ab tak 5 eggs lay lar chuke hai aaj maine box nikal diya hai sab egg inhone beak se crack kar diye hai .. abhi box nikal diya hai maine ye kab tak egg denge kya cage main de sakte hai aur main kaise kya karu aage pls help
@@yaminiswami9478 box na lagaya ho tu umar bhar ande nahi deingy... Aik do ande agar abhi female mein ho... Wo cage mein hii dey deygee...
@@yaminiswami9478 baqii agar breed nahi laynii ho tu box na lagaye... Baghair nest ke ande nahi dayte...🥰
@@yaminiswami9478 aur further nutrients ka khyal rakhein... Lack of nutrients kii waja se egg damaging aur different issues aate Hain😊
Mere small counur pair ne first time bridging Ki or 5eggs diye unme se 3eggs khrab ho gaye abhi 2eggs h 1months ho gaye but chiks nhi hue, eggs check kiya tho thodha thodha Lal h kya ye 2eggs chiks de payenge ya inhe hta du
Vo kharab hai
Humidity Kami ki wajah se
🎉🎉🎉🎉👌👌👌🌞
Bhai muje conure chahiye 2 peir
Contact him, check description
Nhi h no bhai
They can talk?
Nope but they can very playful
Aap kahan se ho aur aapka number kya he
Description
❤