@@AliRaza-md3do the shuttle from hotel le Meridien directly takes you to qudai bus stop which is near clock tower basement and from there to your hotel directly, no need to change another Bus.
@@RizwanKhan_99 Haram shareef se hoga bhai kuch 1 km approximate. Aur shuttle apko bohat jaldi pahuncha deti hai within 5 minutes bas ek tunnel ka faasla hai, Alhamdulillah
میں نے سنا ہے کہ مسجد الحرام سے ہوٹل واپس جانا بہت مشکل ہوتا ہے کیونکہ لوگ قطار نہیں لگاتے اور بس کی طرف بھاگتے اور دھکے مارتے ہیں۔ کیا آپ کو بھی اس طرح کی مشکلات کا سامنا کرنا پڑا؟
@@SyedZainUlHasan ji nahi Zain ul Hasan bhai. Humlog ko aisi koi mushkilat ka saamna nahi karna pada....kyun ki har 1-2 min mein bus'ein aate rehte hai...ek Bus choot bhi gayi toh koi parwah nahi...dusri Bus uske agle pal mil jati hai Alhamdulillah.
@@SyedZainUlHasan 15 se 20 hazar bante hai per night agar aap online room's book karte ho. Madine mein masjid e nabawi ke bilkul khareeb hotel thi "Jawarahtul Rasheed" naam se.
Assalamualaikum imran arshad Bhai Rent ka kuch aise andaza nahi hai mujhe kyun ki travel agent ne book Kiya tha...dar asal yea hamare umrah package mein shamil tha, umeed karta hoon aap mere jawab se mutmaeen hai, shukriya.
Mashallah
@@Abbu795 jazakallah khair ❤️
@@Abbu795 jazakallah khair ❤️
👍
@@Abbu795 ❤️❤️
Nice video
@@miaccountmobile4198 thanks 🙏
👏👏
🎉🎉
Wow
@@Abbu795 thank you. 😀
To reach haram from Le maradian
Does it required to change shuttle from Qudai station or it drops directly from Le maradian to Clock tower basement ?
@@AliRaza-md3do the shuttle from hotel le Meridien directly takes you to qudai bus stop which is near clock tower basement and from there to your hotel directly, no need to change another Bus.
As salam u alikum, please yeh bata dain k ager sath main kui wheelchair ly k jani ho to kia shuttle main allow hai?
@@muhammadazeemkhan6274 wa alaikum assalam Azeem Khan sahab, ji Bhai wheelchair bilkul le kar Jaa sakte hai. 👍
@@Taherkhanvlogs Jazakallah khair
Bhai, Haram se kitna door hy or shuttle kitne time me hotel se haram puhchahti hy?
@@RizwanKhan_99 Haram shareef se hoga bhai kuch 1 km approximate. Aur shuttle apko bohat jaldi pahuncha deti hai within 5 minutes bas ek tunnel ka faasla hai, Alhamdulillah
Bhai kia rent hay?
@@nazirhanif5094 assalamualaikum Bhai, rent ka toh pata nai hai kyun ke hotel,travel and sab kuch Umrah ke package mein include tha.
میں نے سنا ہے کہ مسجد الحرام سے ہوٹل واپس جانا بہت مشکل ہوتا ہے کیونکہ لوگ قطار نہیں لگاتے اور بس کی طرف بھاگتے اور دھکے مارتے ہیں۔ کیا آپ کو بھی اس طرح کی مشکلات کا سامنا کرنا پڑا؟
@@SyedZainUlHasan ji nahi Zain ul Hasan bhai. Humlog ko aisi koi mushkilat ka saamna nahi karna pada....kyun ki har 1-2 min mein bus'ein aate rehte hai...ek Bus choot bhi gayi toh koi parwah nahi...dusri Bus uske agle pal mil jati hai Alhamdulillah.
@@Taherkhanvlogs Jazak Allah. per night charges kya the? or Medina main kis jaga per rukay?
@@SyedZainUlHasan 15 se 20 hazar bante hai per night agar aap online room's book karte ho.
Madine mein masjid e nabawi ke bilkul khareeb hotel thi "Jawarahtul Rasheed" naam se.
Rent one night