Bhai jaise kisi ko hamne advance salary de diya hai to uski entry kaise karenge or kaise pta karenge ki ye hmse advance le gya tha or entna amount Nikal raha hai
Payroll use nhi karte ho kaise salary slip milega?? Payroll se salary details management karna easy hai to ITR file hoga employer and employee dono ka details rahega proper ye audit k time bohot kaam m ata hai
@@pscomputerclasses bhai ye batao ye sab kha se seekhe institute me to ye sab sikhate nhi kam kaise hota hai real me video sari dekhu aapki Sikh jayuga mai jha kam karta hu wha mai return gst income tax aur sale purchase hi entry hoti hai
Jis date me Entry kiya gya hai wo date me jakr us entry ko open krke Alt +D or dhyan rahe invoice no. Ka sequence gadbad nhi hona chahiye nhi to problem ho jygi
Bhai agar may month ka salary june ko pay kani h. Toh kya hum june ko directly salary payment ki entry nahi kar sakte. May month ko salary payable book karni kya jarurat hai. Ase time bhi bacegana.
No directly nhi kr sakte. Balance sheet me show karna padta hai jitne v company k expenses hote hai wo sab. Jo ki salary book krne se show hota hai balance sheet me.
@@pscomputerclasses ok Bhai samajh gaya. Par agar expense current month ka h tab toh B/S mah dikhana nahi hoga tab toh direct payment entry kr sakte h right?
@@pscomputerclasses please ish concept k upar ak small video bana dena na aap. Mera jaise kitne fresh accountant ko yeh concept mah doubt hoga. Agar aap seh soh sake toh please a small video from your side will be too much helpful. Dhanyawad 🙏
Bhai aadhi aduri jankari bhut khatrnak hoti hai aap acche se study kr lo pahle fir bolna..jise aap liability bol rhe ho wo liability nhi expenses hai Video ko jara dhyan se dekho fir comment krna
Ha agr jyada employee ho to + TA HRA PF ESI etc ka record rakhna ho to us case me payroll k through bnaya jata hai us pr v video bni hui hai aap channel pr jakr dekh sakte hai
You can also join our Telegram group
👉t.me/pscomputerclassess
Gst return filing aur tds tcs return filing pr vedio banaoo sir
please make video on vendor reconciliation with sale purchased debit credit note and opening closing balance and include more details please
More useful information...👍👍👍
Correct btaya aap ne .nice
Pls make video import purchase and sale video and also rate difference between usd and inr
Tds on salary theory cover kar do bro
Super explanation
Thank you bhai
THANK U
Thanks Bhai😍👍
Bhai aisa kar raha hu to ye gstr-1 ki report me unscertain transaction me show ho rahi hai salary ki entries
Reversal journal mai kardeta bhai iski entry
❤❤❤❤
can't we use post date to adjust the entry?
Salary payable to ham cost centre enable kar ke bhi payment voucher me salary sabka de sacte hai na oo to easy h na
isme advances kaise deduct krenge
Nice
I Like this video 👌
Bhai mai bhi C A Office me job karta hu
Ap kaha se ho Mai Banaras se hu
thanks bhai❤ ❤❤
Payroll Pe Detailed Video Bnao Bhai... Plz..... ❤❤❤
Ok coming soon
Thanks sir😊
Also explain duties and taxes
Bhai jaise kisi ko hamne advance salary de diya hai to uski entry kaise karenge or kaise pta karenge ki ye hmse advance le gya tha or entna amount Nikal raha hai
Aap day 73 wala video dekhye
Group kaise banaye alt +??
Aap day 52 wala video dekhye
@@pscomputerclasses okk
Alt + C
Alt + c
Advance salary diya to kese krenge 35 employees ka
Day 73 wala video dekhye
Bhai agar, April ka month hai or 30 april ko hi salary ki entry krni ho to kaise krenge ? Kya hum iski entry paid karke kar sakte hai ?
Yes
Pahle salary ko book krye journal entry me for payment ki entry pas kr dijiye
@@pscomputerclasses thanks bhai or jaise electricity, rent etc inki bhi book karke karni hogi kya ?
Bhai mere man main or chijo konlekar bhi bhaut se sawal hai, apse kaise help lu 🙏
Electricity ka book krne ka jarurt nhi hai but rent ka book Krna padega
Payroll use nhi karte ho kaise salary slip milega?? Payroll se salary details management karna easy hai to ITR file hoga employer and employee dono ka details rahega proper ye audit k time bohot kaam m ata hai
Day 66 wala video dekhye
Bhai sarlay pay indirect expenses me nhi jata kya
Yes, jata hai
@@pscomputerclasses to aapne current liabilities kyo liya
Video ko dhyan se dekho salary ledger alag hai salary payable ledger alg hai dono me difference hota hai
Salary A/c under indirect expenses hota hai
And salary payable under current liabilities hota hai.
@@pscomputerclasses bhai ye batao ye sab kha se seekhe institute me to ye sab sikhate nhi kam kaise hota hai real me video sari dekhu aapki Sikh jayuga mai jha kam karta hu wha mai return gst income tax aur sale purchase hi entry hoti hai
Bhai har next month journal entry marma hai kya plz reply
Yes
what if salary is paid through cash
Instead of bank you can use cash
My b. Com Finalyear kiya hu or tally bhi kiya hu fir bhi job nai mill rha hai yrr
Bhai experience lo cea ka pass kam kar ka fir job mil jayega
Sir mobile entry Two times entry hoga. One delite kaise kerega. Mobile shop me kam kerthe. Same number 2 time entry hogaya.
Jis date me Entry kiya gya hai wo date me jakr us entry ko open krke Alt +D or dhyan rahe invoice no. Ka sequence gadbad nhi hona chahiye nhi to problem ho jygi
Alt+c karna padega cancel ho jayega dusra bill
Overall accountant ka work pe video bnao plzz😢😢😢❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤plzzz❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aap Day 44 wala video dekhye
Bhai ek doubt tha sallary me tds ni katega kya isme?
Agar annual salary 2,50,000 se below hai to TDS nhi katega
Bhai agar may month ka salary june ko pay kani h. Toh kya hum june ko directly salary payment ki entry nahi kar sakte. May month ko salary payable book karni kya jarurat hai.
Ase time bhi bacegana.
No directly nhi kr sakte.
Balance sheet me show karna padta hai jitne v company k expenses hote hai wo sab. Jo ki salary book krne se show hota hai balance sheet me.
@@pscomputerclasses ok Bhai samajh gaya. Par agar expense current month ka h tab toh B/S mah dikhana nahi hoga tab toh direct payment entry kr sakte h right?
No...
@@pscomputerclasses please ish concept k upar ak small video bana dena na aap. Mera jaise kitne fresh accountant ko yeh concept mah doubt hoga.
Agar aap seh soh sake toh please a small video from your side will be too much helpful.
Dhanyawad 🙏
Aap day 46 wala video dekhye
Bhai yee baisc kiya hota hai. Basic
Typing mistake
Bhai kya tally aa na compulsory hai kya..??
Ya job mein rahte rahte Sikh sakte hain
Yes, Compulsory hai
Bhai Payroll par bhi video banaye
Ok
Aur jo leave lega uska kaha se detect hoga salary uska alag se page pe likh lo bhai
Sabi deductions ko deduct krne k bad salary ko book Kiya jata hai...
@Ps computer direct payment bhi kar sakte hai jv marne ka jarurat nahi hai jv marne se aapka liability badh gaya
Bhai aadhi aduri jankari bhut khatrnak hoti hai aap acche se study kr lo pahle fir bolna..jise aap liability bol rhe ho wo liability nhi expenses hai Video ko jara dhyan se dekho fir comment krna
Hmm bhi kam shikhe hain hamare liya Kam dakhe dijiya bhai
Print प्रिव्यू की pdf लिंक भेजो
Day 23 wala video dekhye
@@pscomputerclasses nahi es bali entry ki hi chahiye
Sir Payroll pe ek details video banao 15 employees ka plz sir
Ok coming soon
@@pscomputerclasses thank you sir
Apko ye job kaise mili matlab kiske through mili plss reply 😢😢
Ex question ladki log ka salary jyada kyu hai ??
Qki wolog high post me hai
Bhai, Can you tell me What is payment entry & Payable Entry?
Salary payable means we have to pay salary and salary payment means we have paid the salary.
Bhai aap ke kitne salary ha
Brother Gst Return File R1 And 3B Par Vidoes Banao Na Live Return
Wo sab kam mere CA krte hai brother abi me sikkh rha hu
@@pscomputerclasses ok bhai
Sir gst calculation adjustment report p bhi video banao
Ok coming soon
Bhai kha job karte ho plece reply
Yaha per b larki ki salery zyada hai larki sa tu ham larka kia kra😢
Job mil sakta hai hmne bhi kar liya hn
Bhai tum ladki logo ko jiyda salary de raha he ladka logo ko kam , 9 sapi
first correct your spelling and after that create videos (BASIC) is the spelling and not BAISC
sir apka no mil sakta hai inquries ke liye
Telegram Group join kre
Kya faltu ka payroll entry bta rhe ho bhai...
Bhai apna no de do
Salary to Payroll me banta hai na
Ha agr jyada employee ho to + TA HRA PF ESI etc ka record rakhna ho to us case me payroll k through bnaya jata hai us pr v video bni hui hai aap channel pr jakr dekh sakte hai