Jay Mata Di
Bhai mai kab se yahi soch rahi thi navratri mai neebu ki mala chdate h ki nahi aap ne bata Diya dhanyabad 🙏
Jai Mata di Jai shree Ram Jai maa sitala devi her her mahadev har har Mahadev
Jai mata di Har Har Mahadev 🙏🙏🙏
Jai mata Rani 🙏
Jai mata diii ❤
🙏🙏🙏🙏💥💥💥💥💥❤❤❤❤❤jay mata di
Ek hamen jarur kar lunga bhai
Khrek
Bhai baglamukhi havan left hand se karty hain oor kya samagri hoti hai guide Karo please
Main to Bhai paanchvi gay ko de sakta hun gay ko
Bhai neebu ki mala apne upar se anti clockwise ya anti clockwise utrna h
Bhaiya kalash valla nariyal jal pravah karr sakte hai please reply
Bhiya nibha ki mala. Saturday ko chati the uske baad maai ke charno m. Sop diya
Bhaiyya jab se sadhna shuru ki hai kandho main bahut drd rhnelga hai
Bhai main bahar rahata hun kam per main kaise karunga Mera bhi kuchh batao
I live in abroad and I get less Kanjak sometimes 3 sometimes 4 so I will keep some money aside please suggest
Mala kan sha hat ma rakhan chaya
Bhai main bahar jata hun Kanya mein bhar jama nahin Sakta main gay ko Paanch Lodhi dunga kisi Kanya ko kuchh Darshan de dunga aur Kalash ka Pani bhi main Ghar nahin bhi kar sakta kyunki main bahar jata hun bhai up se hun mere se aur main rahata Hun Haryana mein Haryanvi Maine vrat rakhe hain mere man se pahle kaha tha anushthan mein ki Mera man Kanhaiya Ji mujhko jamana paunga lekin ek do ya panch Jogi hai FIR main gay ko tumhara naam ki de dunga awas class ke bhai class ka pani ke liye baat nahin kar paunga
Bhiya mai maai ki puja kr rahi hu but four days se achank se tbiyt kharb ho gi chakkar vomit shirf me dard
Bhiya tabiyat khrab hone lgi shadna krte
Mai mahakalu ki puja krte hua ab four days se tabiyat kharab hone lgi jese jese puja bd gi but aj gussa aaya
Bhaiya hawan krna iab hai onchk pujan ke baad parsadhna toh raat ko puri hogyi orbhaiya do mntri ka jaap kiya hai ek subha or ek raat tih dono ki 108 ahutiya deni hogyi or ek ka hawan subha
Sir ji navratri me maine subah 8 baje sapne me dekha ki koi female tantrik humse boli ki meri negative hai aur koi mantra padhne lagi turant meri body tadpne lagi but kuchh samay bad mujhe laga wo meri maa ki sawari aayi thi aur wo usko utarne ki koshish kar rahi thi but nahi kar saki to bhaagne lagi es sapne ka kya matlab ho sakta hai kya such mere per sawari aa sakti hai please🙏 reply
Jai mata di❤
Jai mata di 🙏