Great sir aap ye sab jankari sahaj available kara kar parents ko sahi decision lene mai bahot badi madat kar rahe jisse parents aur bacchhe ki puri life paralise hone se bach jayegi aou sahi samaj nirmiti mai aapki jankari bahot bada yogdan de rahi hai so thank you very much
Ap bht accha detail batate h sir. Par ek question puchna tha sir ki koi bh abormal baccha kisi bh trha se abnormal baccha kya hm prgnency m hi pta lga skte h kya.. Aur wo bh shuruwat m hi
Sir jhuth ka usg sensor pakad kar bechari ko kyu trouble de rahe ho😂, baad me usg kar lete pahle video hi bana lete, any way a lot of salute to a great work for humanity dr saahab.❤❤
5th month ki pregnancy me mere bache ko genetic prblm thi. Avort krwana pda.... Agar main dubara chance leti hun to kya yeh prblm dubara bhi ho skti hai. Meri age 37 hai. Ek beta hai mere pass 12 saal ka. Uske time me mujhe koi plrblm nahi hui. Normal delivery thi. Pls mujhe btae sir yeh genetic prblm dubara hone k kitne chance hai.
Sir asi bimariyo se bachne ke liye konsha tast kraye or ye tast kitne tk ho jate h meri bahn ke do bache mshkular dishtrofi se pidhi h khi koi elaaj nhi mil rha
Sir parents dono beta thalassemia minar hai or hamara first baby beta thalassemia Major hua hai kya second baby ko beta thalassemia hone se bachaya ya roka jaa sakta hai
Hello sir mere baby boy main abnormality ati hai unka brain puri tariky say banta nahi hai baby girl normal hai to kya koi ellag nikla hai Kya jissy mere baby boy normal ho our meri delevari sezerean hai mari shadi mere cuzan say(rishty main attya ky ladky say) hui hai please replay me
Hello sir mere bhi kuch genetic problem hai meri badi jethani ko do betiyan hai aur meri bhi ek Beti hai mujhe ek bete ki jarurat hai sar kya ise aap theek kar sakte kuchh suggestion chahiye aapse meri pahli saasu man ki char betiyan thi FIR dusri shaadi ke bad ek beti do beta hone ke bad yah chalta Raha
Hello sir. Me IVF davara prgnent hu abhi mera 4 matha start hua hai. Or mera Singal baby hai phir bhi dr.muzko stitches dalne bol rahi hai.jab ki sub reports normal hai.yesa Q???? Plz batay or yesa karne se aage jakar koi pareshani to nahi hogi.
Sir muj 3 tym pregnancy hui 3tym muj 8 week me Dhadkan aak chali gayi.or muj 3 no tym pregnancy me subcornic hemarage dikhai diya .sir muj kya krna chaiye.plz help me.
Helo sir mujhe 4 bar misscres hu gya h biliding suru hujati h kiya kru m u.p alighar se hon mere itna bajat ni h ivf kra lo 12 saal hu gye meri shaadi ko baccha ni h meri aeg 34 h hasbend ki 41 h
Sar main bahut pareshan hun Mere do ladkiyan Hui Ek pichhle sal Ek hissa donon mein sans Ki dikkat hai pahle wali expire Ho Gai abhi wali bhi moti later per hai kya karun
Mera 14 saal ka beta hai usko cone rod dystrophy hui hai. Jiska pata jan 2020 me laga hai. Uska vision loss ho raha hai. Yeh bimari bhi jenetic hai. Koi treatment batayen bahut mehrbani hogi. 🙏
Hello sir namaste Sir mujhe ek ladka pasand hai par uski Jo 2 mausiya he uhne eyes ki genetical bimari he jisme unki ankho eye boll halki si upar he jis wajah se woh andhi he Par mujhe Jo ladka pasand he wo ekdam normal he unki maa Bhai bhi normal he to kya iss case me shadi us ladke se shadi kar sakti hu kya Pls sir guide me
Sir meri bchchi 3 sal ki ho gyi sbkuchh achha tha chl rhi bol rhi baith rhi lekin ab kuchh nhi kr rhi to hm kya kre bs leti rhti koi ang kam nhi krta sare dr. Jvab de diye nhi thik hogi
Sir, my wife(36 years age with 2 daughters, normal delivery) is just short of 20 weeks of gestation period. She is detected high risk of trisomy 21(1:87) in triple marker test. Doctor n amniocentesis k liye recommend kiya hai. But due to lockdown, I m not able to go to Delhi for this. Main Haridwar Uttarakhand me hoon. Kya aap NIPT recommend krte hain. Kripya margdarshan den.,,
Hii sir please reply Sir kya kisi mahila ka do ldki huaa usme se ek viklang hai dusri vali normal hai to kya jo normal ldki thi kya uska bachcha me kya janitik problem dekha ja sakta hai
Wo kya h hamara ek baccha down syndrome h. Aur wo bht takleef m h use heart prblm bh h. Pr sirf down syndrome ke alawa aur bh abnormal bimariya chal gai h ajkal to unhe bh pta lgaya ja skta h kya. Qki hm apna dusra baccha plan krne k bare m soch rhe h. Aur kya ye jaruri h ki jis couple ke ek baccha down syndrome se grasit h dusre bacche k liye bh downs ka hi dar hota h ya koi aur abnormal wali bimari ka bh dar ho skta h dusre bcche ko
Hello sir . Sir muje 5 saal hi gye prehnancy ni ho rhi .egg size teek nhi bnta 14mm ka bnta hai . docter k pass gye first vist m to doctor ne hsg test kha krane ko .kiya hsg krana chahiya .pls reply me sir.
Sir mere bache mai first pregnancy mai hydrsyphelous tha bache ko wo pregnancy 6 th month mai baby nikal di gai av mai dubara pregnant hu ky mere dusre bache mai v yahi hoga first pregnancy april ka hai next December mai pregnancy ruki
Sir mere ek baby ki death ho gaiii 6 month ki age me baby ko gene decft thaa chromosomal disorder thaa muje second time preganacy concive huvi usme b fetous ko vahi same problem haiiii sirr plzzz me ise kaise roku second time bhii aisa huva kyaa har baar aisa hi hoga
Sir Mai six months pregnancy me pta chala k baby thelesimia mejor hai to mene terminat karwa diya ab next pragnancy karne se pehle kya kru k baby thelesimia mejor na ho
Sir mere son ko tyrosinimia genetic disease hai ..ab me second pregnancy k liye try kar rahi to ..muje IVF treatment lena chahiye?? Kya yeh better option hai ek healthy baby ko janam dene k liye.
Good afternoon sir, I had my 3 miscarriages and now I conceived for 13 weeks and had done NT test it shows crl 3mm , double marker test report still waiting ..but my doctor told me to go cvs test ...pls guide me sir....I Don't want to loose my pregnancy...any suggestions sir pls I pray for good results ...
Sir mera pahila bacha normal hai talented bhi hai par dusri jo bachi hui thi uski death ho gai 6 month me doctor ne jo bhi test karne ke liye bola tha sab kiye janetic sab report normal aye the ab muze do mahine ho chuke to muze konsi test karni chahiye hamari relationship me shadi hui hai
sir mera bachcha genetics problem se hai sir mera bachcha ki Omar 14month hai abbhi tak nai baittha hai na hi thairta hai is ka biren bohat come kam kartahai pilz bataye is ka ilaz hai kya is ko pune mei Dr chayetaniya datar ke pas bayaye hai is ka ilaz nai hota bole
Sir mujhe 1st beta huva tha jise down sindrome ye problem tha wo 1 mahine ke bad off ho gaya sir kya ye problem 2nd pregnancy me bhi ho sakti hai kya mera 2nd baby bhi down sindrome ka problem hoga ya 2nd baby normal ho sakta hai plz sir reply
sir meri mamma ko alag he problm hai jo nani k ghr m bhi thi nani or unke bhai issme bodyy pain hota h mind m dikkt hoti h or body haar tym hilti rehti h grip nhi rehti kyaaa kruuuuu bht jagh dikhaya kya iska koi ilaaaz hai ??? or hai to plzz btaiye ye bimari sbko 35 saal m hoti h or khtm krdeti h bilkul or mamma ki age itni he ho rhi h jldi se jldi btaiye ilaaz koi
@@Billu-x9l heyy in logo pe bharosa mt kro koi acche genetic doctor ke pass jawo aur ha ager aapke Mummy ko ye prblm h to aapko bhi ho Sakta h be careful nd jakee jaldi se checkup krawo
sir ply mujhe bataiye ki agar baby main intestine blokage ki problem hai to us hum pregnancy main pata par sakte hai kya because meri first pregnancy 2015 main ivf triplet the jisme as ek baby mere paas hai or dono intestine or problem ki vajas we expire to Gaye then 2017 main mera natural conception tha but full term baby hone ke baad bhi usme illium main blokage tha jisse vo survive nahi kar paya then mujhe phie pgegnancy hai abhi 11 week hua hai to kya hum pata kar sakte hai ki baby main koi problem to nahi hai sir ply tell me mujhe gestational sugar ho jata hai
Hello sir mujhe HLA b27 positive he meri bache me b ye a skta he kya matlab mere 1st Bache me posibility h kya Ane ke ya me Cord Bnk me bache ke cord store krwau plz sir thoda suggested kijiye
आप जैसे डॉक्टर्स की जरूरत है सर । आभार
Great sir aap ye sab jankari sahaj available kara kar parents ko sahi decision lene mai bahot badi madat kar rahe jisse parents aur bacchhe ki puri life paralise hone se bach jayegi aou sahi samaj nirmiti mai aapki jankari bahot bada yogdan de rahi hai so thank you very much
Sir mujhe aapki de hui information bhaut acchi lagati h generally doctor etni information nahi dete h aur na samjha te
A 100 thanks for keeping the caption in hindi a lot of people now can understand it
Sir ap world ke sobse ashse Dr ho..
Ap bht accha detail batate h sir. Par ek question puchna tha sir ki koi bh abormal baccha kisi bh trha se abnormal baccha kya hm prgnency m hi pta lga skte h kya.. Aur wo bh shuruwat m hi
Please reply Sir,kya Gilbert syndrome ko roka ja sakta he kya for next generation?
Sir jhuth ka usg sensor pakad kar bechari ko kyu trouble de rahe ho😂, baad me usg kar lete pahle video hi bana lete, any way a lot of salute to a great work for humanity dr saahab.❤❤
Sir
Kiya genetics bemari ko roka jaa sakta hai
Thank you 🙏❤
Kya jinetik promblem dusre bacche me aa sakti he.???dusri pregnancy me kya karna chaiye..
Namashkar Sir,
Mere ladke ko Ectodermal desplasia hai,
Wo 9 yrs ka hai...
Pls advice....ki hume kya precautions karne honge...
5th month ki pregnancy me mere bache ko genetic prblm thi. Avort krwana pda.... Agar main dubara chance leti hun to kya yeh prblm dubara bhi ho skti hai. Meri age 37 hai. Ek beta hai mere pass 12 saal ka. Uske time me mujhe koi plrblm nahi hui. Normal delivery thi. Pls mujhe btae sir yeh genetic prblm dubara hone k kitne chance hai.
Mere sath bh huya ...maine toh 2 baby operate krva diya
Excellent 👍👍
Sir kisi family m sirf betian hi Q peda hoti hy why? Ye cusion marriage ki wajha sy hoti hy
Sir , amniocentesis , ka report me bent bone displacia syndrome aaya h , to hm usme kya treatment kar sakte h
Sir mera phla bccha hua uske baal eyebrow eyelashes sn white h..kya dusra bhi aise hi hoga?? Kaise pta kr sktr h ye phle hi...pls reply
Sir asi bimariyo se bachne ke liye konsha tast kraye or ye tast kitne tk ho jate h meri bahn ke do bache mshkular dishtrofi se pidhi h khi koi elaaj nhi mil rha
Hai sir mera amniosentasis test ab normal aya hai kya ab koi ilaj nai hai sir
Sir parents dono beta thalassemia minar hai or hamara first baby beta thalassemia Major hua hai kya second baby ko beta thalassemia hone se bachaya ya roka jaa sakta hai
Hello sir mere baby boy main abnormality ati hai unka brain puri tariky say banta nahi hai baby girl normal hai to kya koi ellag nikla hai Kya jissy mere baby boy normal ho our meri delevari sezerean hai mari shadi mere cuzan say(rishty main attya ky ladky say) hui hai please replay me
Hello sir mere bhi kuch genetic problem hai meri badi jethani ko do betiyan hai aur meri bhi ek Beti hai mujhe ek bete ki jarurat hai sar kya ise aap theek kar sakte kuchh suggestion chahiye aapse meri pahli saasu man ki char betiyan thi FIR dusri shaadi ke bad ek beti do beta hone ke bad yah chalta Raha
Hello sir. Me IVF davara prgnent hu abhi mera 4 matha start hua hai. Or mera Singal baby hai phir bhi dr.muzko stitches dalne bol rahi hai.jab ki sub reports normal hai.yesa Q???? Plz batay or yesa karne se aage jakar koi pareshani to nahi hogi.
Se hue the dono ko heart or mind me problem thi.kya me teesra chance le sakti hu.
Same question
Sir muj 3 tym pregnancy hui 3tym muj 8 week me Dhadkan aak chali gayi.or muj 3 no tym pregnancy me subcornic hemarage dikhai diya .sir muj kya krna chaiye.plz help me.
Helo sir mujhe 4 bar misscres hu gya h biliding suru hujati h kiya kru m u.p alighar se hon mere itna bajat ni h ivf kra lo 12 saal hu gye meri shaadi ko baccha ni h meri aeg 34 h hasbend ki 41 h
Hello sir hm dono ke geretic teat negetive h pir bhi miscarriage ho rhe h
Sir amniocentesis kya thik rahega na ki sehat ke liye Nipt thik rahega
Sir kya vitiligo ko bhi roka ja sakta h bccho me transfer hone se ydi Father ko vitiligo ho
Sar main bahut pareshan hun Mere do ladkiyan Hui Ek pichhle sal Ek hissa donon mein sans Ki dikkat hai pahle wali expire Ho Gai abhi wali bhi moti later per hai kya karun
Mera 14 saal ka beta hai usko cone rod dystrophy hui hai. Jiska pata jan 2020 me laga hai. Uska vision loss ho raha hai. Yeh bimari bhi jenetic hai. Koi treatment batayen bahut mehrbani hogi. 🙏
If you are looking for genetic analysis then please msg me will guide you on same
Aap Mera help kroge. Hm pedais bimari he......
Thank you sir .
Hello sir namaste
Sir mujhe ek ladka pasand hai par uski Jo 2 mausiya he uhne eyes ki genetical bimari he jisme unki ankho eye boll halki si upar he jis wajah se woh andhi he
Par mujhe Jo ladka pasand he wo ekdam normal he unki maa Bhai bhi normal he to kya iss case me shadi us ladke se shadi kar sakti hu kya
Pls sir guide me
Sir meri bchchi 3 sal ki ho gyi sbkuchh achha tha chl rhi bol rhi baith rhi lekin ab kuchh nhi kr rhi to hm kya kre bs leti rhti koi ang kam nhi krta sare dr. Jvab de diye nhi thik hogi
Sir ydi kisi ko ocd h to ma se bacche me a sakti h ky
Sir mere bete ko sezxofrnia h depratin enxite uski dawai chal rahi h kya saadi ke baad baby me ya girls me hone pr ye bimari ho sakti h
Sir mere 1 bachhe ko muscular dystrophy h kya 2 bachhe ko bhi ye problem ho Sakti h
Sir mera 6 baar miscarriage ho chuka hai har baar Hart beet nahi ati kya mera koi elaaj hai
Thank you very much sir, my wife 22 week pregnancy, she has a genetic disease. It's a skin problem. Is it cure now??
सर सेम प्राब्लम है, तो क्या अभी आपका बच्चा सही है।।।
आपने कहा दिखाया।।।
What is the skin problem???
Mere baby ko bhi skin problem h uski puri skin nikal rhi hai bde bde ghao h bhot blood bhi baheta h ky ahp ka baby thik hua h ky please btae
@@adakhan230aapka second baby kesa hai plz batana
@@Mehndifanpag0 Alhamdulillah thik hai 😊 mashallah allah n usi ki hamshkal m Nawaza h bt is baby m bhot se text karwane pade the sare norml the
Rms toumer cancer bhi genetic hota hai kyaaa
Sir amneosentesis test ka charge kya hota h
20000 lagta hai
Sir mara baby ka age 1year 5 month abi isko liver ma glycogen storage disorder ho gaya abhi thick ho sakti kya
Hi sir. Meare 3 again and again miscareage hue sir. Next treatment ka karna sir.
Sir, my wife(36 years age with 2 daughters, normal delivery) is just short of 20 weeks of gestation period. She is detected high risk of trisomy 21(1:87) in triple marker test. Doctor n amniocentesis k liye recommend kiya hai. But due to lockdown, I m not able to go to Delhi for this. Main Haridwar Uttarakhand me hoon.
Kya aap NIPT recommend krte hain. Kripya margdarshan den.,,
AAP ka baby ab thik hai please batay 😞 Mae bahut pareshan hu mere baby ki bhi aisi hi report aai thi aur agle hi din uski death ho gayi
Hello aap ka babay kaisa hai
Plzz reply
Nipt bhi Kara sakte hai, meri bhi yahi problem thi
@@wasimjahagirdar2941 mene nipt karya h
Sir where is location of your clinic.
I want online consultation.
Please tell me
Sir aapke yaha genetic test hota he kya.
Dr mere bache ko dmd problem hai or mai second beta chahti hu plz help me 🙏🙏🙏🙏
Genetic problem ka koi ilaz Nahi h
Hii sir please reply
Sir kya kisi mahila ka do ldki huaa usme se ek viklang hai dusri vali normal hai to kya jo normal ldki thi kya uska bachcha me kya janitik problem dekha ja sakta hai
Sir mre chheep h mri beti 3 mnth ki h usk b pet pr spot h m ky kru plz help kre m bht preshn hu
Sir please batao pet ka under se genetic porblem kese thik kesekta he
My son is suffering crosome dis order 21no crosome is disorder. Can I cotact you sir
Wo kya h hamara ek baccha down syndrome h. Aur wo bht takleef m h use heart prblm bh h. Pr sirf down syndrome ke alawa aur bh abnormal bimariya chal gai h ajkal to unhe bh pta lgaya ja skta h kya. Qki hm apna dusra baccha plan krne k bare m soch rhe h. Aur kya ye jaruri h ki jis couple ke ek baccha down syndrome se grasit h dusre bacche k liye bh downs ka hi dar hota h ya koi aur abnormal wali bimari ka bh dar ho skta h dusre bcche ko
Is your second child is normal? I want to know if one child is suffer with down syndrome, then second child can come with normal baby
Sir Same gotre me saadi karne se jo problem hote hai kya yo theek ho sakti hai ya kise trah se use roka jaa sakta hai
Ek test aur btaya hai ab btaye kya karna hoga hume
Dmd rog ka elaj hai sirji
Sir homophilia ka bhi ho sakta h kya
Hello sir . Sir muje 5 saal hi gye prehnancy ni ho rhi .egg size teek nhi bnta 14mm ka bnta hai . docter k pass gye first vist m to doctor ne hsg test kha krane ko .kiya hsg krana chahiya .pls reply me sir.
Period v regular hai sir .
Sir mere bache mai first pregnancy mai hydrsyphelous tha bache ko wo pregnancy 6 th month mai baby nikal di gai av mai dubara pregnant hu ky mere dusre bache mai v yahi hoga first pregnancy april ka hai next December mai pregnancy ruki
@@purushottampandaypanday5116 aapka baby hua aur wo kesa hai same mere sath hua Aisa ab me second baby soch rahi hu reply karna
Mere sath bhi aysa huya ... Mai bhi abhi firse pregnancy plan karungi
Yes Mera baby boy hua hai
Or wo bilkul thick hai
Sir mere ek baby ki death ho gaiii 6 month ki age me baby ko gene decft thaa chromosomal disorder thaa muje second time preganacy concive huvi usme b fetous ko vahi same problem haiiii sirr plzzz me ise kaise roku second time bhii aisa huva kyaa har baar aisa hi hoga
Aaap ne kya kiya?
sir i need ur help..
am 15 week precnency..
is that possible to cure or prevent
Beta thalassemia trait
am asking for trait not for disease
Sir kaise roka Jaa sakta hai adrenoleukodystrophy
Thank you so much
Muje na heridity tal ho rahe hai body par... To ise roka ja sakta hai?
Sir mera 2 baby eshophagal atresia hua hai
Sir mere mmi papa duble ptle h or me bhi dubla ptla sir kya m mota ho skta hu btaiye sir ????🙏🙏🙏
No
Aaj hi report aayi sir positive aaya hai 😢
Sir मेरे नाखून खराब हैं। ये जैनेटिक प्रॉब्लम है मेरे बाप, दादा, पर दादा के है। क्या इसको रोका जा सकता है 🙏🙏
Sir mare beti ko sondro mein hai bo sun nahi shkte ye kyu hota hai
Mere maa baap ke hight choote hai to kya mai apne hight ko badha skta hu
Sir Mai six months pregnancy me pta chala k baby thelesimia mejor hai to mene terminat karwa diya ab next pragnancy karne se pehle kya kru k baby thelesimia mejor na ho
If you are looking for genetic analysis then please msg me will guide you on same
Please suggest solutions for polymorphic variants.
Sir mere son ko tyrosinimia genetic disease hai ..ab me second pregnancy k liye try kar rahi to ..muje IVF treatment lena chahiye?? Kya yeh better option hai ek healthy baby ko janam dene k liye.
Aaap ka problem sholve hua?
Sir kya colon polyps ki genetic problem hai kya yeh theek ho sakti hai
Aaap ka solution hua?
@@NSSV.RASNOL nahi
Doctor ne koi solution bataya?
Aaap ke beby me bhi e problem Aya hai?
@@NSSV.RASNOL nahi he is a little kid
Sir kya parents mein bhi jenetik disorders hota hai pls btaye
Kya down syndrome ko pregenancy m theek kiya ja skta h ya ni plese btaeg
Agar chromosomal abnormality ho toh baby plan ksa kra plz bto
Aaap ne kya kiya plz rep me
Aapne kya treatment liya plz reply karna
sir I need ur help....
Is that possible to cure or prevent
Sir 2 ladke h jo cp child h , neck holding problem siting problem h, kya third baby thik ho sakta h
Sir mujhe aap se jaruri bat krana hai mai preagnent hu.
My sister son 8 years old
He is ganetic problem
Plz help me how to stop andreno leuco dystrophy
Aap ne kya kiya
सर मेरी बेटी का रिपोर्ट actg2 mutation positive आया है ! शरीर में ऐसा क्या होता है जो इसका डायजेशन स्लो है और पेशाब की थैली बडी है
प्लीज रिप्लाय
Sir aap kahn se ho plz mujhe aap k paas aana h plz Ripley
Good afternoon sir,
I had my 3 miscarriages and now I conceived for 13 weeks and had done NT test it shows crl 3mm , double marker test report still waiting ..but my doctor told me to go cvs test ...pls guide me sir....I Don't want to loose my pregnancy...any suggestions sir pls I pray for good results ...
Sir mera pahila bacha normal hai talented bhi hai par dusri jo bachi hui thi uski death ho gai 6 month me doctor ne jo bhi test karne ke liye bola tha sab kiye janetic sab report normal aye the ab muze do mahine ho chuke to muze konsi test karni chahiye hamari relationship me shadi hui hai
Meri bhi cousin marriage hai our 2 bacche abnormal hai
Helo Dr....my question is how much safe amniocentesis in 5th month.
Hello, Sir. Konasi test se pata chalata he ki pregnancy me ki baccho ko sickle cell ya aur koi genetics deaseas to nhi.... Please reply sir
DNA test karwa dijiye sir
Aane Wale samay me kabhi bhi koi problem nahi aayegi
If you are looking for genetic analysis then please msg me will guide you on same
sir mera bachcha genetics problem se hai sir mera bachcha ki Omar 14month hai abbhi tak nai baittha hai na hi thairta hai is ka biren bohat come kam kartahai pilz bataye is ka ilaz hai kya is ko pune mei Dr chayetaniya datar ke pas bayaye hai is ka ilaz nai hota bole
Kya aapka second baby ko bhi aisa hi huva kya
AAP ka second baby kaisa hua hai please batay 😞
If you are looking for genetic analysis then please msg me will guide you on same
Sir meri wife 4 month pregnancy complete ho gyi hai ab uska report me down sindrom aaya hai
Sir mujhe 1st beta huva tha jise down sindrome ye problem tha wo 1 mahine ke bad off ho gaya sir kya ye problem 2nd pregnancy me bhi ho sakti hai kya mera 2nd baby bhi down sindrome ka problem hoga ya 2nd baby normal ho sakta hai plz sir reply
Aap pragnancy ke 11weeks me cvs test karwa le Usme pta chal jayega
Sir, mujhe genetics bimari h. Me bcha plan kr rhi hu. Kiya ese bche me aane se roka ja skta h. Mujhe konse tast krvane h.
Aaap ne kya kiya plz rep me
Aapne kya treatment liya plz reply
Sir mire bhai ke ek ke bad ek 3 bachhe ko Cindi ke problam he to kya aage ke bahho ke liye kucha bataiye plz plz plz
If you are looking for genetic analysis then please msg me will guide you on same
Please help me@@reemakakade7477
Amniocentesis test btaya hai plz sir help me
Dr d.panker ji mere dono bcho ko thairod ke problem hai or vo sunte clear hai lakin bolte boht km hai plz koi ilaaj btao
Sir mere baby ko bhi thyroid h i wanna talk with you please can we contact
Kya genetic bimari ma se aa sakti he
If you are looking for genetic analysis then please msg me will guide you on same
@@reemakakade7477 i have genetic problem some called sparking shaon whatever i got it through my mother
Send your number will discuss on call
What is your occupation? I cant speak clearly too
sir meri mamma ko alag he problm hai jo nani k ghr m bhi thi nani or unke bhai issme bodyy pain hota h mind m dikkt hoti h or body haar tym hilti rehti h grip nhi rehti kyaaa kruuuuu bht jagh dikhaya kya iska koi ilaaaz hai ??? or hai to plzz btaiye ye bimari sbko 35 saal m hoti h or khtm krdeti h bilkul or mamma ki age itni he ho rhi h jldi se jldi btaiye ilaaz koi
@@reemakakade7477 hanji
@@Billu-x9l heyy in logo pe bharosa mt kro koi acche genetic doctor ke pass jawo aur ha ager aapke Mummy ko ye prblm h to aapko bhi ho Sakta h be careful nd jakee jaldi se checkup krawo
Dr sir my wife 43 colon cancer or rectam sugery ok everything at present ok but in future my children problem how genetic test how much cost or amount
sir ply mujhe bataiye ki agar baby main intestine blokage ki problem hai to us hum pregnancy main pata par sakte hai kya because meri first pregnancy 2015 main ivf triplet the jisme as ek baby mere paas hai or dono intestine or problem ki vajas we expire to Gaye then 2017 main mera natural conception tha but full term baby hone ke baad bhi usme illium main blokage tha jisse vo survive nahi kar paya then mujhe phie pgegnancy hai abhi 11 week hua hai to kya hum pata kar sakte hai ki baby main koi problem to nahi hai sir ply tell me mujhe gestational sugar ho jata hai
Hello sir mujhe HLA b27 positive he meri bache me b ye a skta he kya matlab mere 1st Bache me posibility h kya Ane ke ya me Cord Bnk me bache ke cord store krwau plz sir thoda suggested kijiye
Hi
Aapko hla b 27 positive he to abhi keysa he
Ji mujhe h but mene bahut maintain kiya hua h abhi
Can polio be transmitted genetically?